Poll: Do u like my story
You do not have permission to vote in this poll.
Good
20.83%
5 20.83%
Better
16.67%
4 16.67%
Best
62.50%
15 62.50%
Bad
0%
0 0%
Total 24 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER)
Update 42

Nishant ( kamlesh se ) : tum robert ke aadmi ho iska matlab jo sunaina ne bola tha ki koi us hacker ka jasus hai vo tum the

Ab aageee...

Kamlesh ( mushkurate hue ) : haa mein hii vo shaks tha jisne pure server ki information dusare desh mein pohichai thi.
Or pura server hack bhi karvaya tha

Kamlesh ( sunaina ki taraf dekhte hue ) : magar is ladki ( sunaina ) ne mera sara plan fail kar diya

Kamesh ( mushkurate hue ) : ab mein sunaina ko robert ko dekar mein unka dil jeet luga jisse mein robert sir ka khas aadmi ban saku

Sunaina ( kamlesh se ) : kamine tune bohot badi galti ki hai mera hand pakadkar

Kamlesh ( rakshaso se ) : pakad lo in sab ko or gasitkar lekar chalo robert sir ke pass

Or sab rakshas nishant or unke sathi ko pakad leta hai

Or ghasitkar robert ke pass le jate hai.

Or rakshas chakra dheere dheere sab logo ko khatam karta hua aage badne lagta hai

Kamlesh ( robert se ) : sir yeh hii hai sunaina jisne us hacking server ko thoda tha.

Robert ( kamlesh se ) : wah kamlesh tum ne to mera kaam hii asan kar diya
Tum sunaina ko yaha le aaye.
Or yeh baki logh khon hai

Kamlesh ( robert se ): sir yeh nishant hai hamare ghufiya agency ka chief or yeh baki sab is nishant ke agent.

Nishant ( chillate hue ) : saale kutte dhokebaaz jis desh ne tuze sahara diya ussi desh ke sine ( chest ) par vaar kiya .

Kamlesh ( haste hue ) : tune abhi mera dhoka dekha kaha hai abhi to bohot kuch hona hai .
Tu muz par chilla raha hai.
Chilla or chilla
Aaj tera murder karke mein is desh par kabza karuga
Koi hume nahi rokh sakta

Sunaina ( chillate hue ) : , tu is desh par kabza karne ka sapna chor de.
Tu kabi is desh par kabza nahi kar payega.

Robert ( sunaina se ) : tune hamare boss ka server thoda hai.
To tu koi mamuli ladki nahi ho sakti jaldi bta khon hai tu.

Sunaina ( robert se ) : mein teri mout hu kamine agar tu apni zindagi bachana hai to bhag ja yaha se nahi to tuze absos hoga ki tune aisa karke koi galti to nahi kardi.

Tabi vaha peter aa jata hai.

Peter ( robert se ) : sir yeh rahi vo auraat ( seema ) jisko aap pakadna chahate the.

Peter ( pareshan hokar ) : Magar sir mujhe  aapko kuch baat batani hai.

Robert : peter vo sab baad me batana idhar loa us aauraat ko

Seema ( chillate hue ) : chorde mujhe kamine chor de
Mein tuze kuch nahi btaugi chahe tu meri jaan bhi lee le.

Robert  seema ko ek thapad marte hai jisse seema door jakar sunaina ke pass girte hai .

Robert ( seema se ) : agar tu mujhe us ladke ke bareme nahi bataegi to tu aaj jarur meregi.

Robert seema se :
Apne choro taraf nazre ghumakar dekh yaha tuze yaha koi nahi aa sakta bachane.

Or jald hii yeh pura desh khatam ho jaega or hamare kabze mein hoga


Or seema charo taraf nazre ghumakar dekti hai

To seema ka dil bhi dehal jata hai kiuki charo taraf hahakar macha hota hai
Or mayasur apni shaktiyo se sab jagah tabahii macha deta hai
Or rakshas chakra har masum logo ko khatam karne wala hota hai.

Or yeh sab itni tezzi se ho raha hota hai ki kisi ko kuch shamaj nahi aa raha hota hai .

Tabi seema ki nazar sunaina par padti hai or sunaina ko dekhkar puri tarha shocked ho jati hai.

Seema ( sunaina se ) : sonam beti tu yaha tum to rahul ke sath gai thi na life ke full maze thread par.

Sunaina bhi sonam naam sunkar shocked ho jati hai.

Sunaina ( seema se ) : khon sonam aunty mein to sunaina hu
Sunaina

Seema bhi puri tarha shocked hote hue bolti hai .

Seema : tum sunaina ho

Sunaina : haa aunty mein sunaina hu

Seema : iska matlab tum zinda ho par tum to pull se niche gir gai thi na.

Sunaina ( mann mein ) : aaj mere sath yeh kya ho raha hai .
Bilkul shamaj nahi aa raha aaj to mujhe jatke par jhatke mil rahe hai.

Sunaina : mein pull se niche gir gai thi isse apka kya matlab hai.

Jaise hii seema kuch bolne wali hoti hai

Tabi

Robert ( dono se ) : lagta hai tum dono mujhe kuch nahi bataoge.

Tabi
Robert peter se bolta hai khatam kar do in dono ko hum us ladke ko baad me dhoodh lege.

Robert ( mann me ) : yeh mahaveer abhi tak aya kiu nahi.

Or jaise hii peter sunaina ko apni talvaar se marne wala hota hai.
Tabi
Sunaina achanak se chillate hue bolti hai.

Sunaina ( chillate hue ) : rohaan rohaan

Or vaise hii peter ko koi takkar marta hai
Or peter urta hua bohot door jakar girta hai ....



Bhai aaj bohot thak gaya hu isliye update nahi de raha tha par apne itne comment kiye to ek bohot chota se update de diya .

Next update mein yeh sara scene bhi khatam ho jaega
Or kal ek maha mega update de duga


Or pyaar ki had paar chapter 1 bhi complete ho jaega .




Pyaar ki had par - family loves forever

Chapter 1 : introduction of rahul and sunaina  family character , entry of mahakaal , entry of patal lok charector , sunaina ke locket ka raaz created , sunaina ki hacking  , rahul confusion ki mein khon hu , prerna ki entry , sunaina ko rohan ki ek jhalak.
End of first chapter
Chapter 1 : total 43 update

Chapter 2 : rahul ka mahakaal se samna , mahakaal ka raaz , rohan sach aakhir rohan khon hai ,  sunaina or rohan ka love affection , sunaina hacking continue ,  entry of kaal , sunaina ke locket ka raaz continue , entry of bhagwaan lok , rahul ka business , or end of 22 saal flashback update 1 ka , rahul or sunaina ke janam ki story , 

Baki chapters badme ..


Keep supporting 
Keep voting
Keep comment bhai
Keep like




Bhai me mostly regular update de raha hu magar mujhe lagta hai ki kisi ko story pasand nahi aa rahi is liye yaha comment nahi aa rahe hai.
1.Life ke full maze 
2.Pyar ki had paar
3.Pyaarki ekanokhi kahani
                                                   
[+] 1 user Likes Rohan1234's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER) - by Rohan1234 - 20-04-2019, 04:08 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)