Thread Rating:
  • 4 Vote(s) - 4.25 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Meri USA wali Muh Boli Behan aur Meri Zindagi
#1
Heart 
Meri USA wali Muh Boli Behan aur Meri Zindagi:



Introduction:


Main Characters:

Main: Nawaz (30 years)
Mera Boss: Sultan (52 yrs)
Boss ki Biwi (muh boli behan):  Shabana (40 yrs)
baki characters story mai ate raheyge.

Story Highlights:

Yeh story meri aur meri zindagi ki hai. main india ke chotte se village ka ladka hu. mere ghar mai meri maa aur mere papa aur meri 2 behane hai. hum log bhot garib log the. village mai main, meri maa aur mere papa bhot mahnat karte the. bas abhi kuch mahimo phaley hi main USA aya tha illegal tarike se. kyu k mujh par meri family ki jimedari thi. meri 2 behno ki shaadi aur mere bhudde maa papa ki jimedari bhi thi. isliye main kafi zaida udhari karke illegal tarike se USA aya takey main meri family ko achi zindagi de sako. yeh chotta sa introduction tha mera or meri family ka. baki ki baatien story mai. story mai apko pata chaleyga meri USA ki zindagi aur kaise main mere boss se mila aur phir meri muh boli behan jo meri boss ki biwi hai usse apni behan banaya aur kaise meri zindagi kuch waqt mai badal gayi. chalo toh shuru karte hai.
[+] 4 users Like Jonny123's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#2
Character Photo:

Sultan:

[Image: Man.png]

Shabana:

[Image: woman.png]
Like Reply
#3
Is this story going to continue? It has a nice premise. I would be interested to read it.
[+] 1 user Likes Rexd_101's post
Like Reply
#4
(22-08-2026, 02:03 AM)Rexd_101 Wrote: Is this story going to continue? It has a nice premise. I would be interested to read it.

Yes this story is in process. All my stories are will have update soon. 

Thank you.
[+] 1 user Likes Jonny123's post
Like Reply
#5
Next Update:

Main abhi kuch dino phaley hi USA aya tha kafi lamba safar karke. USA mai mera eik dost phaley se tha jo mere hi gao ka tha. woh bhi meri tarah illegal tarike se aya tha. uski zindagi achi chal rahi thi, woh kaam karta tha haar din. main uske ghar par rahta tha. mera dost bhi roommate mai rahta tha aur usney mujhe bola tha k tu jaldi koi rahne ki jagah dekh lena. kyu k uske sath 5 ladke aur the, isliye ghar mai jagah nahi thi. mere dost ne mujhe uske kaam par lagwaya tha likin main sirf 1 ya 2 din hi kaam karta tha kyu k uske boss ko workers ki zarurat nahi thi. mujhe ab kuch dino mai kaam aur ghar dono ka intazam karna tha. aaj kaal kaam milna bhot muskil hogaya tha.

assi hi eik din main mere kaam se farig hokar mere dost ka intazar kar raha tha. uske anne mai abhi kuch time baki tha kyu k uska kaam der se khatam horaha tha. main asey hi chalte chalte paas k eik bade grocery store k ander gaya. store bhot bada tha aur waha par sab kuch milta tha. fruits vegetable, aur khane pine ka sab saman tha. waha par 20-25 log kaam kar rahey the. main asey hi store mai ghum raha tha. meri nazar eik admi par gayi jo eik workers ko kaam samja raha tha. woh admi umar mai kafi bada tha. likin bhudda nahi tha. main uske paas gaya, aur dekha woh admi workers ko kaam kaise karna hai samja raha tha.. main uss admi k eik dam paas gaya chalte chalte. usski nazar mere par padi. aur usney smile di aur hello bola. mainey bhi hello bola. aur woh phirse uss worker ko kaam samjane laga. main agey chal kar chala gaya. phir kuch der baad main asey hi store k ander ghum raha tha, achanak se mere kandhe par kisi ne hath rakha, mainey dekha woh wohi admi tha. usne kaha,


Admi: hello, main apki koi madad kar sakta hu? ap kya cheez dhund rahey ho?
nawaz: hello, arey nahi nahi, main koi cheez dhund nahi raha hu. asal mai main mere dost ka intazar kar raha tha, toh soucha yeh store k ander chala ao. mujhe kuch nahi chaiye.
admi: ohh acha. mujhe laga tum koi saman dhund rahey ho. koi baat nahi. agar kuch kaam ho toh mujhe batana. main iss store ka owner hu, mera naam Sultan hai.
nawaz: oh aap iss store ke owner ho, mera naam Nawaz hai. apse milkar acha laga.
Sultan: tum india se ho kya?
nawaz: ha, main india se hu. aap?
Sultan: main bhi india se hu, likin mujhe USA mai ab 30 saal hogaye hai.
nawaz: ohh. kafi lamba time hogaya hai. bhot achi baat hai, apka store bhi bhot acha aur bhot bada hai.
Sultan: bas sab uper wale ki den hai. bhot mahnat se business shuru kiya hai.
nawaz: ha USA mai mahnat karna bhot zaruri hai sir.
Sultan: tum yaha par kya karte ho?
nawaz: main toh abhi kuch dino phaley hi USA aya hu. abhi kaam dhund raha hu. kaam hi nahi mil raha hai.
Sultan: acha kaisa kaam dhund rahey ho?
nawaz: koi bhi kaam karlouga sir, main gao ka admi hu. mahnat karna mere khoon mai hai.
Sultan: oh acha, tum gao se aye ho.
nawaz: ha sir, main gao se aya hu.
Sultan: tum mere store mai kaam karogey? mujhe waisey bhi eik admi ki zarurat hai.
nawaz: arey kyu nahi sir, main kaam zarur karouga. jo bhi jaisa bhi kaam honga, sab kaam karouga.
Sultan: acha thik hai tum kaal subha 7 baje ajana. abhi toh time nahi, kaal se shuru karte.
nawaz: thik hai sir, main kaal subha 7 baje ajaoga. apka bhot bhot shukriya sir.
Sultan: arey shukriya ki koi zarurat nahi, mujhe admi ki zarurat thi waisey bhi. chalo ab kaal milte. bye
nawaz: thik hai sir.



phir main khush hokar waha se nikal jata hu, aur mere dost k sath ghar ajata hu. mere dost ko uss grocery store k barey mai bataya aur kaise mujhe kaam mila. mera dost bhi khush tha. ab mujhe kaal subha intazar tha.

agli subha main mere dost k sath uski car mai nikal gaya aur woh mujhe grocer store par chod kar apne kaam par chala gaya. main store k ander gaya. abhi subha subha ka time tha isliye store khali tha. mainey store k owner ko dekha, unke paas gaya.


