Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Pratha Ke Ghere Mein
#1
Chapter 1

Maine hamesha socha tha ki shaadi ke baad meri poori duniya bas mere pati ke aas pas hi ghumegi, aur hum ek doosre mein apna pyaar paa lenge. Baaki couples ki tarah, chhoti chhoti baaton par hamare thode jhagde honge, par hum hamesha khushi khushi ek doosre ka saath nibhayenge. Main kabhi sapne mein bhi nahi soch sakti thi ki mere saath kuch aisa bhi ho sakta tha.

[Image: 345.jpg]

[Image: e1b4759efe47843a886c4a0398c31765.jpg]

[Image: 6a8809c15076d8d8b4e3cda6221be4fd.jpg]

[Image: 7669325d934ab1a51971fd5b646aa0a5.jpg]

[Image: 3467.jpg]
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#2
Chapter 2

Ghar ka bada sa darwaza saamne tha aur mere peeche dhol nagade baj rahe they. Chaaro taraf bohot saare log they aur main kafi ghabrayi hui si mehsoos karne lagi.

Ab tak maine aapko apna naam bhi nahi bataya. Main Suhani, apne ghar ki eklauti aur laadli beti. Meri umar 23 saal aur meri shaadi abhi abhi Aditya se hui thi. Woh bhi meri tarah ek traditional business family se hi tha aur mujhse bas 2 saal bada tha. Hamari shaadi parents ne arrange ki thi, aur hum log shaadi se pehle bas ek baar mile they aur phone par thodi bohot baat hui thi.

Main nature se kafi shy hoon, toh hum log phone par thoda struggle hi karte they baat karne mein. Aditya bolte rehte aur main unki sunti rehti. Kayi baar conversation "us" direction mein jaa rahi hoti toh main baat ko palat deti ki yeh sab baatein shaadi ke baad karenge. Phone rakhne ke baad mere gaal sharam se laal ho jaata, aur main sochti ki yeh "woh wali" baatein jab sach mein hongi toh kaisa lagega.

Mere parents ko hamesha se bas samaj, rishtedaar aur duniya ki fiqr sabse jyada thi, aur unhone mujhe bhi usi parvarish mein dhaala tha. Maine apni saari education girls only mein complete ki toh na toh kabhi koi boyfriend raha tha aur na hi us matter mein koi experience.

Main apne khayalo se nikalte hue aaj ke din pahuchi jahan meri saas mujhe kalash ko pair se girane ke liye andar ki taraf le jaa rahi thi. Jaisa unhone kaha, maine theek waisa hi kiya, aur mere kalesh girate hi aas paas seetiyon aur taaliyon se log shor karne lage. Ghoonghat ke andar koi meri halki si muskaan aur jhijhak shayad nahi dekh paa raha tha.


[Image: 564.jpg]

Saas - Aayo Suhani beta, andar aayo.

Meri Saas mera haath pakad kar mujhe andar ki taraf le gayi. Jahan main unke ghar ke, jo ab mera bhi ghar tha, wahan aane ke baad ke saari rasme karwani lagi. Kuch '. rasmo ke baad mujhe ek stool par bitha diya gaya, aur ghar ki aurate meri muh dikhayi karte hue mujhe aashirvaad aur gifts dene lagi.

[Image: 4567.jpg]

Main sach mein kafi thaka hua mehsoos karne lagi thi. Bohot neend aa rahi thi, par barabar mein meri do nanad baithi thi jo mere kaan mein fusfusate hue mujhe sab rishtedaaro ke naam aur unka rishta bata rahi thi. Meri badi nanad - Prachi, jo shayad 30 saal ki thi aur unki shaadi ho chuki thi. Aur meri chhoti nanad, Drishti, jo 20 saal ki thi, aur abhi kunwari thi. Main unke eklaute bhai ki biwi thi, toh woh dono ki kaafi jyada excited thi mere aane se, khaaskar Drishti.

Drishti mere kaan mein fusfusayi - Bhabhi... yeh hamari doosri Chachi hai... inse door hi rehna... kafi annoying hain!

Chachi - Drishti... kya fusfusa rahi hai apni bhabhi ke kaan mein! Ab bas agla number tera hi hai!

Drishti - Chachi! Main nahi karne wali itni jaldi shaadi. Mujhe abhi bohot kuch karna hai.

Drishti ki baat sunkar main sochne lagi ki maine toh shaadi ke elawa kabhi kuch socha hi nahi tha. Papa ne business join karne diya nahi, aur aage padhai ka bhi koi khaas mann nahi tha. Fir shaadi ke elawa koi option bhi toh nahi bach gaya tha.

Chachi - Haan... dekhte hain! Apne Papa se toh pooch le pehle. Bahu... tum toh bohot hi zyada sundar ho. Adi toh kafi utaavla ho raha hoga ki kab yeh sab taam jhaam khatam ho, par usse pehle toh Kunwar sa...

Saas ne beech mein Chachi ko tok diya - Aree! Yeh kya baatein lekar baith rahi ho. Chhodo na.

Chachi ki baat sunkar mere gaal sharam se laal ho gaye they par mujhe unke aakhir ke shabd samajh nahi aaye they. Kunwar sa... woh kaun they? Par isse pehle main Drishti se pooch paati, auraton ki ek lambi line mera chehra dekhti rahi.

Mere ghar par rishton ki line toh saalon pehle hi lag gayi thi, jab main 18-19 saal ki hui thi. Log ghar aate aur agar main saamne aati toh unki nazar mere chehre par hi atak jaati, aur fir chehre se kandho par, aur fir aur neeche. Main shuru se hi kafi patli thi, par us umar ke aas paas meri chhaati aur neecha ka hissa apne aap hi bharne laga tha. Bahut jyada toh nahi par itna ki mujhe bhi sharam aa jaati. Papa mujhe hamesha un nazron se bachane ke liye andar bhej dete, par andar se bhi mujhe apni tareef sunai deti rehti.  

Bitiya toh bohot hi sundar hai Rathore saab

Kitna bhola sa chehra hai, kitni pyaari lagti hai. Aur ekdam sharmili bhi. Aajkal ki ladkiyaan kahan hoti hai aisi.

