Thread Rating:
  • 4 Vote(s) - 3.5 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Misc. Erotica Pratha Ke Ghere MeinRunning

#81

Good updates. Waiting for next. Which direction will story take it will be interesting.
[+] 1 user Likes Sam Fisher's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#82

Chapter 12

Raat hote hote mere andar ki positive energy khatam si hoti jaa rahi thi, aur fir se pata nahi kyun raat ka khauf satane laga tha. Agar aaj raat Adi ne kareeb aane ki koshish kari... usko chhoone ki koshish kari... use choomne ki koshish kari... toh kya woh use woh sab karne degi.

Aaj subah woh kitne kareeb aa gaye they ek kiss ke, par maine aakhri waqt apne aap ko wahan se hata diya tha. Woh intentional nahi tha, majak tha, par ab raat ki sardi aur sannate mein mera dil sach mein baitha jaa raha tha.

Maine fir se ek comfortable pyjama set pehen liya, jisme main poori tarah dhaki hui thi aur kambal mein aakar let gayi. Kal ke jaane ki saari tayyari ho chuki thi. Abhi bhi mere dimaag mein woh baatein chal rahi thi jo maine aaj Adi ke Papa ko kehte suna tha.

Khai se gir jayega... Neela drum...

Aise kaun bolta hai! Aur woh Jiju ke baare mein bhi kitna kuch bol rahe they, jaise woh unhe bilkul pasand nahi karte ho. Par mujhe toh aisa laga tha is ghar mein sab Jiju ko bohot pasand karte they, aur unki hi chalti thi. Aakhir shayad business bhi wohi chala rahe they. Is sab mein Prachi ka role bhi samajh nahi aa raha tha. Woh wahan khadi apne husband ke baare mein itna kuch sun rahi thi, bina kuch kahe.

Fir us raat Jiju ki kahi ek baat mere dimaag mein khatki - Bahar wale.... hum dono hi bahar wale hain.

Unka kya matlab tha is baat se?

Main leti hui sab soch hi rahi thi ki Adi kamre mein ghuse. Unhone mujhe blanket mein lete dekha.

Aditya - Tumne change kar liya...

Main - Hmmm....

Aditya - Subah ki flight hai... bas abhi change karke so jaate hain... main alarm laga dunga... par waise Mummy utha hi dengi hame.

Main - Hmmm....

Aditya ne mere saamne khade ho kar apni shirt kholni shuru kar di. Maine ek pal ke liye sar doosri taraf mod liya par fir use dekhne lagi. Adi bhi patle hi they, par unki waise body nahi thi... jaisi Jiju ki thi... Shit... main fir se comparison kyun karne lagi. Woh raat mera peecha kyun nahi chhod rahi thi.

Adi ki chhaati par jyada baal nahi thi. Usne apni pant mere saamne hi neeche utaar di. Uske legs... patle hi they... waise nahi... bhaari... strong. Maine apne gale mein thook ko andar nigla, mujhe apni is soch ko kisi bhi tarah dabana tha.

Adi ne mujhe uski taraf dekhte paaya toh woh halka sa muskuraya. Adi ne ek tshirt and pyjama pehna aur kapde side mein rakh kar bed par aa gaya. Is baat utni door nahi jitna kal raat tha.

Light off hote hi kamre mein ek sannata chhaa gaya par mujhe lag raha tha ki sannate mein mere dil ki dhadkan saaf sunayi de rahi thi. Maine aankhen band kar li, yeh dikhane ke liye ki main so chuki hoon.

Bed par achanak se halki si harkat hui aur mujhe mehsoos hua ki Adi mere kareeb khisak rahe hain. Unka haath ekdam se meri kamar par aaya, aur unki saans meri gardan ke paas mehsoos hui. Mere andar ek bijli ka jhatka sa laga aur ek ajeeb si ghabrahat ne mujhe gher liya. Maine bina soche apne aap ko bistar ke doosre kone ki taraf sarkaya aur Adi ka haath meri kamar se fisalta hua bistar par gir gaya.

Mujhe laga ki Adi ka haath mere peeche peeche aayega par woh nahi aaya. Adi ne ek gehri saans li aur seedha hokar let gaya. Main bhi kuch pal baad seedhe ho kar let gayi, chhat ki taraf dekhte hue.

Adi ki aawaz kamre mein goonji - Tumhe darr lag raha hai mujhse?

Main - Nahi... bas... thoda sa haan... shayad...

Adi - I can understand... Tumhe lag raha hoga ki ek anjaan ladka tumhe aise touch karne ki koshish kar raha hai.

Maine koi jawaab nahi diya, par haan yeh sach tha. Adi abhi bhi bahut anjaan se lag rahe they mujhe.

Adi ne kuch sochte hue kaha - Pata hai... college mein meri ek girlfriend thi... Sneha... maine bataya tha tumhe...

Mujhe yaad tha Adi ne uska jiqr kiya tha, par isme koi ajeeb baat nahi thi - Hmm....

