Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala

Showing only the posts of sarit11: 524 of 595 posts. Show all posts

Ye badtamizinahi hai dear ye meri soch hai , aur tum janti ho ki main koi bhi kahne separhez nahi karta aur kahne me main kisi ka lihaz nahi karta main wahi kahungajo mujhe sahi lag raha hai , mere hisaab se to sirf pappu aur pari ki worship hoi chahiye ,jitney male hain wo pari ko pujen aur female pappu ko , jai bur devi – jai holund dev ki – wo besharmi se bola
Lanat hai tumpar chalo acha phone rakho ab mujh se bat mat karna kabhi – main boli
Haan sach karuwahota hai na wo maine kah diya to aap ko bura lag gaya – wo bola
Sach kya hai yetum jante hi nahi ho shayad aur na hi samajhne ki koshish ki kabhi ab tumhareparents ne kya tarbiyat di hai aur ye kyun hua tumhare sath ye main nahi jantilekin khuda parast logon ke yahan shaitan kaise paida hua ye ek bahut barasawal hai – main boli
Koi khuda pudanahi hai agar hai to us waqt kahan gaya tha jab train me nirdosh logon ko zindajala diya gaya tha aur fir us ke bad badle ki aag me jalkar hazaron nirdoshmare gaye tab tumhara khuda kya apni begum ke lahnge me chup gaya tha - wo bola
Main chup rahi
Ab jawab do – wobahut tez awaz me bola
Wo jo kuch bhihua wo insaani amal tha khudayi nahi aur us ke zimmedar bhi kahin na khin tumjaise log the jinka kisi se koi wasta hi nahi hai agar wo asliyat me kisi kemanne wale hote to aisa kabhi nahi karte – main boli aur maine phone band kardiya
Us ke bad usnekayi bar phone kiya lekin maine nahi uthaya , mujhe bahut bura laga tha uska islahje me kalam karna , aur main bhi us se is silsile me zyada bahas nahi karnachahti thi main jo kuch kaha wo ye soch kar ki shayad wo mazak kar raha hailekin us ki baton se saaf zahir ho raha tha ki wo be deen hai nastikhai , aur kisi bhi aise insaan se kabhi is bare me bat hi nahi karni chahiye ‘
Us din ke bad semane shaizan se bat hi nahi ki fir eid aayi to maine socha ki main us ko wish karun lekin fir ye soch kar nahi kiyaki us ka eid se kya lena dena agar kahin papu pari ka koi tyohar ho to us kowish bhi kiya jaye , kyun ki us ne khud hi kaha ki worship sirf in ki hi sahihai
Waqt yun hinikalta raha aur mausam badalte rahe hamari zindagi apne purane rang me chalrahi thi , sardi ne khunk hawaon ke sath apni amad darj kara di thi aur merapasandeeda mausam aa chukka tha ,
aur fir dhire dhire dhandak apne pure shabab par aa gayi aur jalne lagiatish dano me lakariyan , wo sweater jacket , munh se nikalta hui bhaap aurkanpkapi se hilete hue logon ko dekhne ka maza hi kuch aur hai fir yunhi waqt beeta aur saal 2006 bhi hum sabko alwida kah kar chala gaya aur apne piche chor gaya to apni kuch yaden , aurapni mithi yadon ke sath wo bhi band ho gaya tha meri diary me
Wishes aurcelebration ke sath sath new year ka agazh bhi ho gaya tha aur aane ke sathsath jane bhi laga tha aur new year ke kuch din beet gaye the
Shaizan ke msg to ate rahte the lekin main us se bat nahi kar rahi thi jab us ne itni zyada bewakoofi bhari baten ki thi, au raise hi bahut din ghuzar gaye aur msg pe msg send karta raha aur sorry bolta raha
wo kah raha tha ki main tum ko hurt nahi karna chahta tha lekin main ye sab nahi manta , main ab fir kabhi aisi bat nahi karunga au raise hi kayi din jab beet gaye to fir maine bhi us se bat karnashuru kar diya lekin bat mukhtasar hoti thi , bahut zyada nahi
_

 horseride  Cheeta    
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.

pahle jahan mainus ko ignore karti thi aur bat nahi karna chahti thi wahin ab halaat kuch badalchuke the , ab main khud us se bat karna chahti thi lekin shaizan ko kabhi bhiye ehsas nahi hone de rahi thi ki mainkhud us se bat karna chahti hun


Main bat tokarna chahti thi lekin phir bhi roz bat nahi karti thi

kabhi kabhi hi bat karti thi, lekin agar kisi din wo mujhe phone nahi kartatha ya bat karne ki request ka msg nahi send karta tha to main sochne lagti thiki akhir aaj isne bat karne ki request kyun nahi kii ,

Phir khud hi sochne par majboor ho jati thi kijab wo bat karne ke liye girgirata hai to main parvaah nahi karti aur jab wokisi din phone nahi karta to kyun main pareshan hoti hun, ye kaun sa ahmakana Amal hai

Shahnaz aurseema ki study chal rahi thi shahnaz be inteha mehnat kar rahi thi is bar uskafinal tha , shahnaz ek roz mujh se boli ki examination programme ane wala hai

Haan aane hiwala hoga – maien kaha


Wo mere samnekhari hui apni chutki ko bajate hue ungliyon ke sath sath apne sir ko ghumatehue boli - to fir mujhe camera milega aur wahi milega jo main pasand karungi

Haan haan bilkullekin pahle BSC pas karo first division fir le ke dungi

Bsc pas karne kibat thi sirf first aane ki koi bat nahi hui thi – wo boli

First ki hi tobat hai waise to sabhi pas kar lete hain first aaogi tab hi camer milega – main boli

Nahi ye cheatinghai aap se aisi koi deal nahi hui thi – wo boli

Deal kaisi deal– main ne pucha

Bsc pas hone parcamera ki – wo boli

Ye koi deal nahihuii thi kan kholkar sun liye aap , camera aap ko tab hi milega jab aap firstaayengi and thats final – main boli

To fir main bhiexam nahi dungi – thats final

Kya!!!!!!!!!!!!! main uski bat pebehad hairan thi ki aaj ye mere samne kis tarahbol rahi hai – kya kaha aap ne – maine pucha

Maine kaha mainexam nahi dungi jab aap camera nahi le ke dogi – wo boli

Pahle pas ho tabcamera milega – main boli

Pahle camera firexam , jab main camera dekh lungi tab hi exam dene jaungi kya pata baad me aapna leke do – wo boli

Ye kya bak rahiho tum – maine kaha

Haan mujhe patahai aap apni bat se fir jayengi is liye pahle camera la ke ghar pe rakh liyejab main camera dekh lungi tab exam dungi warna nahi dungi mujhe aap par bilkulbharosa nahi hai – wo apne hathon ko left right ghumate hue mujh se bahas kiyeja rahi thi ,

aur main aaj us ke badle hue lahje par bahuthairan thi ki akhir har baat me jee jee kahne wali meri bahan aaj mujh se bahaskarte hue kah rahi thi mujhe aap par bharosa nahi hai

Thik hai betalekin pahle ye bataiye ki ye sab kis ne parhaya hai aap ko – maine pucha


