Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 2.77 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Fantasy BANNA KI JAWANI - Complete storyRunning

Jeevan Singh_ Jay tumhe yaha lane ki kai wajah ho sakti hai, lakin un wajaho me base mahatvapurna wajah, Rajeshwari hai..

Jab me isko dekhta hun, mujhe apni har yaad aati hai..

Mujhe mehsus hota hai ki me chhah kar bhi apni beti kaa ghar nhi basa sakta..

Maine saamne dekha... Rajeshwari shaant khadi thi. Unke chehre par ek gambhirta thi, lekin aankhon mein apne parivaar ke liye gehri fikr saaf dikh rahi thi.

Jeevan Singh_ Jay, ye 45 saal ki ho chuki hai, aur iske jeevan me jo khali pan hai, wo mujhe kisi teer ki tarah chubta hai..

Me_ Namaste Rajeshwari ji.

Rajeshwari_ Namaste, Jay.

Jeevan Singh_Jay, iski Kasam ne iske jeevan ko iss mod per laa kar khada kar dia hai ki, ye akeli khadi hai, iss umra me bhi

Ye khud tumhen apni kasam ke baare me batayegi..

Rajeshwari ne apne pita ki taraf dekha... phir meri taraf.

Rajeshwari_ Ji, Pitaji.

Jeevan Singh_ Tum dono baat kar lo...

Main zara andar jaakar Nirbhay aur Chandrabhan se kuch baat karta hoon. chaliye Baldev Singh ji, chalo meri Betiyon..

Hum dono ko waha akela chhod kar Jeevan Singh, aur baki sab wahan se andar chale gaye.

Dadaji bhi jeevan Singh ji ke sath chale gaye..

Aangan mein kuch pal ke liye khamoshi chha gayi...

Rajeshwari meri aankhon me dekh rahi thi aur me bhi use dekh rha tha...

[Image: file-000000008dd081f58cfa3d7ea3dd16a1.png]

Rajeshwari_ Jay, tumhe shayad meri kasam ke baare mein Pitaji ne bata diya hoga.

Me_ Thoda sa... lekin main tumse khud sunna chahta hoon.

Rajeshwari ne saamne rakhe sofe ki aur ishara kiya.

Rajeshwari_  Waha beth kar baat karein..

Me_ Ji chaliye..

Main sofe per baith gaya... Rajeshwari bhi pass me baith gayi.

Wo kuch der chup rahi fir boli..

Rajeshwari_ Maine kasam khai hai ki main shaadi usi aadmi se karungi jo Jaswant ko haraayega.

Me_ Jeevan Singh ji ne bataya tha... lekin main samajhna chahta hoon ki aapne aisi kasam kyun khai.

Rajeshwari fir kuch pal chup rahi. uske baad boli...

[Image: file-00000000e97481f59e46abd4c7118346.png]

Rajeshwari_ Kyunki mere liye Jaswant sirf ek pehalwan nahi hai, Jay... woh mere parivaar ke liye ek bahut kadvi yaad hai.

Me_ Aapke bhaiya Nirbhay Singh ke saath jo hua... usi ki wajah se?

Rajeshwari_ Sirf mere bhaiyaa ke saath nahi hua tha..

Rajeshwari ki awaaz mein pehli baar teekhaapan aa gaya.

Rajeshwari_ Usne meri bhabhi Charulata ko bhare bazar rok kar battmizi ki, jiska parinaam hai ki wo aaj bhi jaswant ki haar kaa intejar kar rahi hai, naa mangalsutra dharan karti hai naa sindoor..

Bhabhi ke sath huye dur vyavhar kaa badla lene ke liye jab mere bhai aur jija ji gaye, to usne mere bhaiyon, jijao ko buri tarah pita tha... unka hausla tod diya tha.

Aur jab mere pita unke saamne khade hue... tab usne unhe bhi nahi baksha.

Me_ Jeevan Singh ji ko bhi?

Rajeshwari_ Haan, usne unhe bhi mara, unn per bhi apni kushti ke daav lagaye..

Rajeshwari ne gehri saans li.

Rajeshwari_ Mere liye woh din mere jeewan kaa sabse kala din hai, Jay.

Uss, Din maine apne pita ko, apne bhaiyon ko... apne parivaar ko us aadmi ke saamne apmaanit hote dekha tha.

Me_ Aur tab aapne faisla kiya ki jo Jaswant ko haraayega, usi se shaadi karengi?

Rajeshwari_ Haan, tum bilkul sahi samjhe Jay..mene usi din ye kasam khai thi..

Me_ Lekin Rajeshwari ji... shaadi bahut bada faisla hai. Sirf Jaswant ko hara dena kisi aadmi ko aapke layak kaise bana deta hai?

Rajeshwari ne meri taraf dekha.

Rajeshwari_ Jay wo faisla gusse aur dard me liya gya faisla hai..

Me_ Ji?

Rajeshwari_ Jay, uss din me bahut dukhi thi, aur jo Kuchh hua tha uss wajah se..

Me_ Kyaa iske alawa bhi koi karan hai?

Rajeshwari_ Mera rishta uss wakt tay tha Jay, Jis ladke se meri Saadi honi thi..wo khud bhi pahalwan tha..

Lakin wo ak number kaa darpok nikla, uss din wo bhi mere ghar me mojud tha, jis din ye ghatna ghati..

Jab mere bhai aur jijaji, pitaji ke sath Jaswant se ladne jaa rhe the, tab wo yahi mojud tha, isi aangan me..

Lakin usne saaf sabdo me mana kar dia, Jaswant se ladne ke liye, aur jab mene iss vishay per usse baat ki to usne, rishta tod dia, ye bol kar ki me pahalwan hun, me kushti pahalwano se kar sakta hun, uss rakchas Jaswant se nhi..

Use to koi khukhar mard hi hara sakta hai, tumhare bhai aur jija sab pit kar aayenge waha se..

Me jeevan bhar ki dushmani nhi le sakta tumharey liye Jaswant se..

Me_ To ye sabse badi wajah hai tumhari Kasam ki..

Rajeshwari_ Haa, Jay... jab wo chala gya, aur pitaji, aur baki sab log pit kar aaye, tab nene gusse me ye kasam khai ki me uss mard se hi shaadi karungi, jo us Jaswant ko harayega..

Me_ To wo mard tumharey pass me betha hai, Rajeshwari..

Wo ye sun kar chouk gayi..

[Image: file-00000000641081f594d8752ffcb3c598.png]

Kuchh der tak wo kuchh nhi boli..

Rajeshwari_ Jay, tum umra mujhse kaafi chhote ho, aur humare bich Saadi kaa sambhandh nhi ho sakta..

Me_ Mene haraya hai, Jaswant ko matra ak hafte pahle aur tumhari kasam ke anusar tum uss mard se shaadi karogi jo Jaswant ko harayega..

To aao kar lo mujhse shaadi..

Rajeshwari_ Jay, meri kasam ke anusar to mujhe tumhen moka Dena chahiye, shaadi karne kaa mujhse..

