Thread Rating:
  • 13 Vote(s) - 2.77 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Fantasy BANNA KI JAWANI - Complete storyRunning

(15-08-2026, 12:12 PM)Skb21 Wrote:  Nice update Sandhya Chachi ke sath chhedkhaani mein maja arha hai but update Chhota hone se maja kirkira ho ja raha hai so please update bada or jaldi Dene ki koshish kijiye.... Agle update ka besabri se intjar hai

Dost lagta hai, ak tum hi ho jo aanad le rhe ho story kaa, warna to naa like hai naa comment hai, jin stories per koi update nhi hai mahino se waha ja jakar log update mang rhe hai...

I am glad to have you...
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.

Scene - Sankul Classroom

Dopahar ka waqt tha. Sankul ki class mein bachche apni padhai mein lage hue the. Me bhi apni jagah par baitha hua kitab padh raha tha. Tabhi classroom ke darwaze par mere ghar ka purana nokar Chandan haanfte hue aa khada hua.

Kiran, jo classroom mein padha rahi thi, usne nokar ko dekha aur turant uski taraf badhi.

Kiran_ Tum yahan kya kar rahe ho? college ke beech mein kyun aaye ho?

Nokar_ Memsaab, mujhe Jay babu ko lene bheja gaya hai. Dadaji ne turant ghar bulaya hai.

Kiran_ Ghar bulaya hai? Kisliye?

Nokar_ Memsaab... baat thodi serious hai. Dadaji ne kaha hai Jay babu ko turant lekar aao.

Kiran ne thoda sakht lehje mein kaha—

Kiran_ Dekho, Jay abhi class mein padh raha hai. Agar koi chhoti-moti baat hai to college ki chhutti hone do. Main usse tabhi ghar bhejungi.

Nokar_ Memsaab, main apni taraf se nahi keh raha. Dadaji ne khud bheja hai.

Kiran_ Aur tumhe kya lagta hai? Jay ne khud tumhe bheja hoga aur ab ghar jaane ka bahana bana raha hoga.

Nokar_ Nahi memsaab, aisi baat nahi hai. Hospital ka mamla hai.

Kiran ek pal ke liye ruk gayi.

Kiran_ Hospital?

Nokar_ Ji. Dadaji ke dono bete—Bhanu Singh ji aur Vikram Singh ji—ko hospital le jaya gaya hai. Dadaji ne Jay babu ko turant bulaya hai.

Me, jo ab tak doorway ki taraf dekh raha tha, apni seat se uth gaya.

Jay_ Kya hua? Papa aur Chacha ko kya hua?

Nokar_ Mujhe poori baat nahi pata babu. Dadaji ne bas itna kaha hai ki tumhe turant ghar lekar aao.

Jay classroom se bahar aaya aur Kiran ke saamne ruk gaya.

Jay_ Ma'am, agar hospital ka emergency hai to mujhe jaana padega. Please mujhe jaane dijiye.

Kiran ka chehra ab pehle jaisa sakht nahi tha. Usse samajh aa gaya tha ki baat waqai serious hai.

Kiran_ Jay... agar sach mein emergency hai to tum jao. Lekin seedha ghar jaana.

Jay_ Ji ma'am. Thank you.

Isi waqt bagal wali class se ek senior male teacher bahar aaye. Unhone Jay aur nokar ko dekha.

Senior Teacher_ Jay, kya hua?

Jay_ Sir, ghar par emergency hai. Dadaji ne bulaya hai.

Senior Teacher ne bina zyada sawaal kiye Jay ki taraf dekha.

Senior Teacher_ Tumhe jo theek lage karo, Jay. Family emergency mein permission ke liye kisi se bahas karne ki zarurat nahi.

Itna kehkar senior teacher wapas apni classroom ki taraf chale gaye.

Kiran kuch pal tak unhe dekhti rahi. Uske chehre par spasht hairani thi.

Kiran_ Tumhare Dadaji ko college mein sab itni izzat kyun dete hain?

Jay ne halka sa muskurane ki koshish ki, lekin uske chehre par chinta saaf thi.

Jay_ Ma'am, Dadaji ki apni ek pehchaan hai. Lekin abhi mujhe jaana hoga.

Nokar_ Chaliye babu, der ho rahi hai.

Jay_ Haan, chalo.

Mr apna bag uthata hun aur Chandan ke saath college se bahar nikal jaata hun...

Kiran classroom ke darwaze par khadi use door jaate hue dekhti rehti hai. Uske chehre par ab bhi wahi sawaal tha—akhir ghar mein aisa kya hua tha ki Baldev Singh ne Jay ko college se turant bulaya?

......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Abhi laga tha ki Chachi ke sath kuchh baat banegi but koi naya kand ho gaya ghar mein dekhna padega waiting for next eagerly
[+] 1 user Likes Skb21's post
Like Reply

Scene - Ghar ke Bahar

Sankl se nikalne ke baad Me nokar ke saath jaldi-jaldi ghar pahucha. Uske dimaag mein baar-baar wahi sawaal ghoom raha tha ki papa Bhanu urf Tau Bhanu aur Chacha Vikram ke saath aakhir hua kya tha?

Ghar ke bahar pahuchte hi mene dekha ki Dadaji Baldev Singh purani Jeep ke paas khade hain.

Unka chehra aam dinon ki tarah shaant nahi tha. Aankhon mein gussa tha, lekin woh gussa kisi se baat karne ke bajay andar hi andar daba hua tha.

Me Jeep ke paas pahucha.

Jay_ Dadaji... kya hua? Papa aur Chacha ko kya hua hai?

Baldev Singh ne Jay ki taraf dekha. Kuch pal tak kuch nahi bole.

Phir unhone Jeep ki chaabi Jay ki taraf uchhal di.

Jay ne chaabi hawa mein pakad li.

Dadaji_ Gaadi nikaal.

Jay_ Lekin Dadaji, jaana kahan hai?

Dadaji_ Bhanpur.

Jay_ Bhanpur? Hospital mein hain Tau aur Chacha?

Dadaji ne sirf haan mein gardan hilayi.

Dadaji_ Haan. Aur abhi sawaal mat kar. Pehle hospital pahunch.

Jay_ Ji Dadaji.

Me Driver seat par baith gaya. Dadaji mere bagal wali seat par aa baithe aur ghar ka 2 nokar, Chandan jo mujhe bula kar laya tha, or manish, jo ki humara ak or nikar hai, pichhli seat par baith gaya.

Mene Jeep start ki.

