20-04-2019, 12:43 AM
Update 41
Aadmi : dharti mata mujhe garv hai ki mein is desh mein paida hua
Magar dukh hai ki in janvaro se apki raksha nahi kar paya.
Sunaina behad gusse mein
Sunaina :
Ab aagee..
Nishant ( sunaina se ) : beti chalo yaha se hum inse jeet nahi sakte
Yeh rakshas lag rahe hai.
Sunaina ( behad gusse me ) : koi hamare dharti mara par atyachar kargega or hum der kar bhag jaeye.
Sunaina nishant ko hilate hue.
Sunaina : hum bhartiyo ne der kar bhagna nahi shikha nishant uncle
Datt kar ladna shika hai.
Kya aap yeh chahate hai ki hum bhag jae
Agar hum aaj bhag gae to yeh logh hamari dharti mata ko gulam bana lege
Or mein apne mom dad ke katilo ko kese jane de sakti hu.
Sahil ( sunaina se ) : tumari baat bilkul thik hai magar hum inse kese lade
Tabi
Vaha
Rakshas chakra tyaar ho jata hai.
Or ghumte hue puri aarmy ko khatam karne lagta hai.
Har aarmy wale apni aantim saash tak ladte hue veer gati ko prapt hone lagte hai
Or ek gana ghungunane lagte hai
Jis awaaz ko sunaina bhi sunti hai.
Gana :
कर चले हम फ़िदा जान-ओ-तन साथियों
अब तुम्हारे हवाले वतन साथियों
साँस थमती गई नब्ज़ जमती गई
फिर भी बढ़ते कदम को न रुकने दिया
कट गये सर हमारे तो कुछ ग़म नहीं
सर हिमालय का हमने न झुकने दिया
मरते मरते रहा बाँकापन साथियों, अब तुम्हारे ...
ज़िंदा रहने के मौसम बहुत हैं मगर
जान देने की रुत रोज़ आती नहीं
हुस्न और इश्क़ दोनों को रुसवा करे
वो जवानी जो खूँ में नहाती नहीं
बाँध लो अपने सर पर कफ़न साथियों, अब तुम्हारे ...
राह क़ुर्बानियों की न वीरान हो
तुम सजाते ही रहना नये क़ाफ़िले
फ़तह का जश्न इस जश्न के बाद है
ज़िंदगी मौत से मिल रही है गले
आज धरती बनी है दुल्हन साथियों, अब तुम्हारे ...
खींच दो अपने खूँ से ज़मीं पर लकीर
इस तरफ़ आने पाये न रावण कोई
तोड़ दो हाथ अगर हाथ उठने लगे
छूने पाये न सीता का दामन कोई
राम भी तुम तुम्हीं लक्ष्मण साथियों, अब तुम्हारे ...
Yeh gana sunkar sunaina pagal si hokar behad gusse mein bolti hai.
Sunaina ( sahil se ) : sahil mujhe tumse yeh ummid nahi thi mujhe laga tha tum ek sache desh bhakt ho.
Magar tum to kamzor nikale
Sunaina sahil ko kuch aarmy walo like died body dikate hue bolti hai.
Sunaina ( sahil se ) : tumse jyada to yeh acha hai ki kamse kaam veer gati ko prapt hokar desh ke kaam to a rahe hai.
Magar tum bujdil ki tarha bhagkar yaha se jana chahate ho.
Mujhe bohot dukh ho raha hai ki maine tume apna dost banaya
Sunaina ( sahil se ) : aisa dost jo apne desh ko bachane ka chorkar yaha se bhagkar jana chahata hai.
Agar tum yaha se bhag bhi gaye to kya hoga
Kya tum in desh 2 se bach jaoge.
Sunaina ( gusse se ) : nahi tum fir gulam ban jaoge
Tum mujhse pyaar karte ho tum pyaar ka bhi matlab jante ho
Ki pyaar kya hota hai.
Pyaar vo hota hai ki tum uske liye kuch bhi par sakte ho
Chahe vo kisi bhi halat mein ho
Kabi usko chorkar nahi jata
Jaise mein rohan se pyaar karti hu
Dilo jaan se chahati hue
Meine rohan ko dekha nahi hai fir bhi mujhe himmat milti hai
Or mujhe is locket ki madad se rohan mujhe batata hai ki sunaina mein tumare sath hu
Tumari har musibaat mein
Mein tume kuch nahi hone duga.
Or sunaina locket dekhne lagti hai magar sunaina ko gale mein vo locket nahi milta
Or sunaina bohot ghabra jati hai.
Sunaina ( ghabrate hue ) : mera locket kha gaya vo to hamesha mere gale mein rehta hai.
Fir sunaina ko yaad ata hai ki sunaina ne khud hii us locket ko apne gale se nikal kar fek diya tha.
Or jaise hii sunaina ko vo baat yaad ati hai
To sunaina bohot ghabra jati hai.
Or rone lagti hai
Sunaina ( rote hue ) : mein bohot matlabi hue rohan meine tumare locket ko fek diya
Tumare pyaar ko fek diya
Mujhe maaf kar do rohan
Mujhe maaf kar do
Maine bohot matlabi hue
Or is samay sunaina ki atma tak rone lag jati hai.
Tabi
Ek aag ka gola sunaina ko lagne wala hota hai
Tabi
Sahil ( chillate hue ) : sunainaaa bacho
Or sahil sunaina ko dhakka dekar khud us aag ke gole ke beech mein a jata hai .
Or vo aag ka gola jaise hii sahil ko lagta hai
Sahil ki ek tezz dard bhari cheekh nikal jati hai
Jis cheekh ko sunte hii sunaina ghabra jati hai
Sunaina ( sahil se ) : yeh kya kiya tumne sahil
Vo aag ka gola mujhe lagne wala tha tumne mujhe bachane ke liye khud us aag ke gole ke beech me kiu aa gae.
Kiu sahil kiu
Sahil ( dard se ) : sunaina tumara rohan ke liye pyaar dekhkar aaj mujhe bhi shamaj aa gaya ki pyaar to vo hota hai jo tumne rohan se liya hai.
Bina dekhe pyaar kiya hai tumne rohan se
Or itna pyaar to shayad mein bhi nahi kar sakta tha tumse jitna pyaar tumne kiya hai rohan se
Shayad tum mere liye nahi bani ho sunaina
Tum rohan ke liye bani ho
Hamesha khuss rehna sunaina
Sahil ( dard se ) : mujhe khusi hai ki maine us ladki se pyaar kiya jisme desh prem ki bhawna hai.
Meine to bas apne pyaar ka kartavye nibhaya hai
Jisse tumme yeh na lage ki mein tumari dosti ke kabil nahi tha.
Sunaina ( rote hue ) : tum mere sache dost ho sahil
Mein tume kuch nahi hone dugi
Mein abhi tum ko hospital lekar jati hu.
Or sahil ki aise halat dekhkar nishant bhi rone lagta hai.
Or sunaina sahil ko utane lagti hai.
Tabi
Piche se ek aadmi sunaina ka hand pakad leta hai.
Sunaina (us aadmi se ) : tumne mera hand kiu pakra hai.
Nishant ( aadmi se ) kamlesh choro sunaina ka hand
Tumne sunaina ka hand kiu pakra hai.
Kamlesh : isko hamare robert sir kabse dhoondh rahe the aaj mein isko robert sir ko shop hii duga.
Or kamlesh hasne lagta hai.
Nishant shocked hote hue bolta hai.
Nishant ( kamlesh se ) : tum robert ke aadmi ho iska matlab jo sunaina ne bola tha ki koi us hacker ka jasus hai vo tum the
Keep support bhai