14-05-2020, 06:03 PM
Update 61
Patal lok
Jaise hii prerna patal lok mein kamre mein pohoch jati hai to dekhti hai ki koi uske kamre ka gate bohot tez khat khata raha hai
Or jaise hii prerna gate khoti hai to samne apne bade bhi aasur raaj ko pati hai
Jisko dekh kar prerna or ghabra jati hai .
Ab aageee
Asurraaj pyaar se : prerna meri pyaari bhan kabse mein gate khat khata raha hue tum jawab hii nahi de rahi thi
prerna achanak se apne bade bhai ke sawal se ghabra jati hai or haklate hue bolti hai
prerna haklate hue :. Bhaiya vo mein mahadev ki pooja kar rahi thi
asurraaj pyaar ka natak karte hue : acha to hamari pyaar choti bhan mahadev ki pooja kar rahi thi
prerna haa mein sar hila deti hai
prerna : bhaiya aap yaha kuch kaam tha
asurraaj : hamari bhan hamesha apne kamre me rehti hai bohot kam apne kamre se bahar nikalti hai kahi abhi tak hamari bhan humse naraz to nahi hai
aisa asuraaj ne isliye kaha kiuki bohot saalo tak asuraaj ne prerna ko apne kamre mein band kar rakha tha
Ab prerna kya batae ki prerna kamre mein isliye jyada rehti hai kiuki vo apne Rahul ke pass jyada samay tak reh sake
prerna : nahi bhaiya aise kuch nahi hai vo mujhe kamre mein rehna isliye jyada pasand hai kiuki mein hamesha mahadev ki seva karte rahu
assuraaj ( kuch soch kar bade pyaar se gale lagakar :
Acha prerna tumne dharti lok me jane ka koi upay socha jisse hum jaan sake ki Rohan ka janam dharti lok mein kis jagah hua hai or vaha jakar hum apni choti bhan ki shaadi Rohan se kara sake
prerna ko pata tha yeh pyaar to bas dikava hai asal mein uske bade bhai ka makshad kuch or hai.
prerna bhi kam shatir nahi thi kiuki thi to akhir assuraaj ki choti bhan hii
Prerna assuraaj ki baate sunkar rone ka natak karne lagti hai
Prerna rote hue : nahi bhaiya hume abhi tak dharti lok mein jane ka rasta nahi mila mein Rohan ke bina nahi reh sakti bhaiya kuch karo aap hii kuch kar sakte hoo
is baat par assur raaj ko bohot gussa ane laga magar assuraaj apne gusse ko control karte hue
assuraaj : prerna meri pyaari bhan tuze mahadev se dharti lok mein jane ka rasta puchna chahiye
prerna rone ka natak continue karte hue
Prerna : bhaiya mahadev ne abhi tak mujhe dharti lok mein jane ka rasta nahi bataya mein abhi bhi rooz pure din mahadev ki puja karti rehti hue magar abhi tak mujhe mahadev ne darshan nahi diye
bhaiya aap hii kuch upay nikaliye
assuraaj mann me : agar mere pass koi upay hota to muze tere se yeh pyaar ka natak nahi karna hota or vaha jakar us kachre ( Rohan ) ko saaf kar deta jisne aasuraaj ko
yeh sochte hii aasuraaj vaha se gusse mein nikal jata hai
or prerna apne kamre ko band karke Sonam ke pass kese jaye yeh sochne lagti hai
prerna mahadev ke vardan ke fal swaroop dharti lok to ja pati hai magar sonam ke pass jane me asafal rehti hai
prerna mann me : mein dharti lok mein ja pa rahi hue to sonam ke pass kiu nahi ja pa rahi hue mere saare prayaas ( kosis ) kiu asafal ho rahe hai kya sonam dharti lok mein nahi hai
prerna : sonam kaha ho tum mein tum tak kaise pohochu mujhe kuch samaj nahi aa raha
yahi sochkar prerna niras ho jati hai kiuki prerna ko sonam ka kuch pata nahi chal raha tha
vahi
dharti lok mein chalti hai rahul ki taraf
rahul jab sonam ke ghar se nikal raha tha to sab log ek taxi mein baith kar apne ghar jane lagte hai jaha rahul ki maa sab ka intzaar kar rahi thi
or raste me rahul ki sab bhan ek dusare se dyna ke baare me baat kar rahe the
payal : yeh dyna khon thi jo achanak se rahul ke piche hii pad gai thi or yeh achanak se kese aa gai.