Me_ Moka??

Rajeshwari_ Ye kasam mene kul devi ko sakchhat man kar li thi Jay..

Aur jab iss kasam ke baad pitaji bahut bechain huye to unhone, isme rahat aur rasta mangalsutra kul devi se..

Tab unhone apne dut ke madhyam se ye kaha ki, agar wo var mujhe yogya nhi lagta to me agle var kaa intejar kar sakti hun..

Bas mujhe har var ko moka dena hoga khud ko sabit karne kaa..

Dusra unhone ye kaha ki agar koi Var khud mujhse saadi se inkar kar deta hai, to me aazad ho jaaungi..

meri iss kasam se..

Me_ Achcha, to tum aur tumhare pitaji chahte hai ki me, jaswant ko harane ke baad, tumse shaadi karne se inkar kar dun..

Aur tum aazad ho jao, apni Kasam se...fir tum apne man chahe var se shaadi kar sakti ho..

Rajeshwari_ Haa, Jay iss liye mujhe har uss vyakti ko ak moka dena hoga aur fir ye mera nirnay hoga, ki me usse shaadi karna chahti hun yaa nhi..

Main kuch pal chup raha.

Me_ Toh tumhari shaadi ki ichchha ab bhi hai?

Rajeshwari ke chehre par ek halki si udaasi aa gayi.

Rajeshwari_ Kaunsi ladki nahi chahti ki uska apna ghar ho? Apna saathi ho? Apne bachche ho? Aur wo sukhi ho?

Me_ To tum shaadi karna chahti ho?

Rajeshwari_ Haa, Main bhi chahti hoon, Jay. 
Bahut chahti hoon.

Lekin main apni shaadi kisi darr, majboori ya parivaar ke dabaav mein nahi karna chahti.

Me_ Jab tum shaadi karna chahti ho, aur tumhare pariwar ke any sadasya bhi jeewan me aage bad gaye hai, to tumme aaj bhi Jaswant ke khilaaf itna gussa kyun hai?

Rajeshwari_ Gussa hai... bahut hai.

Rajeshwari_ Kyuki wo uss ghatna se baaj nhi aaya, usne samay samay per sabko pareshan ki, mere pitaji ko, mere bhaiyon ko, mere jijao ko, in sab ke beton aur damado ko bhi..

Mera bas chale to me aag laga dun use..

Me_ Tum usse itni nafrat karti ho?

Rajeshwari_ Nafrat se zyada... mujhe uske ki huyu harkato par gussa hai.

Rajeshwari_ Usne mere bhaiyon ko pita... mere pita ko chunauti di... aur use laga ki Solanki parivaar uske saamne kuch nahi hai.

Jabki wo khud bhi isi Solanki pariwar kaa ak beej hai..

Rajeshwari ki aankhon mein aansu aa gaye, lekin awaaz ab bhi mazboot thi.

Rajeshwari_ Main chahti hoon ki ek din mere pita ke saamne Jaswant khada ho... lekin is baar uske chehre par ghamand na ho.

Uska ghamand chur chur ho chuka ho..

Me_ Aur agar main uske ghamand ko chaknachur kar dun to?

Rajeshwari ne seedha meri aankhon mein dekha. aur boli karib aao..

[Image: file-0000000005208230887119046ee34782.png]

Rajeshwari_ Toh meri kasam ka woh din aa jayega.

Me_ Aur uske baad?

Rajeshwari_ Uske baad... main tumhari aur meri umar kaa gap bhul kar tumhein moka dungi mera pati banne kaa..

Me_ Sirf mujhe?

Rajeshwari_ Haan. Lakin uske baad pehle tumhe ek insaan ke roop mein jaanungi...

Main halka sa muskura diya.

Me_ Ye baat mujhe achhi lagi.

Rajeshwari bhi halki si muskuraayi.

Rajeshwari_ Aur ek baat...

Me_ Ji?

Rajeshwari_ Agar tum Jaswant ko hara do, toh kabhi ye mat sochna ki meri kasam tumhe mujhse shaadi karne kaa hak de degi..

Me_ Matlab?

Rajeshwari_ Meri zindagi ka faisla meri marzi se hoga.

Me_ Ye toh bilkul sahi hai.

Rajeshwari_ Aur Jay? Tum Jaswant ko kyun haraana chahte ho?

Me_ Uski meri apni wajah hai..

Rajeshwari_ Kesi wajah?

Me_ Mere chacha Vikram Singh ke pitaji ke sath usne bahut galat kia tha..

Rajeshwari_To tumhari apni wajah hai..

Me_ Haa, lakin tumare pitaji ne jo waada mujhse liya hai, usne mere kandho per jimmedari bada di hai..


Rajeshwari_ Aur meri kasam?

Me_ Woh aapki hai, Rajeshwari ji. Main uska faisla aap par chhodta hoon.

Rajeshwari kuch pal mujhe dekhti rahi.

Rajeshwari_ Jay... tum baaki logon se thode alag ho.

Me_ Kaise?

Rajeshwari_ Abhi toh bas pehli mulaqat hui hai... itni jaldi bata doon toh tumhara ghamand badh jayega.

Main hans pada.

Me_ Theek hai... phir Jaswant ko haraane ke baad bataiyega.

Rajeshwari_ Shayad usse pehle hi bata doon...

Dono ke chehre par halki si muskaan aa gayi.

Me_ wese humari jodi bhi achchi hi lagegi sath me..

Rajeshwari_ Achcha..

Me_ Samne lage sise me dekh lo..

[Image: file-00000000cdc881fb8c65ee7d1bc421e5.png]

Rajeshwari_ Haa lag to hum theek rahe hai, lakin kyaa tum sach me mujhse shaadi karna chahte ho, yaa bas mera man le rhe ho..

Me_ Me man nhi leta, kuchh aur leta hun..

Tabhi door se Jeevan Singh ki awaaz aayi...

Jeevan Singh_ Jay! Beta, idhar aao...

Main khada hua.

Me_ Lagta hai Jeevan Singh ji bula rahe hain.

Rajeshwari_ Haan... jaiye, lakin ye bata kar jaiye ki jo tumne last me bola uska matlab kyaa tha..

Main kuch kadam aage badha, phir palatkar Rajeshwari ki taraf dekha.

Me_ Rajeshwari ji....

Rajeshwari_ Ji?

Me_ Taiyar rahiye apki kasam ke din pure hone wale hai..usse mukt hone kaa samay aa gya hai..

Rajeshwari ne dheere se sir hilaaya.

Rajeshwari_ Ye to theek hai, kintu mere aakhri sawal kaa jawab ye nhi ho sakta..

Me_ Ji, samay aane per tum jaan jaogi..

Aur main Jeevan Singh ke paas chala gaya... jabki Rajeshwari wahi bethi mujhe kuch pal tak dekhti rahi.

.....
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.

Update ??
Like Reply

Main dheere se Jeevan Singh ji ke paas jaakar khada ho gaya.


Jeevan Singh_ Suryabhan... ab tum Jay ko apne parivaar se milwao.

