Thread Rating:
  • 14 Vote(s) - 2.93 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Fantasy BANNA KI JAWANI - Complete storyRunning

Mein jese hi Rajeshwari ke room ke karib pahucha,  mujhe andar se payal ke chan chan ki aawaz aa rhi thi..

Main jese hi uske kamre me enter hua, Rajeshwari ne palatkar dekha, wo saj-dhaj kar apne kamre me hi tahal rahi thi, yaa kuchh soch rahi thi..

Usne hare rang ki saari pehni thi aur chehre par halka saa gussa tha..

Mene use dekha..usne apka muh ghuma liyaa..

Mein_ Kyaa hua meri jaan ko?..

Rajeshwari_ Agar me apki jaan hun to raat ko kaha the aap, jab me aswasth hone ke bawjud apka intejar kar rahi thi..

Mein_ Agar me raat ko apke pass aa jata to aap so nhi pati naa jaan..

Rajeshwari_ Abhi se bahane baazi..wo halka saa muskurai

Rajeshwari 
[Image: file-0000000094988211a8203320ab0ce83d.png]


Mene baat ko ghumate huye, Kaha..

Me_ Aaj to aap kuch zyada hi taiyaar lag rahi hain.

Rajeshwari muskura kar mere saamne ruk gayi.

[Image: file-00000000110882118c24ae5e11914cb4.png]

Rajeshwari_ Aur aapko kya lagta hai... wajah kya hai?

Me_ Mujhe kaise pata hoga?

Mene use chhedte huye ye kaha..

Rajeshwari_Achacha aap sab jante hai, aap hi to wajah hai..

Main ek pal ke liye chup ho gaya.

Me_ Rajeshwari ji...tum itna shaj dhaj kar mere samne aaogi to me tumhen chhod ke jaa nhi paunga..

Rajeshwari ne dheere se meri aankhon mein dekha.

Rajeshwari_ Me maafi chahti hun, Kal raat ko apki sewa me aa nhi payi, tabiyat theek naa hone ki wajah se.. Lakin mujhe apse ye ummeed thi ki aap jarur aayenge mera haal chaal lene ke liye..

Me_ koi baat nhi meri jaan..tum nhi aa payi, lakin agar mere sath tumhen jeewan bitana hai to meri iss tarah ki anupasthiti ki aadat dal lo..

Rajeshwari_ Achcha? to kiske sath the mere sainya raat ko..

Me_ mein tha!

Rajeshwari_  Bolo naa Jaan?

Me_ Chodo naa jaan, tum iss pal kaa aanand lo..

Rajeshwari meri bahon me aa gayi..

[Image: file-000000007528821192179c9477bb1b10.png]

Me_ Itna openly tum meri bahon me aayengi?

Rajeshwari _Ab main tumse dil ki baat chhupana nahi chahti. Naa khud se, Naa tumse aur naa ho iss pariwar se..

Me_ Jaan, tum mujhse shaadi karne ki baat kah rahi ho?

Rajeshwari_ Haa..

Me_ Me, sirf tumhara nhi ho sakta, me Tumharey sath kai salon tak reh nhi paunga, hume dur rehna padega, bahut kuchh sunna aur sahna pad sakta hai, tumhen. Fir bhi..

Rajeshwari_ Sab jaanti hoon. Isi liye main tumse koi zabardasti nahi kar rhi. 

Main bas itna keh rahi hoon ki... mera dil ab tumhara hai, puri tarah se, me, mera dill, mera sharir, mera sab kuchh..

Main dheere se uske aur karib gyaa..

Me_ Aur agar main bhi wahi mehsoos karta hoon to?

Rajeshwari ki muskaan aur gehri ho gayi.

Rajeshwari_ To phir shayad hum dono ko kuch kehne ki zaroorat nahi.

Kuch pal dono bilkul chup rahe.

Hum ak dusre ki sanshen mehsoos kar sakte the..

Tabhi Rajeshwari ne idhar udhar dekha aur kisi ki aahat  naa pakar mujhe chumna suru kia..
[Image: file-0000000048288211aff17502989e2cd3.png]

Ak achche aur lambe chumman ke baad..

Rajeshwari ne meri taraf dekha, phir dheere se nazrein jhuka li.

Wo abhi bhi meri baahon me thi..

Hum dono thodi der chup rahe.

Rajeshwari_ Jay... bas itna yaad rakhna, main tumhe kisi kasam ya majboori ki wajah se nhi chun rahi hun..

Tumhare aur mere bich jo Kuchh hua kal, usne mujhe puri tarah se tumhara bana dia hai..

Me_ Aur main bhi tumhen, tumhari Kasam ki wajah se nhi chun rha hun..

Rajeshwari_ Phir?

Me_ Tum meri patni banne yogya ho, Rajeshwari..

Mujhe ummeed hai, tum humesha aur har paristhiti me mere sath khadi rahogi..

Rajeshwari halki si muskura di.

Rajeshwari_ To phir aaj se ek baat pakki...Ab aap me apki patni hun, aur khud ko apke liye hi sambhal kar rakhungi..

Me_ Pakki baat.

Rajeshwari_ Lakin!

Me_ Lakin?

Rajeshwari kuch pal chup rahi, phir usne meri taraf dekhkar ek gehri saans li.

Rajeshwari_ Jay, tumse ek baat pehle hi keh dena chahti hoon... main tumhari zindagi mein akeli patni nahi banugi.

Me_ Matlab?

Rajeshwari_ Is ghar mein ek ladki hai.. jo tumhari pahli patni hogi..

Main hairani se uski taraf dekhta raha.

Me_ Kaun? aur kyun?

Rajeshwari_ Ishita Singh Chauhan. Vasundhara didi ki beti.

Me_ Me iski wajah nhi samjha Jaan.. Aakhir kyun, uske aur mere bich to koi prem sambandh bhi nhi hai, aur naa humari abhi tak koi baatchit huyi hai..

Rajeshwari_ Aap jaan jaoge jaan, dekho wo apka bahar intejar kar rahi hogi, jakar usse miliye to...

Me_ Theek hai, tum abhi bhi garam lag rahi ho, Sharir tap rha hai tumhara, jakar aaram karo..

Rajeshwari_ Theek hai..

Mene jaane se pahle Rajeshwari ko baho me bhara aur ak ghahra chumman liya aur uske pure badan ko masal kar uss per apna hak jataya..
[Image: file-00000000154c821194e29a58f8d6cb00.png]

Aur kuchh der baad waha se nikal kar bahar aangan me aaya to mene dekha sach mein Ishita akeli khadi thi, aur use dekh kar aisa lag rha tha ki wo kisi kaa intejar kar rahi hai..

.....
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.