Chuzi didi ne –wo tapak se boli , fir fauran hi boli na nahi kisi ne nahi chuzi didi us din jabaayi thi to meri bat bhi nahi hui thi un se , unhone nahi kaha tha mujh se ,aur aur wo maine un se kah diya tha ki main aap ko nahi bataungi ki chuzi didine sikhaya tha – ab wo baukhlayi hui haklate hue pata nahi kya kya bak rahi thi

_

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Main uth karkhari hui aur uski taraf barhi to uske chehre pe hawaiyan urne lagin


Maine pas jakarus ke kaan pakarte hue kaha – haan to ab boliye kya farma rahi thi aap

Nahi sorry bibbiwo main main nahi , nahi sorry bibbi – wo boli

Dekho tum ko aurtumhari didi dono ko bandh ke itne thappad marungi ki sab samajh me aa jayega ,aura b ap ko pas hone ke bad bhi camera nahi milega – main boli

Nahi bibbiplease i am sorry , bibbi ab nahi kahungi kuch nahi bolungi main – wo boli

Main kuch nahiboli , lekin eb uski halat dekh kar mujhe bahut pyar aa raha tha us par aur chuzi ke upar bahut hi zyada gussa bhi

Maine chuzi kophone kiya aur us se ghar aane ko kaha to wo boli kya hua yar main aaj kalbahut busy hun Holi ka bahut sara kaam hai

Kya kaam ho rahahai holi me – maine pucha

Arey yar bahutsara kam hota hai bahut kuch banana parta hai ab main eke k chiz tum ko name kesath nahi bata sakti – wo boli

Acha to tum shamko ana zarur holi koi aj nahi hone jar hi hai main boli


Thik hai yaraaungi sham KO – wo boli aur bat khatam ho gayi

Sham ko chuziaayi hum log bat kar rahe the us ne pucha haan batao kya hua kyun bulaya tha

Bulaya aap ko isliye tha ki ye bataiye ki aap ne shahnaz ko kya parhaya tha – main uske baal pakarte hue boli

Wo bahut hibhaddi muskurahat ke sath mujhe dekhti rahi aur fir shanaz se boli to tum nesab kuch bata diya na

Jis ke jawab meshahnaz sirf haan wo jee jee ji pee pee hi kah payi is se zyada us ke munh sebol nahi foote

Jao yar tumbekar ho wo shahnaz se boli tum ne to phansa diya naam zad report ho skti haitumhari sopt pe hi areest ho gayi tum , tum kabhi LLb nahi ho sakti

Kya matlab haitumhara – kya bakwas kar rahi ho – maine pucha

Kuch nahi basmain to us ko apne hak ke liye larna sikha rahi thi shahnaz ko kranti kari bana rahi thi – wo boli

Tumhari aisi ki taisi maine uske balon ko jhtakte hueboli kyun bigar rah ho bachon ko bewakoof


Arey kuch nahiis ne hi to mujhe bataya tha ki jab pas ho jayegi to camera milega is liyemaine kah diya ki kya guarantee hai ki milega hi is liye pahle hi sab kuchlikhwa lo bad me beimani ho sakti hai na – wo boli


Tum ko kuchsamajh me nahi aata jo chahti ho bakwas karti rahti ho – main boli


Ab main wakeelhun na aur ek acha wakeel achi advice deta hai – wo seena tankar boli

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Khair ho ab iswakalat ki jisko tum apnane wali ho – main boli
Khair hi hogimain jo case larungi wo jeetungi judge kahega
Judge bal nochkar bhag jayega ya fir tumhari waqalat hi baned ho jayegi – main beech me boli
Acha chalo bekarki baten choro parso holi hai aur tum log subah hi mere ghar aana – wo boli
Kyun subah kyun– main boli
Arey subah himaza aata hai itna dhamal hota hai holi me , yahan tumhare yahan to kuch hotahi nahi hoga city se bahr to ho tum log kuch pata hi nahi chalta hai tumhareyahan – wo boli
Pata kyun nahichalta holi yahan bhi hoti hai lekin holi ke naam par behoodgi aur hurdang nahihota yahan – main boli
Ek din hurdangbhi hona chahiye na maza aata hai – wo boli
Dekho main subahnahi aaungi kyun ki mujhe rang raughan acha nahi lagta aur jis bedhange pan seholi me rang hota hai wo mujhe bilkul pasand nahi is liye main to ghar me hiband rahti hun kahin nahi jati - mainboli
Arey ye kyabakwas hai main to hamesha hi ati hun tumahre yahan aur sumbhi aati hi ho firye kyun kah rahi ho – wo boli
Sham ko aati hunya fir next day holi milti hun lekinnautanki me shamil nahi hoti main – maine kaha
Dekho main kuchnahi janti agar rang se bachna hai to kal sham ko hi mere ghar aa jana kyun kiagar parso subah niklogi to mere ghar tak pahunchne se pahle hi har tarah ka rang tum dekh logi is se acha haikal sham ko hi aa jao bahut maza aayegayar – wo boli
Nahi yar yahncolony me bhi to holi hoti hai aur main sab dekhti hunn agar main gayi to yahanke logon ko bura lagega kyunki ka system alag hai yahan koi bhi festival ho sab ka hota hai aur agar main yahan nahirahi to sab ko bahut bura lagega – main boli
Ye kaun si bathui yar tum to – wo bahut buri tarah jalebhune lahje me boli
Don’t mind chuziplease samajhne ki koshiah karo – maine kaha
Thik hai jochaho karo meri bat ki koi value hi nahi hai jab to main kyun mind karne lagi –wo boli , aur ye kahte hue uth kar chal di aur boli acha main ja rahi hun
Arey abhi rukoyar kuch chai nashta to kar ke jaao abhi aayi ho aur bhagi ja rahi ho – mainboli
Lekin wo binasune hi chali gayi main uske piche aayi aur usko rokti rahi lekin us ne mujhemurkar bhi nahi dekha main awaz deti rahi lekin wo ruki nahi
Kafi der takmain gate pe khari usko jate hue dekhti rhi lekin us ne mujhe piche murkar nahidekha aur chali gayi , mujhe us ke is tarah jane ka bahut afsos tha , kuch deryunhi khare rahne ke bad main wapas ghar ke andar aa gayi
Aap ne kyn manakar diya bibbi chuzi didi kitne pyar se bulane aayi thi – shanaz boli
Tum chup raho abtum chuzi ki taraf se wakalatnama dakhil mat karo – main boli
Wo bina kuchbole hi mujhe ullu ki tarah ghoor kr dekh rahi thi