Kitni pyaari aankhen hai, bilkul hiran ki tarah.

Mere bhaanja job karta hai America mein, aap kahen toh baat chala du.

Par Papa jaise clear they ki unhe kaise ghar mein meri shaadi karni thi. Bilkul unke jaise kisi Rajasthani business family mein. Jahan bilkul unke ghar ki tarah parampara aur pariwaar wala mahaul ho. Unhe mujhe America ya London nahi bhejna tha.

Main kayi baar unhe chupke se Mummy se baatein karte sunti toh pata chalta ki woh mere jawaan hone aur logo ki tareef se thoda ghabra rahe hain. Par samajh nahi aata ki yeh ghabrahat kyun thi. Woh toh shayad meri shaadi thoda aur pehle bhi kar dete, par meri Mummy ne unhe kisi tarah mera college poora hone tak roke. Aur fir aakhir unhe woh Rishta mil hi gaya jo unke hisaab se bilkul sahi tha.

Jab tak muh dikhayi poori hui tab tak meri gardan buri tarah dard karne lagi thi.

Drishti - Bhabhi... boring wale kaam poore ho chuke. Ab bas fun wale games honge.

Main kal raat se soyi nahi thi toh mera sar bhi kaafi bhaari sa ho raha tha. Par jo karna tha woh toh karna hi tha.

Kuch der baad main neeche carpet par baithi thi, aur mujhe ghar ke sadasyo ne ghera hua tha. Mujhe ghoonghat ke andar se saamne Aditya aur ek aur aadmi baithe dikhayi de rahe they. Aur hamare beech mein ek bada sa bowl tha jisme doodh bhara hua tha.

Meri badi nanad Prachi ne ek anghoothi us doodh bhare bowl mein daali. Mujhe is game ke baare mein pata tha, Aditya aur main is bowl mein angoothi dhoondenge aur jo pehle use pakad lega woh jeet jayega. Hamari ungliyaan apas mein takrane wali thi aur yeh sochte hi mere pet mein kuch ajeeb sa mehsoos ho raha tha.

Saas - Suhani... Kunwar sa... tayyar ho na aap log.

Main thoda sa chaunk gayi, fir se wohi naam, Kunwar sa. Maine apne ghoonghat ke paar dekhna chaha ki mere theek saamne kaun baitha hua tha. Main thoda sa hairaan reh gayi, yeh toh shayad meri nanad Prachi ke pati they jinka naam Samar tha. Shayad sab log unhe hi Kunwar ji kehkar bulate they. Unke chehre par ek behad halki si muskaan thi.

Prachi haste hue boli - Shuru kare?

Samar ji ka haath halka sa aage badha par mera haath abhi bhi bilkul peeche hi tha. Mujhe samajh nahi aa raha tha ki yeh game main Aditya ke saath na khel kar Samar ji ke saath kyun khelungi.

Meri Saas shayad meri duvidha samajh gayi aur woh mere kaan ki taraf jhuki.

Saas - Suhani beta, hamare yahan shaadi ke baad yeh saare khel ladke ke Jiju karte hain. Yehi hamare yahan ki rasam hain.

Maine halke se haan mein sar hilaya. Papa Mummy ne mujhe shaadi se pehle mujhe samjha diya tha ki har ghar ki rasme alag hoti hai, aur main apne sasuraal ki saari rasme unke hisaab se poori karu.

Saas ne zor se kaha - Chalo... ab karte hai shuru!

Maine apna haath dheere se aage badaya aur apni ungliyaan doodh bhare paani mein dubo di. Samar ji ne bhi theek aisa hi kiya, hum dono ki ungliyaan bowl mein ghus toh gayi thi par hil nahi rahi thi. 

Drishti mere kaan par excitement mein chillayi - Come on Bhabhi! Jiju ko harana hai hame!

Saamne Samar ki muskaan aur badi ho gayi - Bilkul... ham toh tayyar hai haarne ke liye.

Drishti - Come on Bhabhi! Aap jaldi se dhoondo na!

Drishti ki aawaz ne mere haathon mein jaise jaan daal di, aur maine khel ko khel ki tarah dekhte hue paani mein jhatpat angoothi dhoondne ki koshish kari. Meri ungliyaan jakar Samar ji ki ungliyon se takrayi par hum dono ne hi turant apni ungliyaan peeche kheench li. 

[Image: 651180914-26625433603729596-1840803159919178747-n.jpg]

Mujhe angoothi kahin nahi mil rahi thi, aur main koshish kar rahi thi ki apni ungliyaan unki side na lekar jayo. Fir ekdam se laga jaise unhone paani ke andar angoothi meri taraf sarka di ho. Maine turant angoothi ko pakadte hue apna haath paani se nikaal liya, aur ek badi si smile ke saath use hawa mein lehraya.

Drishti - Yaayyyyyy!!! Jiju... Bhaiya... dekh lo... aap log haar gaye! Bhabhi ghar par raaz karne wali hain!

Mere chehre ki muskaan ab thodi shy ho gayi thi. Maine Aditya ki taraf dekha, toh woh bhi wahin baithe has rahe they. Sab log apas mein hasi majak aur ek doosre ko chidha rahe they. Main yeh sab dekh kar thoda sa relaxed feel karne lagi.

Agle game mein kalai par bandha dhaaga kholna tha. Yeh khel bhi mujhe Samar ji ke saath hi khelna tha.

Unhone apna haath aage badha kar meri kalai par bandhe tight dhaage ko apni ungliyon se baareki se kholna shuru kiya. Mera poora dhyan unke haathon par tha. Kafi bade haath they unke aur kafi mazboot se lag rahe they. Unke haathon ka rang kafi saaf tha aur aasten ke andar se kaale ghane baal bahar nikal rahe they. Par unke haath jitne mardana lag rahe they utni hi bareeki se woh mere haath mein bandha dhaaga bhi kholne mein lage they. Mujhe thoda sa ajeeb sa lag raha tha par unki ungli ek baar bhi meri kalai se touch nahi hui.