Nice update
[+] 2 users Like Nihu123's post
Like Reply

(11-11-2026, 11:20 AM)Nihu123 Wrote:  Nice update

Ok, keep continue on thread and like the post's..
Like Reply

Best story. Bahot kam stories aisi hai jinhone mera dhyan apni taraf kheecha hai aur kuch 3-4 stories hai jinhe padhkar meri dilchaspi usme through the roof hui. 

Aapki story kamal ki hai aur aapse nivedan hai ise ant tak pahocha ke hi viram dijiyega. Is story ne mujhe aisa bandha ki mai kich aur kar nhi paya in 2 dino sirf aapki sotry starting se lekar ab tak padhi hai. Aur ab agle update ka intezaar hai. 

Isme ek pal bhi aisa nhi tha jab boriyat hui ho aur har ek cheez ki detailing aur characters ki personalities especially Jay urf Prithvi ki aur Sex ke waqt galiyo ka mishran ek alag hi utsah badhata hai. 

Aaj se mujhe apna permanent story reader samajhiye. Aapke agle update ka intazar rhega.

Finally, i must say that you have mastered the art of story telling.

Ab tak toh kamal ki sotry rhi hai asha hai aage bhi aisi hi rhegi lekin jab bhi mujhe lagega mai aapko honest aur fair review bhi dunga.

Keep going!
[+] 1 user Likes Lord Obunaga's post
Like Reply

Jese hi Ishita ne mujhe dekha wo turant meri aur chal kar aayi .....

Ishita ne meri taraf dekha. Uske chehre par halki si ghabrahat  aur ak shaant sa confidence tha.

Usne himmat dikhate huye mujhse puchaa .

Ishita_ Kyaa apko Rajeshwari mosi ne meri kasam ke baare mein bata diya hai?

Rajeshwari_ Nhi, Ishita. Lekin lakin tumhar mosi ne mujse kaha ki tum meri pahli biwi banogi. mene unse pucha kyun? lakin iss baat kaa jawab mujhe unse to nhi mila.

Ishita mere saamne khadi thi...

Ishita_ Jay, main apko ek baat bilkul saaf sabdo me batana chahta hun ki, Meri kasam thi ki jo aadmi Akele Jaswant ke un chhah aadmiyon ko akhaade mein haraayega, main usi se shaadi karungi.

Ye bolte huye wo mere aankhon me dekh rahi thi.

Me_ Ok, Ishita to aap mujhse kyaa chahti hai?

Ishita_ Aap akele wo vyakti hai jisne unn chhe logo ko haraya hai Akhade me, aur wo bhi meri aankhon ke samne..
Me apse shaadi karna chahti hun..

Me_ Sirf kasam ki wajah se tum kisi se bhi shaadi kar logi, Ishita?

Ishita_ Kisi se nhi Apse?

Me_ Tumhe lagta hai me ak uttam var hun tumhare liye?

Ishita_ Haa, aap ak sahi vyakti hai..

Me_ Achcha agar baad me yaa shaadi ke baad tumhe main pasand nahi aaya to?

Ishita ne bina jhijhak jawab diya.

Ishita_ Kisne kaha aap mujhe pasand nhi hai yaa pasand nhi aayenge..

[Image: file-0000000052c482119ffb6df89b29f5b7.png]

Me_ To me tumhen pasand hun 

Ishita_ Haa..Aap mujhe pasand hai, aur sone per suhagan ye hai ki apko meri mosi ne khud ke liye chuna hai, aur unki choice uttam hi hai..

Iss liye mujhe apni choice per koi sandeh nhi hai..

Ye bolte huye, Ishita achanak merey pair chune lagi, Me chauk gyaa uski iss harkat se..

[Image: file-0000000067148211af7d418ae131f066.png]

Tabhi waha Ishita ke mata pita bhi aa gye..

Ishita ke pitaji, Aanand Singh Chauhan
[Image: file-0000000018f882118d07b439df583fc6.png]

Ishita ki Maa, Vasundhara..
[Image: file-000000001204821193f65fd9a300dbb9.png]

Me_ Utho Ishita, tum ye mat karo..abhi iski ki avashyakta nhi hai..

Ishita_ Mujhe bhi Ashirwad de dijiye aur apna lijiye, jese apne Rajeshwari mosi ko apnaya hai..

[Image: file-0000000018a08211aaf939a044407536.png]

Wo apne ghutno ke bal baith gayi..

[Image: file-000000002a74821186aba3b294bed9d8.png]

Ishita_ Jay, me apko chahne lagi hun, aap ne naa sirf meri kasam ke chalte mujhe jeeta hai, apne mera dill bhi jeeta hai..

Aanand_ Jay, hum bhi yahi chahte hai, ki Ishita tum se shaadi kare, aur ye tumhari patni bane..

Vasudhara_ Haa, Jay..Hum teeno kaa yahi faisla hai..

Mene Ishita ke kandho ko pakadte huye use uthaya..

Jese hi mene use uthaya, wo meri bahon me aa gayi..
[Image: file-0000000093a8821184ceabc521d6a3ed.png]

Ishita_ Kyaa apne mujhe apna lia hai..

Me_ Ishita, me iss sawal kaa jawab dene se pahle, tumhare sath akele beth kar baatchit karna chahunga..

Ishita_ Ji

Me_ Ishita, Mera jeewan abhi suru hua hai, aur mujhe apni life me bahut kuchh karna hai, Bahut kuchh aisa hai jo me tumhe abhi nhi bata sakta..

Aur Bahut kuchh aisa hai jo karna hi mere jeewan kaa maksad hai..

Vasundhara_ Jay aap jakar Ishita se akele me baatchit kar sakte hai..

Aanand_Hume koi aapatti nhi hai, Damad ji..

Mene Ishita ki aankhon me dekha, tabhi Lakshya waha aa gya..

Uske hath me ak camera tha.. Lakshya Aanand aur Vasundhara kaa Chhota beta hai aur Ishita kaa bhai..

Lakshya_ Papa agar jijaji ne haa kar di ho to, ak family photo ho jaye aap logo ki..

Vasundhara_ Khinch lo bete, damad ji ki haa to ho hi jayegi..

Ishita ne masoomiyat se meri aur dekha..me bhi use mana nhi paya aur photo khichwa li..

[Image: file-000000002830821183e9c742cbd3cf6c.png]

Lakshya_ Jijaji app ke to expression hi gayab ho gaye hai..Aap to abhi se ghabra gye..

Aur wo ye bolte huye hasne laga..

Vasundhara_ Lakshya, Inhe tang mat karo, jao apka kaam karo..

Mein_ Aanand ji kyaa aap log sach me man bana chuke hai..

Aanand _ Haa, Jay. Hume koi aapatti nhi hai, hum sabhi iss baat se sahmat hai ki aa Rajeshwari aur Ishita, dono se shaadi karenge..