Suryabhan Singh_ Ji, Pitaji.

Suryabhan mere paas aaye aur pyaar se mere kandhe par haath rakha.

Suryabhan Singh_ Aao Jay... sabse pehle main tumhe apni pehli patni aur humare bachchon se milwata hoon.

Hum dono aangan ke ek taraf badhe, jahan Rekha ji apni dono betiyon aur damado ke sath khadi thi..

Suryabhan Singh_ Jay... ye meri pehli patni Rekha Singh Solanki hain.


Rekha 
[Image: file-00000000c2dc8211a2b3a6b1f84a08f4.png]
[Image: file-00000000873082118b90ba56bbd205dc.png]

Pehli Patni — Rekha Singh Solanki
Rekha Singh Solanki — 48 saal
Relation: Suryabhan ki pehli patni
Personality: Rekha shaant, samajhdar aur ghar ko sambhalne wali mahila hai. Woh apne bachchon ke liye bahut protective hai aur haveli ke rishton ko jodne ki koshish karti rehti hai.
Roshni aur Mehak dono ke saath uska gehra maa-beti wala rishta hai.

Suryabhan Singh_ Rekha, ye Jay hai... jiske baare mein Pitaji tum logon ko bata rahe the.

Rekha ne mujhe dekha aur halka sa muskura kar apna haath joda.

Rekha_ Namaste Jay..

Me_ Namaste Rekha ji.

Rekha_ Tumse milkar achha laga. Pitaji tumhari kushti aur tumhare hausle ki bahut tareef kar rahe the.

Me_ Me unke iss bharose ke liye, unka aabhari hun Rekha ji.

Rekha ne pyaar se sir hila diya.

Suryabhan Singh_ Aur ye meri badi beti Roshni hai.



Roshni
[Image: file-0000000021cc82119b530639b15a2f39.png]

[Image: file-00000000343881f4bf2fdd9aeb4b5ae5.png]

Roshni Singh Solanki — 29 saal
Relation: Suryabhan aur Rekha ki badi beti
Dada: Jeevan Singh Solanki
Dadi: Devyani Devi Solanki
Marital Status: Married
Husband: Bhupendra Singh Kachhwaha — 41 saal
Bhupendra: Ghar-jamai
Personality: Roshni mature, family-oriented aur protective ladki hai. Apne parivaar ke prati bahut loyal hai. Woh baat ko samajhne ke baad hi apni rai deti hai aur kisi galat baat ke saamne chup rehna pasand nahi karti.
Roshni ka apni maa Rekha ke saath bahut gehra emotional bond hai. Mehak ke saath bhi uski badi behen wali bonding hai.

.............


Suryabhan_ Jay ye mere bade damad, Bhupendra Singh Kachhwaha..

 Bhupendra 

[Image: file-00000000b518821187a8f17486341523.png]



Bhupendra Singh Kachhwaha — 41 saal

Relation: Roshni ke husband aur Suryabhan ke damad

Status: Ghar-jamai

Personality: Bhupendra shaant, responsible aur family-respectful aadmi hai. Woh Roshni ke faislon ki izzat karta hai aur Solanki haveli ko apna parivaar maanta hai.

Jeevan Singh ko woh apne bade buzurg ki tarah respect karta hai.
........

Roshni shaant lekin mature nazar se mujhe dekh rahi thi.

Roshni_ Namaste, Jay.

Me_ Namaste Roshni ji.

Roshni_ Aapko dekhkar lagta hai ki Pitaji aur Dadaji ne aapke baare mein jo kaha tha... usmein koi badha-chadha kar baat nahi thi.

Me_ Aapne mujhe pehli mulaqat mein hi itna bada certificate de diya?

Roshni halki si muskura di.

Roshni_ Abhi certificate nahi... bas pehli rai hai.

Suryabhan bhi halka sa muskura diye.

Suryabhan Singh_ Aur ye meri chhoti beti Mehak hai.


Mehak
[Image: file-00000000b288821092dd78a1c96bebae.png]

[Image: file-00000000dc2082109b727fd29c5d6638.png]

. Mehak Singh Solanki — 28 saal

Relation: Suryabhan aur Rekha ki chhoti beti

Roshni ki chhoti behen

Marital Status: Married

Husband: Pratap Singh Jadon — 37 saal

Pratap: Ghar-jamai

Personality: Mehak Roshni se thodi zyada outgoing hai. Family gatherings mein khulkar baat karti hai aur apne cousins ke saath friendly nature rakhti hai. Apni maa Rekha aur badi behen Roshni dono ke bahut kareeb hai.

.......



Mehak khulkar muskurayi aur meri taraf haath jod diye.

Mehak_ Namaste Jay..

Me_ Namaste Mehak ji.

Mehak_ Aapko dekhkar lagta hai ki aaj haveli mein sabse zyada sawaal aapse hi hone wale hain.

Me_ Mujhe bhi lag raha hai... kushti se zyada mushkil ye family introduction hai.

Mehak hans padi.

Rekha_ Mehak... pehli mulaqat mein hi Jay ko pareshaan mat karo.

Mehak_ Ji Maa... main toh bas mazaak kar rahi thi.

Suryabhan Singh_ Ye hai, Mehak ke pati Pratap Singh Jadon... 


Pratap 
[Image: file-0000000047388246bc534742270c605d.png]

Pratap Singh Jadon — 37 saal

Relation: Mehak ke husband aur Suryabhan ke damad

Status: Ghar-jamai

Personality: Pratap practical, milansaar aur samajhdar aadmi hai. Solanki parivaar ke bade-buzurgon ki izzat karta hai aur Mehak ke saath uska rishta understanding aur companionship par based hai.


..........

Pratap_ Namste Jay..

Me_ Namaste Pratap ji..

.......

Fir Suryabhan ne thoda rukkar kaha...

Suryabhan Singh_ Jay, Rekha sirf meri patni nahi hain... ye mere bachchon ki maa hain aur is parivaar ki ek mazboot neev hain. usne bahut had tak mere gusse ko kam karne me meri madad ki hai..

wo meri ak achchi dost bhi hai..

Me_ Ji... ye baat toh inki baaton se hi samajh aa rahi hai.

Rekha ne meri taraf dekha aur halka sa muskura diya.

Suryabhan Singh_ Aur Roshni aur Mehak... dono meri betiyan hain. Inki shaadi ke baad bhi ye dono is ghar ka utna hi hissa hain jitna pehle thi.

Me_ Ji Suryabhan ji.

Roshni_ Aur Jay... yahan kisi ko sirf rishton ke naam se nahi dekha jaata. Agar dil se apna maan liya toh phir woh apna hi hota hai.

Main Roshni ki baat sunkar kuch pal chup raha.

Me_ Ye baat mujhe achhi lagi.

Suryabhan ne meri taraf dekha aur phir kaha...

Suryabhan Singh_ Chalo Jay... ab tumhe me, meri dusri patni aur bachcho se milwata hoon

.......
Like Reply

...............