[Image: 908.jpg]

Aas paas ke logon ke shor se saara mahaul kafi competitive sa ho gaya tha. 

Aditya - Jiju... aap tod hi dijiye na dhaaga.

Samar - Saale sahab rukiye toh sahiye. Hum khol kar dikhate hain aapko. Jyada jaldi mein maza nahi aata.

Kuch aur pal baad dhaaga meri kalai se utar chuka tha.

Saas - Adi... seekh le apne Jiju se... kaam aayega.

Chachi - Haan Adi, sirf dekhte rehne se kuch nahi hoga. Abhi Jiju samjha rahe hain, par aaj raat ke baad toh sab kuch khud hi samajhna padega. Aur Suhani ko bhi samajhna padega ki haath kahan rakhna hai.

Badi auraton ki baatein thodi double meaning hoti jaa rahi thi aur main sharmate hue bas neeche dekhti rahi. Kuch pal baad meri baari thi. Mujhe bhi Jiju ki kalai par se hi dhaaga kholna tha. Kitna ajeeb si pratha lag rahi thi yeh, jo saare khel pati ke saath hone chahiye, woh unke Jiju ke saath kyun? Par Mummy ne samjhaya tha ki har pratha ke peeche koi itihaas ya koi ghatna chhupi hoti hai. Bas hame unka anadar nahi karna chahiye, aur sabko khush rakhna chahiye.

Jiju ke haath ka dhaaga toh sach mein kafi tight bandha tha. Mere naakhun thode bade hue they par main kafi struggle kar rahi unhe zara bhi kholne mein.

Prachi - Suhani... naakhun se kholne ki koshish karo...

Drishti - Come on Bhabhi! You can do it. Aap chaho toh apne muh se try kar lo kholne ka!

Drishti ki yeh baat sunkar sab log aur bhi jyada hasne lage. 

Chachi ne turant kaha - Haan haan... muh ka bhi istemaal karke dekh lo. Raat ki practice abhi se kar lo!

Mujhe itni samajh toh thi ki Drishti kya bol gayi thi, aur mere gaal sharam se aur bhi laal ho gaye.

Achanak se mera naakhun jakar Samar ji ki kalai par laga aur wahan ek kharoch lag gayi.

Mere muh se turant nikla - SORRY!

Aur maine wahan apni ungli se halke se rub kiya. Par Samar bina kuch kahe bas halke se muskurate rahe.

Prachi - Suhani tum ache se istemaal karo naakhuno ka... uski fiqr mat karo!

Aakhir dhaga halka sa dheela ho hi gaya aur main use poori tarah utaar paayi. Mere chehre par ab jeet ki ek badi si muskaan thi. Main bhi ab yahan is pichle ek ghante mein ghar ke khaas sadasyo ke beech comfortable sa mehsoos karne lagi thi. Sar abhi bhi thoda bhaari tha, aur kuch der baad khana paros diya gaya tha. 

Khana khatam hote hote ghar ki auraton ki alag tarah ki baat shuru ho gayi thi.

Chalo bhai ab raat hone lagi hai. Bahu ko uske kamre tak le jayo. Thoda aaram kar legi, fir toh raat bhar jagna hai.

Apni suhaagraat ke baare mein sochte hi main sharam se paani paani hoti jaa rahi thi. 

Drishti - Chaliye Bhabhi... main aapko le chalu?

Drishti aur Prachi Didi mujhe mere kamre tak le gayi jo upar ke floor par tha. Unka ghar kafi bada tha, kafi saare kamre, aur kafi achi decorations. Kamra andar se poori tarah flowers se saja hua tha aur mujhe bed ke beech mein bitha diya gaya.

[Image: ab16dd1637bb0a002653e67207425aca.jpg]

Maine abhi bhi apni shaadi ka woh bhaari laal lengha pehna hua tha, aur saath mein itne bhaari gehne. Mann kar raha tha sab kuch bas utaar ke kuch comfortable pehen lu. Par pata tha ki aisa kuch nahi kar sakti thi. In sabko utaarne ka haq toh Aditya ka tha. Yeh sochte hi poora jism ekdam se kaanp utha.

Drishti mujhe kamre mein chhod kar chali gayi aur aisa lag raha tha jaise main kafi der bed par baithi intezaar karti rahi. Shayad bahar koi hasi majak chal raha hoga aur woh log Aditya ko kamre mein aane se rok rahe honge. 

Har aahat par mera dil zor se dhadakne lagta, aisa lagta bas Aditya aa hi gaye. Par fir halki si disappointment hoti ki woh abhi nahi aaye they, aur fir andar hi andar apne is bechain dil par hasi aa jaati. Kaafi der baithe rehne ke baad main apne aap hi bistar par let gayi aur meri aankh band ho gayi.

Pata nahi main kitni der soyi par kisi ki fusfusahat se meri neend ekdam se khuli. Do auraten mere kamre mein thi, aur mere kamre ka darwaza band tha. Mujhe shayad pata nahi chala tha ki woh kamre mein kab aayi thi. Maine ghoonghat ke andar se dekha toh woh meri Saas aur meri badi nanad thi. Un dono ki aawazein dabi hui thi jaise koi raaz ki baat kar rahi ho.

Prachi - Mummy... yeh sab karna zaroori hai kya?

Saas - Jo riwaaz hai woh toh poora karna hi hoga na.

Prachi - Par... aap samajhiye na... Kahan yeh fool si ladki aur kahan woh...

Saas - Apne pati ke baare mein aise nahi bolte! Kitna baar kaha hai tujhe.

Prachi - Aap jhelogi na unhe bistar mein tab pata chalega aapko!

Saas - Chheee kaisi gandi baatein karti hai!

Prachi - Aur yeh jo karne jaa rahe hain abhi? Uska kya?

Saas - Toh tu kya chahti hai tera bhai marr jaye? 

Prachi - Mujhe toh yeh sab andhvishwas ki baat lagti hai!

