12-09-2023, 09:22 AM
Ajj unhi rasile honthon ka rasspaan awara Ramu kar rha tha. Ramu aur Jasleen deep kissing kar rhe the. Unka kiss 1-2 min hi chala tha. lekin ek zabardast chuban tha. Ye nazara dekh Ramu ke sabhi doston ke lund khade the, yahan takk ki Meena ki choot bhi thodi gili ho gyi the. kuch der dono ruke aur Ramu ne Jasleen ko gale se lagga liya.
Chahe ye galat tha, Jasleen shadishuda thi… lekin kabhi kabhi aise anuchhit sambhand ka kuch alag hi feel hota hai. Isi liye Jasleen ek saath kyi emotions feel kar rhi thi.. guilt, lust, excitment, fear etc.
Jasleen madhosh thi. Uske muh ke ander Ramu ke kiss ka swaad abhi bhi tha. ye kiss bohot hi alag tha. Ramu ne aise raseele aur mulayam honth pehle kabhi nhi chume the. Ramu ko lagg rha tha jaise usne koi sapna dekha ho. Lekin aaj Jasleen jaise kisi aur hi raste par nikal gyi thi.
Sabhi naach rhe the. thodi der ye naach gana chalta rha. Ramu aur Jasleen baki logo se alag ho gye the. wo dono bheed se alag apne aap mein ghum the.
Babita to waha se kab ki jaa chuki thi. Babita ka mann dukhi tha, use bohot bura laga jiss tarah se inn logo ne apna kaam niklwa kar use pucha takk nhi. Usne Jasleen ko acha sabak sikhane ki sochi. Wo soch rhi thi ke “ ek na ek din saali ko uske pati ke samne nanga kar degi, fir dekhtu hu kutiya ki akadd”.
lekin Jasleen ab ghar jana chahti thi. Ramu chahta tha ke wo aur thodi der ruke.
Jasleen: “time bohot ho gya hai Ramu… mujhe ghar jana chahiye”
Ramu: “ruk na thodi der aur”
Jasleen: “please.. abb mujhe jana chahiye”
Ramu: “agan na jaane doon to?”
Jasleen: “zid mat kro Ramu… hum fir mil lenge”
Ramu: “kab?”
Jasleen: “jab tum kaho”
Ramu: “acha? jab main kahu?”
Jasleen: “han.. “
Ramu: “dekhlo abb apne kahe se badal mat jana”
Jasleen: “promise !! jab tum kaho ge main aa jaoungi”
Ramu: “aise kaise maan lu ke tune pakka promise kiya hai?”
Jasleen uski ankhon mein thodi hairaani se dekha. fir Jasleen ne ek katil muskaan dete huye dhire dhire apne honth Ramu ke hontho ke paas le gyi aur uske hontho ko choom liya.
Jasleen: “pakka promise.. ab to yakeen aya na?”
Ramu: “hmmm ye huyi na baat..chl thik hai aaj teri baat maan leta hoon”
Ramu ke chehre par smile thi, aaj uske chehre par ek gamand sa tha. Usne ek rahiszaadi shadishuda larki ko fassa jo liya tha. Jasleen ghar jana chahti thi, aur Ramu soch rha tha ke jaldi isse kisi room mein le jaon. Lekin Ramu ne sabar se kaam liya. Ramu Jasleen ko usse uske ghar le jaane laga. raste mein wo baatein krte jaa rhe the.
Ramu: “tujhe pata hai meri choti behan ka rishta pakka huya hai”
Jasleen: “acha !!! ye to khushi ki baat hai..to kab hai shaadi?”
Ramu: “abhi tareek to pakki nhi ki lekin jaldi ho jayegi. tujhe shaadi pe aana hoga”
Jasleen: “han.. zaroor”
Ramu: “kisi din tujhe apni maa aur behan se bhi milwaunga… wo bhi to dekhe meri pasand”
Jasleen thodi shock huyi..” main…kaise..” use soojh nhi rha tha ke wo kya kahe
Ramu: “meri maa aur behan se mil nhi sakti?”
Jasleen: “nhi nhi wo baat nhi.. bss aise hi”
Ramu: lekin han, ek aur baat… agle hafte mere dost Birju ke chachere bhai Sunil ki shaadi hai Bhagalpur mein. wo bhi mera khaas dost hai, aaj wo yahan nhi aya”
Jasleen: “ohh acha.. “
Ramu: “tu janti hai usse?”