Aur agar In dono shaadi ke baad bhi, apne bhavishya me koi shaadi ki, to hume usse bhi koi aapatti nhi hogi. 

Ishita meri aur dekhtey huye..

Ishita_ Me papa ki baat se sehmat hun..aur apko vachan deti hun ki apki kisi baat ke liye apko naa tokungi naa rokungi..

Aanand_ Jay, Mard ki to kai biwiyaan hoti hi hai..Aur me janta hun, tumhara jo kiradar hai, wo kai ladkiyon ko tumhari aur khichega..aur ho sakta hai tum unse shaadi bhi karo..

Hum sab ne iss per raat bhar Chintan kiya hai aur hum sab iss baat ke liye sahmat hai..

Vasudhara_ Haa damad ji, hum sab ko iss baat se koi aapatti nhi hai, bas hum apni beti kaa Ghar baste huye dekhna chahte hai..

Aanand_ Jay, Mein ak pita ke roop me, apni beti ko salo tak kunwara nhi dekhna chahta..Kyuki tumhare alawa ye karne kaa sahas mujhe nhi lagta kisi aur me hai..

Me_ Aap to meri tarifo ke pul bandh rhe hai, Aanand Singh ji..

Aanand _ Chunki tum ak uttam var ho, sirf iss liye hum sab apni khushi se tumhe apna damad banana chahte hai, Jay..

Vasundhara_ Isi liye hum chahte hai, ki apke aur Ishita ke bich ak achcha rishta bane..

.....
[+] 2 users Like Babab96's post
Like Reply

@Baba96 Could you please tell me from which app or site are you creating such fantastic pic. I am also preparing to start my writing journey and i needed some good photo making site but every other i tried disappointed me.

Could you please tell me the name of the site or app you use to create such sexy and precise images.
Like Reply

(11-11-2026, 12:01 PM)Lord Obunaga Wrote:  Best story. Bahot kam stories aisi hai jinhone mera dhyan apni taraf kheecha hai aur kuch 3-4 stories hai jinhe padhkar meri dilchaspi usme through the roof hui. 

Aapki story kamal ki hai aur aapse nivedan hai ise ant tak pahocha ke hi viram dijiyega. Is story ne mujhe aisa bandha ki mai kich aur kar nhi paya in 2 dino sirf aapki sotry starting se lekar ab tak padhi hai. Aur ab agle update ka intezaar hai. 

Isme ek pal bhi aisa nhi tha jab boriyat hui ho aur har ek cheez ki detailing aur characters ki personalities especially Jay urf Prithvi ki aur Sex ke waqt galiyo ka mishran ek alag hi utsah badhata hai. 

Aaj se mujhe apna permanent story reader samajhiye. Aapke agle update ka intazar rhega.

Finally, i must say that you have mastered the art of story telling.

Ab tak toh kamal ki sotry rhi hai asha hai aage bhi aisi hi rhegi lekin jab bhi mujhe lagega mai aapko honest aur fair review bhi dunga.

Keep going!


Ok, I am glad to read your comments, keep stay in this thread long lasting..
Like Reply

(11-11-2026, 12:26 PM)Lord Obunaga Wrote:  @Baba96 Could you please tell me from which app or site are you creating such fantastic pic. I am also preparing to start my writing journey and i needed some good photo making site but every other i tried disappointed me.

Could you please tell me the name of the site or app you use to create such sexy and precise images.

They all created through the chatgpt.. But it's takes too much time and demand to much specific commands to convert your thoughts in pics..
Like Reply

Mein_ Agar aap log man bana hi chuke ho to, mein Ishita se akele me baat karna chahunga..

Vasundhara_ Jao, Ishita damad ji ko apne kamre me le jao, aur gate chaho to band kar lena, taki koi tumhen disturb naa kare..

Me_Aap logo ko itna bharosa hai ki aap hume band kamre me akele chodna chahte hai

Vasundhara_ Jo apki hai, use apke sath akele chodne me kesa sandeh..

Aanand_ Jay, hum tumhe apna damad Maan chuke hai, aur hume bharosa hai ki tum aaj nhi to kal, khud bhi, khud ko humara damad Maan loge..

Me_Iss bharose ke liye sukriya, Aanand Singh ji..

Aanand_ Hume Khushi hogi Jay, agar humari beti ke chehre per bhi wo khushi ho....jo Rajeshwari ke chahre per hai to..

Vasudhara_ Jay, me to tumhen apne damad ke roop me hi dekh rahi hun..

Aur isi bharose ke sath, Mein tumhen Ishita ke kamre me akele samay bitane ki anumati deti hun..

Jao Ishita, Jay ko apne sath le jao..

Ishita_ Ji maa..

Ishita mera ak hath pakad kar, mujhe apne sath apne room ki aur lekar chal di....

.........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Hum dono Ishita ke room me pahuche, me jakar bed ke corner per beth gyaa, Ishita ne andar pahuchne ke baad gate lock kar diya..

Me use dekhkar muskuraya..Ishita mujhe dekhte huye..

Ishita_Khol dun?

Mein_ jesa theek lage, Ishita..

Wo muskurate huye Gaye ko lock chhod kar mere pass aakar beth gayi..

Hum dono bed per baith the, Ak dam relax....

Ishita bas mujhe dekhe jaa rahi thi..Fir usne apni chuppi todi..

Ishita_ Kahiye naa aap kyaa baat karna chahte hai?

Me_ Ishita tum meri pahli patni banogi, lakin aakhri nhi, ye soch kar tumhen kesa lag rha hai..

Ishita_ Mujhe khushi hai ki mosi ne mujhe khud se aage rakhne kaa faisla kiya hai..

Me_ Iss kasam ke bandhan ko agar chhod diya jaye to tum mere baare me kyaa sochti ho?

Ishita_ Sach kahu to jab apko pahli baar dekha to laga nhi ki aap ki umar kam hai, apko dekh kar dill me ghanti baji thi..

Aur wo ghanti bahut joro se bajne lagi, jab apne jane anjane meri kasam ko pura kar diyaa..

Me_ Achcha..

Ishita_ Haa, Jay mujhe khushi hai ki mera dulha wo hai, Jise dekh kar mere dill me bhi halchal huyi thi, aur meri aankhein jis per jakar ruk gayi thi.

Me_ Ishita me tum per kitna bharosa kar sakta hun??

Ishita_ Jitna aap chahe, me apse wada kar karti hun, ki apke aur mere bich ki baatein sirf hum dono ke beech hi rahegi..

Ab mujh per bharosa karna apka kaam hai..

Me_ Hmm

[Image: file-0000000073908230984aaa79f2c0f777.png]

Ishita mujhe nihar rahi thi..