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Tum bewakoof howo pyar se aise hi bulane nahi aayi thi , zarur usne koi bahut bada natak plankiya hoga aur us liye wo mujhe bula rahi thi abhi tum nahi janti ho us ko kitnibadi nautanki hai wo – main boli
Maine kayi barchuzi ko phone kiya lekin usne phone hi nahi uthaa har bar phone cut kar detithi Next day bhi maine us ko phone kiyalekin fir bhi us ne nahi uthaya maine kayi msg send ke kiye ki bat to karolekin koi farak nahi para
Phir maine chuzike papa ko phone kiya maine pucha chuzi kahan hai to wo bole ki ghar pe hi hai, maine kaha wo phone nahi utha rahi hai aap zara bat kara diye Unhone chuzi sekaha lekin us ne mana kar diya .
Kyun bat nahikar rahi – maine pucha
Pata nahi betawo kah rahi hai ki mujhe bat nahi karni hai – wo bole
Thik hai unclemai kal se bahut bar usko phone kar chuki hun lekin wo phone nahi utha rahi haiaap us se kah dena ki main ab kabhi us ko phone nahi karungi – main boli
Thik hai betamain bol dunga lekin kya koi bat ho gayi hai tum logon ke beech me – unhonepucha
Nahi koi batnahi hui hai aap us se hi puchiye na kyun wo bat nahi kar rahi hai – main boli
Us se kya puchunbeta uske mood se to lag raha hai ki wois samay tum se bura koi aur ho hi nahi sakta wo bahut naraaz hai aur jab takwo naraz hai main to kya bhagwab bhi us se tumhari bat nahi kara sakta – wobole
Thik hai koi batnahi uncle ap us se kah diyega ki main ab us ko phone nahi karungi yekahte huemaine phone band kar diya
Din yunhi beetgaya har taraf Holi ki hi taiyari chal rahi thi , puri colony me dhoom thicolony se bahar kuch kadam ki doori parholi jalayi jati thi wo jagah ko bahut behtar andaz me sajaya gaya tha aurbahut hi tez awaz me wahan music chal raha tha jis ki dhun par log naach rahethe , sham ko main bhi shahnaz aur colony ki kuch aurton ke sath ghar senikli har tarah bahut chahal pahal thibazaar dulhan ki tarah saje hue the kafi der ke baad hum log ghar laut aaye .
Der raat holijalayi gayi main to ghar me hi thi lekin shor o ghul is kadr tha ki pata sabchal raha ki kahan kya ho raha hai
Jis jagah holijal rahi thi us ko maine dekha to wahan par bahut sari lakariyon ko jama kiyagaya tha aur holi jalne ki ek jagah makhsos thi aur wahan par holi jalne kekayi din ya kayi month pahle hi holi ko nasab kar diya jata tha aur ek khas dinkhas waqt usko aag ke hawale kar diyajata hai aur fir sab log us aag ki puja karte hain .
Mujhe ye bahuthi acha laga kyun ki main khud ek aatish parast hun .
Subah jaldi hi sab apne rang me aa gaye the aur puricolony ki sadak rangeen ho chuki thi aur naliyon me pani ki jagah rang bahnelaga tha , bache ade burhe sab ek hi rang me range hue the , aurten bhi kisi sepiche nahi thi , shahnaz bhi so kar uth gayi thi main gate ke andar khari3huibahar dekh rhi thi dekhne me to bahut maza aa raha tha .
Tabhi bahut selarkiyon aur larkon ki ek bheer aayi aur bahut tez awaz me wo sab mujh se boleHoli hai

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Haan Holi haiaur mujhe maloom hai – main boli
To gate kholo nadidi sab ek sath bole
Jee nahi yehasrat aap logon ki kabhi puri nahi hogi – main boli
Ye ghalat baathai didi aap har bar bach jati ho lekin abki hum sab ne ye tai kiya hai ki aapko zarur rang lagayenge
Ye kabhinahihoga – main boli
Hoga kaise nahiye kahte hue ek larke ne rang se bhara hua ghubbara meri taraf phenka mainfauran andar bhag gayi aur lobby ka door band kar liya
Maza aaya bibbi –shahnaz hanste hue boli
Tum chup raho –main boli
Mujhe to bahutacha lag raha hai – wo boli
Acha to mujhebhi lag raha hai lekin sirf dekhna, is me shamil hona mujhe bilkul bhi achanahi lagta – main boli
Hum dono uparchale gaye aur balcomy me khare hokar niche dekhne lage sarak pe dhamal ho rahatha , tabhi ek larki mujhe hath dikhate hue boli kab tak bachogi tum is bartumhari khair nahi hai , main jawab me usko angutha dikha diya
Tabhi ek larka bola gujhiya khane to aaogi na tab hum log bataungeaap ko ,
tab tak sabkhatam ho jayega - main boli
Nahi jab tum KOranga nahi jayega tab tak aaj kuch khatam nahi hoga
To thik hai tabtak tum sa logon ko aise hi rahna parega main to niklungi hi nahi – maine kaha
Tabhi ek lake kokayi larkon ne pakar liya aur uski pant khich kar utar di gayi fir uski tshirttukron me bant kar kahan ghayab ho gayi pata hi nahi chala usnke bad usko sabne milkar khoob ranga wo bahut chilla raha tha wo sarak pe para hua tha aurcharon taraf se us par rang ki bauchar ho rahi thi , fir wo utha aur jis ka jokapra uske hath me aaya wo sab ko farne laga puri colony me aafra tafri machihui thi
yehi sab kuch der tak dekhte rahne ke bad main niche aa gayi
Hum logonne nashta kiya nashte ke bad main baithihui thi ki door bell hui maine bahar aakar dekha to seema apni mom ke sath aayi thi.
maine gate khola aur unko andar aane diya ,har sal holi me ye unka niyam tha ki wo subah subah hi mere ghar aati thi aurholi milne ke bad fir kahin jati thi jaisa ki unko pata tha ki mujhe tamashanahi pasand hai is liye seema bhi chupchap hum logon ke mathe pe teekalagakar lage milkar wapas laut jati thiaur aaj bhi aisa hi hua.

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Ab aage --- Holi Special Update me
Jab aunty aurseema jane lagi to main gate pe aayi gate khola aur wo log bahar nikal gayi mainunko jate hue dekh rahi thi bahr koi nahi tha maine gate band kiya aur andar aagayi
Main andar akarbaithi thi ki kuch der ke bad fir door bell hui maine shahnazz se kaha jaodekho kaun aya hai
Wo boli ap jaiyemain nahi jaungi koi rang lagane aaya hoga
Bewakoof larki – main kahti hui bahar aa gayi , mainedekha gate pe razia auny khari hui thi , maine usko salam kiya aur pucha jeeaunty kahiye
Arey gate kholojaldi se warna koi akar rang dal dega – wo boli
Maine gate kholaaunty bilkul saaf suthri dress me thi maine gate kholte hue pucha kya hua auntyaap rang nahi khel rahi hain
Bhagao bhaimujhe bilkul shauk nahi hai apni shakal badalne ka – wo kahti hui andar aa gayiaur achanak hi gate ko ek zordar dhakka laga jis se main piche girte girtebachi aur dhakka dekar chuzi andar aayiaur bahut hi beri tarah se hansne lagi us ka face ramsay brother’s ki films ki churail jaisalag raha tha aur baal bhi kayi rangon me range hue the
Uske piche to ekbahut bari teem thi jis me kayi larkeaur larkiyan the jo subah se bahut bar mujhe gate kholne ke liye kah chuke thelekin ab wo sab ke sab apni apni rangeenshaklon ke sath mere samne khare hue hans rahe the
Hum ne kaha tha na ki jab tak aap ko ranga nahi jayega aaj holi khatam nahi hogi gul darling –sab larkiyan mere charon taraf nachte hue boli
Ab kya karogimeri gul naaz – chuzi boli
Hum sab is pyarisi gul ke liye kayi gulon ka rang laye hain – colony ki kayi bhabhiyon ne kaha
Maine raziaaunty ki taraf ghoor kar dekha – wo meri nazaron ko pahchan gayi , aur bolimain kya karti ye tumhari dost aur tumhari ye sab bhabhiyan ye log mere pichepar gayi ki gulnaaz ka gate khulwao warna tumhari buri halat bana denge – mainkya karti is liye mujhe aana para
Main bahut halkehalke piche ki taraf kadam barha rahi thi maine chuzi ko baton me uljhya huatha aur wo puri tarah se apne rang me rangi hui thi aur lagatar nautanki kiyeja rahi thi
Achanak hi mainmur kar andar bhagi lekin lobby ke darwaze tak hi aa payi aur mere dono hathpiche se pakar liye gaye , maine bahut tez awaz lagayi shanaaz meri awaz pe wobhagti hui aayi
Lekin mujheHoliwalon ke narghe me ghira dekh kar fauran hi andar bhag gayi aur bewakoof nedarwaza bhi band kar liya
Waaah shahnaaazbahut ache kya kahna tumhara anjane me hi sahi lekin aaj bahut acha kaam kiya tum ne – chuzi uchal uchal kar hanste hueboli
Haan ab bolo kyakiya jaye tumhare sath kyun ki meri pyari gul ko rang raughan to bilkul acha hinahi lagta – shakuntla bhabi meri khinchayi karte hue boli
Is waqt merikuch samajh me nahi aa raha tha ki main kya karun bahut hi zyada bebas mahsoos kar rahi thi apne aap ko , jab meri kuch samajh menahi aaya to maine surjeet aunty ko awaz di , maine socha agar surjeet aunty aagayi to ye sab bhag jayenge kyun ki aye larkiyan aurten kya surjeet aunty keaage colony ke maradon ki koi haisiyat nahi thi akhir wo thi aisi
Surjeet aunty neapni balcony se jhank kar dekha aur boli hey main abhi aa rahi hun aur tezi sebhagi