Sultan: arey nawaz tum toh time se phaley agaye.
nawaz: ha sir, woh mere dost ka bhi kaam jaldi shuru hota hai isliye usney mujhe chod diya. aur woh apne kaam par chala gaya.
Sultan: oh acha. toh tum roz iss time par aoge?
nawaz: ha sir, kyu k mere paas koi car bhi nahi na.
Sultan: acha chalo koi baat nahi. chalo main tumko kaam samja deta hu.


phir unho ne mujhe pura store dikhaya, aur mujhe mera kaam samjaya. aur mainey jaldi se kaam samaj liya.


Sultan: arey wah nawaz tum jaldi kaam samaj liya. tum logo ko kuch din lagte hai kaam samajane mai.
nawaz: arey sir, main bhot mehaneti insan hu. gao mai pura pura din kaam karta tha. aur mere maa baap ki seva bhi karta tha.
Sultan: achi baat hai. mujhe eik acha mehaneti insan mil gaya. waisey tumhara paperwork hai?
nawaz: nahi sir, main yaha illegal aya hu.
Sultan: oh acha, matlab tumhare paas kuch nahi, na bank account, tumko cash mai payment deni padegi.
nawaz: ha sir.
Sultan: chalo koi baat nahi. waisey main tumko bata du, tum iss store se kuch bhi khana pina kha sakte ho free mai.
nawaz: sach mai sir.
Sultan: ha jo jo yaha kaam karta hai usko free mai khana milta hai.
nawaz: shukriya sir.
Sultan: chalo ab kaam par lag jao.
nawaz: thik hai sir.



phir main kaam mai lag jata hu. aur kaam karte karte kab shaam k 6 baj jate hai pata hi nahi chalta.


Sultan: arey nawaz, kitna kaam karoge, itna kaam toh koi nahi karta, aaj phaley din hi tumne pure mahine ka kaam kardiya hai.
nawaz: sir, mujhe kaam karna acha lagta hai, main gao mai pura pura din kaam karta tha, apne maa baap ki seva karta tha. mujhe mahnat karna acha lagta hai. yeh kaam toh bhot asan hai mere liye.
Sultan: arey wah kya hai baat nawaz. tum toh bhot kaam admi nikley. waisey aaj k liye itna kaam bhot hai, chalo ab ghar jane ki taiyari karo.
nawaz: arey sir, mujhe taxi lakar ghar jana padega, mera dost ab ghar par hai, uska kaam 4 baje khatam hojata hai.
Sultan: acha, toh roz tum taxi mai jaogey toh paise bhot jayege.
nawaz: kya karu sir, mere paas car nahi na.
Sultan: tum kaha rahte ho?
nawaz: main 30mins ki drive par rahta hai uss street par.
Sultan: arey yeh toh kafi dur hai, chalo koi baat nahi, aaj main tumko ghar chod deta hu, chalo.



phir hum log Sultan ki car se ghar k liye nikal gaye...car main Sultan pura waqt business ki baatien kar raha tha. phir mainey usko apni family k barey mai bataya, aur  Sultan ne apni family k barey mai bataya.


Sultan: meri family mai meri wife Shabana hai, aur mere 2 bachey hai.
nawaz: acha. waisey meri family mai mere bhudde maa baap hai aur meri 2 behane hai. mere kandhe par mere puri family ki zimmedari hai. isliye main USA aya kaam karne aur mahnat karne.
Sultan: achi baat hai, USA mai sab acha honga, ab tumko acha kaam bhi mil gaya hana.


achanak se car main usko uski biwi ka phone ata hai, woh car k speaker se baat kar raha tha...


Sultan: hello, bolo Shabana,
Shabana: kaha ho abhi tak ghar nahi aye aap?
Sultan: arey bas araha hu, woh eik ladke ko uske ghar drop karne jaraha hu.
Shabana: kon ladka?
Sultan: arey wohi jisko mainey kaal kaam par rakha tha.
Shabana: acha woh nawaz.
Sultan: ha abhi woh mere sath hi baitha hai, main ghar ata hu thik hai.
Shabana: acha acha thik hai  jaldi ajao. bye.



phir kuch der baad Sultan ne mujhe ghar par drop kardiya...aur main ghar akar fresh hokar sogaya.


kaal subah phir se main 7 baje store agaya tha. aur kaam karna shuru kardiya tha..



Sultan: suno nawaz, tum apne dost ko bol dena k tumko 4 baje pickup karle. tum 4 baje ghar chaley jana thik hai.waisey bhi tum subha se kaam kar rahey ho.
nawaz: thik hai sir. jaisa apko thik lagey.



phir pura din kaam mai nikal gaya, aur kaise 4 baj gaye pata bhi nahi chala.


nawaz: sir mera dost agaya hai, main ghar jaraha hu.
Sultan: nawaz tumne subha se kuch khaya nahi hai, aur pura din kaam hi kiya hai, kuch khana lakar jao.
nawaz: nahi sir, main bahir ka khana nahi khata, sirf ghar ka bana khana khata hu. toh ghar jakar khana bana kar khaoga.
Sultan: acha thik hai chalo kaal milte.
nawaz: thik hai sir.


phir main ghar nikal gaya....ab haar roz ka same routine ban gaya tha. ghar se kaam aur kaam se ghar. mainey bhot achey se kaam seekh liya tha, aur dosre bhi kafi sare kaam karta tha store par. Sultan mere kaam se kafi khush tha. ab kafi din nikal gaye the..eik din main kaam kar raha tha, Sultan mere paas aya...


Sultan: suno nawaz, mere sath chalo pichey kamre mai.
nawaz: ha sir aya.



phir main pichey wale kamre mai gaya, woh kamra eik badi office thi, store k sarey camera lagey the, aur sara paperwork bhi office mai tha. woh kamre mai sirf Sultan hi jata tha.



Sultan: ao nawaz baitho,
nawaz: jee sir.


waha par 3 se 4 khursi thi...aur bada table bhi. table k dosri taraf Sultan baitha tha aur iss taraf main baitha tha...Sultan ne eik bag nikala aur bag mai se kuch saman nikala. woh tiffin tha..



Sultan: chalo nawaz kuch khana khate hai sath milkar.
nawaz: arey nahi sir, main apke sath kaise khasakta hu, aur yeh toh apka khana hana.
Sultan: arey fikar mat karo, Shabana ne aaj extra khana banaya hai, chalo khate.
nawaz: thik hai sir..



khane mai chicken biryani thi...bhot mazeydar thi...