sonali : mujhe lagta hai jaroor us dibbe me bohot bada raaz hai jisse abhi tak hum anjaan hai
or yeh sunte hii Nisha or ruchi apna natkhat pana kese chor sakti hai vo bhi Rai ka pahad banane me lag jati hai.
ruchi sonali se thodi darawani awaaz mein bolti hai
ruchi : sonali didi vo dibba koi samanye dibba nahi hai
vo dibba hazaro saalo se tarap raha hai vo dibba aisa dibba hai jisme us dyna ne kai logo ka khoon bhar rakha hai jisko pee pekar dyna apni pyaas bhujati hai
nishi ruchi ka sath dete hue darawani awaaz mein
nisha : ha didi iska pata hume pehle hii chal gaya tha ki dyna asal me koi dayan nahi Dracula hai jo hamare rahul bhaiya ka khoon pina chahati thi.
sonia sochte hue : agar us dibbe mein khonn bhara hua hai to vo rahul ka khoon kiu pina chahegi
Ruchi darawani awaaz mein : kiuki vo khoon pikar rahul bhaiya se apna badla lena chahati hai
Nisha or ruchi mien yahi ek khass baat thi ki vo apne baato mein sab ko Mohit kar leti thi
sonali bhi nisha ruchi ke baato me aa jati hai kiuki rahul ke sar ka dard nisha ruchi ke gale lagane se khatam hua tha jis bajase sonali sochti hai ki shayad nisha ruchi ko kuch pata hai
vahi rahul taxi mein aa kar so gaya tha thodi thakan ke bajase isliye rahul ko nisha or ruchi ka natak nahi pata chalta
sonali : tume kese pata ki us dibbe mein khoon bhara hua hai or dyna ko rahul ka khoon badla lene ke liye pina chahati hai.
richi or jyada darawani awaaz mein
ruchi : sonali didi apne acha sawal pucha hai
or ruchi sonali ki pit (back) thap thapane hue bolti hai
Ruchi : sonali didi yeh ek lambi kahani hai is kahani ka pata hume jab chala jab hume us dyna ka dande se mar rahe the tabhi hamare samne ek kahani aa gai jisko dekhkar hum bhi chock gaye the jiska pata na to sonam didi ko hai or na hii prerna didi ko or na hii uske baba ko hai .
Payal bhi ruchi or nisha ki baato mein aate hue
payal : aise khon si kahani kahani hai
payal , sonali , sonia sab us kahani ko sunne ke liye bohot utsuk the , vahi driver bhi bohot jaldi ruchi or nisha ki baato me aakar side mein car rok kar ruchi , nisha ke bolne ka intzaar karta hai
or rahul to sonili ki God mein sar rakhkar so raha tha.
ruchi : nisha vo kahani tu bta
nisha behad darawani acting karti hue
nisha : yeh kahani shuru hoti hai ek ganda nala se jaha koi bhi jata to vo kabhi vapis nahi ata tha
driver : aisa kiu aisa kya tha us ganda nala mein
ruchi darawani awaaz mein : kiuki vaha par jakar sab ka khoon khali ho jata tha kiuki jab sarir me khoon hii nahi bechega to insaan kese bachega
sab sakte mein ate hue
sonia : fir kya hua
nisha : yaha ke logh khoon khali hone ki baat sunkar dar gaye the isliye sab apne sath khoon ki botal lekar chalne ki sochi jisse vo gande nale ka rahasye ka pata laga sake
payal : aisa kiu
ruchi : logo ka aisa manna tha ki agar hamara khoon kholi hone lagega to hum us khoon ki botal se apna khoon chada lege
driver : gaon ke logh smart the.
nisha : magar unko kya pata tha ki vo khoon bhi us gande nale ko kam pad jayega or sab ki botal ka bhi khoon khali hone laga yeh dekh kar
sab apna apna khoon bachane mein lage hue the tabi ek shaks us gande naale ke samne khada ho gaya.
sonali : is kahani ka hamare rahul se kya sambandh
ruchi ( rote hue ) : kiuki us kahani mein jo shaks gande nalle ke samne khada tha vo koi or nahi hamare rahul bhaiya the jo gaon ke logo ka khoon khali hone se bachana chahate the magar us gande nalle ne hamare rahul bhaiya ka khoon bhi khali kar diya
sonali , payal, sonia, driver sab bhabuk ho gaye
sonali gusse me : us gande nalle ne mere betu ka khoon kese khali kar diya
ruchi or nisha rone ki acting karne lagi
payal masuiyat se : fir kya hua
fir nisha ne kuch aisa kaha jisse sab sadme mein aa gaye
nisha ( dukhi awaaz me ) : jab us gande naale ne rahul bhaiya ka khoon khali kiya to rahul bhaiya apna khoon khali hone se larkharane lage magar hamare rahul bhaiya ne girte samay us gande nalle me chupe us shaks ko dekh liya tha jisne hamare rahul bhaiya ka khoon khali kiya tha
sonali behad gusse me : khon tha vo shaks mujhe batao
ruchi rote hue : sonali didi vo shaks Dracula thi jisne hamare rahul bhaiya ka khoon khali kiya tha
sonia nam aakho se : kya khoon khali hone se hamara rahul mar gaya
nisha or ruchi sonali payal or sonia ke ashu pohochte hue
nisha : nahi didi hamare rahul bhaiya bohot smart the unhone pehle hi thodi door par khoon se bhara dram chupa rakha tha jisse unka khoon khali hone se pehle hii dubara se unhone apna khoon bhar liya
ruchi ( rote hue ): magar hamare rahul bhaiya ka ek baar khoon khali karne ke baad bhi us Dracula ko taras nahi aya va baar baar hamare rahul bhaiya ka khoon khali karti or hamare rahul bhaiya baar baar us dram se khoon bharte rahe or isse ka fyda utakar rahul bhaiya ne gaon walo ko gande nalle ke piche chupi Dracula ka asli sach bata diya or fir chupke se gaon walo ne us dyna ko mar diya
nisha : is ka badla lene vo Dracula dyna ka roop lekar is janam me hamare rahul bhaiya ko marne aae hai
Sonali magar us dibbe ka kya raaz hai
Ruchi : jab vo gaon wale us Dracula ko mar rahe the to Dracula ne marne se pehle sara khoon apni shakti se us dibbe me chupa diya tha jisse vo dubara janam lekar us dibbe me se khoon pee sake jab tak rahul bhaiya usko nahi mil jate isliye sonam didi ne bola tha ki us dibbe ke pass us dyna ko mat jane dena kiuki agar vo dubara us dibbe ke pass chali jati to vo saara khoon pikar fir hamare rahul bhiya ka bhi khoon khali kar deti
Tabi achanak rahul ki neend khul jati hai or vo sabse puchne lagta hai ki kya hum ghar pohoch gaye
Rahul ko dekhe hii saari bhan rahul ko gale laga leti hi or sonali to rahul ka chehra chumne lagti hai or bolti hai
Sonali : mere bhai ne pure gaon ka khoon khali hone se bacha liye
Or pure gaon walo ko ek naye zindagi di
Mujhe apne bhai par naaz hai .
rahul ko kuch samaj nahi ata or vo chup hii rehta hai.
or vo taxi chal padti hai or jake seedha rahul ke ghar rukhti hai
Fir