Purani Jeep ka engine garajta hua chalu hua aur kuch hi pal mein hum ghar se nikal pade.

---

Scene - Bhanpur ki Raah

Raasta lamba tha. Gaon ki kacchi-pakki sadak peeche chhoot rahi thi aur Jeep Bhanpur ki taraf badh rahi thi.

Me baar-baar Dadaji ki taraf dekh raha tha.

Dadaji khidki ke bahar dekh rahe the. Unki mutthiyan band thi.

Jay_ Dadaji... ab to bata dijiye. Hua kya hai?

Dadaji kuch pal chup rahe.

Dadaji_ Tere Papa/ Tau Bhanu aur Chacha Vikram ko kisi ne buri tarah peeta hai.

Jay_ Kisne?

Dadaji_ Hospital pahunch kar pata chalega.

Jay_ Lekin kisne unhe maara?

Dadaji ne Jay ki taraf dekha.

Unki aankhon mein achanak ek ajeeb si sakhti aa gayi.

Dadaji_ Jay, gaadi chalata reh.

Jay_ Ji.

Kuch der tak Jeep mein khamoshi chhayi rahi.

Peechhe baitha nokar bhi chup the...Unhe bhi pata tha ki is waqt Dadaji se zyada sawaal karna theek nahi.

mene steering ko aur mazbooti se pakad liya.

mere mann mein ek hi baat chal rahi thi—

Tau aur Chacha ko aakhir kisne haath lagaya tha?

---

Scene - Bhanpur Hospital

Kuch der baad Jeep Bhanpur ke chhote lekin kaafi viksit kasbe mein pahunchi.

Hospital kasbe ke mukhya bazaar ke paas tha.

mene Jeep hospital ke bahar roki.

Dadaji bina waqt gawaye gaadi se utar gaye.

Dadaji_ Chal Jay.

Jay_ Ji.

Charo hospital ke andar chale gaye.

Reception counter par Dadaji seedhe khade ho gaye.

Dadaji_ Bhanu Pratap Singh aur Vikram Singh. Dono ko aaj yahan laya gaya hai.

Receptionist ne register par naam check kiya.

Receptionist_ Ji, Bhanu Pratap Singh aur Vikram Singh?

Dadaji_ Haan.

Receptionist_ Dono first floor ke general ward mein hain.

Dadaji_ Doctor ne dekha?

Receptionist_ Ji, initial treatment ho chuka hai. Aap upar chale jaiye.

Dadaji_ Theek hai.

Jab tak me Jeep park karke hospital ke andar aa chuka tha.

Jay_ Dadaji!

Dadaji_ Chal.

Me unke saath seedhiyan chadhne laga.

---

Scene - Hospital Ward

First floor par pahunchkar Dadaji seedhe general ward ki taraf badhe.

Darwaza khula.

Andar kai patients apne-apne beds par the.

Me Dadaji ke peeche-peeche andar gaya.

Jaise hi meri nazar saamne ke bed par padi, woh ek pal ke liye ruk gaya.

Bhanu Tau bed par lete hue the.

Unke chehre par chot ke nishaan the. Kapdon par khoon ke halke daag the, lekin bleeding band ho chuki thi.

Bagal wale bed par Vikram Chacha lete hue the.

Unke chehre par bhi chot ke nishaan the.

Mene un dono ko dekhkar sann reh gaya.

Jay_ Papa...

Bhanu ne aankhen kholkar Jay ki taraf dekha.

Bhanu_ Aa gaya tu?

Jay_ Haan Papa...aap dono ko ye kisne kiya?

Vikram ne Jay ki taraf dekha, lekin kuch nahi bola.

Tabhi doctor ward mein aaye.

Doctor_ Thakur sahab.

Dadaji turant doctor ki taraf mud gaye.

Dadaji_ Doctor sahab, mere beton ki haalat kaisi hai?

Doctor_ Chinta ki koi badi baat nahi hai. Dono ko kaafi maar lagi hai, lekin koi major internal injury ya aisi chot nahi mili jo jaanleva ho.

Dadaji ne gehri saans li.

Dadaji_ Bhagwan ka shukr hai.

Doctor_ Humne ghav clean kar diye hain aur bleeding bhi control ho gayi hai. Kuch ghante observation mein rakhenge.

Dadaji_ Doctor sahab, aapka bahut dhanyawad.

Doctor_ Ye hamara farz hai, Thakur sahab.

Doctor wahan se aage badh gaye.

Dadaji dheere-dheere Bhanu aur Vikram ke paas gaye.

Unka chehra ab shaant tha.

Lekin aankhon mein daba hua gussa saaf nazar aa raha tha.

Dadaji_ Batao.

Dono chup rahe.

Dadaji_ Kisne himmat ki tum dono ko haath lagane ki?

Bhanu ne Vikram ki taraf dekha.

Vikram ne nazar jhuka li.

Dadaji_ Main pooch raha hoon. Kisne maara tum dono ko?

Bhanu ne dheere se jawab diya.

Bhanu_ Thakur Jaswant Singh Solanki...

Jaswant Singh ka naam sunte hi Dadaji ka chehra badal gaya.

Unki aankhon mein saalon purana gussa ekdum se ubhar aaya.

Dadaji_ Tum dono Pahalwan ke bete ho... aur usse pit kar aa gaye?

Bhanu aur Vikram ne koi jawab nahi diya.

Dadaji_ Sharam nahi aayi?

Ward mein sannata chha gaya.

Me ak taraf khada sab kuch dekh raha tha.

Mene pehli baar Dadaji ke chehre par itna gehra gussa dekha tha.

Jay_ Dadaji... ye sab hua kaise?

Dadaji ne Jay ki taraf dekha.

Dadaji_ Vikram. Tu bata.

Vikram chacha ne dheere se aankhen band ki aur gehri saans li.

Vikram_ Hum dono mandi se laut rahe the... apni Jeep se.

Bhanu tau chupchaap unki baat sun rahe the...

Vikram_ Durjanpura ke paas jo pul padta hai... wahi par Jaswant Singh ne hamari raah rok li...

Jay_ Akela tha?

Vikram_ Nahi. Uske saath uske teen aadmi aur the.

Vikram ki awaaz mein ab bhi dard tha.

Vikram_ Usne apni gaadi hamari Jeep ke saamne tirchi khadi kar di. Humne gaadi rok di.

Jay_ Phir?

Vikram_ Jaswant gaadi se utar kar hamare paas aaya.

Vikram ne ek pal ke liye rukkar Dadaji ki taraf dekha.

Vikram_ Aur usne hansi ke saath kaha...