Sultan: kaisa laga khana?
nawaz: bhot acha khana hai sir, itne saalo baad achi chicken biryani khane mili mujhe.
Sultan: Shabana k hatho mai jadoo hai. woh bhot acha khana banati hai.
nawaz: sach bhot acha khana hai, aap Shabana madam ko shukriya bol dena.
Sultan: zarur zarur. chalo ab kaam par lag jao.
nawaz: jee sir. phir se khane k liye shukriya.
Sultan: koi baat nahi nawaz.



phir main kaam par lag jata hu, aur 4 baje ghar k liye nikal jata hu...


Ab Sultan k ghar....


Sultan aur Shabana dining table par khana kha rahey the....


Sultan: arey ha nawaz ne bola tha k Shabana madam ko shukriya bol dena biryani k liye.
Shabana: arey ismai kaisa shukriya. waisey yeh nawaz ki umar kya hongi?
Sultan: pata nahi, mainey abhi tak kuch poucha nahi hai.
Shabana: kaise owner ho, apne workers ki details bhi nahi rakhte ho.
Sultan: arey uske paas koi paperwork nahi na isliye.
Shabana: ohh acha. chalo thik hai. waisey main roz apko thoda zaida khana dougi, takey nawaz bhi kha sakte. bichara ladka kitni mahnat karta hai.
Sultan: sach main Shabana, aaj tak mainey assa worker nahi dekha jo itna kaam karta ho, arey usney toh mera kaam bhi achey se sambhal liya hai, mera kaam ab adha hogaya hai. sukoon milta hai.
Shabana: sach itna kaam karta hai,
Sultan: ha woh bol raha tha k usko mahnat karna kaam karna acha lagta hai, woh gao se aya hai isliye.
Shabana: ohh woh gao se seedha USA agaya, isliye, gao k log zaida mehanati hote hana.
Sultan: bhot zaida kaam karta hai. bilkul rest bhi nahi leta.
Shabana: aap usko zaida paise dena samjaye na.
Sultan: ha ha baba, usko zaida paise douga. fikar mat karo meri Shabana rani. waisey tumhare bacho se kuch baat hoyi?
Shabana: ha thodi si baat hoyi. woh unki college ki class thi. mujhe toh akele akele bilkul acha nahi lagta hai bacho k bina.
Sultan: ab kya karey, bacho k future k liye humko unko London padhai karne bhejna padana.
Shabana: ha woh toh sahi baat hai. unka future acha honga.
Sultan: bas 2 saal baki hai college k, phir wapis ajayege na.
Shabana: ha 2 saal bhi bhot zaida time hai, likin kya karey, time ko nikalna padega.



phir Shabana aur Sultan khana kha kar sojate hai...

Ab nawaz k ghar...


nawaz aur uska dost khana khate aur kamre mai akar sone lagte hai...nawaz ka dost usko batana hai k uske paas sirf 10 din hai naya ghar dhundne k liye. uske baad uske roommates usko rahne nahi dege...nawaz ko ab sirf ghar milne ki tension thi...ab nawaz sogaya.


Nawaz subha wohi phir se kaam par gaya. same routine tha, kaam karna, mahnat karna, uske boss k sath khana, aur ghar anna. kuch din asey hi nikal gaye..ab nawaz k paas sirf 3 din bachey the naya ghar dhundne mai. usko kafi tension horahi thi..Sultan ne dekha nawaz kuch tension mai hai..


Sultan: nawaz kuch tension mai lag rahey ho tum? sab thik hana.
nawaz: nahi sir, koi tension nahi.
Sultan: koi baat hai toh batao mujhe.
nawaz: kaise batao sir, main abhi mere dost k sath uske roommate mai rahta hu, unho ne mujhe sirf 1 month rahne ka bola tha, aur ab sirf 3 din baki hai.
Sultan: assa kyu likin?.
nawaz: kyu k unke ghar par jagah nahi hai, sone mai bhi muskil hoti hai. chotta sa ghar hai, aur 5 ladke rahte hai..
Sultan: ohh acha assi baat hai. toh phir kya karogey tum ab?
nawaz: pata nahi sir, mujhe toh kuch samaj nhi araha hai, koi ghar mil hi nahi raha hai.
Sultan: chalo fikar mat karo kuch na kuch hojayega.
nawaz: koi ghar mil jaye toh acha hai sir, warna mujhe muskil hongi rahne mai.



phir nawaz apne kaam mai lag jata hai, aur ussi tension mai shaam ko ghar chala jata hai...waha Sultan bhi ghar par tha...


dining table par Sultan aur Shabana khana kha rahey the...


Shabana: kya souch rahey ho aap?
Sultan: arey kuch nahi, woh nawaz ki tension horahi hai.
Shabana: kyu kya hua?
Sultan: arey woh nawaz ko uske dost ka ghar 3 din mai khali karna hai, aur usko koi dosra ghar bhi nahi mila hai abhi tak.
Shabana: assa kyu
Sultan: uska dost rooommate mai rahta hai aur waha jagah nahi hai.
Shabana: ohh assi baat hai, yeh toh badi musibad hojayegi uske liye, bina ghar k. aap kuch karte kyu nahi? kahi ghar dekho uske liye. itna acha ladka hai aur mehanati bhi hai.
Sultan: main kuch karta hu.



Agley din, nawaz kaam par ata hai ussi tension mai, kaam karta hai... kuch der baad woh Sultan boss k sath khana khata hai...


Sultan: koi ghar mila tumko nawaz?
nawaz: nahi na sir, ab bas 1 din mai kaise kuch honga.
Sultan: yeh toh musibad hogayi tumhare liye ab kya karogey tum?
nawaz: sir mujhe apse eik favor chaiye tha..
Sultan: ha ha bolo nawaz,
nawaz: sir main apke store mai pura din kaam kar sakta hu. subha 7 baje se store k band hone tak 8 baje tak.
Sultan: tumko itna kaam kyu karna hai nawaz?
nawaz: sir, main roz itna kaam karouga aur phir apke store k ander hi kahi bhi sojaoga.
Sultan: arey asse kaise store mai sojaogey nawaz.
nawaz: main manage karlouga sir, please meri madad kardo.
Sultan: acha chalo kaal main batata hu tumko. abhi kaam karo.



phir shaam hojati hai aur Sultan aur nawaz dono apne apne ghar jate hai.

Sultan k ghar....khane ki table par..