Saas - Chup kar! Theek hai tu jakar baat karle apne papa se. Unhe bol di ki nahi karenge yeh rasam. Tujhe yaad nahi hoga, par tere Chacha ke samay par unhone is rasam ko karwane se mana kar diya tha. Aur fir uska nateeza kya nikla!

Prachi - Mummy.... aapne bhi kiya tha... yeh sab?

Saas - Hmmm... itni bhi koi badi baat nahi hai jitni tu bana rahi hai.

Prachi - Par... sab kuch karna zaroori hai kya? Bas woh aakar kamre mein so jayenge. Mujhe nahi acha lag raha ki Samar iske saath... woh sab karenge...

Saas halke se haste hue boli - Tu itna jal kyun rahi hai! Kunwar sa toh bas apna farz poora kar rahe hain. Aur woh farz poori tarah se nibhana hoga. Pareshaan mat ho, kal se woh poori tarah tere hi honge.

Prachi - Hmmm... par unhe hi kyun karna yeh sab? Hamare ghar ke bahar ka koi bhi mard kar sakta hai na yeh sab?

Saas - Toh tu kya chahti hai, main apne ghar ki izzat kisi bahar wale se lutwa du? Samar ji karenge toh baat ghar ki ghar mein rahegi, kahin nahi failegi. Aur kisi par mujhe bharosa nahi.

Prachi - Hmmm... acha theek hai... aap hi baat shuru karo Suhani se... main nahi kar payungi.

Mere kaano mein unki halki halki aawaz pad rahi thi, par kuch jyada samajh nahi aa raha tha. Unhe shayad lag raha tha main so gayi hoon.

Saas - Suhani beta... so gayi kya?

Main turant uth kar baithi - Nahi Mummy ji... jag rahi hoon.

Saas - Thak gayi hongi tum... par bas ab yeh aakhri rasam hai. Fir kal se jee bhar ke aaram karna.

Main unke saamne itni naazuk nahi banna chahti thi - Nahi main theek hu Mummy ji.

Saas ne mere sar par pyaar se haath fera - Kitni pyaari hu tum! Tumse zara si baat karni thi... taaki tum ekdam se ghabra na jayo.

Mujhe shayad laga tha woh kya kehne wali hai. Suhaag raat ke baare mein meri Mummy ne mujhe pehle se sab samjha diya tha. Shayad meri saas bhi mujhe woh sab samjhane wali thi. Jo kuch ek aadmi aur aurat ke beech mein hota hai, kafi complicated sound karta hai, aur pata nahi us sab mein maza kahan aata hoga. Par meri badi cousins aur bhabhiyon sabne bataya tha ki pehli baar ka maza hi kuch alag hota hai.

Saas - Dekho beti... jaise maine neeche bataya tha... hamare yahan ki saari pehli rasme ladke ke Jija ke saath hoti hain.

Main kaan khol kar sun rahi thi par mujhe samajh nahi aaya woh kya kehna chahti thi.

Saas - Bas usi tarah, yeh bhi ek rasam hi hai, ek aakhri rasam. Ise bhi bas rasam samajh kar aaj raat pura kar lena.

Main kafi confused sa mehsoos kar rahi thi, aisa lag raha tha jaise apni neend se poori tarah jagi na hoon - Kis rasam ki baat kar rahi hai aap?

Saas aur Prachi ne ek doosre ki taraf dekha, aur fir meri saas dheere se boli - Tumhari suhaagraat ki rasam!
Like Reply
#3
Awasome story, please add hot pic and gif to story
[+] 1 user Likes Hotgiri's post
Like Reply
#4
(Yesterday, 10:05 PM)Hotgiri Wrote: Awasome story, please add hot pic and gif to story

Yes, I will add hot pics and gif once the story progresses
[+] 1 user Likes Celebrorn's post
Like Reply
#5
Chapter 3

Kuch pal ke mujhe laga ki maine kuch galat suna hai ya fir Prachi Didi aur Mummy ji mere saath koi majak kar rahi thi. Aur maine baari baari un dono ke chehre ki taraf dekha. Unke chehron par zara bhi muskaan nahi thi, aur woh dekh kar mera dil baitha jaa raha tha.

Main - Mummy ji... aap kya bol rahin hai... mujhe kuch samajh nahi aaya.

Achanak se unki aawaz thodi kadak ho gayi thi - Kya samajh nahi aaya isme?

Unki yeh tone sunkar main thoda ghabra si gayi aur maine Prachi Didi ki taraf dekha. Unke chehre par mujhe halka sa gussa dikh raha tha.

Prachi - Dekho Suhani... jaise Mummy ne kaha... yeh hamare yahan ki pratha hai. Agar koi naya joda saath mein pehli raat bitata hai toh.... toh...

Mummy ne Prachi ki baat poori kari - Toh pati ki maut ho sakti hai! Aditya ke chacha ke saath bhi aisa hi hua tha. Bas uske liye yeh upaay hai ki ladke ke ghar ke bahar ka koi rishtedaar uski patni ke saath pehli raat bitata hai.

Mujhe abhi bhi kuch samajh nahi aa raha tha - Par... Mummy ji... Didi... meri shaadi... Aditya se hui hai....

Saas - Haan woh hui hai... aur tum uski hi patni ho. Kal tum uske saath suhaagraat banana. Par aaj raat tum uske Jiju ke saath rahogi.

Meri aankhon mein ek darr saaf aa chuka tha aur mujhe lag raha tha main abhi wahan se bhaag jayu.

Prachi - Suhani... main samajh sakti hoon... tumhe kaise lag raha hoga... par... baat ko samjho...

Saas - Ghabrayo mat... ghar ki hi baat hai... kisi ko kuch nahi pata chalega. 

Mujhe isse kya farak padta tha ki kisi ko pata chale ya nahi, mujhe toh bas darr lag raha tha. Shaadi ko lekar mera saara excitement ekdam se khatam ho chuka tha. Mujhe bas wapas apne ghar jaana tha.

Meri aankhen bhar aayi aur chehra aur bhi masoom ho gaya - Nahi... main nahi kar payungi...

Saas ne ek gehri saans bhari jaise apna gussa rok rahi ho - Dekho Suhani, hume aaj raat yeh sab karna hi hoga!