Jasleen: “main tumhare doston ko kaha janti hoon”
Ramu: “jab tujhe pehli baar dekha tha.. to wo mere saath hi tha, tere ghar ke chakkar lagate the hum dono. bhenchod bohot chakkar lagwaye tune”
Jasleen sharma si gyi. wo kuch nhi boli.
Jasleen thoda nakhra dikhate huye.. “maine tumhe kab kaha tha ke mere chakkar lagao? aur tumhe sharm nhi ayi kisi larki ko chedte huye?”
Ramu: “nhi ayi… jis ne ki sharm uske phute karam”
Jasleen: “shuru se hi aise ho?”
Ramu: “han… hum to aise hi hain”
Jasleen: “acha main sudhaar dungi”
Ramu: “humein sudharne wala koi mai ka laal paida nhi huyaa… bhenchod kahi aisa na ho ke tu bigad jayee mere saath… hahaa “
Jasleen: “ hayee na… mujhe nhi bigadna”
Ramu: “chal bta… chalegi mere dost ki shaadi pe mere saath?? Meena ko bhi saath le chalege.. Rajesh to jayega hi. Aur mere dost bhi apni bandiyon ko saath leke jayenge… to main soch rha hoon ke main bhi apne wali ko saath le chalu”
Jasleen ko bohot ajeeb sa laga jab Ramu ne usse ‘apne wali’ kaha. Ramu ka iss tarah se baat krna Jasleen ko jaane-anjaane excit kar rha tha.
Ramu: “wahan bohot kamm log honge, kyunki Sunil uss larki ko bhagha ke laya tha. unhone court marriage to kr li bss ab riti-riwaz se shaadi krni hai. lekin larki ke gharwale to razi nhi hain, han Sunil ke gharwale shaadi ke liye maan gye. to bss hum log honge aur unke kuch khaas,”
Jasleen: “nhi main nhi jaa sakti, Parm nhi jaane denge 2 din ke liye.. agar subah ja ke shaam ko ana hai to baat alag hai.. lekin raat rehna nhi ho payega. aur waise bhi aise kisi anjaan ke ghar shaadi pe jana…mujhe thik nhi lagta aur Parm to nhi manege”
Ramu: “tu bhehanchod fir le ayi apne pati ko… tu ne bola tha jab main kahunga tu aaegi, aur shaadi to bahana hai.. hum waha kahin ghoom lenge”
Jasleen: “wo baat nhi hai… lekin aise kisi ke ghar 1-2 din rehne ki baat kab ki thi….tum samjhte kyu nhi rhe ho”
Ramu: “thik hai.. agar tere Pati ko mana liya jayee to?dekh ab chutiyapa mat kar….agar tera Pati maan gya to tujhe ana hoga… bhenchod sab apne wali leke ayenge aur main haath main liye ghoomunga !! ”
Ramu ke is tarah bolne se Jasleen sharma si gyi. Ramu ne Jasleen ko chidaane ke liye Babita ka naam liya.
Ramu: “agar tu na gyi to Babita ko le jaounga, wo to saali ek dam tyaar hai”
Jasleen chidd gyi. Babita ka naam Ramu ki zubaan pe aate hi Jasleen ko bohot gussa aya.
Jasleen gusse se: “Thik hai to le jao uss Babita ko, bohot dil kr rha hai na tumhara.. “
Ramu: “to kya kru tu maan hi nhi rhi ”
asal mein Ramu planning kar rha tha ke Jasleen ko uske ghar se kahin door le jaye, kyunki wo Jasleen ke saath apne pehle sex ko bohot hi khaas banana chahta tha. Lekin Jasleen darr rhi thi.
Jasleen: “ab to mujhe bilkul bhi nhi jana…tum usse hi le jao”
Ramu ne Jasleen ko apni aur kheencha aur uske hontho pe ek chuban jad diya.
Ramu: “tu hi chalegi.. samjhi! tere Pati ko sambhal lenge.. krte hain koi planing”
itne mein Jasleen ka ghar aa gya. Uska Pati Parm abhi takk ghar nhi aya tha, wo aaj office mein busy tha. Jasleen ko thodi rahat mili. Ramu Jasleen ko ghar chod wahan se chla gya. Jasleen bhi naha dho kar fresh ho gyi. ab tak bhaang ka saroor bhi khatam ho chuka tha. Jasleen Parm ka wait kar rhi thi. Uske mann mein bohot kuch chal rha tha. jo aaj huya tha wo uske mann mein chal rha tha.