Shabana: kya hua apko? aaj phirse koi tension hai kya..
Sultan: ha yaar, wohi nawaz k ghar ka tension.
Shabana: kyu ab kya hua.
Sultan: nawaz bol raha tha k usko apne store par pura din subha se shaam tak kaam karna hai. subha 7 se raat 8 baje tak.
Shabana: toh usmai kya galat hai, woh mehnat karna chahata hai, kaam karna chahahta hai karne dona. woh acha kaam karta hana.
Sultan: arey uski tension nahi, woh bol raha tha k usko kaam karne k baad store mai hi sona hai.
Shabana: arey asey kaise. store par koi asey nahi sota.
Sultan: wohi na, ab kya karo kuch samaj nahi araha hai. woh worker bhi acha hai, bhot acha kaam karta hai. store ka sara kaam ata hai usko.
Shabana: ab usko bolo asey nahi koi sota store par.
Sultan: waisey uske paas koi option bhi nahi hai Shabana. agar usko ghar nahi mila toh shayad woh kahi aur chala jayega aur mujhe assa koi worker nahi mileyga.
Shabana: ha sahi baat hai. toh kya soucha apne phir?
Sultan: dekho waisey bhi hamare store ke pichey eik office ka kamra bhi hai aur uske sath bathroom bhi hai. toh kyu na wohi kamra usko dedo sone k liye raat ko.
Shabana: likin waha par bistar kaise ayega?
Sultan: arey woh sab hojayega.
Shabana: thik hai apko jaisa sahi lagey.



Agli subha jab nawaz store par ata hai toh Sultan usko apni office mai bulata hai...


nawaz: sir apne bulaya?
Sultan: ha nawaz ander ao..baitho..
nawaz: jee sir bolo..
Sultan: nawaz tumko agar store par pura din kaam karna hai aur store par hi sona hai toh tum kar sakte ho.
nawaz: bhot bhot shukriya sir. dekhna sir, main raat din mehnat karke apke store ka sara kaam sambhal louga.
Sultan: woh toh mujhe pata hai nawaz. isliye toh main tumko store par rahne ki permission deraha hu. dekho yeh office mai eik taraf tum tumhara bistar laga kar sojata, aur yeh eik bathroom bhi hai, usko istamal kar sakte ho.
nawaz: thik hai sir, likin mera saman kaha jayega?
Sultan: kitna saman hai tumhara?
nawaz: zaida saman toh nahi.
Sultan: chalo eik kaam karte tumhara  saman lakar ate ghar se aur aaj hi tum store par rahna shuru kardo.
nawaz: thik hai sir.



phir Sultan apni car mai nawaz ke ghar jata hai..aur waha se sara saman lakar store par ajata hai..nawaz ki 2 badi bags thi. usko office mai rakhte hai.


Sultan: dekho aaj se tum yahi par sona aur khana pina tumko sab mere ghar se mil jayega. aur kuch bhi chaiye ho ya kuch kaam ho toh bindas mujhe batana.
nawaz: apka bhot bhot shukriya sir. apka yeh ahsan main kabhi nahi bhulouga.
Sultan: koi baat nahi nawaz, tum itni mehnat karte ho, mere store ko itne achey se chala rahey ho toh mera bhi farz banta hana. chalo ab kaam karte.



phir dono kaam par lag jate hai...aur shaam ko Sultan store se 4 baje hi apne ghar chala jata hai...


Sultan k ghar...


Shabana: kya baat hai aaj itna jaldi ghar agaye?
Sultan: ha ab nawaz store ka sara kaam sambhal leta hai toh meri tension kum hogayi na, aur ab toh nawaz pura din store par hi honga.
Shabana: acha, woh aaj se hi rahne wala hai store par?
Sultan: ha, uska sara saman hum logo ne aaj hi move kardiya hai store k office k kamre mai. aur waha bistar bhi agaya hai. toh tension khatam ab.
Shabana: likin apko nahi lagta koi insan asey kaise store par soyega aur raheyga pura din kaam kareyga?
Sultan: ab nawaz ko kaam karna hai toh karne dona.
Shabana: chalo uski marzi aur apko jaisa sahi lagey.
Sultan: aur kaal ko agar usko koi acha ghar mil gaya aas pas toh acha hana. tab tak rahne do store par.
Shabana: thik hai apko jaisa sahi lagey. likin uske khane pine ka kya?
Sultan: woh toh assa kareyge k dophar ka khana mere sath khayega aur raat ka khana bhi sath dedena.
Shabana: ha woh bhi thik hai.
Sultan: arey yaad aya, aaj ka khana toh nahi diya usko, eik kaam karta hu usko store par khana dekar ata hu. store band hone se phaley.
Shabana: thik hai main khana garam karti hu. phaley hum khate phir dekar anna.
Sultan: thik hai.



phir Shabana aur Sultan khana khate aur phir Shabana nawaz k liye khana pack karti hai...


Shabana: lou jee khana pack hogaya hai. dekar ao.
Sultan: eik kaam karo, tum bhi chalo, waisey bhi ghar par akeli bore hi hoti hu.
Shabana: arey mujhe kapde badalne padege,
Sultan: arey sahi toh hai kapde, pajama tshirt toh hai, eik kaam karna na, tum car k ander hi baithi rahna, main store k ander jakar dekar aoga khana.
Shabana: chalo thik hai, ati hu.


phir Shabana aur Sultan dono nawaz ko khana dena jate hai store par....store par akar Sultan car ko store se samne park karta hai...store k bahir store ki windows se ander sab nazar araha hota hai....Shabana store k ander dekhti hai..aur Sultan store k ander jata hai..nawaz uss waqt store k agey hi khada tha, cash register k paas hi khada tha. waha par store ki sari windows thi.. Shabana dekhti hai k Sultan khana eik ladke k hatho mai dete hai aur haas kar baat kar rahey the...Sultan wapis car mai ata hai..


Shabana: dediya khana?
Sultan: ha dediya.
Shabana: woh jo ladka hai jisko apne khana diya wohi nawaz hai?
Sultan: ha wohi nawaz hai..
Shabana: toh itna haas kar kya baat kar rahey the?
Sultan: arey woh bata raha tha aaj kitna business hua hai..sach mai jabse nawaz ne store sambhala hai tabse business acha hogaya hai aur mera tension bhi kum hogaya hai..
Shabana: toh achi baat hana. itna mehanati ladka mil gaya. waisey apne kuch notice kiya nawaz mai?
Sultan: kya notice?
Shabana: woh mere chotta bhai Aslam jaisa nahi lagta?
Sultan: ha yaar, sach mai main bhi souch raha tha kabse nawaz ki shakal kisi se milti hai..abhi yaad aya yeh toh tere bhai aslam ki shakal se milti hai.
Shabana: ha thoda thoda side face se aslam ki shakal hai.
Sultan: ha sahi bola. aur nawaz ne tumko shukriya bola hai khane k liye.
Shabana: arey ismai kya shukriya, woh hamare itna kaam karta hai toh khana banana konsi badi baat hai, aur waisey bhi woh akela hai family k bagar, toh hamara bhi farz banta hana uski madad karna.
Sultan: ha sahi bola tumne Shabana. chalo ghar chalte ab.


phir woh log ghar chaley jate hai..phir ghar jakar sojate hai..


agli subha jab Sultan store par ata hai toh nawaz phaley se taiyar aur fresh hokar store ka kaam karne laga tha..