Adi - Hum log kaafi close they... ek doosre ko bahut love karte they... shaadi karna chahte they...

Adi ki aawaz mein ek sadness si thi, jo maine ab se pehle kabhi mehsoos nahi ki thi. Mujhe yeh kabhi realize nahi hua tha ki uski girlfriend itni serious wali girlfriend thi. Toh kya woh yeh shaadi nahi karna chahta tha?

Maine dheere se pucha - Toh fir? Kyun nahi hui shaadi?

Adi - Umm... ghar wale nahi maane...

Main - Kyun?

Adi - Woh... woh hamari caste ki nahi thi... aur fir uski shaadi kahin aur ho gayi...

Main - Oh! I am sorry...

Adi ne mud kar meri taraf dekha - Nahi... isme sorry ki baat nahi hai. Agar woh sab na hota... toh shayad main tumse na mil paata!

Main - Kya?

Adi - Jab maine tumhe pehli baar dekha tha... tab se hi mujhe tumse pyaar ho gaya... tum itni pretty ho... itni pyaari aawaz... bilkul perfect.

Main thoda sa blush karne lagi, yeh conversation toh ek dam se badal gayi thi, mujhe laga tha ek sad story aane wali hai par aisa nahi hua.

Main - Thanks...

Adi - Aur main... hamare beech mein sab perfect chahta hoon... kal se hum Mauritius jakar apni nayi life shuru karenge... aur sab perfect hoga.

Main - Hmmm....

Adi ekdam se sarak kar dubara mere paas aa gaye, unka haath mere sar se just upar takiye par, aur unhone meri taraf ek karwat li, apna thoda sa bhaar mujh par daalte hue. Mere boobs side se unke shareer se takra rahe they. Woh meri aankhon mein aankhen daal kar mujhe dekhne lage, apni saansein mujh par chhodte hue.

Adi - I really love you... aur mere liye ab sirf tum hi sab kuch ho...

Maine bhi gehri saansein lete hue unki taraf dekha. Unke zara sa hilte hi mere boobs unki chest par ragad khaa rahe they, aur mere andar ek ajeeb si feeling paida ho rahi thi. Jaise main unhe choomna chahti bhi thi aur nahi bhi. Abhi filhaal main is sab ke liye yahan ready nahi thi, mujhe kisi bhi tarah unhe rokna tha.

[Image: de3b40198f8ac76ecb5a0405d889cb09.jpg]

Adi apna chehra mere kareeb laaye aur mujhe choomne ko hi hue they ki main unhe rokne ke liye kuch pooch baithi - Ek baat puchu?

Adi thoda sa peeche hue - Haan... pucho na...

Main - Kya Prachi Didi ki love marriage hui thi?

Adi halke se hase - Kyun? Tum yeh kyun pooch rahi ho? Kisi ne kuch kaha kya?

Main - Nahi... koi kuch kyun kahega...

Adi - Hmmm...

Main - Bas aise hi pooch rahi thi... unke beech kafi strong love lagta hai na...

Adi - Haan... un dono ki marriage bachpan mein hi fix ho gayi thi.

Main - Bachpan mein hi?

Adi - Haan... actually Jiju ke papa aur mere papa saath mein business karte they... aur unhone apne bachhon ki shaadi bachpan mein hi fix kar di.

Main - Oh wow... fir bade ho kar unki shaadi ho gayi?

Adi - Thodiii si complications thi... par haan kuch aisa hi...

Main - Kaisi complications?

Adi - Jaane do na... hum abhi apni baat poori karte hain... unki baat kyun beech mein laani...

Main - Please ab baat beech mein mat chhodo na... nahi toh main sochti rahungi us baare mein.

Adi - Hmmm.... acha short mein bata deta hoon... Jiju ke papa ki death ho gayi thi aur unka business band ho gaya tha. Papa ne Jiju ki kafi help kari... aur fir Jiju aur Didi ki shaadi ho gayi...

Main - Oh wow... kaafi filmy story hai... very interesting...

Adi - Tumhe films achi lagti hain?

Main - Haan...

Adi - Kis tarah ki films?

Main - Romance... drama... comedy... action... suspense... har tarah ki...

Adi ne ek smile dete hue kaha - Aur woh wali films?

Main - Kaunsi wali?

Adi - Itna bhi mat bano! I am sure tumne woh waali films... porn films dekhi hongi?

Maine sharmate hue apni aankhen neeche kar li - Hmmm... nahi toh!

Adi - Acha... main nahi maan sakta...

Mera seena tezi se upar neeche ho raha aur Adi ki nazrein mere boobs par tiki thi jaise woh kisi par pal un par jhapat sakta tha.

Main - Adi... kal hame jaldi uthna hai... so jaate hai na...

Adi - So jayenge na.... jaldi kya hai...

Adi ne apna chehra mere chehre ki taraf badaya aur mere gaal ko halke se kiss kiya.

Meri siski nikal gayi aur nipples ekdam se khade ho gaye - Uhhhh.... Adi... nahi please...