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Sab larkelarkiyann ek sath bole arey jaldi bhago yahan se lekin sab apna kaam kar gayethe jaise hi ek rang lekar meri taraf barha maine tezi se niche baith gayi aurapne ghutno me sir chupa liya
Lekin dry powderki tarah ke rang ko ek ke bad ek ne mere balon me khoob lagaya
Sab ek sath boleis tarah kyun baith gayi Holi hai koi shok divas nahi ye kahte hue mujhe khinchkar utha diya aur fir jisko jo jagah mili wo rang lagata raha aur bhagta raha ye sab surjeet aunty ke sar ki wajah se ho raha tha aur larke sabrang lagate hue bhag rahe the
Wahin larkiyansab khari hui thi , tabhi surjeet aunty aa gayi aur unhone gate pe hi do larkonko pakar liya aunty ne eke k hath se dono ko pakarte hue apni bahon me jakarliya tha aur andar ghaseete hue boli
Haan ab bolo kyakar rahe the
Kuch nahi bhabiHoli hai na is liye ab plzzz aap kuch mat bolo pahli bar mauka mila hai aajgumlaan ko rang lagane ka – wo bole
Tu yahan kya karrahi hai chal gate band kar kanjri – wo razia aunty se boli
Razia aunty nehi gate khulwaya bahane se – main boli
Koi bat nahibeta Holi hai – surjeet aunty boli
Bhabhi hum logonko choro – wo dono bole
Kaise chor dunmujhe bhi to aaj mauka mila hai apne devaron ke sath Holi khelne ka – wo boli
Gate band hochukka tha chui nachte hue boli mal de gulaal mohe aayi holi aayi re , devaronko khinchengi bhabhi aayi holi aayi re
Aunty ne un donoko chor diya aur larkiyon se boli arey sabak sikhao in ko
Fir rangon ki bauchar se mere ghar ka to nakshahi bigar gaya , wo dono itne pareshan ho gaye ki harkar aurton ke kapre khinchne lage ,
yedekh kar surjeet aunty ne ek ko pakra aur uski shirt khinch kar alag kar diiaur dono hathon ko pakar kar lgbahg uthate hue boli is ki pant utar , kuch derke wo dono sirf underwear me the un logon ki samajh me nahi aa raha tha kibhagen to bhage kahan
Surjeet aunty neek ki under wear khinch kar utar di ab wo bilul nanga tha , wo shakuntala bhabise boli kabhi devak ki lulli me ranglagaya hai
Us ke baad undono ko girakar sab larkiyon ne un ki kamar ke niche ke hisseme rang lagaya bahut bure phans chuke the wo dono surjjet aunty ek ko khara kar ke jhukate hue boli is kechutar me rang bharo pichkari se
Arey ab to chor do ya - pharne ka irada hai tum logon ka, sab ko dekh lunga kisi ko nahi chorunga - wo dono bol rahe the
Hum to waise bhi nahi chahte ki tu hum ko chode – shakuntla bhabi boli

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Surjeet aunty neus ko chor diya wo dono apne ghutno ko zameen se lgaye dono hath apni janghonpe rakhe hue batihe the , tabhi shakuntala bhabi un ke pas jakar boli areybhabi ab in becharon ke kapre de do
Shakuntalabhabi bilkul unke pas thi aur unhonegown pahna hua tha tabhi un dono ne unko pakar liya ek ne tange pakar kar khincha jis se wo girne lagi aur girne sepahle hi dusre ne unko thaaam liye ek un ki tangon ki taraf se gown ko pakraaur ek jahtke se un ke gale tak khinch diya jise dusre ne gale se nikal diya abbhabi sirf bra aur peticot me thi , aur un dono ne un ko kas kar pakra hua tha
Haan to bhabhiab hogi devar bhabi ki asli Holi – wo dono bole
Haan bhaiyabahut maza aayega bhabhiyon ko sabak milna chahiye – chuzi boli
Tu chup rah harpal partu badalti rahti hai – surjeet aunty boli
Wo dono un kolakar lawn ki ghas pe daal diya
Arey surjeetbhabi mujhe bachao – wo chillaayi
Holi hai bhai burana mano – surjeet aunty boli
Bahut kamini hotum – wo boli
Tujhe aaj hipata chala kutti – surjeet aunty boli
Wo dono jomadarzaat nange the , unhone shakuntala bhabi ki bra ke upar se unki brest kohalke hathon se masal masal kar rangna shuru kar diya
Tum log ranglaga rahe ho ya maza le rahe ho – surjeet aunty boli
Tu ab jale penamak na chirak – shakuntala chillayi
Wo dono hansterahe , aur sab log talii peet peet kar hans hans kar chilla rahe the tabhishakuntala bhabi ne kisi tarah apni tango pe baithe hue ko gira diya aur uthkar baith gayi
Baithte hiunhone ek ko pakra aur khinch kar girate hue boli ab teri khair nahi bachu
Tabhi dusre nepiche se unki bra khol di jis se bhabi ko apne dono hath seene pe rakhne pargaye aur wo unki pakar se choot gaya
Wo apni donobahon ko morkar apne seene se lagaye hue thi , ab wo dono hanste hue bole abkya arogi bhabi
Ek ne pakar karbhabi ko fir se lita diya aur dusra unke peticot me hath dalkar rang laganelaga
Dekho ab baskaro – wo boli
Arey bhabi jahantum ne mere rang lagaya wahan wahan main bhi lagaunga
Achanak bhabichillayi aaaaah
Kya hua –surjeet aunty ne pucha
Arey ungli kardii kaine ne – wo boli
Acha ye majalinki ye kahte hue surjeet aunty fir se aayi aur un logon ke baal pakar kar uthaliya aur khinchti hui gate se bahar karne lagi

