Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Dost isiiye to update hold karke betha hun, kyunki aankhon ko jo aadat hai, wo create nhi ho paa rha hai..
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
I want publish saved drafted post, but not able to publish..
I know your answer will, copy that data and go quick reply and post..
But dear with the text, images are also the part of that draft and I am not able to download load them..
Also, that images are deleted from my gallery after the drafting..
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Continue....
Dadaji_Jay abhi 7 baj rhe hai, hume samay se ghar pahuchana hai taki tum aaj sankul jaa sako..
Me_ Ji, dadaji..
Dadaji_ Wese tumhare aur Rajeshwari ke beech me kyaa chal raha hai..
Me_ Dadaji wo?
Dadaji_ Jay, ye umar maja karne ki hai, bandhano me bandhne ki nhi. Kyaa tum jimmedari lene ko taiyar ho..
Me_ Dadaji me wakt ke pravah me bah rha hun bass..
Dadaji_ Khud per control karna sikho Jay..Tumse milne ke baad Rajeshwari ne yuvraj ko apne jeewan se lag bhag nikal kar fenk diya hai..
Jeevan Singh ki marji ke anusar, tumhen Rajeshwari ko manana tha, Yuvraj se shaadi karne ke liye..Lakin tumne use kisi aur chij ke liye hi mana liya hai..
Me_ Dadaji wo mujhe chahne lagi hai..
Dadaji_ Sirf wo yaa tum bhi..
Me_ Dadaji, mujhe uska ahsas pasand hai..
Dadaji_ Aur charulata?
Me_ Dadaji, wo ak alag kahani hai..
Dadaji_ Jay, merey bachche tum ak pahalwan ho.. tum akhade me ladte mujhe achchhe lagte ho...apne jeewan ko itna mat uljha lena ki aurate tumhari jindagi kaa rasta tay kare..
Tabhi Arjun samne se humari aur aaya..
Arjun_ Suprabhat Pahalwan Sahab, Suprabhat Jay Bhai..
Dadaji_ Suprabhat Arjun..
Me_ Suprabhat Arjun Bhai..
Arjun_ Pahalwan Sahab agar aapki anumati ho to me Jay ko astbal le jana chahta hu..me chahta hun ki wo Jane se pahle ak baar Baaz se mil le..
......
(This post was last modified: 03-11-2026, 04:01 PM by
Babab96. Edited 1 time in total.)
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Dadaji_ Arjun me tumhari Marji kaa samman karta hun, kintu humara jaldi ghar pahuchna jaruri hai..agar tum bura naa mano to me chahunga ki Jay, ghar ke baki sadasyo se mil le..Aur phir ghar chale mere sath..
Arjun_ Ji Pahalwan Sahab..me Baaz se kahunga ki Jay jald hi lautega..
Me_ Hmm..
Hum waha se nikal kar bahar aangan me aaye..
(This post was last modified: 03-11-2026, 05:08 PM by
Babab96. Edited 2 times in total.)
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Hum dono aangan me aa pahuche..
Wahan Jeevan Singh pehle se khade the. Unke saath Nirbhay bhi maujood tha.
Jeevan Singh_ Suprabhat, Baldev ji.
Dadaji_ Suprabhat Jeevan Singh ji..
Jeevan Singh _Jay , neend theek se aayi tumhen, humari iss haveli me?
Me_ Ji, bilkul..
Jeevan Singh_ Mujhe khushi hai ki tum maje se so paye Jay..
Dadaji, Jeevan Singh ko dekhtey huye bole..
Dadaji_ Jeevan Singh ji, Jay ak nind to pathhar per bhi le leta hai, apke bistar to phir bhi makhmal ke hai..
Jeevan Singh_ Haa wo to Jay ki kabiliyat dekh kar pata chalta hai, Pahalwan Sahab, ki apne bade sangharsh se tarasha hai, iss hire ko..
Dadaji_ Jyada tarif mat kiye Jeevan Singh ji, warna ye mahashay sir chad jayenge..