Adi - Come on... bas thoda sa...

Adi ne mere gaal par doosri taraf chooma, uska ek haath mere kandhe par aa gaya tha, mere top ke andar ghusne ki koshish karta hua. Maine uske haath ko kas ke apne haath se pakad liya.

Main - Please... aaj nahi... kal karenge na...

Adi ki saansein gehri ho gayi - Acha... bas ek kiss...

Adi ne apne honth mere honthon ki taraf badaye aur un par rakhte hue mere honthon par dabaya. Meri saansein chhot-ti hui uski saansein se mil rahi thi.

Maine thoda sa upar uthte hue apne honth bada kar use halka sa kiss kiya - Mmmm.... mmmm....

[Image: tumblr-ngj872c-O2S1tc0jcjo1-500.gif]

Par kuch sahi nahi lag raha tha. Kuch galat sa lag raha tha, jaise woh mera pati hi na ho. Ufff... yeh woh honth nahi thi... us raat wale...

Adi mere honthon ke hilne se aur exicted ho gaya aur meri upar poori tarah aa gaya, apna bhaar mujhe par daalte hue. Uski pajame mein jo tha woh mere pet par chubh raha tha. Usne fir se mujhe choomne ke liye apne honth aage kiye par maine apna haath hum dono ke honthon ke beech mein ada diya.

Adi ne mere hatheli ko zor se choomna shuru kar diya - Mmmmm.... mmm... hatayo na ise Suhani...

Suhani - Nahi... bas ek kiss ki baat hui thi... aur nahi...

Adi - Come on yaar... aise tease mat karo... mmm....

Main - Please Adi... aaj nahi...

Ufff meri saari senses pagal ho rahi thi, par main kisi tarah use rokne ki koshish kar rahi thi. Adi mere side mein hota hua let gaya aur gehri saasein lene laga. Uske pajame mein ek clear tent bana hua tha, woh is waqt kafi jyada uttezit tha.

Adi - I know... tumhare liye yeh sab naya hai... but tum bhi kafi enjoy karogi... Bas kal wahan pahuchne do... fir tum dekhna...

Uski baat mujhe ek dam se chubhi. Kya yeh sab mere liye sach mein naya tha? Kya woh 2 din pehle ki raat ko bhool gaya tha jab usne ek aur mard ko mere kamre mein aane diya tha? Kya woh apni girlfriend ke saath yeh sab pehle hi kar chuka tha? Main poochna toh chahti thi par bas ab is baare mein filhaal aur baat nahi chhedne ka mann kiya.

Main - Abhi soyenge toh kal jayenge na...

Adi - Nahi bhi jayenge toh chalega... mujhe toh bas tumhara saath chahiye...

Main bas halke se muskurayi - Mujhe toh jaana hai... dekhna hai ki Mauritius kaisa hai...

Adi - Hmmm... aur mujhe tumhe dekhna hai...

Uski aankhon mein abhi bhi kafi lust nazar aa rahi thi.

Adi - Acha theek hai... bas saath mein hug karke toh so sakte hai na.

Adi ne meri peeth ke neeche haath ghusate hue mujhe apni baahon mein kheecha, aur main jakar usse chipak gayi. Maine apna chehra uski chhaati mein laga diya. Uska neeche ka ling abhi bhi khada hua kapdon ke andar se mere pet se takra raha tha.

Ufff... pata nahi aage kya hone wala tha. Us raat pata nahi Jiju ke saath sab kaise ho gaya tha, par ab Adi ke saath sab ajeeb lag raha tha. Shayad bas yeh kamre ki problem thi, aur kal wahan hotel mein hamare beech sab ho jaye.
Like Reply
#83

Awasome update, Please add pic and gif
[+] 1 user Likes Hotgiri's post
Like Reply
#84

Awaiting for more updates today, want to know who all are going to honeymoon trip
Like Reply
#85

Woh toh Aditya ne confirm kar hi diya tha na - 4 people - Suhani, Aditya, Prachi and Samar
Like Reply
#86

Ohhh, I missed that line I guess, now it will be again Suhani and Samar will have honeymoon
Like Reply
#87

Any more updates for today coming?
Like Reply
#88

I am going to write now... but unsure if it will be complete to post. I can post something incomplete too. Next chapter is the airplane journey.
Like Reply
#89

Take your time but give big update
Like Reply
#90

Chapter 13

Subah jaise hi alarm baja, aise lag raha tha ki main abhi toh soyi thi. Raat ko karwate lete hue shayad maine doosri taraf karwat le li thi, aur bas maine blanket ko kas ke apni taangon ke beech mein jakda hua tha.

Main jaldi se uthi, Aditya abhi bhi nahi uthe they, maine unhe hilaya - Adii... utho.. alarm baj raha hai...

Adi - Offo... kya time hua hai... abhi thodi der aur...

Main - Nahi nahi... jaldi se khade ho... nahi toh flight chhoot jayegi... Didi aur Jiju bhi aate hi honge...