Thodi der baad Parm bhi ghar aa gya. Jasleen Parm se aankh nhi mila pa rhi thi. Lekin uske chehre par aaj ek alag hi madhoshi thi.
Parm: “kaisa rha tumhara din?”
Jasleen: “thik tha… aap aaj itni late ayee?”
Parm: “han bohot kaam tha aaj. kab ayi Mele se?”
Jasleen: “main to kab ki ghar aa gyi thi, main to jana nhi chahti thi ye Meena zid kar rhi thi”
Jasleen Parm se kabhi jhoot nhi bolti thi lekin Meena ke sang reh ke wo Parm se kuch baatien chupane lagi thi. Ye sab Meena ka hi kaam tha.
Parm: “tumne kuch khaya?”
Jasleen: “apki wait kar rhi thi.. saath mein hi khayenge”
Jasleen ke masoom se chehra dekh Parm se rha nhi gya. Usne Jasleen ko apni aur kheencha aur uske hontho ko chusne lagga. Use kya pata tha ke thodi der pehle inhi hontho ke koi aur maze le rha tha. Jasleen ne apne ko Parm se chudwaya.
Jasleen: “kuch khaa to lijiye pehle.. aap to aate hi shuru ho gye”
Parm: “jiski biwi itni sundar ho wo kaise ruk skta hai”
Jasleen: “bss bss pehle khana khaiyee”
Jasleen bilkul normal behave kar rhi thi jaise kuch huya hi na ho. raat ko Parm Jasleen ko bahon mein utha kar bed par le gya. Fir usne ache se Jasleen ke ek ek ang ko chuma aur pyaar kiya.
Parm Jasleen ke uper tha, usse kass ke jakda huya tha aur zor zor se dhakke maar rha tha.
Jasleen” aahhhhh hmmmm haaaa aaahhh ohh aaah”
Dono ek dusre mein khoye huye the. Lekin udhar Ramu apne gande se bistar par leta Jasleen ke baare mein soch rha tha. Wo soch rha tha ke Jasleen ko wo kaha leke jaye…? kaha uske saath pehla sex kre? hotel mein ya kahin aur? Ramu pehle sex ko khaas bna na chahta tha. yahi soch soch wo bistar par karwatein le rha tha.
Udhar Sattu Lankesh bhi bistar par leta huya Jasleen ke bare mein soch rha tha..” saali kaha mar gi.. abb kabhi dikhe gi bhi ya nhi bhehanchod”
in baaton se bekhabar Jasleen apne Pati ke niche leti uske zabardast dhakko ko seh rhi thi. Ramu ke Jasleen ki zindagi mein aane se Jasleen ka pyaar Parm ke liye kam hoga ya nhi ye to waqt hi batayega. Lekin itna pakka hai ke jab ye baat Parm ko pata chalegi to na jaane konsi tabahi ayegi.
Agle din Ramu Meena ko Birju ke bhai Sunil ki shaadi ki baat batata hai. Ramu ke dost bhi saath the.
Ramu: “tu kuch kar… mujhe use shaadi pe leke jana hai”
Meena: “ye to mushqil hoga… ek din ki baat aur hai…Parm sahib mujh par bharosa krte hain to unhe mere saath jaane dete hain… lekin jo tum bol rhe ho…. aise kon apni biwi ko jaane dega “
Ramu ke dost: “to bhauji ko kisi saste hotel mein leja…kahe to baat krwa du, aram se maze kriyo aur shaam tak waps aa jayo”
Meena: “han baat to thik hai”
Ramu: “tu ek baar try to kar agar wo nhi mana to dekh lenge..par try to kar… ye saale gaandu sabhi apni item ko leke jayenge..aur Sunil ke gharwaalon ko kahenge apni biwion ke saath hain.”
Meena: “oohh to tu waha sab ko ye batayega ke Jasleen teri biwi hai? ha haaa …haraami saale”
Ramu ke dost: “ye ek number ka chutiya hai… tu saale sab ko marwayega kisi din.. ye na ho ke uska pati bandook leke aa jaye”
Ramu: “chutiye… main nhi darta kisi se”
Meena: “chl chodd… par ye mushqil hai, kaise manayege Parm ko?”
Ramu: “kuch bhi kar… mana saale ko”
Agle din Meena Jasleen ke ghar kaam pe gyi.