Me_ Tum mujhe aise nihar rahi ho, jese iss pal tum mujhme sama jaogi..

Ishita_ Me to yahi chahti hun.. Aakhir me bhi to kuchh salo se apne hone wale pati kaa intejar kar rahi hun..

Mene uski ankhon me dekha aur pada ki use isse pahle kabhi mohabbat nhi huyi thi..Ye ahsas uske liye bilkul Naya aur aanad may tha..

Mene uski aankhon me apne liye deewangi dekhi..

.......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Me_ Ishita, tum kuchh puchhna chahogi..

Ishita_ Mujhe pata hai ki apki dusri patni to mosi Rajeshwari hi banegi, lakin kyaa aap iske baad bhi koi shaadi karenge...

Me_ Haa! Sambhavatah 

Ishita_ Aap hum dono se shaadi to karenge naa?

Me_Haa! Sambhavatah 

Ishita_ To kyaa aap hum dono se shaadi nhi karenge?

Me_ Ishita, tum dono bahut pyari ho..lakin me yaha iss wakt, tumharey aur mere bich jo ye anjana saa rishta hai, use ak disha dene aaya hun..

Ishita_ Apne jawab nhi diya ki aap hum dono se shaadi karenge yaa nhi?

Me_ Tum dono se shaadi karna mere liye kushi ki baat hogi, Ishita..Lakin kyaa tum?

Ishita_ Puchiye naa agar aap kuchh puchna chahte hai to?

Me_ Kyaa tum sirf apni Kasam ke chalte mujhse shaadi karna chahti ho?

Ishita_ Sach kahu to nhi, Me aap per mohit hun, aap iss age me bhi itne mature hai, itne takatwar hai, Pahalwan hai..

Apki har ak adaa ne mera dhyan apki aur khincha, lakin mene khud ko sambhale rakha tha...

Me_ Fir ye sabra kaa bandh tuta kese?

Ishita_ Apne jab un chhe pahalwan ko ronda, aur naa sirf ronda, unke sariro per wo ghav diye, jo mahino tak theek nhi honge aur salo tak unhen taklif denge....

Unn ghavo ne mujhe wo sukun diya, mere salo purane ghavo per malham lagaya..

Usi pal mere sabra kaa bandh tut gyaa aur me man hi man apki ho gayi..

Me apni antar aatma se apko apna pati maan chuki hun..

Ab agar aap ne mana kar bhi diya to me dobara shaadi nhi karungi..

Me_ Ishita, kahi ye ak affection to nhi, jo sirf kuchh din tak rhe..

Ishita_ Bilkul nhi, Aap bharosa kijiye..

Me_ mein tum per bharosa karta hun, ummeed hai tum wo bharosa bana kar rakhogi..

Ishita_ Me bilkul bana kar rakhungi apka bharosa..

.......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Me_ Tum per bharosa karta hun Ishita aur tumhen apna ak sach batata hun..

Ishita_ Ji bataiye naa!

Me_ Ishita mujhe mere mata pita aur dadi bilkul pasand nhi karte

[Image: file-00000000a82081fab1cb2977cbd9be00.png]

Me_ Wajah ke tumhen abhi bata nhi sakta, Kintu ak baat humesha dhyan rakhna, tumhe mujse shaadi karne ke baad..

Kabhi saas sasur yaa apne devaro kaa pyaar nhi milega...

Ishita_ Apka to milega naa..

Me_ Haa..

Ishita_ Bas to mere liye itna kaafi hoga.

Me_Mere jeevan ke kai maksad hai, Ishita. Mere jeewan ki raah aasan nhi hogi..

Kai mahino yaa salo tak me tumse mil nhi paunga..

Ishita_ Me, intejar karungi apka, aur sada apki rahungi..

Me_ Ishita, me mar bhi sakta hun.. ye sab karte huye..

Ishita_ Wese to Aisa kuchh hoga nhi, lakin agar aisa kuchh hua bhi, to me sada apki ho rahungi..

Me_Ishita, mere jeewan me kai mahilaye hongi, jinse mere sambhandh honge, aur jo mere bister me, mere neeche hongi..

Ishita_ Apki patni hone kaa sobhagya to hume hi milega naa, apke bachcho ki maa to hum hi banenge naa..

Me uss chij ke liye apko kabhi nhi rokungi..

Me_ Ishita, tum abhi mujh per mohit ho, iss liye bol rahi ho aisa..

Ishita_ Me iska jawab apke karib aakar dena chahti hun..Me apki bahon me aana chahti hun..

Me_ Aao Ishu...

Ishita_ Mujhe ye nick name achcha laga..

Me_ To aa jao Ishu..

Wo mere karib aa gayi....aur mene use baho me le liya..

[Image: file-00000000ed0c820bae9e59842071a7b0.png]

.......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Nice job abhi to purane update hi repeat ho rahe hain modified hoke khair agle update ka besabri se intjar rahega
[+] 1 user Likes Skb21's post
Like Reply

Mujhe lgta hai ab writer ka interest nahi hai iss story mein isiliye dusri new stories start kar ke un par to update lagatar ho rahe hain but yahan sukha pada hai so ab kya hi kaha ja sakta hai writer ki apni marji hai jo chahe kare
Like Reply

 Pass aaye hi usne apna ak hath mere balo per rakha aur bade pyar se mujhe chumne lagi..

Ye chumman kafi lamba chala..

[Image: file-000000008b58821185d6c44fb963fb1e.png]

Main: Not bad Ishita, I like it..

Ishita: Aap bhi naa, tang khich rhe hai meri..

Main: Arey nhi Ishu..Me janta hun jawani me apke partner ke liye intejar karna behad tadpane wala hota hai..

Kintu tumhen ab tadpane ki jarurat nhi hai, me hun naa..

Usne sharam se aange niche kar li..

Main: Ishu agar tum ijajat do to me chahta hun ki humare ango kaa milan ho..

Ishita: Lakin me shaadi ke baad hi apna kunwara pan dur karna chahti hun..fir bhi agar aap chahte hai ki hum kuch karein to, jesa aap chahe..

Main: Me tumhari baat se sehmat hu, bas me tumhe wo chij mehsus karana chahta hun, jo mere pass hai..

Ishita: Achcha 

Main: Hmm

Phir achanak se Ishita ne mere shirt ke batan kholna chalu kar diye..

Aur phir kyaa tha ye mere liye green single tha.. kuchh hi pal me hum dono nange the aur kambal me the..

[Image: file-000000002e3c820895e20b786c6c0d94.png]

Mera lund apne charam per tha..

Main uske pure badan kaa chhu chuka tha apne hato se, ak ak ang ko, chahe wo mamme ho yaa chut..

Main: tum chhu kar dekh sakti ho, Ishu..

Ishita: Mujhe sharam aa rahi hai..