Main jaldi se khadi hui aur bathroom mein jakar brush karne lagi. Main raat ko hi travel ke liye ek jeans aur top nikaal chuki thi. Mere brush karte karte Adi khade ho kar bathoom mein aa gaya aur mujhe peeche se pakad liya - Suhani... agar jaldi karna hai toh mere paas ek idea hai...

Main hadbadi mein thi aur mujhe filhaal Adi ka yeh subah subah ka romance acha nahi lag raha tha - Kya??

Adi mirror mein meri taraf dekhte hue bola - Aisa karte hai... saath mein shower le lete hain!

Maine Adi ko kohni maari - Kaisi baaten kar rahe ho! Chup chaap bahar jayo... aur mujhe jaldi se tayyar ho kar aane do. Aap aise hi bas kapde pehen kar chalo lo... wahan jakar hotel mein naha lena...

Adi - Wahan toh nahayenge hi... saath mein...

Subah subah hi Adi kafi horny ho rakha tha aur uska dick meri ass par takra raha tha.

Main - Please... abhi in sab baaton ka time nahi hai...

Maine muskurate hue Adi ko bathroom se bahar kiya aur jaldi se kapde utaar kar shower karne lagi. Maine apne aap ko ponch kar jaldi se apne kapde pehne aur bahar aakar makeup karne lagi. Aditya pata nahi kahan chale gaye they.

Main bas tayyar hi hui thi ki Aditya ekdam se kamre mein aaye - Suhani... chalo... Didi Jiju aa gaye hain!

Main - Haan... main ready hoon... kaisi lag rahi hoon?

[Image: 922.jpg]

Aditya - Mind Blowing! Bas bahar thand hai toh ek sweater daal lo upar se.

Maine muskurate hue jaldi se almari se ek sweater liya aur hum dono neeche aa gaye. Neeche Mummy ji aur Drishti ham dono ko bye bolne ke liye tayyar khadi thi. Drishti abhi bhi thodi upset lag rahi thi par usne mujhe gala laga kar "All the best" bola.

Bahar abhi bas roshni honi shuru hi hui thi. Main jaldi se jaakar car mein peeche ki seat par baith gayi aur Aditya ne samaan rakh liya. Back seat par already Prachi Didi baithi hui thi. Jaane kyun unhe ab dekh kar thoda ajeeb sa lagta tha, woh pehle wali baat nahi rahi thi.

Prachi - Good morning! Ready?

Maine muskurate hue kaha - Ji...

Prachi - Ab yeh Ji Ji chhod do... tum mujhe Prachi bula sakti ho...

Aur aage se Jiju ki aawaz aayi - Aur mujhe Samar...

Unke yeh kehte hi jaise mere chehre ka rang udd gaya. Us raat bhi unhone mujhe unko Samar kehne ke liye kaha tha. Woh naam sochte hi main kaanp si gayi.

Maine kisi tarah apne aap par control kiya - Didi aur Jiju mein kya problem hai?

Prachi - Koi problem nahi... jaisa tum chaho.

Gaadi koi driver chala raha tha, aur Aditya bhi samaan rakh kar peeche aakar baith gaya. Kuch der baad hum log airport tak pahuch gaye, subah ka time tha aur wahan kafi rush tha aur thand bhi thi.

Maine Aditya ki help karne ke liye peeche se ek chhota luggage utaarna chaha.

Ek dam se Adi ki aawaz aayi - Suhani! Kya kar rahi ho! Chhodo na... main kar lungi...

Main - Koi nahi... main utaar lungi...

Par Adi ne aakar mere haath se bag chheen liya, mujhe samajh nahi aaya ki yeh kya hua, kyunki yeh koi itni badi baat nahi thi.

Main - Main toh bas help kar rahi thi...

Adi - Nahi... yeh sab mujh par chhod do... tum chalo na aage Didi ke saath...

Main jaldi se Prachi ke saath aage aage chalne lagi. Unhone ek stylish si short dress pehni hui thi, jisme unki aadhi jaanghen dikh rahi thi. Maine unhe pehli baar bina saree pehne dekha tha, aur woh jitni pretty saree mein lagti thi utni hi hot is dress mein lag rahi thi. Bas unka chehra thoda sa thaka hua lag raha tha.

[Image: 5027e5de709353c51e2294fd72c36121.jpg]

Airport ki entrance par pahuchte hue mujhe realize hua ki main passport waigera check karna toh bhool hi gayi thi, aur main Adi ki taraf palat kar dekha - Adi... Passport?

Adi - Haan... yeh lo... tumne toh poocha bhi nahi ki rakhe hai ya nahi...

Maine muskurate hue bas muh se bina bole "Sorry" mein honth hilaye.

Kuch pal baad ham sab log andar they, aur airport par kafi bheed thi. Main upar lage board par apni flight dhoond rahi thi aur ekdam se thoda peeche hote hue ek aadmi se takra kar neeche gir gayi.