Aur iss baat per dono hasne lage..
Jeevan Singh_ Achha, mera ak nivedan hai, Pahalwan sahab..
Dadaji_ Ji kahiye..
Jeevan Singh_ Mujhe pata hai aap turant ghar ke liye nikalna chahte hai, kintu me chahta hun ki aap log nasta karke jaye..
Dadaji_ Theek hai. Lekin nashta ke baad hum jane ki aagya chahenge..
Nirbhay_ Humara bawarchi nasta bahut badiya banata hai, Pahalwan Sahab.. aap dono ko maja aa jayega....
Dadaji_ Khana to kal raat kaa bhi laajawab tha, kyun Jay?
Me_ Ji, dadaji bilkul..
Aur iss baat per me muskura diya...
(Darsal doston, ye baat khane ki nhi ho rahi thi, jo mene raat ko 4 aaurato ke maje kiye, dadaji isharo isharo me uss laajawab maje ki baat kar rhe the)
........
Kuchh der aise hi baat karne ke baad Jeevan Singh bole..
Jeevan Singh_ Pahalwan Sahab apko ye humari haveli kesi lagi..
Dadaji_ Bahut shandaar aur aaram dayak..
Jeevan Singh _ To kyaa ye Jay ke rahne ke liye uttam jagah hai..
Dadaji_ Ji, Jeevan Singh ji, ye haveli to kisi bhi vyakti vishesh ke rahne ke liye uttam hai..
Jeevan Singh_ Bilkul, To Pahalwan sahab, kyaa socha hai apne jay ke yaha rahne ke mere nivedan per..
Dadaji_ Jeevan Singh ji, ye faisla Jay kaa hi hoga, aur Jay kaa faisla me apko 1-2 din me, telephone ke madhyam se bata dunga..
Jeevan Singh_ Mujhe apke jawab kaa besabri se intezar rahega..
Dadaji_ Ji..
Jeevan Singh_ Pahalwan sahab ak mard ke sath reh kar, sayad mere beton me, photo me, aur natiyon me bhi..
Mardangi kaa khun ubale mare...
Dadaji_ Jeevan Singh ji apke sare bete, pote aur naati mard hai..
Aap unki tohin naa kare, aur rahi baat Jay ki..
To ye bahut khas hai, isse kisi ki tulna ho hi nhi sakti...
Jeevan Singh_ Ji, sahi kaha apne..
..........
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Phir Kuchh pal aise hi batein hoti rahi, Nirbhay aur Chandrabhan Singh abhi bhi humarey sath hi khade the. Kuch der aur hum sabke beech baatein hoti rahi. Tabhi Jeevan Singh ji ne meri taraf dekhte hue kaha—
Jeevan Singh: "Jay, tumhein nahi lagta ki jaane se pehle tumhein ek baar Rajeshwari se uske haal-chaal le lene chahiye? Use achha lagega."
Jay: "Ji, zaroor. Aap log baatein kijiye, main Rajeshwari ji se milkar aata hoon."
Jeevan Singh: "Haan, beta. Woh andar hi hogi. Tum jao."
मैंने दादाजी की तरफ देखा।
Jay: "Dadaji, main Rajeshwari se milkar aata hoon."
Dadaji: "Haan beta, jao. Lekin zyada der mat karna, humein bhi ghar ke liye nikalna hai."
Jay: "Ji Dadaji."
इतना कहकर मैं वहाँ से राजेश्वरी से मिलने के लिए अंदर की तरफ चल पड़ा।
पीछे Nirbhay और Chandrabhan Singh भी वहीं Jeevan Singh ji के साथ खड़े रहे।
मेरे जाने के बाद Chandrabhan ने Jeevan Singh ji से कहा—
Chandrabhan Singh: "Pitaji, Jay ne bahut kam samay mein hum sabke dil mein apni jagah bana li hai."