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Arey hamarekapre to de do – wo bole
Aise hi jaaokapre hum ghar bhej denge – aunty ne kaha
Arey nahi kaprede do hamare dekho sab dekh rahe hain – wo girgiraye
Bahar bahut selog un ka mazak ura rahe the aur wo log chilla kar chup hone ko kah rahe the
Khair un logonke kapre maine utha kar de diye
Tu bahut kameeni hai – shakuntala surjeet aunty se boli
Tu kyun aayi thiyahan akeli larki ko rang lagane – wo boli
Arey main kyasab aaye the abki bar isko rang lagane ki bahut pahle se palning thi aur is me iski saheli bhi shamil hai – wochuzi ki taraf ishara karte hue boli
Ab tu aise tunahi rahegi arey sab mil kar surjeet korango – wo boli
Aaj nahi mere kokal rangna dil bhar ke aaj nahi – surjeet aunty boli
Lekin tab tak unpar bahut sa rang par chukka tha aur kayi larkiyon ne mil kar aunty ke chehreko rangooli bana diya tha
Surjeet aunty kodekh kar razia aunty bahut hansi
Ab is kanjari komain bataungi – wo boli
Nahi razia auntyko koi rang nahi lagaye ga – kayi larkiyan boli
Haan un ko nahisurjeet – shakuntala ji ne kaha
( razia aunty widow hain is liye kayi maukonpar unka bahut lehaaz kiya tha aur is wajah se hi ab un ko koi rang nahi lagatatha )
Acha chalo tumsab kahte ho to thik hai , ye kahte hue surjeet aunty jane lagi
Main ja rahi hunaayi thi gul ko bachane aur apna hi huliya bigad gaya – wo boli aur bahr janelagi uske sath sath razi aunty bhi chaligayi
Jaise hi surjeetaunty bahar nikli un ke upar sab admiyon ne baltion me bhar kar rang udel diya
Pas aakar dalobhag kyun rahe ho kamino – wo boli
Lekin sab daldal kar bhag rahe the kyun ki sab jantethe ki agar pakar liya to patloon to utar hi jayegi aur pata nahi kya kya ho woalag
Aunty ke jane kebaad main sab se boli ab aap log bhi jaao ab kya hai meri halat to kharab kardii maine apne balon me hath phera to hath me sab rang aa gaya
Main rangdikhate hue boli – dekho kya halat kar di tum logon ne
Arey janu abhikahan ki hai , abhi to hum ne aap ke sath kuch bhi nahi kiya hai ab aap ki barihai – chuzi ke sath sath shakuntala bhabi aur larkiyan bhi boli
Kyaaa – rang tolaga diya na aap logn ne – maine kaha
Abhi nahi abhihum logon ne nahi lagaya abhi to sirf larkon ne lagaya tha – wo sab boli

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Dekho ab to lag chukka na ab kya faida lagane se – main boli
Arey faida hi touthane aayi hun aaj main – chuzi boli
Tum bat hi matkaro mujh se – main us se boli
Thik hai to tumkar lo main bat nahi karungi – wo boli , aur us ne mere pas akar mere purechehre pe geela rang mal diya
Tabhi 2 aurlarkiyon ne bhi khoob mere chehre pe rang mala , main apne hathon se chehre kochupane ki koshish to kar rahi thi lekin nakaam thi
Shakuntala bhabiapnagwn pahan chuki thi wo puri tarh rang me nahayi hui thi , wo mere paas aayiaur chehre ke alawa meri garden pe rang lagane lagi
Fir unhone galese niche hath dala maine jhuk kar unke hath k fansate hue rok liya , jis pemujhe dusri larkiyon ne khinch kar sidha kar diya aur ek boli aise nahi bhabithik se lagao in ko aaj pahli bat to mauka mila hai
Haan sahi kahrahi ho aur in ko rang lagan eke chakkar me meri durgati hui wo alag – bhabiboli
Ye kahte hue unlogon ne mere hath pakar kar upar kiye aur mera kurta nikalne lagi
Ye thik nahi haidekho mujhe ye sab badtamizi bikul pasand nahi – main boli
Badtamizi kahanhai holi hai meri janu wo meri chin kochutki me dabate hue boli
shukar manaoghar ke andar ho ye sab bahar bhi ho sakta tha – chuzi boli
tum to ab kabhimujhe dikhayi bhi mat dena – main dant peeskar boli
thik hai nahidikhungi lekin aaj to jee bhar ke dekh loo – wo boli , aur mera kurta nikal karalag kar diya , maine apne sir ghutno mechupa liya main jhuki hui thi tabhi piche se kisi ne meri bra ka huk khol diya
maine sir uthayato un logon ne bra khinchne ki koshish ki maine fir sir niche kar liya lekinkayi logon ki wajah se man nakam rahi aur un logon ne mujhe utha kar lawn ki ghas pe dal diya fir sab nerangna chalu kar diya
is ke gore goredudh ko gulabi karo - ek boli
haan gul togulabi hi acha lagta hai - dusre ne kaha
sab ne mil karkhoob mujhe ache paint kiya , fir meri salwar me hath dal dal kar sab ne mujherang lagaya meri samajh ne ye nahi aa raha tha main hansu ya rone lagun last me bahut sag hula hua rang ghas pe dalkar mujhe khoob us me lutayaa un logon ne , mere pure badan ki skin kahin sebhi khali nahi dikh rahi thi is tarah be dhange pan se ranga mujhe sab ne
phir sab hanstihui mera mazak urati mujh se door hogayi aur main wahin baith gayi
abhi kuch bakihai ya ho gaya – maine pucha
bas ho gaya mazaaa gaya agar tum har bar holi khelti to aaj aisa nahi hota – wo sab ki sab eksath boli
main wahan seuthi aur kurta pahan liya , ab aap log jaiye – maine kaha

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Arey aise kaisejayenge hum log ab tum bhi sath me chalo – wo boli

Kahan chalun
Dusron ke yahan abhibahut si aurton ko rangna hai – wo boli
Nahi mujhe kahinnahi jana – maine kaha
Arey yar chaloab naraz mat ho na dear Holi hai - wosab ki sab boli
Nahi ye kahtehue main door knock karte hue bahut tez shahnaz ko dantte hue awaz dii wo jaldise aayi aur darwaza khola mujhe dekh kar boli tum kaun ho
Chup raho mainkaun hun bewakoof kahin ki daraza kyun band kar liya tha – main boli
Wo kuch nahiboli
Bahar chuz bolihi shahnaz aao
Shahnaz ne jhnakkar dekha aur boli nahi , main nahi aungi
Arey holi nahimilogi dear – kayi larkiyan boli
Kal milungi aajnahi – wo boli aur andar chali gayi , fir kuch aurten bhi chali gayi bas chuziaur 4-5 larkiyan hi rah gayi thi wo bhi apas me bat karte hue jane ka plan banarahi thi
Wo sab apnibaton me mast thi tabhi main chuple seaage barhi aur aur piche se ek larki josab se zyada behudgi kar rahi thi usko garden se kas kar pakarte hue us ke sir ko rang ki bucket me duba diya – ye dekh kar baki ki sab khoob taliyan peetnelagi – waah waah waah ab to ye bhi rang gayi hamare rang me
Tumhari bhikhair nahi hai ab – main boli aur chuzi se kaha isko pakro
Fir hum dono neus ko bhi balti me dubuya , teesri ko main dubane ki koshish kar rahi thi lekinwo mere kaboo me nahi aa rahi thi , ki chuzi ne piche se uske lower ki elasticme hath dalkar niche khinch diya wo jab tak sambhalti tab tak rang me doobchuki thi
Uska lower nichetha aur us ne panty nahi pahni hui thi chuzi ne balti uhtha kar us ke picherang phenka aur boli – lo thandi ho gayi is ki Holika
Fir sab ne milkar hare k ke kapre utar utar kar khoob ranga , aur bahut der tak ye tamashachalta raha , akhir wo log mujhe apne sath le jane me kamyab hi ho gayi
Colony me ekdusre ko rangte hue hum log chuzi ke ghar ki taraf chal diye , ghar se nikalte hue maine seemaki mom ko apne ghar bhej diya aur kah diya shahnaz ghar pe hai aap chali jaomain abhi aa rahi hun
Mujhe is tarahranga puta dekha kar un ko bhi yakeen nahi ho raha tha
Hum log sab bkese chal diye aaj se pahle kabhi bhi main holi ke din ghar se bahar nahi niklithi , us waqt jab rang khela jata hai lekin aaj jab ghar se bahr aayi to dekha bahut ajeeb mahaul tha
Na jaan napahchan , lekin job hi nikal raha tha us ke upar rang fenka ja raha tha , aurzyada tar log nashe me doobe hue idhar udhar jhoom rahe the
Ek sahab ekkutte ko pakar kar rang lagane ki koshiah kar rahe the lekin wo bar bar unkeupar gurra kar bhauk raha tha