[Image: file-000000007b2482118b342bcb2f69ad68.png]

[Image: file-00000000505c8211a71536543195c514.png]

Doosri Patni — Poonam Singh Solanki
Poonam Singh Solanki — 46 saal
Relation: Suryabhan ki doosri patni
Personality: Poonam shaant, mamta bhari aur composed mahila hai. Woh ghar ke mamle mein zyada shor-sharaba pasand nahi karti. Apne bachchon ko lekar protective hai aur parivaar mein kisi bhi disagreement ko baat-cheet se solve karna chahti hai.
Rekha ke saath uska rishta mutual respect wala hai. Dono apne-apne bachchon ke saath-saath poore Solanki parivaar ki fikr karti hain.
Poonam aur Suryabhan ke bachche


Niharika 

[Image: file-00000000fc0881f9a9126c0bb2e0f6e5.png]

[Image: file-00000000e81081f99ee7a1d050177a3a.png]

1. Niharika Singh Solanki — 26 saal
Relation: Suryabhan aur Poonam ki beti
Roshni aur Mehak ki half-sister
Marital Status: Married
Husband: Devendra Singh Sisodiya — 39 saal
Devendra: Ghar-jamai
Personality: Niharika sensible, confident aur family-oriented hai. Woh apni maa Poonam ke bahut kareeb hai. Haveli ke bade family gatherings mein woh sabhi cousins ke saath comfortably ghul-mil jaati hai.

Dev
[Image: file-00000000b74c82119e172095ae652371.png]

Dev Singh Sisodiya — 39 saal
Relation: Niharika ke husband aur Suryabhan ke damad
Status: Ghar-jamai
Personality: Dev confident, practical aur social nature ka aadmi hai. Niharika ki individuality ko respect karta hai aur Solanki parivaar ke traditions ko samajhne ki koshish karta hai.

Ranveer 
[Image: file-000000007430821198d6d143fe7fd171.png]


2.  Ranveer Singh Solanki — 26 saal

Relation: Suryabhan aur Poonam ka beta

Roshni, Mehak aur Niharika ka bhai

Marital Status: Married

Personality: Ranveer energetic, physically active aur joshila young man hai. Usko ghudsawari aur kushti mein khaasa interest hai. Apne cousins ke saath uski bonding bahut strong hai.
Ranveer Suryabhan ka iklauta beta hai, isliye Poonam aur Suryabhan dono usko lekar naturally protective hain. Lekin Jeevan Singh ke saamne Ranveer bhi baaki poton ki tarah discipline maintain karta hai.



Ranveer Singh Solanki ki Wife

Akanksha 
[Image: file-0000000050248211b695d86aea7cd69b.png]

[Image: file-0000000001148211acbd88794189d4b9.png]

Naam: Aakanksha Singh Solanki
Age: 32 saal
Relation: Ranveer Singh Solanki ki patni
Sasur: Suryabhan Singh Solanki — 51 saal
Saas: Poonam Singh Solanki — 46 saal
Jethani: Roshni Singh Solanki — 29 saal
Jethani: Mehak Singh Solanki — 28 saal
Nanad: Niharika Singh Solanki — 30 saal
Status: Married
Personality: Aakanksha shaant, samajhdar aur self-confident mahila hai. Woh naye parivaar mein adjust karne ke saath apni baat bhi clearly rakhna jaanti hai.
Poonam ke saath uska bahut achha bond hai aur woh ghar ke kaam aur family matters mein Poonam ka saath deti hai. Rekha ki bhi woh bahut izzat karti hai.
Roshni aur Mehak ke saath uska rishta sirf formal nahi hai; dono usse chhoti behen ki tarah treat karti hain. Niharika ke saath bhi uski friendly bonding hai.
Ranveer aur Aakanksha ki shaadi family ki marzi aur dono ki mutual understanding se hui hai. Ranveer ke energetic nature ko Aakanksha apni calm personality se balance karti hai.

Akanksha age me Ranveer se badi hai, kyunki Ranveer aur Akanksha dono manglik hai..

Aur maglik ladke ladki ke saadi kaa yog har kisi se nhi milta hai, iss liye Jeevan Singh ne apne pote ki saadi age me badi ladki se kara di..

Wese aur bhi bahuye hai Jeevan Singh ki jo unke poto se badi hai..
....
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Ab Jeevan Singh ke beton ke bete — yani unke 8 poton se mulakat..


Nirbhay Singh ke bete:

[Image: file-00000000cb508211a59d14ed74f52304.png]

1. Aditya Singh Solanki — 35 saal
Nirbhay Singh aur Nandini ke bade bete. Gambhir, zimmedar aur parivaar ke bade faislon mein apne pita ka saath dene wale.

........


[Image: file-000000001504821191262f2f872e268e.png]

2. Udit Singh Solanki — 34 saal

Nirbhay Singh aur Savita ke bete. Junior-level state wrestling champion reh chuke hain. Nirbhay ne baad mein unhe wrestling se rok diya tha.

.......


[Image: file-000000005d048211a031c0d51637495c.png]

3. Uday Singh Solanki — 33 saal

Nirbhay Singh aur Nandini ke bete. Unka naam Udaybhan ke naam par rakha gaya tha, kyunki bachpan mein Udaybhan ki god mein jaate hi woh shaant ho jaate the.

.....

[Image: file-00000000434482118a00e6e1dba85b3e.png]

4. Kartik Singh Solanki — 31 saal

Nirbhay Singh aur Nandini ke bete. Shaant, practical aur apne bhaiyon ke saath majboot rishta rakhne wale.

........


Chandrabhan Singh ke bete:

[Image: file-0000000028908211a627d2723404c5f2.png]

5. Raghav Singh Solanki — 32 saal
Chandrabhan Singh aur Sushila ke bete. Gambhir, zimmedar aur kheti-baadi aur zameen ke mamle sambhalne mein ruchi rakhte hain.
..............

[Image: file-000000001f5881f484c62acfefd42eb7.png]
6. Vikram Singh Solanki — 29 saal

Chandrabhan Singh aur Kamla ke bete. Milansaar, tez-dimaag aur joshile. Ghudsawari aur kushti dono mein dilchaspi rakhte hain...

............

Udaybhan Singh ka beta:

[Image: file-00000000bc2c81f4af0d68499a9fc3b3.png]
7. Arjun Singh Solanki — 30 saal

Udaybhan Singh aur Meera ke bete. Discipline wale, shaant aur family-oriented. Unki shaadi Shalini Singh Solanki se hui hai.

..........


Suryabhan Singh ka beta:

[Image: file-000000007430821198d6d143fe7fd171.png]


8. Ranveer Singh Solanki — 26 saal
Suryabhan Singh aur Poonam ke iklaute bete. Joshile, physically active, ghudsawari aur kushti mein ruchi rakhne wale. Unki shaadi Aakanksha Singh Solanki se hui hai, jo 32 saal ki hain.


........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

...... 