Sultan: goodmorning nawaz. subha subha kaam shuru kardiya, neend ayi thi achi tarah se?
nawaz: goodmorning sir, ha ha bhot achi neend ayi thi. mere liye kaam karna eik puja hai.
Sultan: wah wah kya baat hai nawaz, mainey aaj tak itna mehanati insan nahi dekha..
nawaz: sir, mainey bachpan se sirf mehnat hi ki hai. isliye koi kaam mujhe muskil nahi lagta hai.
Sultan: chalo achi baat hai, main office mai hu, kuch kaam ho toh batana.
nawaz: sir aap aram se baitho, main sara kaam karlouga.



phir Sultan office mai chala jata hai aur nawaz store ke kaam mai lag jata hai. dophar mai nawaz boss k sath khana khata hai..aaj phir se Sultan store se ghar k liye jaldi nikal jata hai..


Sultan ghar akar....

Shabana: kya baat hai janab, aaj phirse jaldi agaye. lagta hai store par kuch kaam nahi hota hai.
Sultan: kaam toh hota hai likin nawaz sara kaam sambhal leta hai. meri tension kum hogayi hai. woh sara kaam seekh gaya hai.
Shabana: suno, tumne nawaz ko 15 din kaam karne ki payment di?
Sultan: nahi, main souch raha tha 30 dino baad du. usko cash payment deni hana isliye.
Shabana: nahi Sultan, usko 15 din ki payment kardo. agar usko paiso ki zarurat hongi toh..
Sultan: baat toh sahi hai. thik hai kaal main usko payment kardouga.
Shabana: waisey kitni payment karni hai usko?
Sultan: 15 din k liye main souch raha tha, USD1000 dedu?
Shabana: sirf 1000, itni mehnat k baad sirf 1000, nahi usko tum 1500 dedo. waisey bhi hamare liye itni mehnat karta hai.
Sultan: thik hai meri rani, jaisa tum bolo. 1500 ki payment bas happy.
Shabana: thik hai.


Phir Sultan aur Shabana pura time ghar par sath mai time spend karte hai aur raat ko sojate hai.. waisey eik baat bata du k Sultan aur Shabana k bich mai sex life khatam hogayi thi. unki age ki wajase bhi aur interest bhi khatam hogaya tha. Sultan shayad 1 mahine mai 1 bar sex karta tha. likin Shabana ko iss baat se koi shikayat nahi thi. kyu k Sultan apne kaam mai busy hote the aur ab Sultan ki umar bhi horahi thi..shayad isliye Shabana ko koi shikayaat nahi thi..woh dono apni zindagi mai bhot khush the.
[+] 2 users Like Jonny123's post
Like Reply
#6
Next update:


Agli subha Sultan store par ata hai aur nawaz ko apne office mai bhulata hai...


Sultan: aja nawaz baith.
nawaz: kuch kaam tha sir?
Sultan: nawaz tujhe ab 15 din se uper hogaye hai kaam karte, toh yeh le tera 15din ki payment..


Sultan eik envelope nawaz ko deta hai..nawaz woh envelope leta hai aur ander se paise nikal kar dekhta hai...ander 1500dollar the, 100dollar ki note ki 15 note thi...


nawaz: arey 15 din k itne sare paise sir?
Sultan: yeh tumhari mehnat ke paise hai nawaz.
nawaz: bhot bhot shukriya sir. aaj phali bar mujhe lagta hai k mujhe meri mehnat ka phaal mila hai..shukriya sir.
Sultan: koi baat nahi nawaz, jao kaam shuru kardo.



phir nawaz kaam mai lag jata hai..dekhte dekhte dophar ke 3 baj jate hai...Sultan ghar nikalne wala hota hai..achanak nawaz Sultan ko rokta hai...


nawaz: sir sir, eik minute apse kuch kaam tha.
Sultan: kya kaam hai bolo nawaz,
nawaz: sir pichey office mai chaleyge 1 min k liye..
Sultan: ha chalo..


office k kamre mai akar...


Sultan: bolo kya baat hai nawaz.

nawaz apne pant ki jeb mai se woh paise nikalta hai...

nawaz: sir mujhe apse eik favor chaiye tha..
Sultan: ha bolo nawaz.
nawaz: sir mujhe yeh 1000dollar mere ghar india bhejne hai meri family ko..
Sultan: main kaise bhej sakta hu?
nawaz: mere paas unki bank details hai sir, aap apni bank se unko transfer kardo. please.
Sultan: ha woh main kar sakta hu. tum eik kaam karo unki bank details mujhe msg kardo.
nawaz: thik hai sir. main apko msg kardouga. aur sir yeh 200dollar aap meri taraf se madam ko gift dedena..
Sultan: arey assa kyu nawaz?
nawaz: sir, main roz apke ghar ka itna acha acha khana khata hu, madam itni pyaar se itna acha khana banati hai toh yeh mere taraf se madam k liye gift hai. please sir.
Sultan: ok main tumhari madam ko dedouga likin agar usney mana kiya toh wapis lelena. aur kuch kaam hai?
nawaz: aur sir yeh baki ke 300dollar aap apne ghar par rakh dena. kyu k mujhe toh paiso ki koi zarurat nahi hai.
Sultan: thik hai chalo main ghar jata hu.



phir Sultan ghar chala jata hai...ghar akar..jaise hi Sultan ghar k ander ata hai...


Shabana: aaj phirse jaldi, lagta hai aaj se roz roz jaldi aoge ghar..
Sultan: kya karo, nawaz ne meri adaat kharab kardi hai, woh sara kaam sambhal leta hai..
Shabana: chalo acha hai issi bahane aap ghar jaldi toh aogey. mujhe akele akele bore nahi hona padega..


phir Sultan fresh hokar ata hai aur sath mai baith kar khana khata hai...khana khate khate baatien hoti hai..