Main - Aap meri baat mere papa mummy se karwa de please...

Saas - Main tumhari mummy se pehle hi sab baat kar chuki hoon. Unhone tumhe samjhaya hoga na?

Yeh sun kar main hairaan reh gayi. Mummy ji ne meri Mummy se yeh sab baat kar li thi aur meri Mummy ne kuch nahi kaha? Maine apna dimaag daudaya aur yaad karne lagi ki shaadi se pehle unhone kaise mujhe rasmo aur prathayon ke baare mein samjhaya tha. Unki aawaz mere kaano mein goonjne lagi.

Jiske ghar ki jaisi hon waisi nibha lena!

Woh aise kaise kar sakti thi mere baare mein.

Prachi - Dekho Suhani... aajkal toh ladkiyon ke shaadi se pehle boyfriend hote hain, aur woh sab kar chuki hoti hain! Itni badi baat bhi nahi hai yeh.

Prachi shayad Mummy ji ki hi kahi baat dohra rahi thi, par Mummy ji ne Prachi ko ghoor kar dekha. Unhe uska yeh kehna acha nahi laga tha.

Saas - Isme kuch galat nahi hai, ek rasam, ek riwaaz ki tarah bas hame nibhana hota hai. Kal subah tum aur tumhare Jiju is sabke baare mein bhool chuke honge. Tum fir Aditya ke saath hamesha khush rehna.

Mere mann mein turant ek sawaal kaundha - Kya Aditya ko yeh sab pata hai?

Saas - Haan! Maine use sab samjha diya tha. Aur fir uske Jiju hi toh hain, use kya dikkat hoti.

Mera mann buri tarah ghabra raha tha - Main ek baar Aditya se baat kar sakti hoon kya?

Saas - Ab isme Aditya kya kar lega! 

Prachi - Mummy... woh bol rahi hai toh ek baar... Aditya se uski baat kara do na.

Saas kafi irritate ho rahi thi - Prachi... kyu samay barbaad karna. Woh toh kabka so chuka hoga.

Prachi - Please Mummy... is bechari ki halat toh dekho...

Saas - Acha theek hai, lekar aa apne bhai ko! Aur sun... Drishti ko kuch na hi pata chale toh behtar hoga. Baat jitne kam se kam logon mein rahe, utna acha hoga.

Prachi haan mein sar hilate hue turant kamre se bahar nikal gayi. Meri aansu beh rahe they aur meri saans fool rahi thi. Mummy ji ne paas ki table par se ek paani ka glass uthaya aur mere honthon par laga diya. Maine na chahte hue bhi ek sip li, is waqt paani bhi mujhe zeher jaisa lag raha tha. Mummy ji ne thoda sa narm hone ki koshish kari aur meri peeth masalne lagi. Par main bas chahti thi ki woh mujhe akela chhod de.

[Image: d6519af126336e80983d013bee2a5a10.jpg]

Kuch minute baad Aditya aur Didi kamre mein wapas laute. Maine turant Aditya ki taraf dekha, uske baal dekh kar lag raha tha jaise woh sach mein so chuka ho.

Uske aate hi Mummy ji ne mujhse kaha - Jo baat karni hai jaldi karo... muhurut ka samay nikla jaa raha hai!

Prachi - Mummy aap... in dono ko thodi der akela chhod do... yeh baat kar lenge.

Saas - Akela! Is kamre mein! Nahi nahi! Kuch apshagun ho gaya toh. Hame yahin hai, tum baat kar lo.

Mummy ji aur Prachi mujhse thoda peeche hatt gaye aur Aditya mere paas aakar baith gaya. Main apna ghoonghat thoda upar kar chuki thi aur mujhe laga tha ki Aditya mujhe dekh kar pareshaan hoga. Par uske chehre par mujhe ek chiddh si nazar aa rahi thi, jaise woh soch raha ho ki use yahan kyun bulaya gaya tha.

Mere gale se dheemi si roti hui aawaz nikli - Aditya...

Aditya - Suhani kya hua? Jo Mummy keh rahi hai kar lo na.

Aditya ki baat sunkar toh jaise main aur bhi shocked ho gayi. Use yeh sab kitna normal sa lag raha tha. Main dheere se fusfusayi - Aditya aapko pata bhi hai ki woh mujhe kya kehne ke liye bol rahi hain.

Aditya - Haan! Isme itni badi deal banane ki kya baat hai.

Uske har shabd mujhe hurt kar rahe they - Badi deal nahi hai yeh? Yeh hamari first night hai... aur aap keh rahe ho ki main...

Main woh sentence poora bhi nahi kar paa rahi thi.

Aditya - Itna filmy hone ki zaroorat nahi hai yaar. Hum log kal enjoy karenge saath mein, honeymoon par jayenge, poori life padi hai saath mein rehne ke liye. Par agar jo woh log keh rahe hai sach ho gaya toh? Mujhe apne baare mein concern nahi hai, par tum apna socha, tum ek widow ho jayogi!

Mere mann mein khayal aa raha tha ki yeh sab karne se acha toh shayad widow hona hi tha.

Aditya - Dekho... sab hamara acha hi chahte hain. Yahan koi kisi ka ulterior motive nahi hai. Tum bas apni aankhen band kar lena, the night will be over before you know it.

Maine gehri saans lete hue Aditya ki taraf dekha. Mere maathe par tyoriyan chadhi hui thi.

Aditya - Jiju... kafi ache hain... experienced hain. Aur tumhara first time hoga... Mujhse woh blood vaigera... woh sab dekha bhi jayega... so... I think it's for the first...


Maine apni aankhen ek pal ke liye band kar li. Main us sab ke baare mein ghabra toh rahi hi thi, par ab apne pati ke elawa kisi aur ke saath woh sab karne ka sochna bhi ganda sa lag raha tha.

Udhar se Mummy ji ki aawaz aayi - Baat ho gayi ho toh chalo ab, main Kunwar Sa ko bulati hoon.

Aditya - Chalo... all the best... I will see you tomorrow!