 horseride  Cheeta    
Like Reply

Kuch log ek admiko gadhe pebitha kar nachte hue chale chale ja rahe the hawa me rang urate hue
Hum log bhi issab baton pe hanste hue aage bar rahe the , tabhi maine dekha ek admi bahut hiaaram se naali me leta hua mobile pe kisi se baten kar raha tha
Chuzi ne garirok di , wo admi kisi se kah raha tha ki main aa to raha tha aap ke pas lekinmain bahut thak gaya hun is liye aaramkar raha hun
Kitni achi jagahchuni hai is ne aaraam ke liye – chuzi boli
Itne me us nehum logon ko dekh liya aur hamari taraf dekhte hue bola --- Holiiii hai
Chuzi bhi boliholi hai
Wo wahin nali kepas ki jagah pe hath marta hua bola aao leto deviyon
Hum dono kahanste hanste bura haal tha , aisi holi se kya faida ki khud ka hi hosh na rahe– main boli
Arey yar isi meto maza aata hai bas ek din , agar ye sab na ho to fir holi me kuch maza nahirahega , waise bhi jo pahle tyohar hua karte the ab wo bat kisi bhi tyohar menahi rahi , bas aisa lagta hai jaise ki hum sab lakeer peet rahe hain aur kuchnahi
Haan ye to hai –main boli
Kuch der me hihum log chuzi keg hr pahunch gaye , us ke pure mohalle me hangama macha hua tha
Dekho yahan horahi hai holi – chuzi ne kaha
Wahan khoob nachgana wo tamasha hurdang mach raha tha jis ka jawab nahi , patli patli galiyon me bame hue makano ki chat parlarkiyan aurten kahri hui thi aur niche se log un par rang fenk rahe the
Aur lark eekdusre ko nanga karne ka comptition kar rahe the aurton ke samne apne kapron kobachane ke liye khoob khinch taan dhamal larayi ho rahi thi
Yahi sab chalraha tha ki tabhi harsh bhoot bana huaaaya aur mujhe dekha kar bola , ye kaun hain
Ye gulnaaz didihain – chuzi boli
Acha didi hain mainsamjha bandariyon ki uninon bana rahi hai chuzi
Gul didi aap kahrahi thi ki aaj tak aap ko kisi ne nahi lagaya fir aaj kis se lagwa liye – wobola
Chuzi ne aur insab larkiyon ne lagaya – maine kaha
Wo chala gaya –maine chuzi se pucha is ko aaj kya hua hai kuch bahka hua lag raha hai
Arey peekar aayahai dekh nahi rahi ho kya kya bak raha hai ek pair me chappal pahne hai aur ekme joota - wo boli
Ye peeta bhi hai– maine pucha
Aaj peekar aayahai , ab holi me to piyega hi na kaun rok sakta hai – wo boli

[Image: aajIGO2g_o.jpg]

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Tabhi wahan seek bahut bada juloos nikla jis me khob nach gaana aur be inteha mazaak aurgaliyaan bakte hue log chale ja rahe the aisa lag raha tha jaise rang ki barishho rahi ho
Jidhar juloosjar aha tha sab log us me hi shamil hote ja rahe the , jab juloos nikal gaya tosannata ho gaya
Chuzi boli – basab rang khatam juloos ke bad log nahane lagte hain abhi ye juloos ek jagahjakar khatam ho jayega aur fir sab apne apne ghar laut aayenge
Bahut acha lagraha tha – main boli
Haan tum to aahi nahi rahi thi – wo boli
Haan rang kiwajah se nahi aa rahi thi jab tum logon ne rang hi diya to fir ane na aane kakya sawal hai – main boli
Jo dusrilarkiyan thi wo boli chalo yar juloos me chalo maza aaega
Chalogi gul –chuzi ne pucha
Us juloos menahi yar main nahi jaungi – maine kaha
Arey chalo nabahut maza aayega – wo sab boli
Maza to ayegayar larke bahut cherchar karte hain khoob rang lagayenge pakar pakar kea agepiche – chuzi boli
Is liye to kahrahi hun – wo sab boli
Tum log jao mainyahin ghar me hun aunty ke pas – maine kaha
Wo log chaligayi aur main aunty se baten karne lagi , kareeb 1 hour ke bad wo sab wapaslauti to sab larkiyon ke kapre fate hue the
Ye kya hua mainepucha
Maza aaya bahutyar larayi ho gayi thi larkon se sab ke sab to nashe me the khoob nanga kiyasaalon ko – chuzi boli
Kyaa tum logonne larkon ko – maine pucha
Haan haan apneghar me nahi dekha tha kya kitne log nange kiye gaye the – wo boli
Aur ye tum logonke kapre – main boli
Arey yar jabpanga liya to wo bhi kuch karenge na is liye un logn ne bhi khoob larkiyon kekapre khinche fare – wo boli
Kya bakwaas haikyun kiya aisa – main boli
Arey yar yahi to Holi hai ek din ki waise to sab apneghar me baithe hue apni kismet ko rote rahte hain – chuzi boli
Thik hai jaisiaap ki marzi mujhe nahi pata na ki kya kya hota hai – main boli
Waise agar tumchalti to bahut maza aata tum ko bhi – ek larki mujh se boli