Sultan: suno, aaj mainey nawaz ki payment kardi.
Shabana: chalo acha hai. woh khush hua tha..?
Sultan: bhot khush tha..likin..
Shabana: likin kya ...?
Sultan: nawaz ne mujhe 1000dollar diye uski family ko india transfer karne hai..
Shabana: 1500 mai se 1000 family ko bhejne hai. wah kya baat hai. yeh toh sach mai eik acha ladka hai. apni family ka kitna khayal itna khayal karta hai.
Sultan: yeh toh kuch nahi. yeh loo 200dollar nawaz ne tumko diye hai..
Shabana: 200dollar mujhe kyu?
Sultan: arey usney bola k madam itna acha acha khana banati hai aur roz roz mujhe khana milta hai isliye gift hai tumhare liye.
Shabana: asey koi gift nahi leta Sultan,
Sultan: mainey bhi usko mana hi kiya likin usney zidd kar raha tha..bola k yeh eik gift hai madam k liye..
Shabana: arey yaar.
Sultan: ha aur yeh baki ke 300dollar uske apne ghar par rakhne hai. usko paiso ki zarurat nahi hai usney bola..
Shabana: yaar yeh kya ladka hai, sara ka sara payment dediya. uske paas kuch bhi nahi rakha..
Sultan: nahi na...shayad usko faltu kharcha karne ki adaat nahi hongi aur usko uski family ko support karna honga na..
Shabana: ha wohi honga, warna aaj kaal k ladke toh paiso ko udha dete hai..family ka koi khayal nahi karta hai. aur uper se mujhe 200dollar diye hai. bhot acha ladka hai.
Sultan: wohi na Shabana. lagta hai nawaz bhot sharif aur pariwarik ladka hai..
Shabana: sach mai. chalo uski marzi. main eik kaam karti hu, main yeh 200dollar bhi uske 300dollar k sath rakh deti hu. kya bolte ho.
Sultan: ha acha idea hai. assa hi karo. hamare paas waisey bhi itne paise hai toh hum kya kareyge..
Shabana: ha wohi na.
Sultan: aur kaal subha tum zara yeh 1000dollar uske india ki family ko transfer kardena na.
Shabana: thik hai main apne bank account se transfer kardougi.



Phir kuch din asey hi nikal jate hai...wohi same routine hota hai..Nawaz store par sota tha aur usko 2 time ka khana bhi mil jata tha..eik din dining table par Shabana aur sultan baithe baatien kar rahey the..


Shabana: tum bhot kismat wale ho jo tumko assa kaam karne wala worker mila hai. aaj kaal asey ladke milna muskil hai, uper se itna mehnati aur dil laga kar kaam karta hai..
Sultan: sach, uski wajase mera kitna kaam kum hogaya hai..
Shabana: bas mujhe eik baat ka dar hai, kahi roz roz kaam karne se woh tang na hojaye aur kaam chod de..
Sultan: mujhe bhi yehi dar laga rahta hai..
Shabana: aap eik kaam kyu nahi karte, usko Sunday ki chutti diya karo. takey usko bhi aram mil jaye na..
Sultan: arey wah kya idea hai shabana. mujhe bhi lagta hai usko eik din hafte mai chutti milni chaiye. takey usko aram mil jaye..main kaal hi usko bol deta hu.
Shabana: thik hai..



Phir agley din Sultan kaam par jakar Nawaz se baat karta hai..

Sultan: suno nawaz, tum na abse hafte mai eik din ki chutti liya karo, sunday ki. aur aram karna uss din.
Nawaz: sir mere liye koi aram nahi, mujhe kaam karna acha lagta hai. aap assa kyu bol rahey ho.
Sultan: woh islliye takey tumko thoda aram mil jaya karey.
Nawaz: mujhe aram hi hai sir, meri fikar mat karo aap.
Sultan: main jaisa bol raha hu woh karo nawaz.
Nawaz: thik hai sir jaisa apko thik lagey.


Phir Woh log apne apne kaam mai lag jate hai...Asey hi din nikalte gaye..nawaz haar mahine apni family ko 1000dollar bhejta aur 200dollar Shabana ko deta aur 300dollar Jama karta Sultan k ghar jaise koi bank mai karta ho...asey hi 4 mahine nikal gaye..nawaz ko kaam karte, aur ab sultan ko kafi aram tha. eik din shabana sultan ko bolti hai...


Shabana: suno, nawaz hamare itna bharose wala ladka hai, sara kaam karta hai, hamare family member jaisa ban gaya hai.
sultan: ha woh baat toh hai, bhot hi nek, sharif aur eemanadaar ladka hai.
shabana: kyu na hum usko iss sunday ko khane par bulaye? usko ghar se khana toh jata hi hai.
sultan: ha woh baat bhi sahi hai, woh itne mahino se hamare yaha kaam kar raha hai, acha idea hai, main usko bol douga, aur usko sunday ko lekar aoga ghar par. uske paas toh car nahi na.
shabana: thik hai.


Phir Sunday ka din ata hai...

Subha subha shabana kitchen mai khana banati hai...aur sultan tv dekh raha hota hai..

Shabana: suno main aaj biryani bana rahi hu. aur sath mai kheer.
Sultan: thik hai..
Shabana: aap usko kitne baje lene jarahey ho?
Sultan: mainey usko 1 baje ka time bola tha, takey woh ghar akar aram se baithey baatien karey, phir khana khayege.
Shabana: yeh apne acha kiya, issi bahane woh apna ghar dekh lega.


kuch der shabana khana banati hai aur abhi khana ban hi raha hota hai..biryani dum par rakhi thi...shabana hall mai sofe par ati hai jaha sultan baitha tv dekh raha tha...


Shabana: aap bas pura din tv dekhte ho, kuch help bhi kardiya karo kitchen mai.
sultan: tumko pata hana mujhe kitchen mai jana acha nahi lagta.
shabana: pata hai mujhe. acha sunoo, main konse kapde pahano?
sultan: kapde pahane toh hai tumne..
shabana: arey mera matlab hai nawaz araha hana toh uss waqt kapde change karougi na, toh konse kapde pahano..
sultan: koi bhi pahanlona konsi kisi ki shaadi hai hahaha
shabana: acha mainey soucha tha saree pahanlo hahaha
sultan: nawaz ki shaadi nahi, woh khane araha hai bas..assa hai toh indian salwar kameez pahanlo.
shabana: kitne saalo se salwar kameez nahi pahani hai. try karti hu agar hogayi toh sahi hai warna phir wohi normal tshirt pant pahan lougi.
sultan: thik hai baba, tumko jo sahi lagey.
shabana: tum nawaz ko lakar ao tab tak..
sultan: thik hai..

phir sultan apni car lakar nawaz ko lene jate hai aur store se nawaz ko pickup karta hai aur apne ghar par lakar ata hai..nawaz aur sultan car se utar kar ghar ki taraf ate hai...