Aditya mujhe itna casually "all the best" bol kar chala gaya jaise main koi exam ya interview dene jaa rahi hoon.

Saas - Prachi, zara iska makeup aur baal theek kar de ek baar. Samar ji iska rota hua chehra dekhenge toh kya sochenge.

Prachi - Jee Mummy.

Meri Saas aur Aditya kamre mein se saath mein nikal gaye aur Prachi ek make up kit lekar mere paas pahuchi. Mere aansu filhaal ruk chuke they par mera chehra aansu aur paseene se chipchipa ho chuka tha. Jaise kaafi saara bridal makeup utar chuka ho.

Prachi - Dekho... kya halat karli tumne apni! Main bilkul pehle jaisa toh nahi kar payungi par... theek hai.

Prachi Didi ne ek rumaal se mera gaal saaf kiya aur fir halke halke mere gaalon aur maathe par makeup lagane lagi - cream, powder, foundation. Aur fir honthon par halki si lipstick.

Prachi - Ab bilkul doll ki tarah lag rahi ho. Hmmm...

Prachi meri chip pakad kar mere chehre ko ghoorne lagi. Maine unki aankhon mein dekha toh mujhe halki si jealousy, halka sa gussa aur halki si taras nazar aa rahi thi.

Prachi - Dekho... tumhe toh is sab ka koi experience hoga nahi. Jaise tumhare Jiju bole... waise karti jaana.

Main andar se abhi bhi halka halka subak rahi thi, par unke yeh kehte hi bilkul ek aagyakari ladki ki tarah mera sar apne aap haan mein hil gaya.

Prachi - Unhe jyada naa sunne ki adat nahi hai, toh... jo drama abhi kiya tha na... woh sab mat karna. Ab bas... ek raat ki baat hai... sab ho jaane do.

Unki yeh baat sunkar meri aankhon mein halki si ghabrahat laut aayi aur maine fir se haan mein sar hilaya. Mere aansu sookh chuke they aur ab bas mann mein ek ghabrahat ho rahi thi ki aage kya hone wala tha.
Like Reply
#6
Great start
[+] 1 user Likes Saloni's post
Like Reply
#7
Chapter 4

Prachi Didi ke jaane ke baad mujhe kamre mein akele baithe hue aur 10-15 minute ho gaye they. December ke mahine mein poora kamra barf jaisa thanda lag raha tha, aur main buri tarah kaanp rahi thi. Par pata nahi woh kampan kitni thand se thi aur kitni bechaini se.

Maine apne haathon ko apni taangon par kas ke lapeta hua tha taaki woh kaanpti hui hile na. Har pal meri saans bhaari si lag rahi thi, par dheere dheere andar ki subki shaant si ho rahi thi. 

Tabhi darwaze par ek aahat si hui aur darwaza khula. Mera jism turant akad sa gaya aur aankhen mere theek saamne bistar par gadh gayi. Mujhe mehsoos ho raha tha ki koi aadmi andar chalta hua bistar ki taraf aa raha tha, par meri himmat nahi ho rahi thi upar dekhne ki.

Woh kadam aakar theek bistar ke paas ruke aur fir kuch pal baad kamre ke doosri taraf gaye. Meri himmat nahi ho rahi thi us taraf dekhne ki, par ek halki si khhhrrrkkk ki awaaz aayi, jaise unhone khidki ke parde theek kiye ho. Achanak se laga jaise kamre mein jo thandi si hawa aa rahi thi woh thodi kam ho gayi thi.

Fir woh wapas aaye bistar ke doosri taraf, kuch pal khade rahe, aur fir dheere se bistar ke sirhane par baith gaye. Meri nazrein bistar ke us kone ki taraf gayi, shayad hamare beech ke faasle ko naapne ke liye. Woh kafi door baithe hue they, mujhe par unka ghutna dikhayi de raha tha, jahan unhone ek safed pyjama pehna hua tha.

Kuch der main waise hi apne taangon ko pakde baithi rahi. Mujhe nahi pata woh kahan dekh rahe they, ya kya soch rahe they. Par mere muh se halki si kaanpne ki aawaz nikalne lagi.

Tab achanak se mere kaano mein unki aawaz padi, bilkul spasht - Suhani...

Unke muh se apna naam sunkar mera dil beech mein atak sa gaya. Aawaz mein ek narmi bhi thi aur ek thehraav bhi. Aaj poori shaam kisi ne mera naam is tarah se nahi liya tha. Maine apna honthon apne muh ke andar daba liye taaki meri aawaz na nikle. Par mera jism abhi bhi kaanp sa raha tha.

Unki aawaz fir se kamre mein goonji - Suhani... aap thand se kaanp rahi hai... ya darr se?

Mere muh se koi aawaz nahi nikli par kandhe halke se uchak gaye, jaise main dono cheez ke liye haan kar rahi hoon.

Jiju fir se khade hue aur kisi kapde ki khulne ki aawaz aayi. Jab woh wapas aaye toh unhone apna ghutna bistar par rakha aur ek shawl meri peeth par lehrate hue rakh diya. Ek pal ke liye aur bhi kaanp gayi ki kahin woh mujhe jakad na le, par woh turant hi thoda peeche hatt kar baith gaye.

Maine Shawl ke kinaro ko pakadte hue apne aap ko ache se dhak liya aur uski garmahat meri kampan ko kam karne lagi. Kuch pal kamre mein chhupi rahi. Fir ek sarsarahat ki aawaz hui jaise woh apni jeb se kuch nikaal rahe ho.

Unhone ek chhota sa dabba mere aage kar diya - Yeh... main aapke liye laaya hoon... chhota sa kuch...

[Image: 456721.jpg]

Us chhote se jewelry box ke andar ek diamond ki ring thi. Meri saans ek pal ke liye ruk gayi. Jiju mujhe yeh ring kyun gift kar rahe they. Maine suna tha yeh toh husband apni wife ko pehli raat par gift karte hain.

Main ring lene se mana karna chahti thi par mere muh se bas ek halki si aawaz nikli - Mmmmhhhh....

Jiju ne dabba mere saamne palang par rakh diya - Achi nahi lagi?