Main apne ghutno ke bal neeche giri - Ouchhhh....

Prachi, Adi aur Jiju turant meri taraf lapke, aur Prachi mera haath pakad kar mujhe uthane lagi. Par itne mein Adi us aadmi se bhidne lag gaya tha.

Adi - Dekh ke nahi chala jaata!

Aadmi - Meri galti nahi thi bhaisahab...

Adi gusse mein us par chadhe jaa raha tha - Jahan ladki dekhi wahin bhid jayo...

Aadmi - Dekh ke baat kar le...

Adi - Nahi tu pehle tameez se baat kar le...

Jiju ne Adi ko peeche kheencha - Adi... kya kar raha hai... jaane de na...

Maine bhi kaha - Haan Adi... meri galti thi...

Adi ne gusse mein mujhe ghoora, maine ab tak uski yeh gusse wali side nahi dekhi thi - Tum beech mein kyun bol rahi ho! Main sort out kar raha hoon na. Didi aap Suhani ko lekar thoda side ho jayo!

Didi haste hue boli - Acha baba... tumhari dulhan ko bilkul side mein rakhenge...

Adi ko shayad unka aisa kehna acha nahi laga tha aur luggage check-in, security aur boarding tak uska muh bana raha, aur woh beech beech mein bas mujhe door se ghoorta raha. Jiju dikh nahi rahe they aur waise bhi unhone us raat ke baad mujhse jyada baat nahi ki. Shayad yehi behtar tha, kehne ko tha hi kya hamare beech. Bas woh jhoothi tareef jo unhone ki thi us raat, pata nahi kyun reh reh kar woh yaad aa rahi thi.

Main Prachi Didi ke saath baithi hi thi, ki ek dam se meri aankhon ke saamne ek coffee ka disposable cup aaya - Coffee... for the two pretty ladies...

Maine upar dekha toh Samar apne dono haathon mein coffee lekar khade they. Maine ek halki si smile liye unke haath se woh coffee ka cup liya.

Prachi ne Adi ki taraf ishaara karte hue kaha - Uske liye nahi laaye? Pata nahi kyun itna sada hua hai aaj?

Jiju - Main baat karta hoon usse... tum log relax karo...

Jiju hame coffee dekar Adi ke paas chale gaye.

Prachi mujhe explanation dene lagi - Pata nahi kyu bas kabhi kabhi thoda moody ho jaata hai...

Main - Hmmm...

Prachi - Tum logo ke beech sab kaisa chal raha hai?

Main - Theek hai...

Prachi ne muskura kar mujhe dekha - Theek hai... fir se theek hai... iske aage bhi kuch kehna aata hai ya nahi..

Main halke se hasi - Aata hai...

Prachi - Dekho... ab tum log apne honeymoon par ek nayi khoobsurat start karna... aur sab kuch badiya hi hoga...

Main - Haan...

Tabhi boarding ki announcement ho gayi. Hum logon ki tickets premium economy class ki thi toh hamari boarding thoda shuru mein hi thi. Andar plane mein business class mein seats ka do-do ka pair tha. Main apne boarding pass par dekhte hue seat par pahuchi, aur tabhi hamne realize kiya ki Adi ki seat toh meri seat se aage thi.

Adi - Suhani... tum wahan kya kar rahi ho? Yahan aayo na...

Main - Mere boarding pass par yehi seat likhi hai... 19A... Ab kya kare?

Fir ekdam se Jiju theek mere peeche aa gaye.

Jiju ne meri taraf dekhte hue kaha - 19B... oh... hum log saath mein hai kya?

Ek pal ke liye main ghabra si gayi, yeh kya ho raha tha, fir se unke saath? Kya poora safar unke saath baithna padega? Yeh toh bohot hi awkward ho jayega.

Par Jiju ekdam se has pade - Lagta hai unhone boarding passes aise issue kar diye... don't worry... main Adi ke saath seats swap kar leta hoon...

Jiju aagi wali seat par baith gaye aur Adi ko peeche bhej diya. Maine apni dabi hui saans chhodi. Thank God... yeh itni aasani se solve ho gaya.

Main window seat par baith gayi aur Adi aisle seat par. Didi aur Jiju hamse theek aage baithe they, aur hame seats ke beech mein aur side mein se woh thode thode dikh rahe they. Un dono ki halki halki baat karne ki aawaz aa rahi thi, par main bilkul chup baithi thi.

Flight take off hote hi cabin mein roshni thodi kam ho gayi. Subah ki flight thi aur filhaal shayad woh logo ko sone dena chahte they. Maine aankhen band karke sone ki koshish kari par mujhe neend nahi aa rahi thi.

Tabhi mujhe ehsaas hua ki armrest par rakhe mere haath par Adi ka haath aa gaya tha. Adi ne meri ungliyon ko apni ungliyon mein jakad liya.

Maine ek nervous smile ke saath Adi ki taraf dekha, woh kafi excited sa lag raha tha. Maine apna haath peeche nahi kheencha, shayad kheench bhi nahi paati. Adi ki ungliyan dheere dheere mere hatheli se khelne lagi thi, un par chalti hui, halke se chhote hui.