Vikram ne Jaswant ki awaaz ki nakal karte hue kaha—

Vikram_ "Kya baat hai? Baldev ke do chilgoje mere ilaake mein kaise ghoom rahe hain?"

Bhanu ne aankhen band kar li.

Vikram_ Maine usse kaha ki hum mandi se laut rahe hain. Lekin woh sunne ke mood mein nahi tha.

Jay_ Phir usne kya kaha?

Vikram_ Usne Arjun Singh ka naam liya.

Ye naam sunte hi Dadaji ki aankhen aur sakht ho gayi.

Vikram_ Usne kaha ki mera baap Arjun Singh usse kushti mein buri tarah haara tha.

Mene hairani se Vikram chacha ki taraf dekha.

Jay_ Chacha...

Vikram_ Haan Jay... wahi purani baat.

Vikram chacha ki aankhon mein nami aa gayi.

Vikram_ Usne mujhe kaha... "Tera baap aur teri maa mere yahan naukar ban kar rahe the."

Me kuch bol nahi paaya.

Bhanu ne dheere se kaha—

Bhanu_ Papa... woh yahan tak nahi ruka.

Dadaji ne Bhanu ki taraf dekha.

Bhanu_ Usne Vikram ki maa ko lekar bhi ghatiya baatein kahi. bol rha tha ki chachi ke sath uske saririk sambhandh bhi the...

Vikram ne apni aankhon se aansu pochhe.

Me chup khada tha.

Mere liye ye sab naya tha.

Vikram chacha ne dheere se Dadaji ki taraf dekha.

Vikram_ Tau shree... kya ye sach hai?

Dadaji ne kuch pal tak uski aankhon mein dekha.

Phir dheere se bole—

Dadaji_ Haan, tumhare pita shart hare the, uske yaha nokar ban kar bhi rhe, 90 dono tak. Lakin tumhari maa ko lekar jo usne kha me iss baat se anjan hun, bete.....

Vikram chacha ka chehra toot sa gaya.

Dadaji_ Lekin jo kuch hua, woh tumhari galti nahi thi.

Vikram_ Lekin mere pita... kya woh waqai usse kushti mein haare the?

Dadaji_ Haan.

Ward mein ek baar phir khamoshi chha gayi.

Dadaji_ Arjun bahut ziddi tha. Uske andar apne maa-baap ki maut ka badla lene ki aag thi. Jaswant ko kushti mein haraana uske liye sirf ek muqabla nahi tha... woh uske liye badla tha.

Dadaji ki awaaz dheemi pad gayi.

Dadaji_ Maine use bahut samjhaya tha. Lekin woh nahi maana.

Vikram chacha ki aankhon se aansu nikal pade.

Dadaji_ Mujhe maaf karna, bete. Main us waqt tumhare maa-baap ko us raaste se bacha nahi paya.

Dadaji ne Vikram chacha ke kandhe par haath rakha.

Dadaji_ Lekin ek baat yaad rakh. Tum mere bete ho. Tumhe apne ateet ko baar-baar khurachne ki zarurat nahi hai.

Vikram chacha ne dheere se gardan jhuka di.

Dadaji_ Main apne parivaar ka ek aur beta is dushmani mein nahi khona chahta.

Bhanu Tau ne bhi dheere se gardan hila di.

Me chupchaap dono ko dekhta raha.

Mere dimaag mein ab Jaswant Singh ka naam pehli baar sirf ek aadmi ka naam nahi raha tha.

Ab woh mere parivaar ke purane zakhmon se juda hua naam tha.

..........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Ek or dushman iske ghar ki ladies ko uske samne hi chodna padega tabhi badla pura hoga waiting for next
Like Reply

Scene -Hospital ke Baad

Doctor ke kehne par Bhanu Tau aur Vikram Chacha ko kuch der aur observation mein rakha gaya. Dadaji ne nokaro se ko un dono ke paas rukne ke liye kaha.

Dadaji_ Tum dono yahin raho. Doctor jab discharge karein to inhe aaram se ghar le aana.

Nokar 1_ Ji Thakur sahab.

Nokar 2_ Ji Malik...

Dadaji ne Meri taraf dekha.

Dadaji_ Jay, gaadi nikaal.

Jay_ Ji Dadaji.

Me aur Dadaji hospital se bahar aa gaye.

Jeep mein baithne ke baad Mene engine start kiya.

Jay_ Dadaji... ab hum kahan ja rahe hain?

Dadaji_ Jaswant Singh ke paas.

Mene turant dadaji ki taraf dekha.

Jay_ Abhi?

Dadaji_ Haan. Lekin pehle ek jagah rukenge.

Jay_ Kahan?

Dadaji_  Humara ak khet aayega raste me, uss khet ke paas.

Mene kuch nahi poocha. Jeep Bhanpur se bahar nikal gayi.

---

Scene - Khet Ke Kinare Dadaji Ka Sach

Kuch der baad Dadaji ne mujhe ak sunsaan khet ke kinare Jeep rokne ko kaha.

Dadaji_ Yahin rok.

Mene Jeep rok di.

Hum dono gaadi se utar kar khet ki med par jaakar khade ho gaye.

Dopehar dhalne lagi thi. Door tak kheton mein halki hawa chal rahi thi.

Dadaji kuch der chup rahe. 

Jay_ Dadaji... aap mujhe yahan kyun laaye hain?

Dadaji ne door kheton ki taraf dekhte hue kaha....

Dadaji_ Kyunki aaj tujhe apne parivaar ka me ak or sach batane jaa rha hun, jo tujhe pata hona chahiye jo shayad tujhe kabhi kisi ne nahi bataya.

Me dhyaan se unki taraf dekhne laga.

Jay_ Kaisa sach?

Dadaji_ Tere Chacha Vikram ke pita Arjun Singh... mere sage bhai nahi the.

Jay_ To phir?

Dadaji_ Mere pitaji Shankar Singh ji ki maa, Jab dusri baar garbhavati huyi to, uss samay koi durghatna ghati or wo mrityu lok chhod gyi...
Tab Shankar Singh ji ke pitaji, Thakur Karan Singh ji ne dusri saadi kar li...
Unki dusri patni Radha badi hi krur or nirdhayi mahila thi, uska vyavhar bahut hi kharab tha mere pitaji, Shankar Singh ke prati ..ye baat jab Thakur Karan singh ji ne mehsoos ki to matra aanth varsh ki aayun me, mere pitaji ko sahar bhej dia, or hotel me rakh kar hi padaya likhaya...
Jab wo sahar pad likh kar purn roop se yuva hokar laute, tab tak Thakur karna singh unko humare gaanv me basane ki taiyari kar chuke the...

Yaha ki jamine unke naam kar di, ye makan dia or ak achche pariwar me rishta karke, mere pita jaa jeewan aabad kar dia...

Me_ Dadaji, kitne raaj hai or jo chhupe huye hai mujhse, or iss ghatna kaa Arjun Singh ji se kyaa rishta hai?

Dadaji_ Puri baat suno beta... THAKUR KARAN SINGH KO RADHA SE 2 SANTONO KI PRAPTI HUYI, AK BETA OR AK BETI...Halaki ki dono ke age me bahut diffrence tha, Vidhya Devendra se lagbhag 12 saal chhoti thi...

BETA KUNWAR DEVENDRA SINGH AUR BETI VIDHYA..

Me_ Dadaji, inka Arjun Singh ji se kyaa rishta hai or agar wo apke sage bhai nhi the to humse unka kyaa rishta hai, kyuki me bahut achche se janta hun, ki apke pitaji ne to dusri saadi nhi ki thi...or ye bhi ki wo apni maa ki ikloti santan the...

Dadaji_Arjun Singh ka rishta humare parivaar se bahut gehra tha. Mere pita Shankar Singh ki sauteli Maa Radha se jo ak sauteli behen janmi thi, Vidhya.

Jay_ Vidhya?

Dadaji_ Haan. Vidhya ne Devendra or Radha ke khilaaf jakar love marriage ki thi, aur uski shaadi se janma, Uska beta tha Arjun Singh.

Me dhyaan se sunta raha.

Dadaji_ Arjun ke maa-baap ki ek durghatna mein maut ho gayi, yaa yu kahu ki Devendra Singh or uske logo ne unhen maar dia tha... gala ghot kar kapdo se...Arjun us waqt bahut chhota tha. mujhe samajh nhi aaya ki saadi ke kai salo baad in logon ne, Vidhya or uske pati se kis baat ki ranjish nikali, unhe maar kar...

Jay_ Phir?

Dadaji_ Mere pita Shankar Singh ne usse apne paas rakhne ka faisla kiya. Uski padhai-likhai karwayi. Shehar mein apne ek dost ke yahan rakha. Wahi Arjun bada hua.

Jay_ To Chacha Vikram...

Dadaji_ Vikram Arjun ka beta tha.

Me kuch pal chup raha.

Dadaji_ Arjun jab bada hua to apni pushtaini zameen ka kanooni haq usse mila. Lekin uske andar ek aur cheez thi—apne maa-baap ki maut ka badla.

Jay_ Jaswant Singh se?

Dadaji_ Haan, uske pariwar se...kyunki Jaswant Singh, ussi Devendra Singh ki Ikauti Beti AHILYA kaa beta tha...

Aur wo Devendra or uska Jija Samar Singh Solanki hi the jinhone Devendra ki bahan or Jija ko maut ke ghat utar dia tha...uss wakt jaswant chhota tha......Or ye Samar Singh Solanki kaa hi beta hai Jaswant Singh....

Dadaji ki awaaz mein purani yaadein saaf mehsoos ho rahi thi.

Dadaji_ Arjun bachpan se hi jaanta tha ki uske maa-baap ki maut ke peeche Jaswant ke parivaar ka haath tha. Isi wajah se uske andar Jaswant ko haraane ki zid paida hui.

Jay_ Aur phir kushti hui?

Dadaji_ Haan. Arjun ne Jaswant ko chunauti di.

Jay_ Kya Arjun ko pata tha ki Jaswant kitna taakatwar hai?

Dadaji_ Pata tha. Maine use bahut samjhaya tha.

Dadaji ne gehri saans li.

Dadaji_ Lekin badle ki aag mein aadmi kai baar apni samajh kho deta hai.

Me chup raha.

Dadaji_ Arjun ne kushti haari. Uske baad jo shart lagi, usne uski zindagi barbaad kar di. use or unki biwi ko nokar banna pada Aur?

Jay_ Aur woh apne ghar se door chala gaya?

Dadaji_ Kuch samay baad Arjun aur uski patni Rani dono bahut mushkil daur se guzre. Phir Rani ki maut ho gayi.

Mene dheere se poocha—

Jay_ Aur Arjun?

Dadaji_ Rani ke jaane ke kuch hi samay baad Arjun bhi ek haadse mein mar gaya.

Mene nazar jhuka li.

Me_ Kyaa dono ne apni jaan khud se di?

Dadaji_ Haa sarmindagi me...

Me_ Fir aage kyaa hua?

Dadaji_ Tab maine faisla kiya ki mere apne beton mein se kisi ko bhi kushti ki usi dushmani mein nahi padne dunga.

Jay_ Isi liye Bhim Tau ko bhi aapne kushti chhudwa di thi?

Dadaji_ Haan.

Jay_ Lekin Dadaji... agar aap itna sab jaante the, to Jaswant ke saath dushmani khatam kyun nahi hui?

Dadaji ne Meri taraf dekha.

Dadaji_ Maine dushmani khatam kar di thi. Arjun ke liye mera dukh apni jagah tha, lekin main nahi chahta tha ki uski maut ke baad mere parivaar ka koi aur beta usi aag mein jale.

Dadaji kuch pal chup rahe.

Dadaji_ Lekin Jaswant ne purani aag ko kabhi bujhne nahi diya.

Jay_ Aur aaj usne Tau aur Chacha ko...

Dadaji_ Haan.

Dadaji ki mutthi band ho gayi.

Dadaji_ Isi liye aaj main usse ek baar phir kehne ja raha hoon—mere parivaar se door reh.

Jay_ Agar woh nahi maana?

Dadaji ne Meri aankhon mein dekha.

Dadaji_ Phir jo hoga, saamne hoga.

Mene dheere se gardan hila di.

[b][i]uske baad dadaji ne waha bane ak chhote se kamre ko khola, usse ak Dunali nikali, kuchh goliya nikali or tala laga kar mere pass aakar khade ho gye...[/i][/b]

[b][i]or mujhe uska istemal karna sikhaya.. mene bhi 2 nisane laga kar, samaj lia ki dunali chalani kesi hai...[/i][/b]

[b][i]Dadaji_ ise gaadi me hi rahne dena, Jay.. agar paristhiti bigde to, to iska istemal karna hai aur thok dena hai, Jaswant ko..[/i][/b]

[b][i]Me_ theek hai dadaji...[/i][/b]

[b][i]Me dadaji kaa ye roop pahli baar dekh rha tha..[/i][/b]

---

Scene - Roop Ganj....

Dadaji_ Chal. Ab Roop Ganj.

Jay_ Jaswant ka gaon?

Dadaji_ Haan. Aur yaad rakh... wahi hamara bhi pushtaini gaon hai.

Mene Jeep start ki.

Dopehar dhal raha tha. Jeep dheere-dheere Roop Ganj ki taraf badhne lagi.

Gaon ke bahar pahunchte hi kuch logon ki nazar Jeep par padi.

Ek aadmi ne doosre se kaha—

Gaonwala_ Arre... ye to Baldev Singh ki Jeep lag rahi hai.

Doosra Gaonwala_ Baldev Singh khud aa raha hai kya?

Kuch log sadak ke kinare rukkar Jeep ko dekhne lage.

Jaswant ke kuch aadmi unhe pehchaan gaye.

Ek aadmi_ Thakur sahab ko batao. Baldev Singh gaon mein aa gaya hai.

Mebe ye sab dekha.

Jay_ Dadaji, log hume dekhkar itne pareshan kyun ho rahe hain?

Dadaji_ Kyunki ye sirf ek gaon nahi hai, Jay. Yahan purani dushmaniyan bhi rehti hain.

Jeep seedhi Jaswant Singh ki haveli ki taraf badh gayi.

---

Scene - Haveli Ke Bahar

Haveli ke bade darwaze ke saamne Jeep ruk gayi.

Mene brake lagayi.

Dadaji ne darwaza khola aur gaadi se neeche utar gaye.

Haveli ke bahar khade Jaswant ke kuch aadmi unki taraf badhe.

Ek aadmi_ Thakur sahab ke aadesh ke bina tum andar nahi ja sakte.

Dadaji ne uski aankhon mein aankhen daali.

Dadaji_ Hato.

Aadmi_ Baldev ji, aap...

Dadaji ne uski baat poori hone se pehle hi use ek taraf dhakel diya.

Me bhi Jeep se neeche utar gaya.

Jay_ Dadaji...

Dadaji_ Mere saath chal.

Jay_ Ji.

Hum dono haveli ke darwaze ki taraf badhe.

Jaswant ke aadmiyon ne hume rokne ki koshish ki, lekin Dadaji Baldev Singh ne apni purani pahalwani ki taakat dikhate hue unhe peeche hata diya.

Mene bhi Dadaji ka saath diya.

Dadaji_ Kisi ko jaan se mat maarna, Jay. Bas raasta saaf kar.

Jay_ Samajh gaya.

Hum, Dono haveli ke andar ki taraf badhte gaye.

Andar se ek zor ki awaaz sunai di—

Jaswant_ Kaun hai jo meri haveli mein itna shor macha raha hai?

Dadaji ruk gaye.

Unke chehre par ek halki si muskaan aayi.

Dadaji_ Bahar aa Jaswant.

Kuch hi pal baad Jaswant Singh haveli ke andar se bahar nikla.

Uske chehre par wahi purani ahankari muskaan thi.

Uske peeche uski patniyan bhi aa kar khadi ho gayin. Jaswant Singh ki kul 6 patniya thi...

Jaswant ne Baldev Singh ko dekha aur hans pada.

Jaswant_ Kya hua, Bhai sahab? Itni door se mere darwaze tak chale aaye?

Dadaji_ Aaj baat karne aaya hoon, Jaswant.

Jaswant_ Baat? Ya purani haar ka hisaab?

Dadaji_ Na hisaab chahiye, na badla.

Jaswant ki muskaan aur gehri ho gayi.

Jaswant_ To phir mere darwaze par itna gussa lekar kyun aaye ho?

Dadaji_ Kyunki mere beton ko tune haath lagaya hai.

Jaswant kuch pal chup raha.

Phir dheere se bola—

Jaswant_ Maine unhe zinda chhoda tha.

Dadaji_ Bas isi liye keh raha hoon—dushmani yahin khatam kar de.

Jaswant_ Aur agar main na karun?

Dadaji ne Meri taraf dekha.

Dadaji_ To phir tujhe samajh aa jayega ki Baldev Singh ka parivaar sirf Baldev Singh ke naam se nahi pehchana jaata.

Me ek kadam aage badha.

Jaswant ne pehli baar mujhe gaur se dekha.

Jaswant_ Ye kaun hai?

Dadaji ke chehre par halki muskaan aa gayi.

Dadaji_ Mera pota.

Jaswant_ Pahalwan banaya hai ise?

Dadaji_ Iska jawab tujhe khud baa khud mil jayega...

........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

[Image: file-00000000b93c8208a8009d1e8251751c.png]
Like Reply

Thakur Jaswant Singh Solanki[Image: file-0000000046a882079183c53004d4df4b-1.png]
Like Reply

First Wife....
[Image: file-00000000911482119f5a64baf211c34a-1.png]

Second Wife....
[Image: file-000000004a748211a932558d9916bbac-1.png]
[Image: file-0000000032dc82119b279382bcf1700b.png]


[Image: file-00000000de04821186a34c92d49eeea0.png]


Third Wife.....
[Image: file-000000000f548208831d13f982ffc9b7-1.png]

Fourth Wife....
[Image: file-000000002ebc8211ba798317944995a2-1.png]
[Image: file-00000000a8f88211a27382973a7dbb7c.png]

[Image: file-000000000d448211a8cec3b3eac1e264.png]


Fifth Wife...
[Image: file-00000000f62c8208ad031ce30cc8e6f3-1.png]

Sixth wife...
[Image: file-00000000f5fc8211896c037d40a5fad0-1.png]

They sabhi Jaswant Singh ki biwiyan hai...

Aur ye sabhi iss wakt Jaswant Singh ke sath hai...
.......
Like Reply

Me aage badne se pahle, Thakur Jaswant Singh Solanki ke baar me thoda or bata dun...

Jaswant Singh last time dadaji se hi hara tha apni young age me, wo naa usse pahle kabhi hara tha or naa uss match ke baad kabhi dobara hara hai...

Jaswant Singh kaa kad 6 foot se bhi jyada hai, tagda badan or takatwar sarir...

Jaswant Singh uske baap Samar Singh kaa inkota beta hai, lakin usse badi uski 6 bahane hai...

Or ye panchon bahne aas paas ke gaanvo me hi bihai hai.....

Jaswant Singh aaj bhi pehalwani me sakriya hai...

Jaswant Singh kaa koi bhi beta nhi hai, uski 6 betiya hai, jo ki sab 18 varsh ki aayun se badi hai, or sahar me reh kar padai, yaa job kar rhi hai...

Jaswant Singh ki 6 biwiyan, 6 alag alag state se hai, wo jaha jaha jakar kushti ke mahapratiyogita jeeta, waha se wo, pahalwan pariwar ki ak beti ko biwi bana kar le aaya...

Maharashtra 
Punjab
Rajsthan 
Hariyana
Bihar
West Bengal

Iski kuchh biwiyon ke bhai, yahi isi ki haweli me rahte hai...

Or iss haweli per jayaj hak to humara bhi hai....

.......
Like Reply

Scene - Haveli Ka Aangan

Haveli ke bade aangan mein achanak sannata chha gaya.

Ek taraf Dadaji Baldev Singh khade the, unke paas Me. Doosri taraf Jaswant Singh apni biwiyon or apne aadmiyon aur parivaar ke kuch logon ke saath khada tha.

Jaswant ki nazar Mujh par tik gayi.

Waha khada ak jatt sikh, bol pada...

Jatt

[Image: file-000000003d1882088752312ea1a315b7.png]


Jatt_ Mene ise kushti karte dekha hai Jija Ji, Bahut tagda khelta hai....

Jaswant ne apne sale ki aur dekha or fir mujhe dekha...

Jaswant_ To ye hai tera pota, Ye wo sahar wale chhore kaa beta hai naa tere?

Dadaji_ Haan.

Jaswant_ Umar dekhi hai iski? Aur tu ise mere saamne lekar aa gaya?

Mene shaant lehje mein jawab diya.

Jay_ Umar chhoti ho sakti hai Thakur, lekin baat karne ke liye umar nahi, tameez chahiye. agar tum dadaji se ijjat se baat karoge to badle me tumhe bhi ijjat milegi....

Aangan mein khade kuch log ek-doosre ki taraf dekhne lage.

Jaswant ki aankhon mein gussa aa gaya.

Jaswant_ Zubaan bahut chalti hai teri.

Jay_ Aapne baat shuru hi zubaan se ki hai. Main bas jawab de raha hoon, Thakur...

Dadaji ne Meri taraf dekha.

Dadaji_ Jay.

Jay_ Ji Dadaji.

Dadaji_ Gusse mein apni had mat bhoolna.

Jay_ Ji.

Jaswant hans pada.

Jaswant_ Baldev, lagta hai budhape mein tune sach mein ek aur pahalwan taiyar kar hi liya, mere hato marne ke liye....

Dadaji_ Ye, Arjun nhi hai Jaswant, ye tere jese kaiyon ko pel chuka hai....

Jaswant ne apne sale ki aur dekha...uske sale ne haa me isara kia...

Jaswant ne gusse ke bhav se meri or dekha...

Jaswant_ Tabhi itni jaban tez hain iski?

Dadaji_ Haa, tujhe tameez yaad dila rha hai..

Jaswant_ Kyaa hua budde, bura lag rha hai, tujhe ijjat chahiye?

Or jaswant or uske log hasne lage..

Dadaji_ Apsabdo ki juban se bach, Jashwant...jism ke ghav sukh jate hai, jaban se chale apsabdo ke nhi...

Jaswant kuch pal chup raha.

Phir woh thoda humare kareeb aaya.

Jaswant_ Kyaa nanhe pahalwan, kab se kar rhe ho kushti?

Jay_ Bachpan se...

Jaswant_ To yaha kyaa mujhse ladne aaya hai?

Jay_ Me haa agar tumme himmat hai, apne pariwar ke samne harne ki to...

Jaswant_ To phir aa jaa, mujhe maja aayega tujhe masalne me...

Jay_ Aajma ke dekh lo...

Jaswant ne aankhen sikod kar mujhe dekha.

Jaswant_ Bahut jaldi tu jamin ki dhul chat rha hoga...

Dadaji muskurate huye...

Dadaji_ kosis kar le, Jaswant. sayad iske baad tera pet bhar jaye or tu mere pariwar ke prati ye vyarth ki dushmani chhod de...

 Tu har baar purani kahani ko zinda karta hai. Aaj main tujhe aakhri baar samjha raha hoon—mere bachchon aur mere pote se door reh.

Jaswant_ Aur agar main na rahun?

Dadaji_ To phir tujhe iska jawab mil jayega.

Jaswant ne apne ek aadmi ki taraf dekha.

Jaswant_ Kya mere ghar mein koi aisa nahi jo is ladke ko masal sake? me ise jamin per gidgidate huye dekhna chahta hun....

Tabhi bheed mein se ek mazboot kad-kaathi wala aadmi aage aaya.

Ye bhi Jaswant ka sala tha aur khud bhi kushti karta tha. Ye hariyana se tha...

Pahalwan_ Thakur sahab, aap peeche rahiye. Main dekhta hoon is ladke ko.

Jaswant_ Tum haraoge iss bachche ko?

Pahalwan_ Ji.

Pahalwan

[Image: file-000000002454820891ac502b0aa0ada9.png]


Jaswant_ theek hai sale sahab, bana do rail iss nanhe se chilgoje ki
..

Mene Dadaji ki taraf dekha.

Jay_ Dadaji?

Dadaji kuch pal mujhe dekhte rahe.

Dadaji_ Jay, yaad rakh—ye gussa nikaalne ka waqt nahi hai, kisi ki jaan nhi leni hai, lakin chhodna kisi ko bhi nhi hai...

Jay_ Samajh gaya.

Pahalwan ne apna angvastra sambhala aur aangan ke ek khule hisse mein aa gaya.

Pahalwan_ Aa ja ladke.

Me dheere se aage badha.

Dono aamne-saamne khade ho gaye.

Jaswant ke aadmi utsukta se dekhne lage.

Dadaji ek taraf shaant khade rahe.

Pahalwan ne pehla daav lagane ki koshish ki.

Mene ak kadam peeche hata, uski pakad se bach gaya aur turant uski kalai pakad li.

Pahalwan ne zor lagaya.

Mene apna balance banaye rakha.

Pahalwan_ Itni aasani se nahi bach payega.

Jay_ Main bachne nahi aaya. rondne aaya hun...

Agle hi pal Mene apni position badli aur pahalwan ko ek saaf kushti ke daav se zameen par gira diya.

Bheed mein halki si halchal mach gayi.

Pahalwan turant uth khada hua.

Pahalwan_ Dobara!

Jay_ Zaroor.

Doosri baar muqabla pehle se zyada tez hua.

Pahalwan ne mujhko pakadne ki koshish ki, lekin mene uski chaal ko pehle hi samajh liya.

Mene ek ke baad ek technical daav lagaye.

Aakhirkaar pahalwan phir zameen par tha.

Jaswant ka chehra badal gaya.

Jaswant_ Ye kaise...

Dadaji ke chehre par halki si muskaan thi.

Dadaji_ Kaha tha na, Jaswant... mera Babbar sher hai.

Mene pahalwan ko haath dekar uthaya.

Jay_ Aap theek hain?

Pahalwan ne kuch pal mujhe dekha. wo bhi bade ashcharya se...

Pahalwan_ Haan.

Jay_ To baat yahin khatam karte hain.

Jaswant dheere-dheere Meri taraf badha.

Jaswant_ Tu samajh raha hai ki ek daav se tune mujhe hara diya?

Jay_ Maine aapko nahi, aapke pahalwan ko haraya hai.

Jaswant_ To phir mujhse lad.

Mene uski aankhon mein dekha.

...............
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

adding pictures make story more interesting
[+] 1 user Likes xf123's post
Like Reply

Bhai ji Jaswant Singh ki biwiyon ke photos ke baad ka update missing hai please update ko dobara se post kar dijiye nahi to story samajh nahi aayegi... I am waiting
Like Reply

(15-08-2026, 08:54 PM)Skb21 Wrote:  Bhai ji Jaswant Singh ki biwiyon ke photos ke baad ka update missing hai please update ko dobara se post kar dijiye nahi to story samajh nahi aayegi... I am waiting

Done....
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

(15-08-2026, 07:52 PM)xf123 Wrote:  adding pictures make story more interesting

Yes dear, that connect to the charectors...
Like Reply

Aaj update nahi aayega kya.... We are waiting
[+] 1 user Likes Skb21's post
Like Reply

Tabhi piche se aawaj aayi, Darbar aap ruke, ise masalne ke liye apko last karne ki jarurat nhi hai...

Jaswant meri or aate huye ruk gyaa....

Ye bhi Jaswant kaa ak sala tha, isse pahle wala pahalwan saaf kushti kar rha tha, or ak achche mukable me hara, lakin iska irada mujhe buri tarah se pitne kaa tha...

Jaswant_ Sale sahab, Abhi Abhi apka chhota bhai hara hai, isse.

Pahalwan 2_ Darbar tabhi to me sabak sikhana chahta hun iss badmas ko...

Ye jaswant kaa bada sala tha, isse pahle iska hi chhota bhai, dhul chat ke piche hata tha..
[Image: file-00000000a928820897a02dc3ec7cbbd3.png]

Jaswant_ theek hai sale sahab tum bhi aajma lo....

Dadaji_ Lagta hai, Aadha sasural tune yahi basa rakha hai, Jaswant...

Jaswant Kuchh nhi bola, wo bas bachain tha...

Pahalwan 2_ tu gyaa bachche, aaj teri haddiyan tod ke tujhe jeewan bhar ke liye, wo dard dunga jo tu bhulega nhi...

Me_ Muh hi chalaoge yaa hath bhi...

Itna sunte ho wo gusse me aa gya...or meri or bada...

Or iss baar mene iss pahalwan ko utha utha ke patka....koi raham nhi dikhaya....ak ke baad ak daav lagaye, or maa chod ke rakh di uski, uska badan puri tarah se tod diya, dard se karhate huye, maidan me pada tha wo...

Or dard se karrah rha tha...
[Image: file-0000000078bc8211bbaed4d1c1090fbc.png]

.........

Ye dekh ek Jaswant chauk gyaa...

Dadaji garv se bhare huye the, unka sina chauda hote jaa rha tha....

........

Tabhi hum dono chaukne wale the... kyuki...

......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

[Image: file-00000000e5b88211a685391591f60619.png]


Kyunki Najara hi kuchh aisa tha, 4 pahalwan, jo ki alag alag states se the or sabhi sale the, Jaswant ke...

Dadaji ko pahli baar thodi si hichak huyi, 4 pahalwano ko sath aate dekh....

Jaswant_ Kyaa hua budde, dar gyaa kyaa...ye jinhe tu dekh rha hai, ye danav hai, ak ak me bhaiso jesi takat hai...

Abhi bhi ladna chahega, pota tera....

Mene dadaji ki or dekha, or unhe isare se kaha, bharosa rakhiye me inki maa chod dunga....

Fir dadaji bole...

Dadaji_Jaswant kushti niyamo kaa khel hai, bhej se ak ak karke apne pahalwano ko akhade me...

Jaswant_ Haa kyun nhi, ab to mujhe bhi maja aa rha hai, iss khel me..
budde jin 2 pahalwano ko isme haraya hai, wo regular Pahalwani nhi karte, bichare mere khet sambhalte hai...
Sayad iss liye daav kha gye tere pote se...
Lakin ye charo niyamat roop se khud ko taiyyar karte hai, mujse ladne ke liye...

Inhe hara payega, pota tera...

Dadaji, muskuraye or bole...

Dadaji_ me fir kahunga Jaswant, apni aankho se dekh le....

usme se ak pahalwan meri or bada, mere pass aaya...

[Image: file-0000000000288211a28e99a08fd5e056.png]


Usme apne samasth badan per mitti mali...

Or Marathi me kuchh bola...

“आज तुझी हाडं मोडून कुत्र्यांना खायला घालीन, पोरा!”

(Aaj to teri haddiyan tod ke kutto ko khilaunga bachche)

Me_ Pahalwan marathi me baat karni hai to Maharashtra jaa, yaha ye bhasa samjhne wala koi nhi...

Tabhi piche se iss pahalwan ki bahan bol padi...

“याची एक-एक हाडं तोडून टाक भावा, आज याला स्वतःच्या पायावर चालत घरी जाता कामा नये!”

( Iski ak ak haddi ko tod de bhai, aaj ye apne pairo per ghar nhi jana chahiye...)

Me_ Kyaa baat hai, Thakur...lagta hai Teri biwiyon ko bhi maja aa rha hai, apne bhaiyon ko pitate dekhne me...tabhi josh bada rhi hai, Inka ..

Jaswant_ Govind masal do, iss haramkhor ko ab bahut hua...

Govind ne meri coller ko pakda, mujhe hawa me uthaya or patak dia...

waha mojud sabhi log hasne lage...

Jaswant or uske log talia marne lage...

Idhar dadaji bhi muskura rhe the, uss pahalwan ki iss harkat per ..

Tabhi jaswant bola...

Jaswant_ Kyaa hua, budde...satiya gyaa hai kyaa....tera pota jamin per leta hua hai....

Dadaji_ Yahi Galti to nhi karni thi tere sale ko, uski coller nhi pakadni chahiye thi....

Or muskurane lage...

.......
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

[Image: file-00000000b3208211ab8ea7391392ce61.png]


Jaswant abhi bhai muskura rha tha, dadaji ki baat uske sir ke uper se chali gyi...use lag rha tha ki dadaji ak bachkani baat kar rhe hai...

Jaswant_ Tu apne pore ko pitate dekh, budde..uske samne koi bachcha nhi hai, jise wo pit dega coller pakadne per, mera takatwar pahalwan sala hai...

Dadaji fir muskuraye....

Tabhi aasman se pani ki bunde girna chalu huyi, ak tej tarar barish, jo hume bigha rhi thi...

Govind or Jay aamne samne...
[Image: file-000000004df08211b49342cdeea68367.png]


Hum dono Abhi bhi apni apni jagah per khade the....or fir mene uss pahalwan per hamla kia, or uss barish me bijli ki gati se ak ke baad ak daanv laga kar dhoya use...barish 10 minutes tak aayi...

Or 10 minutes tak hi barshat me, mene uss maderchod ko tabiyat se mara, utha utha ke patkaa, uss randi ki aulad ko...

Jese hi barish band huyi, sab ki najar hum per rhi, or najara kuchh aisa tha...
[Image: file-00000000b5d482088a36bc0478e95217.png]

Sab dekh ke dang reh gye....

Me utha or jaswant ki or dekhte huye bola...

Me_ Thakur jaldi jaldi bhej apne pahalwano ko, mujhe inke sath khel ke maja nhi aa rha hai....

Jaswant mujhe dekhte huye, uski aankhein shok me thi, ki ye kese hua..or kisne kiaa...

Jaswant_ ye, ye, tumne nhi kia, kisne madad ki tumhari isme, Baldev tumne....

Dadaji_ Are jaswant apne pahalwano ko harte dekh pagla gyaa hain kyaa...dikh de dekh mere kapdo per, koi daag nhi hai, me yaha se ak pal ko bhi hila nhi hun...

Me_ Ghabrao nhi, Thakur...Pani band ho gyaa hai or abhi Tumharey paas 3 pahalwan or bache hai, unhe bhejo or apni namgi aankhon se dekho, ki isne mara usse, itni buri tarah se....

...........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply

Jaswant _ Govind akhade se bahar aao....

Dadaji_ ab ye hafte bhar tak nhi uth payega, jaswant apke aadmiyon ko bol ki ise utha ke le jaaye...

Jaswant ye sun kar shok ho gyaa...

Jaswant apne aadmiyon ko bolte huye...

Jaswant_ Govind ko utha kar akhade se bahar karo...

Govind ko Jaswant ke aadmiyon ne jese tere utha ke bahar kia....

......

Jaswant_ Angad, ye ladka bachna nhi chahiye...

Angad_ Nhi bachega...

Angad Jaswant kaa ka or ak or sala hai.... Jaswant apni har biwi ke sath ak do bhai bhi sath le aaya tha...jo yahi reh kar jaswant ke liye kaam karte hai...

Angad

[Image: file-00000000a3ec821193a3885eb17411f4.png]

Angad ko jam mene dekha, to mujhe laga ki koi bhaisa, insaan ke roop me chala aa rha hai...wese to Govind kaa sarir bhi bhari bharkam tha...lakin iske chalne me hi bhari wajan ki anubhuti ho rhi thi...


Dadaji ne meri aur dekh, saam ka samay ho chuka tha...

Dadaji_ Jay, ye sab jaldi khatam karo, hume raat se pahle Ghar pahuchna hai..

Me_ Ji dadaji...

Angad mere samne aakar khada ho gyaa...
[Image: file-000000004df48208999ab94bbdd912d9.png]

Angad_ Aaj ki teri badmashi bahut ho gyi bachche...tum mere parayapt doston ko hani pahucha chuka hai, ab me tujhe Arthi per tere ghar bhejungaaa..

Me_ aaja kosis kar le...

Angad chikhta hua meri aur aaya....

Jaswant ye sab dekh rha tha, jaswant ki biwiyan bhi apne bhaiyon ko maar khate dekh rhi thi...or ummed kar rhi thi ki koi to masal ke rakh de mujhe...

Me ak chhij se anjan tha ki, Jaswant ki ak jawan beti mujhe dekh rhi thi, or use iss baat se farak nhi pad rha tha, ki uske mamaon ko me utha utha ke patak rha hun, wo to mere har andaj pe fida ho rhi thi...

Use to ak jawan mard, najar aa rha tha...jisne uski aankhein sthir kar di thi, apne uper...

Angad ne kuchh daav try kia, lakin uska bhi bass nhi chal rha tha, mere uper...

Fir mene ak ke baad ak daav lagaye...

Angad per daanv lagate huye...
[Image: file-0000000062988211a7039ccea5ceda01.png]

Angad ab jhatpatane laga...wo mere chahre per kichad uchalne laga, taki meri aankhein band ho Jaye or wo mujhe per daanv laga sake...

Mujhe uski iss harkat per gussa aaya, or mene use hawa me utha ke lahra dia ..

[Image: file-000000004cf482078f575292012c3862.png]


Mere iss daanv ke baad angad haar gyaa, usne mujhse jitne ki umeed chhod di...

Ye dekh ke to dadaji bhi, chauk gye, kyuki isse pahle ye daanv mene kisi pahalwan ko nhi lagaya tha...

Jaswant bade aascharya se dekhtey huye.....

Chhat ki balcony se, jaswant ki jo beti nihar rhi thi, wo muskura rhi thi...or ye baat dadaji ne dekh li...

Dadaji ne mujhe halka saa isara kia ..or meri najar bhi uss ladki per gyi...lakin me isse pahle ki use thik se dekh pata wo, cement ke collum ki aad me chhup gayi...

Fir me dobara, kushti per dhyan dene laga...

Angad abhi bhi mere hato me lehra rha tha...mene use धड़ाम se niche giraya...

Niche se jhat se pani or khichadi hawa me uchhala, or angad sher ho gyaa, wahi...

Wo ladki fir maje se mujhe dekhne lagi....lakin Mera dhyan niche tha...

..........
[+] 1 user Likes Babab96's post
Like Reply




Users browsing this thread: Ptc95, 9 Guest(s)