Thread Rating:
  • 6 Vote(s) - 1.67 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Romance Girls' college — by Shakespeare002
#39
Quote:
35


Tabhi darwaje par bell huyi. Wo nisha thi," hi gori!"

Gaanv bhar ke ladkon ko apna diwana karne wali ladkiyan ab dost ban chuki thi... Ek doosri ki. Gouri ne usko upar se neeche tak dekha," kya baat hai nisha! Kahan bijli girane ka irada hai...aao!" 
Nisha: yahin tere ghar par.
Wo andar aayi aur apne naye sir aur anjali madam ko wish kiya... Fir donon andar chali gayi. 
Nisha: yaar, tujhe ek baat batani thi. 
Gouri: bolo na...

Nisha: tujhe pata hai. Sunil sir se pahle shamsher yahan thhe... 
Gouri: haan... To!

Nisha: tujhe pata hai... Wo ek no. Ke ayyash thhe... Fir pata nahi kyun.... Usne disha se shadi kar li aur chale gaye... Maine to unki najron mein aana shuru hi kiya tha bus... Inka kya scene hai.. 
Gouri: pata nahi... Par inhone mere pass ek blue film dekh li... Waise kuchh khas kaha nahi.. 
Nisha: fir to laloo hi hoga! Warna aisa secret pakadne par to wo tujhko jaise chahe nacha sakte thhe.... Waise tumne kabhi kisi ladke ko di hai..

Gouri: kya baat kar rahi hai tu. Main to bus kapdon mein se hi dikha dikha kar ladkon ko tadpati hoon... Mujhe ismein maja aata hai..

Nisha: wo tujhko ek ladke ka msg dena tha... Isiliye aayi thi main...

Gouri: kis ladke ka? ... Kounsa msg..? 
Nisha: dekh bura mat man-na..!

Gouri: arey ismein bura man-ne wali kya baat hai... Kuchh de hi to raha hai... Le to nahi raha.. 
Nisha: mera bhai Sanjay ka! Wo tujhse bahut pyar karta hai... Wo..

Gouri ke chehre par muskaan tair gayi," yaar aisa koun hai jo mujhse pyar nahi karta... Ek aur ladka mere pichhe pada hai aajkal." 
Nisha: koun?

Gouri: pata nahi... Lumba sa ladka hai.. Halki halki dadhi hai uski... 
Nisha: smart sa hai kya?

Gouri: hummm... Smart to baahut hai...

Nisha: wo jaroor rakesh hoga... Pahle mere pichhe laga rahta tha.. Maine to usko bhav diye nahi... Thhodi si bhi dheel dete hi niche jane ki sochta hai... Ussse bach ke rahna... Kayi ladkiyon ki le chuka hai..

Gouri: arey mujhe haaath lagane ki himmat kisi me nahi hai. Haan door se dekhkar tadapte rahne ki khuli chhoot hai.... 
Nisha: wo to thheek hai... Par main sanjay ko kya kahoon... 
Gouri: kahogi kya... Bus, subah shaam darbaar mein aaye aur darshan kar jaaye... 
Nisha: nahi.... Wo aisa nahi hai... Wo tere liye serious hai... 
Gouri: fir to dekhna padega.... Kahkar wo hansne lagi!


Udhar sunil ne anjali ko akela paakar uss par jaise brahmastra se war kiya," madam! Aapki shadi... ? 
Anjali: kya...?

Sunil: nahi; bus poochj raha tha love marriage hai kya?

Anjali ko uska sawal apne dil par ghav jaisa laga aur apne liye nimantran bhi. Usne apni chair sunil ke pass kheench li," tumhe aisa kaise laga?"

Sunil: nahi laga tabhi to poochh raha hoon. Unki to beti bhi tumse kuchj hi chhoti hai. Aisa lagta hai unse shadi karna tumhari koi majboori rahi hogi!

Anjali ki tees uske chehre se saaf jhalak rahi thi," meri chhodo! Aap sunao. Shivani to hot hai na... 
Sunil: haan bahut hot hai... Par....
Anjali ko apne liiye sunil ke darwaje khulte mahsoos huye,"par kya..?"

Sunil ne jo kkuchh kaha usse koi bhi ladki apne liye signal samajh sakti thi... Agar wo samajhdar ho to,"hot to hai madam; par bhagwan sabhi ko sab kuchh kahan deta hai... Sabkuchh pane ke liye to.... Do noukaaon par sawar hona hi padta hai."

Anjali samajhdar thi; wo nouka ka matlab samajh rahi thi... Usne apna chehra sunil ki aur badha diya,"aap mujhe madam kyun kahte hain sunil ji, mera naam anjali hai... Aur fir ek hi ghar mein....."
uski aawaj jara si bahakti huyi lag rahi thi.

Sunil ka chehra bhi uski aur khincha chala aaya,"aap bhi to mujhe sunil ji kahti hain... Ek hi ghar mein..." wah dusri nouka par chadhne ki soch hi raha tha... 

Wo ek dusre ko apne honton se ’sorry’ kahne hi wale thhe ki nisha aur gouri bedroom se bahar nikal aayi... Ganimat huyi ki unhone anjali aur sunil par dhyan nahi diya..

Anjali door hatkar apne chehre pa chhalak aaya pasina ponchhne lagi... Sunil neeche jhuk kar koi cheej uthhane ki koshish karne laga.... Aur jab usne apna chehra upar uthhaya, to nisha uske saamne baithi thi. Usko dekhte hi sunil anjali ko bhool gaya,"iss ganv ke pani mein jaroor koi baat hai..."
Nisha ne hulka neele rang ka parallel pahna hua tha. Apni janghon ko ek dusre par chadhaye baithi anjali ki mast gol janghon ko dekhkar hi uski gand ki ’export quality’ ka andaja lagaya ja sakta tha... Choochiyyan to uski thi hi khadi khadi... Katil," kyun sir?" usne sunil ko apni jaanghon par najar gadaye dekhte huye poochha.

Sunil: arey yahan ladkiyan ek se badhkar ek hain... Agar meri shadi nahi huyi hoti to main bhi yahin shadi karta; shamsher bhai ki tarah."wo najron se hi nisha ko taar taar kar dena chahta tha.
Nisha khil khila kar hans padi... Usko apni jawani par naaj tha... Par anjali shamsher ka naam sunkar tadap si gayi... Usne topic ko badalte huye kaha," nisha! Hum 3 din ka tour arrange kar rahe hain, manali ke liye... Chalogi kya? 
Nisha: main to jaroor chalungi ma’dam... Par shayad jyadatar ladkyon ke gharwale taiyaar na hon!

Anjali: kal dekhte hain... Wo uthhkkar jane lagi to nisha ne kaha," madam! Main gouri ko apne ghar le jaaoo? 
Anjali: kya karegi? Par tum gouri se hi poochh lo...( andar hi andar wah sunil ke sath akele hone ki baat ko sochkar romanchit ho uthhi thi...)

Gouri: main to taiyaar bhi ho gayi didi! Jaaoon kya? 
Anjali: chali jaao, par jaldi aa jana. Wah bolna to iske ulat chahti thhi.
Gouri aur nisha bahar nikal gaye... Ab fir anjali aur sunil akele rah gaye.... 

(To be continued...)

గర్ల్స్ హైస్కూ'ల్ > INDEX 
నా పుస్తకాల సొరుగు > My (e)BOOK SHELF
చిట్టి పొట్టి కథలు - పెద్దల కోసం > LINK
[+] 1 user Likes Vikatakavi02's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Girls' college — by Shakespeare002 - by Vikatakavi02 - 14-09-2023, 10:42 PM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)