Adi mera taraf jhuka aur apna muh meri gardan ke behad paas le aaya - Neend toh nahi aa rahi...

Maine apna sar thoda sa peeche kiya - Nahi...

Adi ne airplane ka diya hua blanket khola aur hum dono ke pairon par daal diya. Fir usne mera haath chhodte hue blanket ke andar ghusa liya aur woh ek haath ekdam se meri jaangh par aakar ruka. Main almost uchhal padi aur mere muh se ek aawaz nikal gayi - Eeeehhhh...

Adi ne mujhe ghoor kar dekha aur woh dheere se fusfusaya - Kya kar rahi ho... log jag jayenge...

Maine blanket ke andar Adi ka haath pakadne ki koshish kari aur frustrated hote hue dheere se boli - Adi... koi dekh lega...

[Image: 1.jpg]

Adi - Koi nahi dekhega... sab so rahe hain...

Adi ka haath mere jaangh par ghoomta hua upar ki taraf jaa raha tha, usne ekdam se haath meri jaanghon ke beech mein ghusa diya, aur maine kisi tarah apni cheekh ko control karte hue ek gehri saans li. Aur fir Adi ke haath ko apne dono haathon mein pakad liya.

Mera chehra embarrassment mein laal ho raha tha - Adi... yahan public mein... mujhe nahi acha lag raha...

Adi ne aage ki taraf ishaara kiya, jahan aisa lag raha tha jaise Jiju ka chehra Didi ki taraf jhuka hua ho - Unhe dekho... seekho unse kuch...

Main - Mujhe nahi seekhna...

Adi ne apna haath mere haath se jhatakte hue gusse mein peeche kheench liya - Tum na bas... bilkul romantic nahi ho. Haath lagate hi itni akad jaati ho... jaise ham husband wife na ho...

Maine pareshaan hote hue Adi ko dekha - Husband wife hain... par yahan sabke saamne... main comfortable nahi hoon...

Adi - Hmmm... Mauritius pahuch kar tumhara yeh saara darr nikalna padega... tumhe toh main comfortable karta hoon...

Mujhe uski yeh last line ki tone bilkul achi nahi lagi, jaise woh mujhe koi dhamki de raha ho.

Samar ne aage ki aisle seat se mud kar meri taraf us chhote se gap mein se dekha, ek pal ke liye hamari aankhen mili. Aisa lag raha tha jaise woh pooch rahe ho ki main theek thi na. Maine turant apni aankhen band kar li. Par dimaag mein ek ajeeb si halchal chal rahi thi. Mera jism kuch keh raha tha, dimaag kuch aur, aur dil... dil toh bilkul hi kuch aur.
Like Reply
#91

Awesome update
[+] 1 user Likes Hotgiri's post
Like Reply
#92

Our update aayega Aaj rat
[+] 1 user Likes Hotgiri's post
Like Reply
#93

Yes please btado ao we can decide aona h ya wait krna
Hai
[+] 1 user Likes Lucifer8797's post
Like Reply
#94

Aaj toh aur nahi aayega... I am exhuasted... bohot likh liya... mind is closed now. Maybe wont be able to write for the next 2-3 days, and next week is festival week, so we will see...
Like Reply
#95

Good update
[+] 1 user Likes Saloni's post
Like Reply
#96

Writting next update
Like Reply
#97

Please give update
Like Reply
#98

Chapter 14

Flight kafi lambi thi, 8 ghante ki, main aaj se pehle itni lambi flight mein kabhi nahi baithi thi. Snacks aur Khane ke beech mein maine koshish kari ki main so jayu ya bahar dekh lu. Aditya aur mere beech jyada baat nahi ho rahi thi, par baad main Prachi Didi mujhse side se baat kar rahi thi.

Khair... jaise taise flight khatam hui, aur main abhi se kafi thaka hua mehsoos kar rahi thi. India ke hisaab se shaam ke 5 baj chuke they, par wahan shayad time thoda sa early tha.

Luggage collect karne ke baad hum chaaro saath mein khade they.

Jiju - Suhani... tum kafi tired lag rahi ho... all good?

Main - Haan Jiju... sab theek...

Jab bhi woh mujhse baat karte ya main unse baat karti, ajeeb sa lagta.

Prachi - Abhi bas thodi der mein hotel pahuch kar bas aaram kar lena.

Adi apni smile chhupate hue bola - Haan... aaj toh shayad kuch ho nahi payega... aaram hi karenge.

Main uska matlab samajh gayi... aaj raat... woh aur main...

Jiju - Mujhe toh kafi bhook lagi hai... plane ka khana itna bekar tha... hotel pahuch kar... thoda change karke pehle dinner kar le?

Main turant bol padi - Haan...

Aur Adi saath mein - Nahi... mera matlab hai ki Suhani kafi thak gayi hai na... toh room mein hi order kar lenge...

Prachi - Haan... tum log room mein hi order kar lena... aur jab time mile tab khaa lena...

Main - Room mein? Neeche restaurant hoga na... wahin kha lenge na...

Adi ko shayad mera yeh bolna acha nahi laga tha aur uska chehra utar gaya tha.

Prachi shayad situation ko samajh gayi - Jaise tum log theek samjho... room mein jakar decide kar lena...

Jiju - Yahan pahuch kar aise sochna jaise hum log yahan ho hi nahi. Tum log apna enjoy karna. Maine isliye apna room bhi bilkul alag floor par book karaya hai.

Adi - Nahi nahi Jiju... aisa kuch nahi...

Jiju - Aree, isme formality ki koi baat nahi hai. Waise bhi main toh kuch business ke kaam mein busy rehne wala hoon... mujhe kal ek flight lekar yahan se jaana hai... par Prachi hogi yahan...

Main ekdam se bol padi - Oh acha... toh fir hum Didi ko akela toh nahi chhodenge...

Adi - Haan... obviously...

Adi ne yeh kaha toh tha par uski aawaz thodi low lag rahi thi. Hum logo ne ek taxi kari aur hotel pahuche. Wahan hum dono couples apne apne room ki keys lekar alag alag floor par chale gaye. Hum log lift se pehle utre aur apne kamre ki taraf jaane lage. Yeh hotel shayad beach ke kafi paas tha, ya yahan swimming pool tha, kyunki mujhe apne hi floor par ek-do ladkiyan sirf Bikini mein bedhadak ghoomti dikhayi di. Maine gaur kiya ki Adi ki nazar bhi ek pal ke liye unki taraf gayi thi. I mean... yeh completely normal tha, kaun apne aap ko 2 piece bikini mein ek gori ladki ko dekhne se rok paata.

Ham apne kamre ke bahar pahuche aur Adi ne card scan karke kamra khola. Adi andar ghusa aur main uske peeche peeche. Maine ek do kadam kamre mein aage liye aur mere peeche darwaza click hone ki aawaz aayi.

Main palat bhi nahi paayi thi ki Adi ne mujhe achanak se peeche se zor se jakad liya, apni baahein mere kandhe par lapet-te hue.

Adi - Ohhh... Suhaaani...

Unka muh meri gardan par aa gaya aur wahan kiss karne laga. Mere muh se bas surprise ki ek chhoti si ahhh nikli, par woh shayad unhone suni nahi. Woh meri gardan par kiss karte rahe aur aage badate hue kamre mein andar le gaye. Wahan hum dono ekdam se bistar par neeche gire aur main palti. Adi ne mere upar aate hue mujhe hug kar liya aur unke honth jaakar mere honthon se mil gaye, meri saanson ko rokte hue.

Unke haath ekdam se peeche se mere sweater aur top ke andar ghus kar meri skin ko mehsoos karne lage they. Meri kamar, meri peeth, mere bra ke hook tak pahuch gaye, is beech mujhe kas ke pakde hue kiss karte hue. Meri skin par unke touch ne poore shareer mein ek halchal si macha di, aur mere haath bhi pagal hote hue unke baalon mein ghoomne lage. Aur hum dono ke honth ek doosre se alag nahi ho rahe they.

Woh mera top utaarne ki koshish kar rahe they, par woh kahin atak raha tha. Unka ek haath bahar nikla aur neeche meri ass par aa ruka, jeans ke upar se use dabata hua. Unka muh bhi mere muh se alag hota hua mere top ke upar se mere boobs ko choosne lage. Adi ke andar ek hadbadi thi, ek betaabi, jaise woh kabse apne aap ko yeh karne se roke hua ho.

Achanak se unke daant top ke upar se mere boobs ki sensitive skin se takraye, aur main apni saans rokte hue bed par thoda sa uth gayi, meri peeth bilkul tirchi ho gayi - Uhhhnnn... Adi....

Adi bechain hota hua mere upar aa chuka tha, apne neeche has hissa mere shareer se ragadte hue.

Adi - Suhaaniii.... mmmm.... tum itni hot ho... ufff....

Main - Ahhhnnn... Adiii... ruko na...

Adi - Come on baby... ab rukne ke liye mat kaho... Mmmmm...

Adi ne fir se mere honthon ko chooma, uske haath jaise meri tshirt faadne ko betaab ho rahe they.

Tabhi kamre ke phone par ring bajne lagi... tring tring... tring tring... Adi ne kuch pal mujh par focus banane ki koshish kari, par ghanti baje jaa rahi thi. Woh frustrated hota hua mujhse alag hua aur phone ko uthaya.

Doosri taraf se kisi ladki ki aawaz mujhe halki halki sunai de rahi thi. Main gehri saansein lete hue abhi bhi palag par seedhi leti hui chhat ki taraf dekh rahi thi. Andar ki aag... ek bhook... jo ekdam se jag gayi thi, dheere dheere abhi bhi sulag rahi thi, par saath hi jaane kyun ek relief bhi tha ki sab beech mein hi ruk gaya, pata nahi kyun.