Jeevan Singh: "Bilkul Chandrabhan, kuch log apne vyavhaar aur karmon se aisi pehchaan bana lete hain, jise banane mein doosron ko saalon lag jaate hain."
उधर मैं राजेश्वरी से मिलने के लिए आगे बढ़ रहा था।
......
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Mein_ Agar aap log man bana hi chuke ho to, mein Ishita se akele me baat karna chahunga..
Vasundhara_ Jao, Ishita damad ji ko apne kamre me le jao, aur gate chaho to band kar lena, taki koi tumhen disturb naa kare..
Me_Aap logo ko itna bharosa hai ki aap hume band kamre me akele chodna chahte hai
Vasundhara_ Jo apki hai, use apke sath akele chodne me kesa sandeh..
Aanand_ Jay, hum tumhe apna damad Maan chuke hai, aur hume bharosa hai ki tum aaj nhi to kal, khud bhi, khud ko humara damad Maan loge..
Me_Iss bharose ke liye sukriya, Aanand Singh ji..
Aanand_ Hume Khushi hogi Jay, agar humari beti ke chehre per bhi wo khushi ho....jo Rajeshwari ke chahre per hai to..
Vasudhara_ Jay, me to tumhen apne damad ke roop me hi dekh rahi hun..
Aur isi bharose ke sath, Mein tumhen Ishita ke kamre me akele samay bitane ki anumati deti hun..
Jao Ishita, Jay ko apne sath le jao..
Ishita_ Ji maa..
Ishita mera ak hath pakad kar, mujhe apne sath apne room ki aur lekar chal di....
.........
Posts: 1,130
Threads: 13
Likes Received: 580 in 352 posts
Likes Given: 80
Joined: Dec 2024
Reputation:
20
Me_ Ishita, tum kuchh puchhna chahogi..
Ishita_ Mujhe pata hai ki apki dusri patni to mosi Rajeshwari hi banegi, lakin kyaa aap iske baad bhi koi shaadi karenge...
Me_ Haa! Sambhavatah
Ishita_ Aap hum dono se shaadi to karenge naa?
Me_Haa! Sambhavatah
Ishita_ To kyaa aap hum dono se shaadi nhi karenge?
Me_ Ishita, tum dono bahut pyari ho..lakin me yaha iss wakt, tumharey aur mere bich jo ye anjana saa rishta hai, use ak disha dene aaya hun..
Ishita_ Apne jawab nhi diya ki aap hum dono se shaadi karenge yaa nhi?
Me_ Tum dono se shaadi karna mere liye kushi ki baat hogi, Ishita..Lakin kyaa tum?
Ishita_ Puchiye naa agar aap kuchh puchna chahte hai to?
Me_ Kyaa tum sirf apni Kasam ke chalte mujhse shaadi karna chahti ho?
Ishita_ Sach kahu to nhi, Me aap per mohit hun, aap iss age me bhi itne mature hai, itne takatwar hai, Pahalwan hai..
Apki har ak adaa ne mera dhyan apki aur khincha, lakin mene khud ko sambhale rakha tha...
Me_ Fir ye sabra kaa bandh tuta kese?
Ishita_ Apne jab un chhe pahalwan ko ronda, aur naa sirf ronda, unke sariro per wo ghav diye, jo mahino tak theek nhi honge aur salo tak unhen taklif denge....
Unn ghavo ne mujhe wo sukun diya, mere salo purane ghavo per malham lagaya..
Usi pal mere sabra kaa bandh tut gyaa aur me man hi man apki ho gayi..
Me apni antar aatma se apko apna pati maan chuki hun..
Ab agar aap ne mana kar bhi diya to me dobara shaadi nhi karungi..
Me_ Ishita, kahi ye ak affection to nhi, jo sirf kuchh din tak rhe..
Ishita_ Bilkul nhi, Aap bharosa kijiye..
Me_ mein tum per bharosa karta hun, ummeed hai tum wo bharosa bana kar rakhogi..
Ishita_ Me bilkul bana kar rakhungi apka bharosa..
.......