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Nahi yar agar yejati to hum logn ko maza nahi aata in ko sab se zyada bachana parta warna koibhi in ko utha le jata pataka to hai ye – chuzi boli
Kya tum ne bhipee li hai – maine pucha
Nahi hum logonne sirf laddu khaya hai – chuzi boli
Kaisa laddu –maine pucha
Arey parsaadbhagwaan ka parsaad laddu – wo boli
Ok – acha abmain ja rahi hun bahut der ho gayi hai shahnaz bhi ghar pe hai – maine kaha
Abhi ruko nasham ko jana khana kha ke – wo boli
Nahi pagal hokya ghar pe shahnaz hai aur main aisi hi sham tak ruki rahungi – main gusse seboli
Acha fir tumnahi aaogi mere yahan – wo boli
Chuzi tumharadimgh kharab ho gaya hai kya – min boli
Tabhi us ke papaaaye ole chalo bet main tum ko chord eta hun akele jana thik nahi hai abhi ,aur tum is k munh na lago ye laddu kha ke aayi hai – wo bole
Laddu me kya haiaisa – main boli
Arey wo bhang keladdu ki bat kar rahi hai ye sab ki sab kha ke aayi hain acha hua jo tum konahi khila diya in logon ne – wo bole , aur fir main uncle ke sath ghar aa gayi
Ghar aakar mainedekha aunty ghar me hi thi aur shanaz se baten kar rahi thi , main ghar aayi toshahnaz mujhe dekh kar bahut hans rahi thi ur meri halat pe patanahi itne naamus ne mujhe diye
Wo boli aajcamera me film nahi hai warna aaj to bahut achi shakal ka photo leti
Main bathroom mechali gayi , mujhe rang ko saaf karne me kitni zahmat hui ye mai bata nahisakti
Khair naha karmain bahr aayi to shanaz mujhe dekh karboliarey aap to insaan lag rahi ho
Aap khamoshrahiye ye sab aap ki wajah se hua hai , aise hi koi aake mujh par attack kareto tum darwaza band kar logi bachane ki jagah par
Nahi lekin wo to rang lagane aayi thin a chuzididi bhi thi aunty bhi thi koi attack to nahi kar raha tha – wo boli
Acha chup rahodimagh mat khao – main boli aur kitchen me jakr chai banana lagi
Chai peen eke baadmain apne ko bahut hi zyada fresh feel kar rahi thi , zindagi me pahli bar holika rang laga mere aur fir wo rang charh bhi gaya mere upar , pahli pahli barhurdang me bhi shamil hui ,
Lekin job hi thajais abhi tha , bahut acha bahut hi acha tha gusse se aag bagoola insaan bhiholi ke rang me rang kar pighal kar usi rang me rang jata hai

[Image: aaiL4Uy4_o.jpg]

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Pasted 300 pages.

 horseride  Cheeta    
Like Reply

AB AAGE---

MOnday 5 March 2007
Aaj Holi kadusra din hai , kal ka din to yunhi hurdang me aur us ke bad colony me hi logonse milne me beet gaya
Sham ko chuzi kophone kiya to pata chala wo laddu khakar ghntaghafeel ho gayi hain aur so rahihain is wajah se main uski taraf nahigayi jab ki us ne sham ko aane ko kaha tha
Aaj bahut subahhi uska phone aaya to wo lar rahi thimujh se ki main kyun nahi aayi maine us ko bataya kit um hosh me hi kab thijo main aati
us ne mujh se aane ko kaha lekin maine din me aane ko mana karte hue kaha ki main shamko aaungi din me main principal madam ke ghar jaungi agar tum aa jao to acharahega hum sab log chalte hain – main boli
Thik haizarur chalungi lekin kal chalti to acharahta budhi jawani ko khoob rang lagatimain - wo boli
Shut up chuzi –main boli
Oooh hoo main tobhool gayi ki main harishchandra ki amma se bat kar rahi hun – wo boli
Acha main phonerakhti hun – main boli
Nahi yar mainabhi aati hun aur nashta tumhare sath hi karungi ab to khush ho – wo boli
Yes bahut achahai jaldi aao – main boli aur phone rakh diya
Shahnaz abhi sorahi thi main chai peete hue news paper dhundh rahi thi thi lekin aaj paper ayanahi tha holi ki wajah se
Maine shahnaz kojagaya wo uthne me itne natak karti thi ki pucho mat , maine us ko bahr aane ko bolakar kitchen me agayi aur apna kaam karne lagi
Shahnaz ko mainechai di tabhi chuzi bhi aa gayi , usne aate hi shahnaz ko chai peete dekha toboli lo mujhe to nashte pe bulaya gaya aur yahn to khali chai chal rahi hai
Phir yunhi hansimazaak aur gup shup ka mahaul raha zyada tak kal ki hi baten ho rahi thi chuzishahnaz ke bhag jane aur darwaza band karne par us ka bahut mazak ura rahi thi
Hum log batenkar rahe the tabhi maine kaha acha mainab nashte ka intezam karti hun shahnaz boli bibbi main bhi thora exercise karken aha ke aati hun fir nashta karte hain
Thik hai beta –main boli aur wo chali gayi
Chuzi bhikitchen me aa gayi aur shelf pe baith kar bak bak karne lagi
Gul shahnazexercise bhi karti hai – chuzi ne pucha
Haan roz kartihai wo bhi karti hai aur main bhi karti hun – main boli
Hmmmm to yekahani hai – wo lambi saans lete hue boli
Kaisi kahani maine pucha
Kaisi bhi nahimera matlab hai ki kis tarah ki exercise karti ho ghar me hi gym banaya hua hai– wo boli

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Nahi koi gym wym nahi banaya hai aur gym hota to tumko pata hota na kahin chupa le rakhne wali chiz to hai nahi – main boli
Haan yar wahi to main soch rahi thi – wo boli
Bas yog karti ahi wo bhi main bhi – main boli
Oooh desi kudiyon ki desi kasrat shastriya vyayaam– wo chidhate hue boli
Jo bhi chaho kaho – main boli lekin mujhe apna kaam karne do
W uth kar bahar chali gayi aur thori hi der ke baad bhagti hui wapas aayi aur boli - hey gul shahnaz ke badan me haddiyan nahi hain kya ?
Kya matlab hai tumhara haddiyan nahi hain kya subah subah fir se bhang khakar aayi ho – main boli
Chalo dekho yaar mera dimagh ab mat kharab karo – wo ye kahte hue mujhe khinchti hui le gayi
Oooh to ye kah rahi ho tum arey ye to is ki practise hai aur ye is se kahin zyada flexible hai – main boli
Shahnaz ki peeth hum logon ki taraf thi aur wo ek tang pe khari thi usne apni left leg ko kandhe pe rakha hua tha fir us ne yahi apni dusri leg ke sath kiya fir usne apni leg ko peeth ki taraf se la kar ek hath se kande pe rakha aur isi tarah kuch der tak karti rahi fir dono hathon ko farsh pe tika kar ulti ulti khari ho gayi
Kya tum bhi aise kar leti ho wo boli
Kuch kuch to kar leti hun nahi lekin shahnaz ke itna nahi us ki bachpan se hi adat hai to ab wo aisi ho gayi hai – main boli
Hmmm tabhi to ye itni dubli patli teeli jaisi hai itni khtarnaak exercise jo kar rahi hai – wo boli
Tum bhi seekh lo– main boli
Nahi mujhe koi zarurat hai mujhe to dekh ke hi paseena choot raha hai – wo boli
Main fir wapas kitchen me aagayi chuzi bhi pas aakar khari ho gayi
Ye batao ye itni sari qualities tum logon me kyun koot koot kar bhari hui hain kya upar wale ko koi rishwat dekar aayi thi kya – wo boli
Main uski baathans dii , aisa kuch nahi hai chuzi ye sab apni mehnat aur lagan ka nateeja hai - main boli
Haan ye bat to thik hai mehnat to dikh rahi hai – wo boli aur hansne lagi
Acha ab jaldi se khilao yaar bahut bhookh lagi hai – wo boli
Kyun aaj itni bhookh kyun lagi hai tum ko tumhari to khane se dushmani rahti hai – main boli
Wo kya hai yar kal main so gayi thi aur raat ko kuch khaya hi nahi main soti rahi subah uthi to pata chala ki mujhe bahut jagaya gaya lekin main uthi hi nahi maine bas chai hi pi thi fir tum se bat hui main fatafat taiyar hui aur yahan aa gayi – wo boli
Hmm to laddu se hi pet bhar gya aap ka – main boli