Aditya Singh Solanki — 35 saal

Wife: Kavya Singh Solanki — 32 saal

Kavya
[Image: file-0000000038b48211a8f3b50c7b47306d-1.png]
[Image: file-0000000067d481f497ae6bf59f1bd455.png]

Maayka: Chauhan Rajput parivaar
Kavya shaant, samajhdar aur bahut practical hai. 
Bade parivaar mein rehne ke bawajood woh har rishte ko samajhne ki koshish karti hai. Aditya ke gambhir swabhav ko achhi tarah samajhti hai aur Nirbhay ke parivaar mein ghar ki zimmedariyon mein haath batati hai.

Aditya aur Kavya ke abhi tak koi bachche nhi hai..

2. Udit Singh Solanki — 34 saal
Wife: Meenal Singh Solanki — 31 saal

Meenal
[Image: file-00000000e0dc821196f036daee20fa19.png]
[Image: file-00000000c1788211a3786fbe337dd8d9.png]

Maayka: Rathore Rajput parivaar

Meenal energetic, confident aur sports-loving hai. Udit ke wrestling background ko samajhti hai aur uske purane state-champion career par garv karti hai.

Nirbhay ke ghar mein Udit ke wrestling ko lekar jo tanav raha, usmein Meenal aksar shaant rehkar dono taraf ki baat samajhti hai.

Udit aur Meenal ka koi bachcha nhi hai..


3. Uday Singh Solanki — 33 saal
Wife: Padmini Singh Solanki — 30 saal

Padmini
[Image: file-00000000943482119c57074d6912f15f.png]
[Image: file-0000000064c482119180bd27fb3ac580.png]

Maayka: Shekhawat Rajput parivaar
Padmini composed, family-oriented aur bahut achhi listener hai. Uday ke shaant swabhav ke saath uski achhi understanding hai. 

Haveli mein kisi baat ko lekar tanav ho toh Padmini aksar pehle poori baat sunti hai, phir apni rai deti hai.

Uday aur Padmini ke bachche nhi hai..


4. Kartik Singh Solanki — 31 saal
Wife: Niharika Singh Solanki — 29 saal

Niharika 

[Image: file-00000000523081f4a7a2d5144c979864.png]

[Image: file-00000000791081f4b66675ad40567aa5.png]
Maayka: Tanwar Rajput parivaar
Niharika khuli soch wali, milansaar aur tez-dimaag hai. Kartik ke practical nature ke saath uski achhi bonding hai. Nirbhay ke parivaar mein woh sabhi bahuon aur betiyon ke saath friendly relation rakhti hai.

Kartik aur Niharika ke abhi bachche nahi hain.

5. Raghav Singh Solanki — 32 saal
Wife: Saanvi Singh Solanki — 28 saal


Saanvi

[Image: file-000000000b84821194db0205b50edbf3.png]
[Image: file-0000000062288211b5ff36226ade7aac.png]
Maayka: Hada Rajput parivaar
Saanvi shaant, disciplined aur ghar-parivaar ko sambhalne wali hai. Raghav ki kheti aur zameen se judi zimmedariyon ko samajhti hai. 

Sushila ke saath uska bahu-saas ka rishta bhi achha hai.
Raghav aur Saanvi ke abhi bachche nhi hai..

......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

6. Vikram Singh Solanki — 29 saal
Wife: Kritika Singh Solanki — 27 saal

Kritika 
[Image: file-000000003f9881fa90bb5503a20dd7a1.png]



[Image: file-00000000f0e081fa8645c124f277fece.png]



Maayka: Kachhwaha Rajput parivaar
Kritika cheerful, outspoken aur socially active hai. Vikram ki ghudsawari aur kushti ki dilchaspi mein uski bhi curiosity hai. 

Dono ke beech dosti jaisa rishta hai aur Kritika haveli ke young cousins ke saath bhi jaldi ghul-mil jaati hai.
Vikram aur Kritika ke abhi bachche nahi hain.


7. Arjun Singh Solanki — 30 saal
Wife: Shalini Singh Solanki — 27 saal

Shalini

[Image: file-00000000ed908211a82eafe94d70b16a.png]
[Image: file-000000007d8882119ea4d0afb6e2ffd8.png]
Shalini pehle se tay hai. Woh shaant, samajhdar aur family-oriented hai. Arjun ke saath uska rishta mutual respect aur understanding par based hai.

Arjun aur Shalini ke bachche nhi hai..


....


8. Ranveer Singh Solanki — 26 saal
Wife: Aakanksha Singh Solanki — 32 saal

Akanksha 

[Image: file-0000000050248211b695d86aea7cd69b.png]
[Image: file-0000000001148211acbd88794189d4b9.png]

Aakanksha Ranveer se 6 saal badi hai. Dono ki shaadi Jeevan Singh ki raza-mandi se hui thi, kyunki dono ke Manglik yog ka milan hua tha. Aakanksha confident, sensible aur apni baat clearly rakhne wali hai. 

Poonam ke saath uska strong bond hai aur Roshni aur Mehak use chhoti behen ki tarah treat karti hain.

Ranveer aur Aakanksha ke abhi bachche nahi hain.
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

...............

Jeevan Singh ki potiyaa..aur unke pati..

Vasundhara
[Image: file-00000000b1408211bffbe96aeb5b2282.png]

[Image: file-00000000b2108211888f357740612ba9.png]

1. VASUNDHARA SINGH  — 27 SAAL
Father: Nirbhay Singh Solanki — 57 
Mother: Nandini Singh Solanki

Husband: Karan Singh Rathore — 31

Karan
[Image: file-0000000072dc82089a69eb85ce1ceaaf.png]

Vasundhara Nirbhay aur Nandini ki sabse chhoti santaan hai aur apne chaar bhaiyon ke baad ghar ki beti hai. 
27 saal ki Vasundhara ka nature shaant, samajhdar aur family-oriented hai.

Woh apne bade bhai Aditya, Udit, Uday aur Kartik ke saath bahut close hai. 
Bhaiyon ke beech pali-badhi hone ki wajah se usmein confidence bhi hai aur family situations ko samajhne ki maturity bhi.

Karan Singh Rathore uska pati hai. 

31 saal ka Karan shaant, disciplined aur responsible nature ka hai. Woh Nirbhay Singh aur poore Solanki parivaar ka bahut respect karta hai.

Vasundhara aur Karan ke bachche nhi hai..

...............

Somya
[Image: file-0000000053488211ab91d91ed76c0f45.png]

[Image: file-0000000095208211b3d4aa8db539793b.png]

2. SOMYA SINGH SOLANKI — 32 SAAL
Father: Nirbhay Singh Solanki — 57 saal Mother: Savita Singh Solanki Marital status: Married
Somya Nirbhay ki doosri wife Savita ki beti hai. 32 saal ki Somya mature, samajhdar aur family-oriented hai. Nirbhay ke ghar mein uski position ek badi beti jaisi hai..