Maine bas halke se naa mein sar hilaya.

Jiju ne softly poocha - Toh fir... gussa ho mujhse?

Maine apne aapko bolne se nahi rok paayi, aur meri dheemi si aawaz bahar nikli - Main kyun gussa hungi aap par?

Jiju meri aawaz sunkar muskuraye - Toh aap bolti bhi hain!

Maine yeh sunte hi turant apna sar jhuka liya par ek halki si muskaan mere chehre par aaye bina nahi reh paayi. Unse in zara si baatcheet ne mere bechain mann ko bas zara sa halka kar diya tha.

Jiju - Naraaz toh mujhe hona chahiye aapse?

Meri chanchal aankhen turant unki taraf uth gayi - Kyun??

Jiju apni kalai ko masalte hue bole - Aapne yahan naakhun jo maara tha mere. Kafi tez hain aapke naakhun.

Pata nahi kyun unke is meethi aawaz ka main jawab diye bina nahi reh paa rahi thi - Itni bhi nahi lagi thi...

Jiju wahin baithe rahe, unki aakhen mere chehre par tiki hui - Maine toh poori koshish ki thi aapko jitane ki. Par aap fir bhi naraaz hai... gharwalo ki wajah se?

Aditya aur uske gharwalo ke baare mein sochte hi main thoda aur bechain ho gayi. Aaj jis tarah Aditya aur uski mummy ne mujhse baat ki thi maine kabhi socha nahi tha ki aisa kuch hoga. Par maine koi jawab nahi diya.

Jiju meri chhupi ko shayad samajh gaye. Woh kuch nahi bole, bas shaant baithe rahe, nighahen thodi jhuki li. Jaisa Prachi Didi ne mujhe kaha tha, waisa toh mujhe kuch nahi lag raha tha. 

Mujhe apne dil ki baat kisi se toh share karni thi is waqt.

Aakhir maine himmat karke dheere se kaha - Sabko pehle se pata tha... Meri mummy ko, yahan sabko, Aditya ko bhi.... Sirf mujhe nahi pata tha. Agar pata hota toh main yeh shaadi kabhi nahi karti.

Jiju ne ek gehri saans li, unki nazar angoothi par jakar tik gayi thi - Haan... yeh theek nahi tha.

Maine chaunk kar unki taraf dekha. Ab tak kisi ne yeh nahi kaha tha. Mummy ji ne, Prachi Didi ne, Aditya ne, sabne meri baat sune apni baat samjhane ki koshish ki thi. Bina yeh soche ki main kaisa mehsoos kar rahi thi. Aur ab jis aadmi ko mere kamre mein mere saath raat bitane bheja tha, wohi meri baat sun raha tha.

Meri aankhon aur lafzon mein shikayat bhari padi thi - Aapne bhi toh nahi roka unhe.

Jiju - Mere rokne se woh rukte nahi. Aapki tarah main bhi yahan bahar ka hi hoon. Mere mana kar dene se unhe koi aur dhoondna padta, shayad koi aisa jo is sab ko sach mein karna chahta.

Unke muh se nikla har shabd mujhe hairaan sa kar raha tha. Main ek aise insaan ke saath apna dil halka kar rahi thi jisse aaj se pehle shayad hi meri ek-do baar baat hui ho. Shayad woh sach keh rahe they, woh bhi toh meri tarah bahar ke they, is ghar ke damad. Aditya ke gharwale toh uski dulhan ke liye ye sab pehle se soch kar baithe they.

Maine thodi aur himmat karke pucha - Toh... aap... yahan nahi aana chahte they?

Jiju ek pal ke liye ruke, shayad unhone is seedhe sawal ki umeed nahi ki thi - Nahi... pehle toh nahi aana chahta tha...

Main unke jawab ka matlab samjhne ki koshish kar rahi thi. Meri aankhen unse unka sentence poora karne ke liye keh rahi thi.

Jiju - Par... is poori situation mein shayad... aapko mujhse behtar saathi nahi mil sakta tha.

Mera dil ekdam se zor se dhadka. Dimaag mein unka woh "Saathi" Shabd ghoom raha tha - Prachi Didi... woh bhi kaafi naraaz lag rahi thi.

Jiju halke se muskuraye - Haan... woh bhi aapki tarah is sabko nahi maanti... kaafi mushkil hai uske liye bhi yeh sab karna. Par hum sab parivaar aur prathayon se bandhe hue hain na. Kuch cheezen farz samajh kar karni padti hain.

Mera mann abhi bhi nahi maan raha tha - Kehna kafi aasan hota hai par karna nahi. Maine socha tha yeh raat main aur Aditya... hum dono baat karte hue bitayenge... ek doosre ko ache se samjhenge.

Apni suhaagraat ke sapne Jiju ko describe karna ajeeb bhi lag raha tha, par jaane kyun nahi bhi lag raha tha.

Jiju ne meri taraf dekha jaise kuch kehna chah rahe ho par apne aap ko rok liya - Aap kafi dilchasp hain... aur aapki chah toh usse bhi jyada.

Main - Kaise?

Jiju - Woh aapko abhi nahi bata payunga.

Meri aawaz thodi si ruansa ho gayi - Aap aise suspense kyun create kar rahe hain.

Jiju - Aap toh mujh par aise bhadak rahi hai jaise main Adi hoon.

Mera chehra poori tarah flush ho gaya - Nahi toh!

Jiju - Waise aap ghabraye nahi... jaisa aap kahengi waisa hi hoga... main yahan neeche carpet par so jayunga.

Maine ek pal rahat ki saans li. Par jaane kyun mere mann mein koi cheez muh bana kar baith gayi, jaise woh kuch aur chahne lagi ho.

Main - Agar... maine mana kar diya toh?

Jiju - Toh... kuch nahi. Rasam adhoori reh jayegi, ho sakta kuch bhi na ho. Par shayad na aapko chain milega... na mujhe.

Mera gala thoda sookh sa raha tha - Nahi... sabko pata chal jayega... sab kafi gussa ho jayenge mujh par.

Jiju - Aapko sabse darr lag raha hai?

Maine bilkul innocently kaha - Haan... thoda sa...

Jiju mujhe chidhate hue bole - Toh fir... neeche sone ka plan cancel?

Mujhe unki is baat par gussa aana chahiye tha, par jaane kyun unke saath yeh nokjhok bohot hi khatti meethi si lag rahi thi. Bilkul waise hi jaise maine socha tha ki Aditya ke saath hogi.

Jiju mera jawab sune bina has pade - Aap sach mein bohot hi pyaari hain. Mujhe yaad hai jab hum log aapko dekhne aaye they, aapki nazrein hi nahi uth rahi thi.

Mujhe aisa laga jaise woh mujhe chidha rahe hain - Main us din ghabra gayi thi.

Jiju - Aur aaj?

Main ek gehri saans lete hue Jiju ki taraf dekha. Pata nahi mere andar yeh kya ajeeb sa ehsaas hone laga tha.

Main - Aaj bhi... wahin hoon.

Jiju - Lagta toh nahi... kuch hi der mein aapki aawaz nikalne lagi hai, gussa bhi hone lagi hain, muskaan bhi shayad wapas aane lagi hai... Aap kab badal jayengi, aapko ehsaas hi nahi hoga.

Main - Aapko kaise pata? Aap toh... jaise sab jaante hain na!

Jiju halke se hase - Aapko lagta hai mujhe sab pata hai? Waise aap bhool rahi hain ki jaise aapki yeh pehli rasam ki raat hai, mere liye bhi yeh rasam pehli baar hi hai is situation mein.

Mere muh se ekdam se nikal gaya - Par aapko toh yeh sab acha lag raha hoga na!

Jiju - Aapke saath jise acha na lage woh shayad hi koi mard hoga. Par baat yeh nahi ki main koi aur kya chahta hai, baat yeh ki kya aap is sab ke liye tayyar hain ya nahi.

Unke is aakhri line ne achanak se mere shareer ki garmi badha di. Mera lengha achanak se kafi tight sa mehsoos hone laga tha, jaise mera shareer thoda aur bhaari ho gaya ho. Aisa lag raha tha jaise mere kaan jal rahe hon.

Jiju ne mera chehra padte hue angoothi utha li - Toh fir... main aapko yeh angoothi pehna du?

Maine aankhen jhuka li aur bohot hi halkaaa sa haan mein sar hilaya. Shayad main bhi nahi samajh paayi thi ki is sab mein meri haan kab ho gayi thi.

Jiju ne angoothi uthayi aur mera kaanpta hua haath apne haath mein gently liya aur angoothi meri ungli mein pehna di. Mera rongte khade se ho gaye aur andar ek ajeeb sa shor ho raha tha.

Jiju - Yeh lijiye... aaj raat ke liye aap hamari hui.

Unki aawaz mein softness ke saath saath itna adhikaar tha ki mujhe lag raha tha mere saamne mera pati hi baitha ho.

Mujhe ekdam se Prachi didi ki baat yaad aa gayi aur main ghabra gayi - Prachi Didi ne kaha tha... ki... aapko... na sunna...

Jiju has pade - Prachi toh bas aise hi kuch bhi bolti hai. Aap abhi bhi mujhe mana kar sakti hai. Par ek baar rasam shuru ho gayi toh khatam kiye bina na aapko chain aayega aur na mujhe.

Unki aankhon mein ek chamak si aa gayi thi, aur meri sharam badti jaa rahi thi. Unhone saara faisla jaise mujh par chhod diya tha. Bas ek raat ki hi toh baat thi. Agar maine mana kar diya toh kal kya hoga, mujhe kafi darr lag raha tha. Jiju ke saath... shayad... sab theek hi ho jayega. Mere andar bhi kuch ajeeb sa jagne laga tha.

Maine halke se haan mein sar hilaya par andar hi andar mera dil zor se dhadak raha tha. Andar ki subki poori tarah shaant ho chuki thi, aur thand bhi lagni band ho gayi thi. Balki ab poore shareer mein ek ajeeb si garmi lagne lagi thi, jaise mere chehre par paseene aa gaye ho.

Jiju - Waise muhurut nikle jaa raha hai par... ghabraiye nahi... hum sab kuch dheere dheere karenge... koi jalbaazi nahi hogi.

Unhone apna haath palang par bilkul mere pair ke paas rakha aur aage ki aur jhuke. Ab tak hamari aankhon ke beech mere ghunghat ki patli si parat thi.

Jiju - Suhani... main aapka ghunghat utaar sakta hoon?

Mera gala bhar aaya. Ghoonghat, jo hum dono ke beech ek aakhri parda tha ab utarne wala tha, aur woh bina kisi rok tok ke meri khoobsurat aankhon ko dekh payenge.


Mere honthon se ek halka sa "haan" nikla.

Unka haath dheere se aage bada, koi hadbadahat nahi, unhone mere ghoonghat side se pakda aur bohot dheere se upar kar diya. Kapde ki sarsarahat bhari aawaz jaise mere jism mein goonj uthi. Main tez saansein lete hue neeche ki taraf dekh rahi thi.

Unhone apna angootha halke se meri thodi par rakha aur mera chehra zara sa upar kiya. Maine apni aankhen band kar li, par fir kuch pal baad dheere se kholi. Saamne unki aankhon mein ek muskurahat chhupi hui thi.

Jiju - Aapki aankhen... itni khoobsurat hain! Kafi lucky hai Aditya.

Aditya ka jiqr hote hi main aur bhi sharamsaar ho gayi.

Jiju - Par aaj ki raat aap mujhe apna saathi samajhiye, aur jis pyaar ki aap haqdaar hain, main poori koshish karunga ki aapko aaj raat woh mile.

Hum dono kuch pal ke liye ek doosre ko dekhte rahe. Fir meri nazrein jhuk gayi, par is baar jhukne se pehle mere honthon par ek chhoti si muskaan bhi aa gayi.
Like Reply
#8
Awasome update, please add hot gif and pics to next update when lovemaking is start
Like Reply




Users browsing this thread: 2 Guest(s)