Main: iss wakt hum dono bina kapdo ke hai, phir bhi sharam..

Phir usne ahiste mere khade lambe aur mote lund ko chhua..

Ishita: ye to bahut lamba aur mota hai, ye meri chhoti si usme kese jayega?

Main: Jayega meri Ishu..

Ishita: Kyaa me ise thodi der khel sakti hun..

Main: Kyun nhi, iss per tumhara bhi hak hai..

Dost, uss kamre me aisa mahol bana ki chudai ke alawa sab kuchh ho raha tha..

Mene uske hothon kaa chumman lena chalu kiyaa...

Phir aahiste uski gardhan ko chumte huye me aa gyaa..

Uske mammo per, wo kisi pake huye aam ki bhati apna pura aakar le chuke the..

jese hi mene uske nipple ko chuma wo sihar uthi..

mere kaan me boli..

Ishita: Aise agar aap mujhe pyar karenge to me khud ko rok nhi paungi..

Please ab isse jyada mat kijiye naa..

Main: Theek hai.. lakin tum ak kaam jarur karo Ishu..

Ishita: Kyaa?

Main: Mere lund ko bhi wese hi pyar do jese tum apne hothon se mujhe de rahi thi..

Ishita: Aap mujhse shaadi naa karne kaa koi bahana dund rhe hai kyaa?

Main: Aisa kyun Ishu?

Ishita: Tabhi to aap wo karne ke liye bol rhe hai, jiske baare me naa kabhi mene suna aur naa socha....

Main: Me bas tumhe apne rang me dhal rha hun, Ishu..

Ishita: Me already apke rang me rang chuki hun, naa Jay..

Main: Theek hai..chalo ab hume bahar chalna chahiye, sab log intejar kar rhe honge..

Ishita: Kyaa aap naraj ho gye hai, mujhse..

Main: Nhi Ishu, Bilkul nhi....

Ishita: Rukiye, me chus to nhi paungi, Kyu ki mere liye ye bada ajib hai, but me use chum leti hun..

Ishita ne mere lund ke upari hisse ko chuma aur wo khud bhi sihar uthi......

Ishita: Aap jo chahoge me wo karungi shaadi ke baad, aap ye sab karwa ke ye naa soche ki me shaadi ke liye mana kar dungi..

Bas itna bolte hi wo wapas mujhe chumne lagi..

Ak achcha chumman karne ke baad, hum log taiyar huye kapde pahne, dono ne ak dusre ko vyavshthit kiya aur bahar aa gye..

Bahar aaye to Lakshya, Aanand aur Vasundhara khade the..

Aanand: umeed hai Jay, apko iss baat chit ke baad apna man banane me aasani hogi..

Vasundhara: Jay, apke liye ak uttam vadhu hai meri beti..

Main: Ji, ab me aap logo se aagya chahunga..

Mene Ishita ko pyar se dekha, aur uske karib jakar uske sir ko chumte huye use bye bola..

Main: ummeed hai, mere iss kratya se aap logo ko apna jawab mil gyaa hoga..

Aanand, Vasundhara, Lakshya aur Ishita khushi se jhum rhe the..

me waha se nikal aaya..

........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Jese hi me Ishita ke pass se nikla mene aangan me Jane ki sochi, lakin fir mujhe khayal aaya ki jis chut ko mene Raat bhar daba ke chodi hai, uske haal chaal to le lu jaane se pahle..

To me sidhe Charulata ke room me pahucha..

Uss wakt wo bed per leti huyi thi..

Meri aahat aate hi wo uthi..aur mujhe dekhtey huye boli..

Charulata_ Mujhe pura bharosa tha ki tum mujse bina mile nhi jaoge..

Me_ Jo kal raat ko tumne mujhe itna pyar diya, uske baad tumhen najar andaaz nhi kia jaa sakta meri Jaan..

Charulata_ Aap to bahut romantic ho rhe ho subhah subhah, aap humesha hi mud me rahte ho kyaa?

Me_ Tumharey liye me humesha mud me hi rahunga..

Charulata_ Achacha!

Me_ Tabiyat theek hai tumhari?

Charulata_ Chut aur gaand dono suja di hai apne maar maar ke, fir bhi puch rhe ho..ki meri tabiyat kesi hai..

Me_ to fir tum taiyar hokar kyun aaram kar rahi thi, aur abhi khadi kyun ho, itni katil ban kar..

Wo meri aankhon ke samne khud ko dikhane lagi, alag alag angal se..

[Image: file-00000000dd78821183e156757196c233.png]
[Image: file-000000003f608211884f7597dea21338.png]


Charulata_ Kesi lag rahi hun Jaan?

Me_ Katil meri jaan, jitni bawal tumn aage se lag rahi ho, utni hi piche se bhi..

Man to kar rha hai iss wakt hi chodna chalu kar dun tumhen..

Charulata_ To aaiye naa jaan me apko mana kar sakti hun kyaa?

Me_ Achcha subhah subhah tumhara, raat bhar ki itni damdar chudai ke baad bhi taiyar hona, Kyaa chahat hai iske piche..

Charulata_ Me chahti thi, ki aap mujhse mil kar hi jaye, aur uss Nirbhay ki gaand subhah subhah hi jal uthe, mujhe suhaagan dekhkar..

[Image: file-00000000101482119dc88ea358889fed.png]

Me_ Tum bhi badi badmash ho charulata....Pahle hi wo salo se tadap rha hai tumhari lene ke liye aur ab tum use ye jhatka dena chahti ho..

Charulata_ Badmashi to aap kar rhe hai, apne hi to raat ko mujhe suhagan banaya aur suhagan ki tarah rehne kaa aadesh diyaa..

Aur ab aap hi ched rhe hai mujhe.

Ye kahte huye wo meri baho me aa gayi..

Charulata_ Kal tumne mujhe apni deewani bana liya hai, Jay.
ab me wahi karungi jo tum chahoge..

[Image: file-000000007fa08211a0445fa46359f9b3.png]


Me_ Achcha!

Charulata_ Haa!

Tabhi kisi ke jhuto ki aahat huyi...

Ye janab aur koi nhi, Charulata ke pati, Nirbhay Singh the..

Iss wakt charulata meri baho me thi, aur hum ak dusre se baat kar rhe the...

Charulata_ Tumhari baho me sukoon hai Jay..

Nirbhay Singh andar aate hi..

Nirbhay Singh_ Kyaa ho rha hai yaha?

[Image: IMG-20261007-160055.png]

Charulata_ Tumhen dikh nhi rha, ak mard ki baho me uski daasi usse pyar kar rahi hain..

Nirbhay_ Jay, tumne iss nakchadi aur belagam ghodi ko ak raat me kese vas me kar liya..