Somya ka husband :

Kunal 
[Image: file-000000009e088211967d2fef63cadfca.png]

Naam: Kunal Singh Rathore
Age: 36 saal
Background: Rathore Rajput parivaar
Relation: Somya ke pati, Nirbhay Singh ke damad
Residence: Solanki parivaar ke saath ghar-jamai
Kunal Singh Rathore ka nature shaant, mature aur responsible hai. Woh zyada bolne wale nahi hain, lekin family matters ko dhyan se samajhte hain. Nirbhay Singh ka bahut respect karte hain aur Savita Devi ke saath bhi bete jaisa vyavhaar rakhte hain.
Kunal ko kheti-baadi, ghode aur traditional Rajput parivaar ki paramparaon mein interest hai. Saath hi woh practical aur modern matters ko bhi samajhte hain.
Somya aur Kunal ki shaadi mein age difference 4 saal ka hai. Dono ke beech relationship mutual respect aur understanding par based hai. Somya family matters mein emotionally strong hai, jabki Kunal difficult situations mein practical approach rakhta hai.

........

Kavita
[Image: file-00000000e794821191f313631c9b0da4.png]
[Image: file-00000000e500821197087bbfb95f2edd.png]

3. KAVITA SINGH  — 30 SAAL
Father: Chandrabhan Singh Solanki — 55 
Mother: Sushila Singh Solanki 

Husband: Ranvijay Singh Rathore — 35

Ranvijay
[Image: file-0000000051cc821193b502c93d505d81.png]

Kavita Chandrabhan aur Sushila ki beti hai. 

30 saal ki Kavita apni maa ki tarah ghar-parivaar ko importance dene wali hai, lekin zarurat padne par apni baat clearly rakh sakti hai.

Raghav uska bada bhai hai aur Vikram uska chhota bhai. 
Isliye Kavita dono bhaiyon ke beech ek balancing sister wali position rakhti hai.

Uski shaadi Ranvijay Singh Rathore se hui hai. 

Ranvijay 35 saal ka, mature aur family-respecting aadmi hai. Ghar-jamai hone ke baad bhi woh Chandrabhan ke parivaar mein apni jagah ko sirf damad ke roop mein nahi, balki family member ke roop mein dekhta hai.

Kavita aur Ranvijay ka relationship practical understanding aur mutual respect par based hai.

...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

4. POOJA SINGH — 26 SAAL

Pooja
[Image: file-000000008ee48211b3c7a174806eb5a4.png]
[Image: file-00000000c7c082089f464e3459c329a3.png]

Father: Chandrabhan Singh Solanki — 55 
Mother: Kamla Singh Solanki 
Husband: Harendra Singh Tomar — 33

Harendra
[Image: file-00000000cbe082118322c774acff7b69.png]
Pooja Chandrabhan aur Kamla ki chhoti beti hai. 26 saal ki Pooja ka nature comparatively cheerful, expressive aur social hai.

Kamla ke saath uska bond bahut close hai. Maa-beti ke beech personal matters par bhi khulkar baat hoti hai.

Pooja apni badi behen Kavita ko respect karti hai, jabki Vikram bhai ke saath uski nok-jhok wali friendly bonding hai.

Uske pati Harendra Singh Tomar 33 saal ke hain. Harendra practical, protective aur responsible nature ke hain. Woh Chandrabhan aur Kamla dono ka respect karte hain.

Pooja aur Harendra ki shaadi ke baad Harendra ghar-jamai ke roop mein Solanki parivaar ka hissa ban gaye.

...............

5. ANAMIKA SINGH SOLANKI — 30 SAAL

Anamika
[Image: file-000000006738822fabc58051873babba.png]
[Image: file-00000000ed5481fb8a619fe38d6b7dec.png]


Father: Udaybhan Singh Solanki — 53 
Mother: Meera Singh Solanki 
Husband: Mahendra Singh Shekhawat — 42

Mahendra
[Image: file-0000000061fc8211a6301f4e588ed74d.png]


Anamika Udaybhan aur Meera ki beti hai. 30 saal ki Anamika calm, intelligent aur emotionally mature hai.

Uska apne chhote bhai Arjun aur chhoti behen Kiranmayi ke saath achha bond hai. Family mein kisi situation ko samajhne ke liye log Anamika ki opinion ko importance dete hain.

Mahendra Singh Shekhawat uske pati hain. 42 saal ke Mahendra serious, composed aur responsible nature ke hain. Woh Udaybhan ko bahut respect karte hain aur ghar ke elders ke saamne apni maryada maintain karte hain.

Anamika aur Mahendra ke relationship mein maturity aur mutual understanding strong hai.

...............

6. KAVERI SINGH SOLANKI — 28 SAAL

Kaveri
[Image: file-000000008d7482118cc218d984194c3e.png]
[Image: file-00000000f9148211b17c9157d6e6b605.png]

Father: Udaybhan Singh Solanki — 53 
Mother: Kiran Singh Solanki 

Husband: Vinay Singh Dagar — 4

Vinay
[Image: file-00000000eba8821189d9fe1c67a40596.png]


Kaveri Udaybhan aur Kiran ki beti hai. 28 saal ki Kaveri ka nature soft-spoken, sensible aur family-oriented hai.

Apni maa Kiran ke saath uska bahut close relationship hai. Anamika badi behen hone ke naate uske liye guide jaisi hai, jabki Arjun bhai ke saath protective sibling bond hai.

Uske pati Vinay Singh Dagar 41 saal ke hain. Vinay mature, calm aur family-respecting nature ke hain.

Vinay ko Udaybhan ki discipline wali personality pasand hai aur woh apne sasural ke traditions ko respect karte hain.

...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

7. ROSHNI SINGH SOLANKI — 29 SAAL

Roshni

[Image: file-0000000021cc82119b530639b15a2f39.png]


[Image: file-00000000343881f4bf2fdd9aeb4b5ae5.png]

Father:  Singh Solanki — 51 
Mother: Rekha Singh Solanki 
Husband: Bhupendra Singh Kachhwaha — 41

Bhupendra 

[Image: file-00000000b518821187a8f17486341523.png]



Roshni Suryabhan aur Rekha ki badi beti hai. 29 saal ki Roshni mature, protective aur family-oriented hai.

Apni chhoti behen Mehak ke liye woh protective elder sister hai. Maa Rekha ke saath bhi Roshni ka bahut strong bond hai.

Bhupendra Singh Kachhwaha 41 saal ke hain. Woh shaant, responsible aur family-respecting nature ke hain. Solanki haveli ko woh sirf sasural nahi, apna parivaar maante hain.

Roshni aur Bhupendra ke relationship mein maturity hai. Bhupendra Roshni ki independent soch ka respect karte hain aur Roshni bhi family matters mein Bhupendra ki practical advice ko importance deti hai.

...............

7. MEHAK SINGH SOLANKI — 28 SAAL

Mehak

[Image: file-00000000b288821092dd78a1c96bebae.png]


[Image: file-00000000dc2082109b727fd29c5d6638.png]
Father: Suryabhan Singh Solanki — 51 
Mother: Rekha Singh Solanki 
Husband: Pratap Singh Jadon — 37

Pratap 
[Image: file-0000000047388246bc534742270c605d.png]


Mehak Roshni ki chhoti behen hai. 28 saal ki Mehak outgoing, friendly aur family-oriented nature ki hai.

Woh haveli ki younger generation ke saath easily mix ho jaati hai. Roshni ke saath uski sister-bonding strong hai, aur dono aksar ek doosre ki side leti hain.

Pratap Singh Jadon 37 saal ke hain. Woh practical, sociable aur understanding nature ke hain. Mehak ki outgoing personality ko woh samajhte hain aur unnecessarily restrict nahi karte.
Pratap ka Suryabhan aur Rekha dono ke saath respectful relationship hai.

...............

8. NIHARIKA SINGH SOLANKI — 26 SAAL

Niharika 

[Image: file-00000000fc0881f9a9126c0bb2e0f6e5.png]


[Image: file-00000000e81081f99ee7a1d050177a3a.png]

Father: Suryabhan Singh Solanki — 51 
Mother: Poonam Singh Solanki 
Husband: Devendra Singh Sisodiya — 39

Dev
[Image: file-00000000b74c82119e172095ae652371.png]


Niharika Suryabhan aur Poonam ki badi santaan hai. 30 saal ki Niharika sensible, confident aur family-oriented hai.

Poonam ke saath uska strong mother-daughter bond hai. Ranveer uska chhota bhai hai aur dono ke beech friendly sibling relationship hai.

Dev Singh Sisodiya 39 saal ke hain. Woh mature, confident aur family-respecting nature ke hain.

Niharika aur Dev ke beech relationship mein understanding aur mutual respect hai. Dev Poonam aur Suryabhan ko apne parents ki tarah respect karte hain.

...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

1. VASUNDHARA SINGH — 52 SAAL
Husband: Aanand Singh Chauhan — 56 saal

Vasundhara aur Aanand ke 4 bachche hain:

Yashvardhan
[Image: file-00000000caf88211985e5c2c0f853316.png]

Yashvardhan Singh Chauhan — 30 saal
Mother: Vasundhara 
Father: Aanand

Yashvardhan Vasundhara ka sabse bada beta hai. Nature se serious, responsible aur family-oriented hai. Usne bachpan se apne nana Jeevan Singh ko family decisions lete dekha hai, isliye elders ki baat ko importance deta hai.

Wife: Ritu Singh Chauhan — 27 saal

Ritu
[Image: file-00000000733c8211ab0d87e218e0f290.png]
[Image: file-00000000c5908211a2a5a6341078a47e.png]

Ritu calm, practical aur composed nature ki hai. Woh Vasundhara aur Aanand dono ka bahut respect karti hai. Yashvardhan ke saath uska relationship mature aur understanding-based hai.

....................



Nandita Singh  — 28 saal

Nandita
[Image: file-000000007b9481f485aadf9573d18d3e.png]
[Image: file-0000000003308211bf0fdb6d556b263e.png]

Husband: Kunal Singh Rathore — 31 saal

Kunal
[Image: file-0000000041308211aed933bd1639c1f8.png]

Nandita intelligent aur family-oriented hai. Cousins ke saath easily mix ho jaati hai.

Kunal practical, disciplined aur sociable nature ka hai. Nandita ki independent personality ko respect karta hai.

........


LAKSHYA SINGH CHAUHAN — 26 SAAL

LAKSHYA
[Image: file-00000000df708211aa1c85a57fc6114e.png]

Father: Aanand Singh Chauhan — 56 saal
Mother: Vasundhara Singh Solanki — 52 saal
Family: Jeevan Singh Solanki ki beti Vasundhara ki santaan
Marital status: Married

Wife: Aditi Singh Chauhan — 24 saal

Aditi

[Image: file-00000000501c8211a18eb044a7de7c6e.png]
[Image: file-0000000050c88211bade700bee8c2c6c.png]

Maayka: Rathore Rajput parivaar
Current residence: Solanki-Chauhan family ke saath

Aditi Singh Chauhan ka nature shaant, intelligent aur practical hai. Woh zyada loud nahi hai, lekin family ke matters ko bahut dhyan se observe karti hai. Bade-buzurgon ke saamne traditional respect rakhti hai, lekin apni personal opinion bhi clearly rakh sakti hai.

Aditi ka Vasundhara ke saath bahut achha bond hai. Vasundhara use sirf bahu nahi, balki beti ki tarah treat karti hai. Aanand bhi Aditi ko family ki ek responsible member maante hain.
Lakshya aur Aditi ki personality mein achha balance hai. Lakshya comparatively energetic aur adventurous hai, jabki Aditi composed aur practical hai. Kisi decision mein Lakshya jaldi excited ho jaaye toh Aditi situation ko calmly dekhne mein madad karti hai.

..........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

..........

Ishita Singh Chauhan — 24 saal

Ishita
[Image: file-0000000096d082118d847f65d0c8ed1e.png]
[Image: file-00000000cb508211846b6781cc3c4f54.png]

Relation: Vasundhara Singh Solanki aur Aanand Singh Chauhan ki chhoti beti
Marital Status: Unmarried

Nature: Shaant, modern soch wali, samajhdaar aur apne career aur future ko lekar serious.

Ishita ki shaadi na karne ke peeche bhi ek gehri kasam hai, jo Rajeshwari ki kasam se kaafi milti-julti hai, lekin uski wajah alag hai
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Kya hua Bhai ji update kyun nahi aarhe din mein kam se kam 10 baar check karta hun but har bar nirasha hi haath lagti hai........ Waiting
Like Reply

2. MRINALINI SINGH — 49 SAAL
Husband: Manoj Singh Rajput — 55 saal

Mrinalini aur Manoj ke 3 bachche hain:

Armaan Singh Rajput — 29 saal

Armaan
[Image: file-00000000a7b082118cd89cb8a7f5f419.png]

Wife: Priya Singh Rajput — 26 saal

Priya
[Image: file-00000000868082118e39d567f7ed3d30.png]
[Image: file-00000000592482469fa50efb542a14a0.png]

.......

Armaan serious, confident aur practical nature ka hai. Manoj se usne family matters ko logically dekhna seekha hai.
Priya calm, sensible aur family-oriented hai. Mrinalini ke saath uska maa-beti jaisa comfortable bond hai.

.......

Aashi Singh Rajput — 27 saal

Aashi
[Image: file-00000000215c82119e7290d84c7d25d6.png]
[Image: file-000000005b488211bb48e2ca6de51906.png]

Husband: Rajan Singh Shekhawat — 30 saal

Rajan
[Image: file-000000008ae482118143f2b31b9815f3.png]
.....

Aashi intelligent, expressive aur emotionally mature hai. Family ke younger members ke saath friendly hai.
Rajan composed, educated aur responsible nature ka hai. Aashi ki opinions ko importance deta hai.

.......

Samar Singh Rajput — 25 saal

Samar
[Image: file-00000000dc44821185346c3cd6793ea7.png]

Wife : Anjali Singh Rajput - 27 saal 

Anjali

[Image: file-00000000aea8821196518cfb80d96ecf.png]
[Image: file-0000000043a082088ded18b9c1fd2cc6.png]

Samar married hai. Nature se comparatively relaxed, friendly aur practical hai. Apne bade bhai Armaan aur behen Aashi dono ke close hai.
...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

3. CHARVI SINGH — 47 SAAL

Husband: Ajay Singh Bhati — 49 saal

Charvi aur Ajay ke 3 bachche hain:

Rudra Pratap Singh Bhati — 24 saal

Rudra
[Image: file-000000003a6082119132f87c404ee364.png]

Wife: Shalini Singh Bhati — 22 saal

Shalini
[Image: file-000000005030821183b4c905a248cb45.png]
[Image: file-00000000805c8211a2318eea990e0c3c.png]


Rudra confident, disciplined aur physically active young man hai. Apne nana Jeevan Singh ki strong personality se influence hai, lekin apni independent identity banana chahta hai.

Shalini calm, sensible aur family-oriented hai. Rudra ke saath uski bonding supportive hai.

Tanya
[Image: file-000000005bfc81f89d53f311dd897da8.png]

[Image: file-00000000cee881f4922cd16f57c0ad6e.png]



Tanya Singh Bhati — 22 saal
Tanya unmarried hai. Nature se outspoken, confident aur socially active hai. Charvi ke saath uska strong emotional bond hai.

Veer
[Image: file-000000008460821180ee753c7c3a9733.png]

Veer Singh Bhati — 21 saal
Veer married hai. 
Wife : Jhanvi Singh Bhati - 23 saal

Jhanvi

[Image: file-00000000416c8211bfa67943e9cde9dd.png]

[Image: file-000000009cd08207b4ea942dd6cdf22f.png].....


Family ki younger generation mein cheerful aur energetic ladka hai. Apni badi behen Tanya aur cousin group ke saath close hai.
...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

New update ??
Like Reply

5. YASHODHARA SINGH — 45 SAAL


Husband: Nirmal Singh Rana — 49 saal

Yashodhara aur Nirmal ke 4 bachche hain:

Adarsh
[Image: file-0000000067dc8211918e576b5fd6dcce.png]

Adarsh Singh Rana — 27 saal
Adarsh eldest child hai. Nature se responsible, serious aur family-oriented hai. Apne father Nirmal ki tarah practical aur disciplined hai.
Adarsh married hai.

Wife : Seema Singh Rana - 26 saal

Seema
[Image: file-00000000c9bc821098857ee02e87ef26.png]
[Image: file-00000000e02481f4acfe317555b3327b.png]

.......

Simran Singh Rana — 25 saal

Simran
[Image: file-0000000002fc8211acfacb54ec1d4788.png]
[Image: file-00000000e4708211974af2e02c1f145b.png]

Abhishek
[Image: file-000000009f408211abe81b6d950fbfe1.png]

Husband: Abhishek Singh Tanwar — 28 saal
Simran calm, mature aur sensible nature ki hai. Family mein kisi disagreement ko badhane ke bajay samajhne ki koshish karti hai.
Abhishek composed, respectful aur responsible nature ka hai. Woh Nirmal aur Yashodhara dono ko bahut respect karta hai.

........

Mohit
[Image: file-0000000046808211bf2f4d2b8bb6bcf1.png]

Mohit Singh Rana — 23 saal
Mohit married hai. 

Wife : Mohini Singh Rana - 23 Saal 

Mohini

[Image: file-00000000e4e08211896b4032f0e6a46a.png]
[Image: file-000000004a90821195bde91408c0851e.png]

Nature se energetic, friendly aur thoda adventurous hai. Adarsh ke saath uski strong brotherly bonding hai.

.......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Riya Singh Rana — 21 saal

Riya
[Image: file-00000000865c8211a06da5f11245610d.png]

[Image: file-000000007ca08207bd2bba436b8855db.png]
.......

Riya sabse chhoti hai. Cheerful, curious aur family-oriented nature ki hai. 

Yashodhara ke saath uska bahut close mother-daughter bond hai.

Riya unmarried hai.
...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Balram
[Image: file-0000000021b482119285a8999fdf64b5.png]

 1. Balram Singh Shekhawat — 38 saal

Relation: Kiran Singh Solanki kaa bhai, Udaybhan Singh ke saale.
Marital Status: Shaadi-shuda

Nature: Gambhir, dabang, disciplined aur traditional pahalwan.

.........

Kamini
[Image: file-0000000029d48211bcf1b48a697446fe.png]
[Image: file-000000001a708211b2009d34cc1d7072.png]

Balram ki wife: Kamini Devi Shekhawat — 35 saal

Children: Sirf 2 betiyan

Divya
[Image: file-00000000322082118f97a8a99abf6579.png]
[Image: file-00000000950882118c84f0ff95090ebb.png]
[Image: file-00000000e3608211b01f8316da2409a5.png]

• Divya Singh Shekhawat — 16 saal — student 

Nature: Shaant, samajhdaar, padhai ko lekar serious aur family-oriented.

Anushka
[Image: file-000000009998821194652b8f6454583b.png]

• Anushka Singh Shekhawat — 12 saal - Student 

Nature: Chulbuli, energetic, confident aur apne mama Balram ke akhade ko lekar bahut curious.

Balram apni dono betiyon se bahut pyaar karta hai aur unhe beta-beti mein kabhi alag nahi maanta.

...............
Like Reply

 2. Ranvijay Singh Rathore — 36 saal

Ranvijay
[Image: file-00000000c02c82118a6e737a64060ee0.png]

Relation: Kiran Singh Solanki kaa chhota bhai, Udaybhan Singh ke doosre saale.

Ranvijay Kiran ki bhua kaa beta hai, Lakin uska bond Kiran se sath sagi bahan se bhi jyada hai..
Aur uska relation Udaybhan se bhi bahut gehra hai, Jija sale ak dusre ko kaafi mante hai..


Marital Status: Shaadi-shuda

Nature: Joshila, energetic, hansmukh, confident aur heavyweight pahalwan.

Shilpa

[Image: file-00000000ae148211b7866767d16a805d.png]
[Image: file-000000003a6c8211bcfd7886381be3d9.png]

Ranvijay ki wife: Shilpa Devi Rathore — 33 saal

Children: Sirf 2 betiyan

Parul

[Image: file-000000005a28821183652f0bc3db6379.png]

[Image: file-00000000a02c8211939e9a8ee677ee3f.png]



• Parul Singh Rathore — 15 saal — student 
Nature: Tez-tarraar, confident, outspoken aur sports mein interest rakhne wali..

Kavya
[Image: file-00000000cb5c8211abd4cfc1f0b67177.png]

• Kavya Singh Rathore — 11 saal — student.

Nature: Shaant, cute, curious aur apne pita ke akhade ko dekhkar pahalwani ke baare mein jaanne ki shaukeen.

Ranvijay bhi apni dono betiyon ko lekar bahut protective hai aur chahta hai ki dono apni zindagi apni marzi se banayein.

........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply




Users browsing this thread: 4 Guest(s)