09-04-2019, 12:24 AM
Update 35
Fir sunaina us jungle or vaha ki saari baat apni mom or dad ko bta deti hai.
Rinky parshan hokar
Ab ageee..........
Suresh : beta tuze kuch hua to nahi na
Rinky to bohot jyada rone lag jati hai.
Jan usko pata chalta hai ki vo gunde sunaina ki izzat loutne chahate the.
Rinky : sunaina tune vada kiya tha ki tu in sab mein nahi padegi
Tune apna vada thor diya.
Sunaina rinky ke aashu pohochte hue bolti hai.
Sunaina : mom kyaa un sab ladkiyo ko chor deti.
Kya roma ko chor deti
Jo vo gunde un sab ko kahi or bhejna chahate the or pata nahi kya karte unke sath.
Kya unki maa nahi roti apni beti ki yaad mein
Or aapki beti bohot strong hai.
Aise chote mote gunde sunaina ka kuch nahi bigar sakte.
Suresh : par beta yeh sab kam security officer walo ka hota hai.
Sunaina : dad kya hum aam logo ka koi farz nahi banta
Kya aisa mere sath ho raha hota to kya aap aisa bolte
Rinky : par beta
Sunaina : par var kuch nahi or abhi muze bohot bhookh lag rahi hai.
Mere pet ( stomach ) chuhe khood rahe hai.
Saare sawal yahi puch logi kya.
Rinky : ab hamari beti to bohot shamajdaar ho gai hai.
Itni badi badi baate karne lagi hai.
Bachpan mein yeh ( sunaina ) ittu se thi or school jane mein bhi bhi ghabrati thi.
Bolti thi maa mujhe school nahi jana or school na jane k liye kitne bahane banati thi.
Or ab dekho kitne bade bade kaam karne lagi hai.
Meri beti ko kisi ki nazar na lage ( or rinky sunaina ki nazar utar deti hai.)
Sunaina ( rinky se pyaar se ) : maa mein jitni chahe badi ho gau par aapke liye vohi ittu se sunaina rahugi.
Jitni pehle thi.
Rinky sunaina ke sir ( head ) par hath pherte hue
Rinky : meri pyari beti ab jaldi beth ja dinner ke liye
Or sab baith kar dinner karne lagte hai.
Tabi
Suresh mazak karte hue
Suresh : ab iski na jaldi shadi karwa do.
Nahi to yeh pata nahi jab tak kya kya dhamake karegi.
Tabi achanak se roma bolti hai.
Roma : haa uncle jaldi shaadi karwa do sunaina ki.
Or sunaina ne to apka damad bhi dhoodh liya hai.
Sunaina roma ko aakhe dikate hue.
Sunaina : kya bola tune
Rinky : khon hai vo beta
Sunaina : kuch nahi maa yeh roma bas aise hii bol rahi hai.
Tabi roma ke muh se achanak nikal jata hai.
Roma : nahi aunty main aise hii nahi bolt rahi us ladke ka naam rohan hai.
Rinky : yeh to hume bhi pata hai.
Magar is pagli ne ( sunaina ke head par ek chapat lagate hue ) usse abhi tak dekha bhi nahi hai.
Pata nahi kaisa pyaar hai iska
Jisko dekha tak nahi usse pyaar karti hai.
Sunaina : maa pyaar dekhkar nahi mehsus karke kiya jata hai.
Jaise aap mere se karti ho.
Rinky ( suresh se ) : dekho jii yeh ab apne rohan ke pyaar ko mehsus bhi karne lagi hai.
Rinky apne hath ( hand ) upar karke bolti hai
Rinky : hey bhagwan sunaina ko jaldi rohan se milva do nahi to yeh jab tak pata nahi kya kya karegi.
Sunaina : maa aap bhi naa
Suresh ( rinky se ) : tum sahi bol rahi ho ab yeh rohan ke pyaar mein pagal hoti ja rahi hai.
Jaldi hii rohan sunaina ko mil jaye
Kahi yeh rohan ke pyaar mein pagal hokar vo krishna wali meera na ban jaye.
Sunaina ( niche muh karke ) : dad aisa kuch nahi hoga.
Fir aise hii sab ka khana khatam hota hai.
Or sab apne room mein chale jate hai.
Sunaina ke room mein
Sunaina : roma tuze pata hai jab vo gunde mere balatkar karne wale the to is locket se ek roshni nikali or
Fir vaha ek tiger aa gaya tha.
Roma ( hairaan hokar ) : kyaa bol rahi hai tu sunaina
Or tu kahi yeh to nahi bolna chahati ki us tiger ne sab ko mar diya
Sunaina : sab ko nahi kuch ko
Roma : to baki ko kisne mara
Sunaina : vo sab rakshas the jinko meine mara
Roma is baat par apna pet ( stomach ) pakad kar hasne lagti hai
Roma ( haste hue ) : rakshas or yaha or unko tumne mara kiu mazak kar rahi hai sunaina koi or sun lega to has has kar pagal ho jaega.
Kisi or ke samne yeh mat boliyo.
Sunaina : is locket ki kasam roma mein jhoot nahi bol rahi
Roma : vase is locket mein kya hai.
Sunaina : pata nahi meine is locket ko kholne ki bohot kosis ki magar yeh locket khulta hii nahi hai.
Roma : laa mein try karti hue.
Bohot purana lag raha hai yeh locket isliye jaam ho gaya hoga.
Sunaina : aise hii gale mein pade hue khol shayad tuz se khul jaye.
Or roma jaise hii us locket ko kholne ki kosis karti hai.
To roma ko ek tezz ka zataka lagta hai.
Or udati hue door jakar girti hai.
Magar koi chot ( zakam ) nahi ate.
Roma : uue maa kitne tezz zataka laga hai.
Kya hai is locket mein
Sunaina ( haste hue ) : kiu mazak kar rahi hai .
Jab mein is locket ko kholne ki kosis karti hue to muze koi zaraka nahi lagta.
Magar tu udate hue vaha kiu gir gai.
Roma : sunaina mein sach bol rahi hue.
Mujhe is locket ne hii zataka mara hai.
Isliye mein udate hue yaha giri hu .
Magar koi dard nahi hua.
Sunaina : kyaa
Roma : tu ek baar try kar tuze bhi yeh locket zataka marega.
Sunaina : yeh locket muze bohot pyaar karta hai.
Haa thode nakre jarur karta hai.
Magar mujhe kabi zataka nahi mara.
Roma : ek baar try kar na
Sunaina : chal thik hai.
Ek or baar try karti hue
Or sunaina us locket ko kholne ki bohot kosis karti hai.
Magar vo locket nahi khulta.
Sunaina : dekh muze kuch nahi hua.
Magar yeh locket bohot jyada akru , dheet hai
Khulta hii nahi hai.
Roma : sunaina isme koi bhoot to nahi hai.
Ya kisi ne koi mantar vantar to nahi kar rakha kar rakha
Jisne tuze apne bas mein kar rakha ho.
Sunaina : are pagal hai kya
Koi bhoot nahi hai
Bas thoda nakhre zarur karta hai yeh locket
Roma : vase tu kuch bta rahi thi us jungle ke bareme.
Sunaina : haa sun
Fir mera sarir achanak se black pad gaya
Mahakali mata ki tarha
Fir maine us sab rakhas par tut padi or ache se pitai karke
Ek trishul se un sab ko khatam kar diya.
Roma shocked hokar
Roma : kya sach mein aisa hua tha.
Sunaina haa mein garden hila deti hai.
Roma : fir to jarur is locket ka koi bohot bada raaz hai.
Sunaina : haa mujhe lagta to hai.
Or issi locket ne mujhe rohan ka naam bhi bataya tha.
Roma : kyaaaaa
Yeh locket bolta bhi hai.
Sunaina : haa kabi kabi
Magar dusaro ke samne nahi
Akele mein
Roma : kese
Sunaina : dekho jab mein is locket ko kiss karti hue
To yeh chamakne lag jata hai.
Roma : dikha jara
Fir sunaina locket ko kiss karti hai
Jisse locket chamkne lagta hai.
Or yeh dekh kar roma shocked ho jati hai.
Roma : lagta hai yeh locket jiju ( rohan ) ka hai.
Or tumare kiss karne se yeh chamakne lagta hai.
Sunaina : haa mujhe bhi yahi lagta hai.
Roma : lagta hai jiju bohot khatarnak hai
Agar unka yeh locket itna kuch kar sakta hai
To rohan jiju kya kya kar sakte hoge.
Uska to andaza bhi nahi lagaya ja sakta
Sunaina : ho sakta hai.
Roma : is locket se puch na ki rohan jiju kha hai.
Sunaina : bohot pucha
Magar kuch nahi bataya
Or jab mein thoda gussa ho jati hu to
Yeh locket shahab rone lag jate hai.
Inka naam jisne bhi rakha hai bilkul sahi rakha hai.
Rohan hamesha mujhe gusse mein dekhkar rone lag jate hai.
( Magar sunaina ko kya pata ki rohan naam to khud sunaina ne hii rakha tha ) jisse hum in par gussa bhi nahi kar sakte.
Nahi emotional blackmail kar sakte hai.
Bohot chalak hai yeh locket
Ro ro ( carry ) kar hume ulta blackmain karta hai.
Magar jaise bhi hai
Mera hai.
Roma ( apni ek eye brow upar karte hue) : aaye haye mera hai
Kash mujhe bhi itna pyaar karne wala insaan mil jaye.
Jo mere gussa hone se hii pigal jaye.
Sunaina : tu tension mat le jab mein rohan se milugi to ussi ke bhai se teri setting bhi karwa dugi.
Fir dono bhane ( sisters ) milkar dhamake pe dhamake karegi.
Roma ( khuss hokar ) : fir to or maza aaega
Magar rohan jiju par ek line jarur marugi.
Kya pata vo tuze bhulkar muzse set ( pat ) jaye
Sunaina : aisa kabi nahi hone wala
Roma : mujhe pata hai
Fir bhi
Kosis karne walo ki haar nahi hoti.
Sunaina ( apna muh banate hue ) : karke dekh liyo kosis.
Magar koi fayda nahi hone wala
Roma : acha tuze pata hai
Sahil kuch jyada hii nahi chipak raha hai.
Koi bhi kaam hota hai to tuze hii bolta hai.
Teri har baat manta hai.
Hamesha tere sath kuch jyada hii friendly hone ki kosis karta hai.
Mujhe lagta hai kahi vo tuze like to nahi karne laga hai.
Sunaina : aisa kuch nahi hai
Agar aisa kuch hua to tu janti hai mere bare me
Fir sunaina hasne lagti hai.
Roma : jab tu hasti hai na to bohot bade bade dhamake karti hai.
Jiske bareme koi soch bhi nahi sakta
Tu jyada hasa mat kar
Kahi kabi tu mere upar hii bomb na phod de
Bishare vo ladke abhi tak hospital mein hai jinko tune traffic signal par thuk vaya tha.
Sunaina : un logo ne kaam hii aisa kiya tha
To mein kya karti
Magar sahil acha ladka hai.
Mein sahil ke sath jyada kuch kuch nahi karugi
Agar sahil ne mujhe propose kiya to
Sunaina haste hue
Sunaina : magar kuch to karna padega na
Roma : bas mere sath tu kuch mat kariyo
Sunaina : chal thik hai
Ab soja bohot raat ho gai hai.
Nahi to subha neend nahi khulegi.
Or roma or sunaina so jate hai.
Or aise hii subha ho jati hai.
Vahi sahil subha so kar ( sleep karke ) utata hai.
To sochta hai.
Sahil ( mann mein ) : aaj mein sunaina ko purpose karuga shayad sunaina bhi mujhe like karne lagi hai ab
College shuru hone se pehle vo meri girl friend ban jaegi
Fir to bohot maza aaega.
Yahi khussi ke sath sahil utt kar fresh ho jata hai or niche breakfast par aa jata hai.
Or breakfast karne lagta hai.
Sahil ( mann mein ) : magar mein sunaina ke ghar kis bahane jau.
Tabi
Nishant ( sahil se ) :