[Image: aah0a99V_o.jpg]

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Ab chup raho –wo ankhen dikhte hue boli
Maine nashtataiyar kiya shahnaz bhi aa chuki thi hum sab ne sath me nashta kiya kuch der kebaad seema bhi aa gayi aur hum charon log madam ke ghar chal diye
Hum logon kodekh kar madam bahut khush hui wo boli tum to aaogi ye mujhe maloom tha lekinye bala bhi sath laogi ye nahi pata tha – wo chuzi ki taraf ishara karte hueboli
Chuzi ne kuchkahne ke liye munh khola – lekin maine us ko mana karte hue kaha chup raho kuchnahi bologi tum
Bolne do is kokoi khurafaaat bakegi ye to registered badtamiz hai – madam boli
Dekh iska badlamain college ki teachers se nikalungi wo daant peesti hui apni hatheli par ghoonsa marti hui chupkese boli
Kuch kaha tum ne– madam boli
Nahi nahi kuchnahi – main boli
Hum log kafi dertak wahan rahe fir lunch hum sab ne madam ke sath hi kiya lunch ke baad hum logwapas aa gaye
Ghar aakar fir hum log baton me mashghool ho gaye thorider rukne ke bad seema apne ghar chali gayi
Chuzi boli achaab main bhi ja rahi hun sham ko tum jaldi aana – wo boli
Ab aaj rahne doyar aaj to madam ke yahan se aa rahehain ab kal aati un tumhare yahan – main boli
Madam faidam ka programmebeech me tum layi thi main nahi aur mujhe ye nahi pata tha ki wahan lunch bhihai – wo boli
Ye to mujhe bhinahi pata tha ab nhone roka to kya mana kar deti – main boli
Nahi khan eke mamleme aap kaise mana kar sakti hain janam jaat peto jo thahri – wo boli
Thik hai jo kahoab kal aaungi main – maine kaha
Nahi aaj kamatlab aaj kaan khol kar sun lo warna acha nahi hoga – wo ungli dikhate hueboli
Warna kya – mainboli
Ye gulnaaz binabalon ke ganji kaisi lagegi zara socho ek minute ke liye wo ishara karte hueboli , ab agar tum nahi aayi to fir tum ko wahi kar dungi kyaaa ?- wo boli
Kyaaa – mainepucha
Ganjaaaaaaaa –samjhi meri jaanu wo mere gal kothapthapate hue boli aur uth kar khari ho gayi
Acha main jarahi hun aur seema ko bhi apne sath le aana agar kaho to main jate hu us se kahdun – wo boli
Nahi main kah dungi – maine kaha
Kya waqai aapbibbi ko ganja kar dogi – shahnaz bahut masoomiyat se boli
Haath lagekangan ko aarsi kya aur parhe likhe ko farsi kya ... aaj na aana aur kal apnibibbi ka ganja dekh lena – wo chutki bajate hue boli
Acha ab bas karomaloom hai – maine kaha
Kya maloom haiwo fir palatte hue boli
Kuch nahi merimaa kuch nahi maloom hai mujhe ki aaj sham ko aap ke ghar aana hai – main boli
Thats good girl –wo boli aur bahar ki taraf chal di main us ke sath gate tak aayi chuzi ke janeke bad main gate band kar ke andar aa gayi
Bibbi mujhe tonahi ganja karengi chuzi didi – shahnaz ne pucha
Oooooh pleasetum apne room me jaao fauran – mai apna sir peete hue chilla kar boli
wo fauran wahan se bhag gayi
Paglon ki paltanhai mere sath – main barbarate hue apne room me aa gayi

 horseride  Cheeta    
Like Reply

Main bed pe letkar ek book parhne lagi kal se shaizan ka koi masg nahi aaya tha is liye mainesocha kya ho gaya is ko jo shakhs charon pahar ki khabar deta rahta ho woachanak se ghayab ho jaye to fikar hotihi hai
Maine msg kiyalekin koi reply nahi mila ,, main sochrahi thi pata nahi kya bat ho gayi
Kafi dr ke badmaine us ko phone kiya to ring gayi lekin phone nahi utha , pata nahi kyun nahiutha raha khair koi bat nahi shayad bat nahi karna chah raha hoga – maine sochafir phone nahi kiya
Yunhi parhteprhte kab nind aa gayi pata hi nahi chala phone baja to meri ankh khuli mainedekha phone shaizan ka tha maine baat ki
Kya hua sab thikhai maine msg bhi kiya tha lekin koi jawab nahi mila – main boli
Ooh hoo aaajaap ko meri itni fikar kyun hone lagi –wo bola
Ki khas bat nahibas aise hi kal se tumahra koi msg nahi mila is liye maine socha pata nahin kyabat hai – min boli
Hmmm masg kartahun to kahti ho din bhar msg kar ke dimagh khate ho aur nahi kiya to bhipareshani waah baat hai aap ki – is ka matlab aap bhi mujhe bahut mis karti hohai na ?- wo bola
Bakwas nahimaine phone kiya iska matlab ye nahi ki jo chaho himakat bhari baten karo mainesirf ye pata karne ke liye phone kiya tha ki sab khairiyat hai – main boli
Khairyat to nahithi na tabhi phone msg kuch nahi – wo bola
Kyun kya hua
Arey kal holithi na to main ghar pe hi subah subh 2 frnd ghar aa gaye aur fir nikal gaye humlog bike se ek se dusre dusre se tisre ke pas fir kayi bike kayui dost ho gaye
To kya huaa –main boli , Holi pe to yahi sab hota hi hai
Haan wo haibahut rang khela gaya – he said
Tum rang khelteho – mine pucha
Haan yar maujmasti ke sare kaam karta hun haal hurdang bahut maza aata hai – he said
To fir kya hua?
Arey yar wo burisangat ki wajah se thori problem ho gayi – wo bola
Hhmm to burisangat se door raho na kyun par gaye bur sangat me – maine kaha
Arey yar mainkahan jata hun ye bure log khud aa jate hain hamare pas – us ne kaha
Hairan hone kibat hai aap aur buri sangat kuch bat samajh me nahi aa rahi
He – wo kya huaki hum 6 dost the kal us me se char kamine the buri sangat wale to hamare pas 4bottle thi 6 log aur baki ke 4 wo buri sangat wale peete nahi the to 4 bottlehum do logon ko peeni pari
Me- Bakwas matkaro ye bahut purana joke hai mere pas aa chukka hai
He – aayin , ye tokal hua aur joke pahle hi ban gaya
Me – sach bataokya hua
He – yahi huayar ki sab ne bahut pee li thi aur bike pe hurdang ho raha tha fir ek ke baadek sab log sadak pe hi let gaye main niche leta tha mere upar mera dost aur humdono ke upar bike

[Image: aaxQMFFr_o.jpg]

 horseride  Cheeta    
Like Reply




Users browsing this thread: