21-03-2019, 09:07 PM
Update 1
Surya rukh ja aaj mein tujhe nahi chorugi
Rukh ja surya or maharani chanda surya ke piche piche chillate hue bhag rahi thi.
Surya bhagte hue bolti hai.
Surya ( haste hue): maa pehle pakad kar to dikao
Or bhagte hue surya raja raivardan ke piche chup jati hai.
Raivardan ( surya se ) : kya hua putri aaj tumne fir koi sehtani ki hai kya
Chanda ( raivardan se ) : aap aaj apni putri ko nahi bachaoge aaj surya ki pitai hone se koi nahi rokh salta pure 18 saal ki ho jayr hai magar abhi tak iski sehtani kaam nahi hue.
Raivardan ( surya se ,) : surja aaj konsi naye sehtani ki hai tumne .
Chanda ( gusse me ) : naye sehtani puch rahe ho aap aaj to isne pure ujala lok mein harkamp macha diya
Raivardan ( chanda se ) : kya kiya hai meri putri ne tum to faltu me meri putri ko marti rehti ho.
Dekho kitna masoom chehra hai surya ka or kitni sarif hai meri putri surya ( yeh baat raivardan ne surya ke face ko sehlate hue kaha)
Chanda : yeh or sarif puri afat ki puriya hai yeh
Jana surya hoti hai vaha kabi shanti nahi ho sakti
Raivardan ( chanda se ) : acha batao kya kiya hai surya ne
Flachback
Surja apni 2 friends ke sath ghum rahi hoti hai.
Tabi
Surya ( apni sehliyo se ) : vo dekho vo jungle aaj vaha ghum kar ate hai.
Surya ki ek saheli bolti hai.
Saheli 1 ( surya se ) : na baba na mein nahi jaugi vaha meine sunna hai jungle mein bohot khatarnaak janwar rehte hai
Jisme ek vaha sher or naagraj ( snake) bhi hai.
Kahi usne hume kuch kar diya to
Surya ( utsukta se ) : fir to or maza aaega mein to us tiger par baithkar pure ujala lok mein ghumugi or naagraj ke upar khade hokar dance karugi.
Saheli 2 ( hairan hote hue ) : surya tu pagal to nahi ho gai hai kya bole ja rahi hai
Surya : jo tumne sunna vahi to meine bola tumse
Dono saheliya ek saath : hum nahi jaege vaha
Surya udas hone ka natak karte hue
Surya : koi baat nahi mein akeli chali jati hu us jungle mein
Meine socha tha ki tum meri achi friend ho or hamesha mera sath digital magar ab kya kar sakte hai ( yeh baat surya ne apni saheliyo ko emosinal blackmail karke us jungle mein le jane ko kahi )
Dono surya ki friends apas mein khusar phusar karne lagti hai
Seheli 1 : thik hai thik hai ab jyada emosinal blackmail mat kar hum apni dosti ke liye us jungle mein jaege ( yeh baat dono ne udas hote hue kahi )
Surya khus hote hue dono se
Surya : yeh hue na baat chalo ab
Or sab us jungle mein jane lagte hai.
Or us jungle se aawaze ane lagti hai.
Saheli 2 : mujhe bohot der lag raha hai surya
Surya : deepa tu der mat
Mein tuje kuch nahi hone dugi
Deepa ( mann me ) : jab mein tuze dikugi jabi to tu kuch nahi hone degi
Agar vo snake mere ko pani ke ander le gaya to tu kya kar payegi
Bhagwan mujhe bacha le aaj bas
Deepa : hume vapas chalna chahiye surya dekh kaise kaise awaaze aa rahi hai.
Tabi
Surya ki dusri saheli bolti hai.
Radha : ha surya ab to mujhe bhi der lag raha hai.
Surya dono ek shoulder par hand rakhte hue bolti hai.
Surya ( dono se ) : der ke age jeet hai or mein to hu na
Or na chahate hue bhi dono surya ke sath us jungle mein jane lagte hai or thode door jate hi sabko ek jharna dikai deta hai
Us mein se upar se pani gir raha hota hai.
Deepa ( khus hokar ) : to yeh to bohot sunder jharna hai.
Mujhe to ab is jharne ke niche nahane ka mann kar raha hai.
Surya : meine pehle hii bola tha ki is jungle mein bohot maza aaega.
Radha : par surya agar yaha koi janwar aa gaya to.
Surya : koi nahi aayega radha chal jaldi nahate hai is jharne ke niche.
Or teeno apne kapre utar kar side mein rakh deti hai
Or us jharne ke niche khade hokar nahane lagti hai.
Deepa : is jharne ka pani to garam or saaf bhi hai.
Bohot maza aa raha hai is jharne mein nahane mein
Surya : meine kha tha is jungal mein bohot maza ane wala hai.
Radha : surya tune sahi kaha
Is jharne ke niche nahane me bohot maza aa raha hai.
Or fir surya deepa ke upar pani dalne lagti hai
Deepa ( apne muh par hand rakhte hue ) : nahi surya rukhja
Or jaise hii surya rukhti hai
Radha bhi deepa or surya ke upar pani dalne lagti hai.
Or aise hii sab ek dusre par pani dalte hue masti karne lagte hai.
Surya : mein to chali kapre pehne
Or surya kapre phenne ke liye pani se nikal jati hai.
Or jaise hii surya kapre phenti hai piche se deepa or radha ki awaaz aati hai.
Deepa or radha ( chillate hue ) : surya bachao
Or jaise hii surya piche murti hai to dekhti hai ki naagraj ne surya ki dono dost deepa or radha ko apni pooch se pakar rakha hai.
Surya ( naag raj se ) : tume saram nahi aati do ladkiyo ko nangi pakarte hue.
Naag raj ( surya se ) : yeh jharna mera hai tumne is jharne me nahakar bohot badi galti kar di hai.
Ab iski saza tume apni jaan dekar chukani hogi.
Yeh baat sunkar radha or deepa der jati hai.
Deepa ( der te hue naag raj se ) : hume chor do
Hum agli baar yaha kabi nahi aaege
Radha ( girgirate hue ) : haa naagraj hum yaha nahi aana chahate the
Surya ke kehne par hum yaha is jungal mein aae the.
Naagraj : ab kuch nahi ho sakta ab tume marna hoga.
Surya ( naag raj se ) : meri saheliyo ki koi galti nahi hai yeh to mere kehne par aai thi inko chor do.
Naag raaj ( mushkurate hue ) : magar aai to thi na
To ab iski saza bhi inko milegi.
Surya : lagta hai tum aise nahi manoge.
Naag raj : to kya ab tum mujhe marogi pata bhi hai mein kitna shaktishali hu
Surya : vo to mujhe nahi pata
Naag raj : fir tum mujhe marogi kese
Surya : abhi batati hue.
Or surya ek chota se pathar ( stone ) utati hai.
Naagraj ( haste hue ) : ooo ladki mein koi bacha nahi hu jo is pathar se der jau.
Surya muskurate hue us pathar par mahadev ka naam likhti hai.
Naagraaj : tum is pathar par kya likh rahi ho.
Surya ( ek eye brow uchi karte hue ) : kya tum padna nahi jante
Naagraj apna head khujate hue
Naagraj : ek baar meri maa ne danda markar padne ke liye bola tha magar mein bohot dheet tha fir bhi nahi pada
Surya ( apne sir par hand rakhte hue ) : jabi to tum anpar reh gaye
Pata bhi hai padai karna kitna jaruri hai.
Naag raj ( sochte hue ) : nahi pata
Surya (muskurate hue ) : meri dono dost ko chor do fir mein batati hue ki padna kitna jaruri hai.
Naag raj ( apna dimak lagate hue ) : tum mujhe murkh shamajti ho
Mein itna bhi anpar nahi hu
Agar maine in dono ko chor diya to tum yaha se bhag jaogi.
Surya ( thapad dikate hue ) : lagta hai tumari teacher ne tumari pitai nahi ki isliye tum aise ho
Aaj mein tumari pitai karugi
Naag raj ( gusse mein ) : mujhe meri mummy nahi sudhar pai
Tu mujhe sudaregi.
Ab in dono se pehle mein tuze maruga.
Or naagraj surya ki dono saheliyo ko chor deta hai apni pooch se
Or apne teeth se surya par hamla kar deta hai.
Tabi surya us pathar ko jispar surya ne mahadev ka naam likha tha us pathar ko naagraaj par fek deti hai.
Surya ( muskurate hue ): kisi ne sach hii kaha hai gussa insan ka sabse bada dushman hota hai.
Kabi pitai bhi kha liya karo naagraj jii
Or jaise hii vo pathar naagraj ko lagta hai.
Naagraj door jakar girta hai or ek bade se pathar se takra jata hai or behosh ho jata hai.
Or vahi surya ki dono saheliya apne kapre pehankar surya ke pass aa jati hai.
Deepa ( surya se ) : surya bhag yaha se isse pehle vo naag raj jaag jaye.
Or teeno jungle ke ander ki or bhagne lagti hai.
Deepa : surya lagta hai hum rasta bhul gae hai
Ab hum ghar kese jaege.
Surya : mujhe to us naagraj ke upar khada hokar dance karna tha.
Par tumne sab bekar kar diya
Radha ( gusse me ) : yaha hamari jaan kahtre mein hai.
Hume aisa lag raha hai ki naagraj dubara na aa gae .
Or inka ( surya ) naagraj ke upar khada hokar dance karna hai.
Surya : radha itna gussa kiu karti hai.
Radha : gussa na karu to kya karu
Tere bajase subha se dopher ho gai hai.
Meri maa to mujhe ulta hii latka degi
Agar unko pata chala ki mein jungle me gai hu.
Or vo bhi surya ke sath
Or yeh baat sunakar surya apna muh dusari taraf ghuma leti hai.
Or muh phula leti hai.
Deepa : radha kesi baat kar rahi hai tu
Surya hamari dost hai
Usne hamare liye kitna kuch kiya hai
Or tu surya se aise baat kar rahi hai.
Radha ko apni galti ka ahsaas hota hai.
Or radha surya ke pass jakar apne kaan pakar kar utthak baithak karne lagti hai
Radha : surya mujhe maaf kar de gali baar aisa nahi kahugi
Apni dost ko maaf kar de
Surya ek baar radha ko dekhti hai fir dubara apna muh dusari taraf kar leti hai
Radha : surya dekh agar tune mujhe maaf nahi kiya to mein dubara us naagraj ke pass chali jaugi
Is baat par surya kuch nahi bolti
Jab radha dekhti hai ki surya kuch nahi bol rahi to
Radha : surya mein sach bol rahi hu
Fir bhi surya kuch nahi bolti
Yeh dekh radha usse raste bhagne lagti hai jaha se vo naagraj se bachkar aai thi.
Deepa : surya radha ko rokh le
Surya ( deepa se ) : mein kiu roku radha ko
Meri bajase se hii to subha se dophar ho gai hai.
Deepa : surya aisi baat nahi hai
Vo radha apni maa se bohot derti hai
Isliye usne gusse mein aisa bol diya.
Tabi
Ek tiger ki awaaz aati jisko sunkar surya or deepa ghabra jati hai.
Deepa : kahi radha ko us sher ne to nahi pakad liya
Deepa ki yeh baat sunakar surya ghabra jati hai.
Or dono ussi disha mein bhagne lagti hai.
Or jaise hii thodi door aati hai to samne ka nazara dekh kar shocked ho jati hai.
Kiuki samne naagraj or sher dono khade the.
Or unhone radha ko
Surya ( gusse me )