Adi - Nahi... nahi... it's ok. Haan... hum aate hai...

Adi ne zor se phone patak kar neeche rakha aur frustration mein apna chehra zor se masla.

Maine dheere se pucha - Kiska phone tha?

Adi - Didi ka... dinner ka plan pooch rahi thi...

Main uth kar palang par baith gayi - Fir... aapne kya kaha?

Adi - Hmmm... hum aate hain thodi der mein... par pehle... jo beech mein reh gaya tha... use toh poora...

Adi fir se meri taraf lapka aur meri side mein baithte hue mera chehra pakad kar mere gaal ko apne daanton se halka sa kaanta.

Adi - Ufff... kitni soft ho tum baby...

Mujhe uska mujhe baby bulana acha nahi lag raha tha - Adi... ruko na... abhi neeche chalte hain... baad mein... aaj raat ko...

Adi - Kya yaar... apni hi biwi ko pyaar nahi kar paa raha hoon main!

Main uski frustration par halke se hasi - Adi... aap subah nayahe bhi nahi they... kafi smell aa rahi hai... please aap ek baar naha lo... aur fir neeche se wapas aa kar... uske baad toh...

Adi - Uske baad toh poori tarah tumhe nahi chhodunga...

Adi ne apne haath meri chest par rakhte hue mere boobs ko halke se dabane shuru kar diya. Sab kuch bina mujhse pooche, bina kuch kahe. 

Main - Uhhhhnnn... Adi... ufff... nahi... ummm... aap nahane jayo please...

Adi - You are such a mood spoiler! Acha theek hai... aisa karo... tum neeche chali jayo aur jaldi se Didi aur Jiju ke saath jaldi se order place kar do... main bas naha kar aata hoon... fir wapas aakar hame koi disturb nahi karega.

Adi mujhe ek aakhri baar honthon par kiss karte hue khada hua aur apne kapde wahin room mein mere saamne utaarne laga. Meri saans abhi bhi thodi bhaari thi aur main use kapde utaarte dekh rahi thi. Shirt... jeans... fir andar ki banyan... aur fir aakhir mein uska underwear bhi. Sab kuch kuch palon mein utar gaya tha.

Andar uska lund aadha khada hua tha, thoda sa teda... us par nazar padte hi maine aankhen neeche kar li. Aur Adi apne lund ko halka sa stroke karte hue mere theek saamne aakar khada ho gaya.

Adi ne halke se mere baal stroke kare - Suhani...

Maine apni nazrein fer li - Hmmm....

Adi - Kya hua... dekho na ise... kaise tadap raha hai tumhare liye...

Adi ki is frankness se mujhe ajeeb sa lag raha tha par woh ab mera pati tha aur uske liye shayad yeh koi badi baat nahi thi.

Main - Adi... jayo na... jaldi se naha kar aayo... main neeche jaati hoon...

Main khadi hi ho rahi thi ki Adi ne meri kalai pakad li - Dekho na ise ek baar... hold karo na... you will like it... I will like it...

Mere gaal sharam se laal ho rahe they - Adi... please... abhi nahi...

Adi ne meri ass par halke sa haath maara - Such a tease... ek baar muh mein le logi toh kya problem hogi...

Maine ekdam se chaunkte hue kaha - Muh mein! Nahi... yuck...

Adi - Don't tell me tumne kabhi blowjob nahi kiya?

Maine kisi tarah Adi se nazrein milayi aur sharmate hue apna sar naa mein hilaya.

Adi - Oh god Suhani! You don't know what you are missing... 

Maine apni kalai Adi ke haath se chhudai - Main neeche jaa rahi hoon... aap jaldi se aa jaana...

Main jaldi se kamre ke darwaze ki taraf pahuchi aur bina apne aap ko mirror mein dekhe ya peeche palte bas kamre se bahar nikal gayi. Mera dil bas zor se dhadak raha tha.

Bahar maine darwaza band karte hue door se tek lagayi hi thi ki mere saamne se ek kaale ladko ka group nikla. 

Un mein se ek meri taraf dekhte hue bola - Hey Babe! What's up, all good?

Uski nazrein mere seene ki taraf thi aur mujhe realize hua ki main itni jaldi kamre se bahar aa gayi ki apne kapde bhi sahi karna bhool gayi thi. Maine jaldi se apne top ko adjust kiya.

Main - Yeah... all good...

Kaala aadmi - Cool... see you later pretty girl...

Woh aadmi mujhe ghoorta hua aage nikal gaya aur main ghabrate aur sharmate hue wahin darwaze ke bahar khadi reh gayi thi.
Like Reply
#99

Great update.. waiting eagerly for next update and quick escalation
[+] 1 user Likes Lucifer8797's post
Like Reply

Jabardast story.. keep it up
[+] 1 user Likes swati1235779's post
Like Reply




Users browsing this thread: 6 Guest(s)