Ye kaam me salo me nhi kar paya..

[Image: IMG-20261007-160044.png]

Charulata_ Mardangi hoti tumme to tum bhi kar lete, Nirbhay 

Nirbhay_ Tu mujhe prayapt pareshan kar chuki hai, Ab meri jindagi me tera koi sthan nhi bacha..

Me_ Wada yaad hai naa, Nirbhay Singh ji..

Nirbhay_ Yaad hai, Aaj se ye tumhari huyi..aur dusra wada bhi me jarur pura karungaa..

Charulata_ Agar me inki huyi, to jara me inhen apne andaaz me vidai bhi de dun..

Charulata mujhe chumne lagi....

Nirbhay wahi khada sab dekh rha tha..

[Image: IMG-20261007-160032.png]

Nirbhay_ Jay, me iss raand se chhutkara chahta hun..

Me_ Nirbhay, Iska aur apka aaj se koi sambandh nhi hai, aur ye meri amanat hai, iss haveli me apke pass.. iske liye iss tarah ke abhdra sabdo kaa prayog sununga nhi me..

Ye apki pahli aur aakhri galti hai..

Nirbhay_ Maaf karna Jay..

Charulata_ tum ak number ke....

Mene use beech me rok diya, kiss karke..

Me_ Charulata, Inhe Jalil karna band karo, ye vyakti itna bhi bura nhi jitna tum ise apne man me maan bethi ho..

Nirbhay_ Jay, mujhe isse samajik tor per chhutkara chahiye, mera isse talak karwa do..

Charulata_ Haa, Ab Jay se milne ke baad me bhi samaj me tumhari biwi kahlane se jayda, Jay ki daasi kahlana pasand karungi..

Nirbhay_ To de do mujhe talak aur apne unn haramkhor bhaiyon ko bhi samjhao jakar ki tum khud mujhse talak lena chahti ho..

Charulata_ Kyun dar gye mere bhaiyon se, Isi liye me tumhen namard kahti hun Nirbhay..

Agar tum himmat dikhate, mere bhaiyon kaa sath lete aur dobara uss Jaswant se ladte to shayad tum jit jate aur me tumhari hoti.. itne salo tak mujhe vivahit vidhwa ban kar naa ghumna padta..

Nirbhay_ Mere man me ab tumhare prati koi ikchaa nhi hai, Charulata..

Charulata_ Me bhi tumse koi sambandh nhi chahati, Nirbhay..

Me_ Tum dono ko Kuchh samay shanti bana kar rakhni hogi..

Uchit samay aane per me wo kar dunga, jo tum dono chahte ho..

Nirbhay_ Iske bhaiyon ko tumhe hi sambhalna hai, Jay..

Me_ Tum unki tension mat lo Nirbhay, wo bhi sambhalenge..

Warna unki gus thaki kaa harjana unki biwiyan bharegi..

Nirbhay_ Chalo Jay, tumharey Dadaji. tumhara intejar kar rhe hai.. Iss baatchit kaa to koi ant nhi hai..

Me_ Theek hai, Nirbhay Singh ji.. Chalte hai

Nirbhay_ Chalo..

Charulata_ Jaan apna khayal rakhna aur mujhe apnane kaa rasta jarur dund lena..

Mene usko achche se chuma, uske chuthado ko masla..

Nirbhay Singh ke sath chal diyaa..Niche utarte wakt mene Nirbhay se kaha..

Me_ Nirbhay Singh ji, mein apse ak wada chahta hun..

Nirbhay_ Kesa wada?

Me_ Meri iss ghar me 3 amante hai..apko unki suraksha kaa khayal rakhna hai..

Nirbhay_ Me samjha nhi!

Idhar charulata bhi humare piche piche sidiyon tak aa gayi thi..

Charulata_ Rajeshwari, Ishita aur me Charulata..

Me_ Tum jakar aaram karo, Charu...

Charulata_ Ji..

Me_ Nirbhay Singh Ji, Ye teeno amante meri humesha salamat rhe aur inke sath kisi bhi prakar kaa koi dur vyavhar naa ho..

Ye khush rhe iss ghar me, ye aap sunishchit karenge..

Aur sabse important, inke bistar me koi, yaa ye kisi aur ke bistar tak nhi pahuchni chahiye..

Nirbhay_ Me inki suraksha kaa dhyan avashya rakh sakta hun kintu, iss baat ko me kese sunishchit karunga ki, ye kisi aur se ham bistar naa ho?

Me_ Apko bas najar rakhni hai.. Kuchh bhi sandeh ho to mujhe batana hai..

Kar payenge ye aap?

Nirbhay_ Tumhe humare liye Jaswant se loha mol liya hai, ye to me kar hi sakta hun, tumharey liye..

......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

.......

Jab me Nirbhay Singh ke sath neeche utar kar aaya.. to dekha samne ak bike khadi thi, Ak bullet, jo ki puri tarah se new lag rahi thi..

Meri najar uss gaadi per thi aur Jeevan Singh, Dadaji aur baki mojud logo ki najre mujhe per thi..

Jeevan Singh_ Jay, ye gaadi mene apne pariwar ke uss sadasy ko dene ke liye li thi, jo apni kushti se Mera dill jit leta.. ye kaam iss ghar se to koi nhi kar paya.. kintu tumne kiya aur chunki tum ab iss ghar ke hi ak sadasya ho..

Me ye bullet tumhen dena chahta hun..

Dadaji_ Me iss tofe ke liye apko mana nhi karunga, Jeevan Singh ji..

Dadaji ne muskurate huye kaha..

Me_ Iss tofe ke liye to me bhi apko mana nhi karunga, Jeevan Singh ji..

Aur sab hasne lage, waha ak Khushnuma mahol ban gyaa..

[Image: file-0000000080b08211b15832241c333dfb.jpg]

Iss wakt Ghar kaa har sadasya yaa to aangan me mojud thaa, yaa phir haveli ki balcony me, aur sab ki najre mujh per hi thi..

Chahe aaurate ho yaa mard..

Tabhi ak nokar aaya, malik nasta taiyar hai..

Jeevan Singh_ To laao phataphat, humare mehman bhukhe pet nhi Jane chahiye..

Wahi aangan me bitha kar hum logo ko nasta karwaya gyaa..

Nasta karne ke baad dadaji...

Dadaji_ Jeevan Singh ji ab hum jaane ki aagya chahenge..

Jeevan Singh_ Theek hai, Pahalwan sahab chaliye me aap logo ko Ghar tak chhod kar aata hun, bullet nokar chala kar le aayega..

Dadaji_ Nhi, Jeevan Singh ji.. mujhe lagta hai Jay Ise khud chalakar le jana chahta hai..aur me bhi uske sath beth kar chala jaunga.. aap chinta naa kare..

Me_ Ji dadaji, aapne mere man ko pad liya hai, me khud ise chala kar le jana chahunga..

Jeevan Singh_ Jesi apki marji pahalwan Sahab..


Phir unhone mujhe chabi di bullet ki aur humne sabse vida li sabko bye bolaa...

Sabse bye bolne ke baad hum gaadi per beth kar solanki haveli se apne gaanv, apni Ghar ki aur nikal liye..

[Image: file-000000008ba8820799887b25a506b95b.png]


...........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Jeevan Singh ji kaa gaanv jese hi humne cross Kiya, Raste me, Meri aur Dadaji ki baatchit chalu huyi..

Dadaji_ Jay, wese to ye pariwar mujhe ak chakravyuh ki tarah lag raha hai, Jisme agar tum ghuse to ye tumne apne andar hi ujha kar rakhna chahega..

Me_ Apne Arjun ko taiyar kiya hai yaa Abhimanyu ko dadaji..

Dadaji_ Swayam Arjun ko taiyar kiya hai mene to..

Me_ Phir bhi aap chintit hai..

Dadaji_ Kyaa karu beta, tumhara dadaji hun, chinta to hogi hi...

Me_ Wese aap mujhe ye bataiye ki Jeevan Singh apse bahut der tak baatchit kar rhe the, kyaa baatchit huyi aap dono ke beech..

Dadaji_ Haa, Jeevan chahta hai ki tum uske damad ban jao..

Me_ Wo Rajeshwari aur meri shaadi karwana chahta hai Kyaa?

Dadaji_ Sirf Rajeshwari se hi nhi, Ishita se bhi...Wo chahta hai ki tum Ishita se shaadi kar lo.. to uske pass do option honge Rajeshwari ki shaadi ke liye, Ak tum aur ak Yuvraj..

Me_ Wo abhi bhi yuvraj ke baare me soch rha hai..

Dadaji_ Use lagta hai, ki tumhari jindagi me bahut aaurate aayengi aur in sab me tum uski beti ko wo pyar nhi de paoge jo shayad ak akela vyakti use de sakta hai..


Me_ Wese Dadaji, mere uss pariwar ke damad banne me Jeevan Singh ko kyaa fayda najar aa rha hai?

Dadaji_ Uska fayda hi fayda hai Jay, ye dono hi bahut jiddi ladkiya hai..

Rajeshwari ko itne salo me Jeevan Singh mana nhi paya, kisi se Shadi karne ke liye..

Tumse milne ke baad wo ab jakar mani hai..

Wahi haal Ishita kaa bhi hai..

Ishita ke mamle me to, Jeevan Singh jyada chintit hai, kyun uski kasam Rajeshwari ki kasam se bhi jyada muskil hai..

Jaswant ak vyakti hai, use to phir bhi jese tese koi hara sakta hai, lakin uske jese hi che pahalwano ko ak ke baad ak harana, ye koi aasan kaam nhi hai..

Me_ Dadaji apko nhi lagta ki wo Jaswant se aur Jaswant jaiso se apne pariwar ki suraksha ke liye bhi mujhse rishta jodna chahta hai..

Dadaji_ Haa, ye baat sach hai Jay..

Me_ Mujhe lagta hai, Chunki apne unhen mera sach bata diya hai, to unhe mere ghar Jamai banne ke sahaj aasar najar aa rhe hai, jinme unka fayda hi fayda hai..

Dadaji_ Haa ye to hai Jay..Tumse rishta jod kar use bahut kuchh milega..

Me_ Aur mujhe dadaji?

Dadaji_ Nuksaan tumhara bhi kuchh nhi hai, isme Jay.. mere ghar me tumhen jo jillat milti hai, usse to tumhen chhutkara mil hi jayega..

Me_ Mujhse aur kyaa chahte hai, Jeevan Singh ji..

Dadaji_ Tumhein uski biwiyon ko nhi chodna chahiye tha Jay..wo bhi uski ankhon ke samne...

Me_ Kyun?

Dadaji_ Wo tumharey aage sirf un aaurato ko parosane wala tha.. jinko wo maa bante dekhna chahta hai..

Lakin tum to kisi ko chhodne ko taiyar nhi ho..

Me_ Kyaa karun dadaji, ye lust hi aisi hai..

Dadaji_ Jay, Jeevan Singh achche se janta hai, ki tum uske ghar ki kisi chut ko nhi bakchhoge, jahe wo uski betu ho biwi hi, bahu ho yaa uski bahne ho..

Bass isi liye wo chahta hai ki tum Ishita se shaadi kar lo, aur Rajeshwari kisi tarah se Yuvraj se shaadi karne ke liye Maan jaye bass..

Me_ Rajeshwari sirf mere bachcho ko janam degi dadaji..

Dadaji_ Haa, wo kaam to wo Yuvraj se shaadi karke bhi kar sakti hai..

Me_ Dadaji, mujhe thoda samay chahiye, vartman aur bhavishya me taal mel bithane ke liye..

Dadaji_ Theek hai Jay, tum apna samay lo, lakin ak baat yaad rakhna, Ye hatiyar sambhal kar rakhna, jo Nirbhay aur Chandrabhan ne diye hai..

Tumhare room me vikram ke bachcho kaa aana jana laga rahta hai, ye kahi unke sath naa lag jaye..

Me_ Ji dadaji, me iss baat kaa khayal rakhunga ki ye hatiyar mere alawa kisi aur ke hath naa lage..

Dadaji_ Jay, tere in ghhavo ko dekhkar ghar per koi Sangram naa ho jaye..

Me_ Matlab? Dadaji

Dadaji_ Ab tak to khabar ghar pahuch gayi hogi ki tumne Jaswant aur uske aadmiyon ke sath kyaa kiya hai..

Me_ Ghar kese?

Dadaji_ Tere chacha kaa dost..

Me_ Mene use mana kar diya tha dadaji, ki wo ghar per chacha ko kuchh naa bataye....

Dadaji_ Fir theek hai.... wese ak baat bata kyaa tu chahta hai, Rajeshwari aur Ishita se shaadi karna..

Me_ Haa, Dadaji.. mujhe lagta hai ki ye mere jeevan me khushiyan layengi aur mera shahara banegi..

[Image: file-000000008cb48206a22f6c17ee76b241.png]

Dadaji_ Ye jante huye ki ye tere jeewan ki suruaat matra hai...

Me_ Haa, Dadaji..2 aisi samarpit biwiyan kaha milegi mujhe, jo kunwari ho, jo mere pyar me pagal ho, aur jo mujhse meri aazadi bhi naa chhine..

Dadaji_ theek se soch lena, Jay.. ye nirnay badle nhi jaa sakte..

Me_ Ji dadaji, mujhe inse saadi karne ki chinta nhi hai, inse saadi ke baad me inka kharch kese uthaunga, mujhe iss baat ki chinta hai..

Dadaji_ Tum 250 Acer jamin ke malik ho Jay, tumhe aamdani ki chinta karne ki jarurat nhi hai..

Me_ Kyaa baat kar rhe hai, dadaji aap, ye sach apne aaj tak mujse chhipa kar rakha hai?

Dadaji_ Me tumhe sahi samay per batana chahta tha..

Me_ Kyaa apne kharidi hai mere liye?

Dadaji_ Ye jamin Banjar padi hai jay, tumhare pita ne kuch garib kisano per daya karke ak basti ke sabhi login se jamin kharid li thi aur unhe sahar me basa diya tha.. uss wakt tak waha pani uplabdh nhi tha kintu, vartman me stithi badal gayi hai..waha se 5KM dur tak nahar kaa pani pahuch chuka hai..

Agar tum kosis karo to tumhare wo khet bhi upjau ho sakte hai....

Phir tumhen aamdani ki chinta nhi hogi..

Me_ Theek hai dadaji, aap mujhe uss jamin per le chaliyega....

Dadaji_ Bilkul Jay..

Me_ Wese Dadaji , Aur kyaa kaha Jeevan Singh ne apse?

Dadaji_ Unki kuchh bahuye, apne mayke jakar baithi huyi hai, bachche naa hone ki wajah se..

Wo chahte hai, tum unhen mayke se wapas lao, raando ki tarah chodo..aur maa banao....

Unke mayke jane ki wajah se jo Jeevan Singh ki ijjat kharab huyi hai Samaj me, usme sudhar ho..

Me_ Kyaa wo sab wapas aayegi, aur agar aayegi bhi to mere kahne per kyun aayegi?

Dadaji_ Wo sab Jeevan Singh kaa kaam hai, ki wo unko kese wapas lata hai. Agar wo tumse kahe bhi to tum usse yahi kahna ki aap unhe apni haveli me le aaiye baki me sambhal lungaa..

Me_ Apko kyaa lagta hai, wo laa payega unhe wapas, kyuki mujhe lagta ki usme bhi mujhe hi aage kar dega wo?

Dadaji_ Pata nhi, Jay, lakin wo lagbhag, 90 dino tak tumhen chahta hai, apne ghar me..

Taki uska vansh aage bade..

Uske sabhi pote tumse kushti sikhe, aur unki himmat dobara khadi ho.. taki Jaswant dobara uske pariwar per haawi naa ho sake..

Me_ theek hai.. samajhte hai..aur dekhtey hai aage kyaa hota hai..

............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

....


Aise baatein karte huye hum pahuch gye apni haveli..

Jab hum ghar pahuche..mene gaadi haveki ke bahar khadi kar aur dadaji ke sath haveli ke andar enter hua..

Waha pahle se Dadi Vimla, Tai Laxmi mojud the..

Hume dekhtey hi Vimla devi gusse se boli...

Vimla Devi_Ye kyaa haal bana ke aaya hai ye ladka.kisse maar kha kar aa rha hai hai ye namkul?

Jaane kin kin logo se dushmani le rha hai.

Aur aap ise shay de rhe hai, aisi hi Shay apne vikram ke baap Arjun ko bhi di thi, uska parinaam hum sab jante hai..

Ye ladka mere pariwar ke liye khatra banta jaa rha hai..ab me ise iss ghar me bardasht nhi karungi..

Dadaji_ Shant ho jao Vimla..

Vimla Devi_ Kyaa shant ho jau, ye manhus jab se ghar me aaya hai, tab se mere man ki aur mere jeevan ki shanti chali gayi hai..

Me nhi chahti ki iss manhus ki wajah se mere bachchon aur poto ke sath kuch galat ho..

Ise isi wakt ghar se nikalo tum..me iska muh bhi nhi dekhna chahti...

Dadaji_ Shant ho jao Vimla..

[Image: file-000000001f488211a869f1774a36eb18.png]

Vimla Devi_ Jab tak ye iss ghar me hai, Kuchh bhi shant nhi ho sakta, ise bhagao iss ghar se abhi ke abhi..

warna me khud ise aur iske saman ko ghar se bahar fenk dungi..

Jab ye manhus apna sach janta hai to laut kyun nhi jata apne maa baap ke ghar, kyun musibate khadi karna chahta hai, ye humare liye..

Dadaji_ Vimla Bas karo.. usne jo kiya hai Aaj Tak meri marji se kiya hai, use dosh dene se achcha hai ki tum mujhe dosh do..

Vimla devi_ Tumne kaha tha ki ye tab tak hi yaha rahega, jab tak ise iska sach tum khud nhi bata dete..

Ab jab ye apna sach janta hai, aur hum sab bhi ye baat jante hai, ki ye jaan gya hai, khud ke baare me..

To kyun jhele hum ise..isko yaha se rawangi dijiye Pahalwan sahab warna apki betiyan to apse khafa hai hi, apke bete bhi sakal nhi dekhenge apki..

Dadaji_ Vimla shant ho jao, Ise 5 din aur bardast kar lo, agle 5 dino me, mein Jay ki vyavastha kahi aur karwa dunga..

Jay tumhen aajse chhate din yaha najar nhi aayega..

Vimla Devi_ Me to ise iss gaanv me hi nhi dekhna chahti..

Dadaji_ Ye abhi sambhav nhi hai, Vimla..

Vimla_ Theek hai, agar ise iss gaanv se bahar dekna sambhav nhi hai to  ghar se bahar nikalo..

Me ye baat sun kar khud ko shant rakhtey huye andar chala gyaa..

[Image: file-00000000b94c82119591f4bc051f2f99.png]

Vimla_ dekh rhe ho iss haramkhor ko kuchh farak nhi pad rha hai, kese meri bato ko najar andaj karte huye andar chala gyaa..

Baldev Singh, tum kaan khul kar sun lo, yaa to ab tumhare jeewan me ye rahega yaa me..aur mere bachche..

Nirnay tumhara hai..aur ak baat dhyan rhe.. ak bhi kharoch agar aayi iski wajah se mere bachchon yaa poto ko, to me ise jinda jala dungi...

........
......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

(14-11-2026, 08:25 AM)Skb21 Wrote:  Mujhe lgta hai ab writer ka interest nahi hai iss story mein isiliye dusri new stories start kar ke un par to update lagatar ho rahe hain but yahan sukha pada hai so ab kya hi kaha ja sakta hai writer ki apni marji hai jo chahe kare

Dost mujhe lagta hai tumhe ye batane ke liye ki ye story mere liye kitni important hai, ye kuchh update kaafi hai...
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply
113,283 views




Users browsing this thread: 7 Guest(s)