Nawaz: sir apka ghar kafi bada hai..bhot acha ghar hai..
sultan: ha nawaz, bas yeh sab mehnat se bana hai. itne saalo ki mehnat aur business se..
nawaz: sach baat hai sir, mehnat se sab kuch milta hai.
sultan: chalo ab ghar k ander,



woh log ghar k ander jate hai...aur ghar k ander khane ki khusboo hoti hai haar jagah..


nawaz: wow sir, kya khoosboo hai khane ki.
sultan: ha aaj tumhari dawaat ki hana. phir shabana dekho nawaz aya hai..
shababa: ha main kitchen mai hu.


kitchen jo tha woh hall k paas hi tha toh hall main baithne jane se phaley kitchen se hokar jane padta hai...jaise hi sultan aur nawaz kitchen k paas ate hai...

[Image: U1.png]

kitchen mai shabana khadi khadi dosri taraf muh karke khane ki taiyari mai lagi thi..aur woh nichey mud kar dekhti hai..aaj phali bar nawaz se shabana ko dekhta hai aur shabana ne nawaz ko paas se dekha tha...shabana nichey mud kar sultan ko dekh kar bolti hai..


Shabana: arey aap log agaye..nawaz ao ao..please baitho sofe par aap log tab tak main khana taiyar karti hu..


Nawaz ne bas eik halki si jalak se shabana ko dekha aur jaldi se dosri taraf muh kardiya..sharam ki wajase..

Sultan: ha agaye..tumhara khana abhi tak taiyar nahi hua..kitni der hongi?
Shabana: bas abhi table par lagati hu khana..


phir shabana ne khana table par lagaya...aur kitchen se awaz deti hai..


Shabana: chalo ajao khane..table par laga diya hai..
Sultan: chalo nawaz khane..


phir nawaz aur sultan uth kar dining table par jakar baithte hai..

Sultan: Shabana chalo tum bhi baith jao..
Shabana: jee..


phir shabana sultan k paas baith jati hai...aur sab khana shuru karte hai...bich bich mai nawaz aur sultan dono store ki baatien kar rahey the...aur shabana sab baatien sun kar bore horahi thi..shabana ne notice kiya k nawaz apni nazar nichey karke khana kha raha tha...shayad sharam ki wajase..


Shabana: aap log bas hamasha store ki baatien karte rahte ho..aur koi baatien nahi kiya kaam k elawa..
Sultan: wohi kaam ki baatien hana hamare liye toh..


yeh baat bolte waqr sultan ki nazar shabana par jati hai...

[Image: U2.png]

Sultan dekhta hai ke shabana kaisi baithi thi..uska dupatta uper karke aur mumme aur mummo ki thodi darar nazar arahi thi..sultan forum shabana ko ishara karke apne dupatte ko sahi karne ko bolta hai..shabana dekhti hai aur forum se apna dupatta sahi karke pahanti hai..phir kuch der baad..khana khakar sultan aur nawaz sofe par baithe baithe baatien kar rahey the..aur shabana kitchen mai saaf safai..phir shabana kaam khatam karke sofe par akar sultan ke paas baithi aur tv dekhne lagi..aur bich bich mai sultan aur nawaz ki baatien sun rahi thi..likin woh koi baat nahi kar rahi thi..woh bich bich mai nawaz ko dekhti thi..likin woh apni nazar dosri taraf ya sultan ko hi dekhta tha..


Asey hi shaam hogayi..shabana kitchen mai kuch kaam kar rahi thi..


Nawaz: sir, ab humko chalna chaiye. kafi der hogayi hai..
sultan: ha chalo main tumko chod deta hu.
Shabana: arey ruko..raat ka khana pack karke deti hu nawaz ka.
sultan: arey hai nawaz raat ka khana lakar jao.
nawaz: thik hai sir..


phir shabana khana pack karke sultan ko pakda deti hai..


sultan: chalo nawaz.
nawaz: jee sir.


phir nawaz aur sultan nikal jate hai...aur sultan nawaz ko store par chod kar ghar ata hai..sultan ghar par akar dekhta hai k shabana kitchen mai kuch kaam kar rahi thi...

[Image: U3.png]

sultan: abhi tak tum kitchen mai kya kar rahi hu?
shabana: saaf safai aur kya, aap toh meri koi help karte nahi toh mujhe hi sab kaam karna padta hana. nawaz ko store chod diya?
sultan: ha chod diya..
shabana: waisey yeh nawaz ne kuch bola nahi khana kaisa bana tha kaisa laga usko..na usney shukriya bola khane k liye..
sultan: arey usney mujhe jate waqt car mai hi bol diya tha ke main tumko shukriya bol do achey khane k liye..
shabana: toh ghar par kyu nahi bola mujhe?
sultan: shayad sharma raha honga tumse..
shabana: ha isliye usney eik bhi bar mere se koi baat nahi ki na muh utha kar kuch bola..jab dekho nichey dekhta tha..
sultan: bichara sharma raha honga..jane do usko. likin tumne yeh itna tight salwar kameez kyu pahana tha..
shabana: toh kya karti, mere paas jo jo kapde the indian dresses woh sab tight hogaye hai..kitne time se koi indian dresses ki shopping nahi ki..
sultan: acha acha ab complain karna band karo..aur dupatta toh sahi se pahanti, tumhare mummo ki darar nazar arahi thi..woh toh acha hai nawaz tumhari taraf nahi dekh raha tha..
shabana: tum fikar mat karo, iss aunty ki taraf koi nahi dekhne wala hai..ab hum aunty uncle ban gaye hai..
sultan: ha woh baat bhi sahi hai, hum uncle aunty hogaye hai..
shabana: sultan tumne note kiya phirse nawaz bilkul mere bhai jaisa lagta hai..mujhe toh nawaz ko dekh kar meri bhai ki yaad agayi..kaash woh iss duniya mai hota..


(Shabana ka bhai aslam 25 ki umar car accident mai chal basa tha)...

assa bolkar aur aslam ka souch kar shabana ki ankho mai ansoo ajate hai...


Sultan: ab tum udaas mat ho, jo iss duniya se chala gaya woh wapis nahi asakta na..chalo ab mood acha karo..
shabana: ha thik hai, likin nawaz ko itne paas se dekh kar laga mere bhai mere samne agaya hai..
sultan: ha mujhe pata hai..
shabana: waisey bhi nawaz umar mai chotta hai toh mere bhai jaisa hi hua na..
sultan: ha baat toh sahi hai..


phir pura din nikal jata hai aur sab sojate hai...

Nawaz ki ab kuch dino tak bas asey hi zindagi chalti rahi..kaam aur bas kaam, mehnat karna bas..sultan bhot khush tha nawaz ke kaam se...aur usko kafi zaida paise deta tha khush hokar...usko family member kaisa treatment milta tha....


eik din ghar par shabana sultan ko bolti hai...


shabana: suno na sultan, mujhe aapse eik kaam tha..
sultan: bolo kya hua..
shabana: kuch dino baad Eid anne wali hai..
sultan: ha toh..
shabana: main souch rahi thi itne saalo baad nawaz hamari zindagi mai aya hai aur woh ab hamara family member jaisa ban gaya hai, toh kyu na hum usko Eid par ghar bolaye.
sultan: arey yeh toh bhot acha idea hai..waisey bhi itne saalo baad hamare ghar par koi Eid par ayega aur hamari family ka hissa ban jayega Nawaz.
shabana: ha mere dimak mai bhi wohi chal raha tha..aur itne saalo baad hamara koi family member ban jayega aur waisey bhi woh mera bhai jaisa hai..
sultan: thik hai. toh nawaz ko Eid par bulate hai..



phir Kuch dino baad Eid anne wali thi...sultan ne nawaz ko Eid par ghar anne ki dawat di thi...

asey hi Eid ka din aagaya...Eid wale din Sultan nawaz ko lakar ghar aya...aur aaj ghar ka darwaze khol kar shabana ne unka welcome kiya..

[Image: 00.png]

Shabana: welcome home nawaz..

aaj nawaz ne shabana ko achey se dekha...aur apna saar uper karke bola..

Nawaz: thank you madam ghar par dawat dene k liye..
sultan: chalo ab ander..


phir shabana kitchen mai khane ki taiyari kar rahi thi aur nawaz sultan sofe par baith kar apne store ki baatien kar rahey the...aur kuch der baad shabana sofe ke paas ayi..

Shabana: aap logo ki store ki baatien khatam hogayi ho toh khana khale..(haste haste)
sultan: arey ha ha kyu nahi..hamari baatien toh pura din chalti raheygi..


sab log dining table par khane par baith aur abhi bhi sultan aur nawaz ki dukan ki baatien chal rahi thi...aur shabana ko gussa araha tha...shabana bich mai bol padi..


shabana: sultan shayad iss dining table par koi aur bhi baitha hai..
sultan: arey humko pata hai tum hamari store ki baatien se paak rahi ho..
shabana: toh bas bhi karo, nawaz bhai tum achey se khana khao..
nawaz: ji madam ji..
shabana: aram se khao, koi jaldi nahi. aaj Eid ka din tum pura din hamare sath hi rahna.
sultan: ha nawaz, aaj itne saalo baad hamare ghar par Eid par koi aya hai, humko aaj family jaisa mahol mila..waisey bhi ab tum hamare family member ban gaye ho..
nawaz: ji shukriya sir, mujhe bhi meri family ki bhot yaad arahi thi likin aap logo ki wajase meri family ki kami puri hogayi..
sultan: arey nawaz, abse hum log bhi tumhare pariwar ka hissa hai.. waisey tumko eik baat batao..shabana ka eik bhai tha jo bilkul tumhare jaisa dikhta tha..woh ab iss duniya mai nahi hai..
nawaz: oh acha..yeh sun kar bhot dukh hua..kya sach mai woh mere jaisa dikhta tha sir?
sultan: ha, shabana tum hi batao na...isliye toh shabana tumko bhai bol rahi hai...
shabana: ha nawaz, tum sach mai mere bhai ke jaisa dikhte ho..jab tumko mainey phali bar dekha tha uss waqt mainey sultan ko bolo tha ke tum mere bhai ki tarah dikhte ho..isliye mujhe mere bhai ki yaad agayi thi...


yeh bolte bolte shabana udaas hojati hai aur uski ankhoo mai ansoo hote hai....


sultan: arey ab udaas mat ho shabana, tumko toh khush hona chaiye ke itne saalo baad tumhara bhai tumhare sath baitha hai...
shabana: udaas nahi hu, bas bhaiya ki yaad agayi. chalo ab nawaz agaya hai toh mere bhi bhaiya ki kami puri hogayi..
nawaz: ji madam, mujhe khushi hongi apka bhai ban kar..


nawaz abhi bhi shabana ki taraf dekh kar baat nahi kar raha tha...phir asey hi pura din nikal jata hai..nawaz sultan ke sath baatien karne mai busy tha aur shabana kitchen mai thi aur phir tv dekh rahi thi kuch der tak aur nawaz sultan ki baatien sun rahi thi...phir sultan nawaz ko phir se store par chod kar ghar ata hai..


Sultan: aaj EID ke din phali bar itne saalo mai hamare ghar par koi mehman aya tha..bhot maza aya. eik family jaisa mahol ban gaya tha..
shabana: ha nawaz bhaiya ke anne se hamari Eid bhi achi nikal gayi..mujhe toh assa laga ke aaj hamara pariwar eik sath tha...main apni family ko kitna miss karti hu sultan..
sultan: ab kya kar sakte hai, likin eik acha kaam hua na ke aaj tumko eik aur bhai mil gaya..ab tumko bhai ki kami mehsoos nahi hongi..na hi hamari family ki..
shabana: baat toh sahi hai, nawaz toh waisey bhi humse kitna chotta hai aur mera bhai bhi chotta tha na..acha hai ab mujhe bhai ki kami mehsoos nahi hogni aur hamare ghar khali khali nahi lageyga na..


phir asey hi baatien karte karte shabana aur sultan sojate hai...

Part END
[+] 3 users Like Jonny123's post
Like Reply
#7
Great story
[+] 1 user Likes marcusjunior's post
Like Reply
#8
Great start! Eagerly awaiting for more!
[+] 1 user Likes Rexd_101's post
Like Reply
#9
Great ??
[+] 1 user Likes Abyone0009's post
Like Reply
#10
NICE STORY WITING FOR NEXT PART
[+] 1 user Likes anand_gupta's post
Like Reply
#11
Hmmmm acha jaa rahe ho
[+] 1 user Likes Jeetu4delhi's post
Like Reply
#12
Waiting for next update
[+] 1 user Likes Rexd_101's post
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)