Meena: “ hayee bhauji !! to Mele main to aapne full maza kiyaa..hmmm akhir do dil mil hi gye, ”
Jasleen bnawti gussa dikhate huye: “tu kaam pe dhyaan de samjhhi”
Meena: “kaaaam pe hi dhyaan hai mera aur aapka..haha… waise apne jo Babita ka patta saaf kiya.. saali dikhi hi nhi baad mein”
Jasleen: “pata nhi apne aap ko kya samjhti thi”
Meena: “aur nhi to kya.. wo meri bhauji ke samne kaha tikne wali thi”
Meena aur Jasleen mele ki hi baatein kar rhe the.
Meena: ‘yaad hai aapko wo budha… aapke peeche hi pad gya tha”
Jasleen: “han… kaisa besharm tha na”
Meena: “han.. par apko dekh kar budhon ko jawaani chad jaati hai.. aur aap hai ki bss ghar baithe baithe apni jwaani ko jaane de rhi hai”
Jasleen: “to ab budho ko line deti raho..?? tu bhi na”
Meena: “apne yaar ke saath ja hi sakti hain… hum log ja rhe hain Sunil ki shaadi pe, Rajesh leke jayega mujhe”
Jasleen: “Ramu mujhe bol rha tha jaane ke liye”
Meena: “to thik hain na… aap bhi chale”
Jasleen: “main nhi ja sakti.. Parm kaha jaane denge aise”
Meena: “aap unse kaho ke apko yaha ki gaon ki shaadi dekhni hai, yahan ke local riti-riwaaz ko jan na hai”
Jasleen: “wo bolenge ke raho gi kahan? wo mujhe kisi ke ghar to nhi rehne denge”
Meena: “ek kaam kro… aap ek ache hotel mein kamra book krwa lo, lekin waha rehne ki zaroort nhi.. aap bss Parm sahib ko kaho ke aap uss hotel mein rahengi”
Jasleen: “ulte sidhe kaamon mein to tera dimaag khoob chalta hai”
Meena: “abb kya kre.. chalana padta hai.. agar nhi chalyenge to ulte-sidhe kaam kaise krenge”
Jasleen: “kamini kahi ki..”
Meena: “aap dekhti jao… hum dono milke kaise kaise ulte seedhe kaam krenge..ha haa”
dono hass rhi thi. Asal mein mann to Jasleen ka bhi tha ki wo bahar jaye aur apne tarike se jo mann aye wo kre. Meena uske dimaag mein jo bhar rhi thi uska asar to tha hi.
Lekin baat ab ye thi ke Parm ko kaise manaya jaye. Jasleen ne socha ke wo ek do baar baat karegi, agar Parm maan gye to thik agar nhi to nhi.
Shaam ko jab Parm ghar aya to Jasleen soch rhi thi ke wo kaise shaadi wali baat shuru kre. lekin Jasleen ne himmat krke baat ched hi di. Jasleen ke kuch kehne ke pehle hi Parm ne usse kuch bataya..
Parm: “jaan next week humein Patna chalna hai… kuch important meetings hain. main soch rha hoon tum mere saath hi chalo. 3 din ki baat hai, aur tum Patna bhi dekh logi”
Jasleen ko abb ek mauka mil gya.
Jasleen: “mujhe ye aapke meetings aur office ki parties to bohot boring lagti hain.”
Parm: “to meri jaan yahan akeli rahegi 3 din?”
Jasleen: “ wo ek baatani thi apko .. Meena aur Ramesh ki cousin ki shaadi hai gaon mein Bhagalpur ke paas… gaon ki shaadi hai, aur mera mann hain ke yahan ke culture aur tradition ko jaan ne ka, main soch rhi thi hum bhi chale.”
Parm: “par hum kaise ja sakte hain.. ek to next week mujhe Patna jana hai aur waise. bhi hum to unhe jante bhi nhi”
Jasleen: “unhone ne invite kiya tha, to mujhe laga ke yahan ke riti-riwaaz ko dekhne ka mauka milega”
Parm: “main to nhi jaa sakta… main to soch rha tha ke tum mere saath chalo, aur tum akeli kaise ja sakti ho wahan.. kisi anjaan jagah aise jana bhi thik nhi ?”
Jasleen thoda naraaz hote huye..” aap mujhe hamesha bacha hi samjhte. hain… main kya apna khyaal nhi rakh sakti?”
Parm: “aaj -tak hum kabhi kisi ki shaadi pe akele akele gaye hain? I know ke Meena aur Ramesh ka saath tumhe pasand hai… par Meena hamare yahan kaam krti hai.. understand this! hum kaise uske kisi rishtedaar ke ghar shaadi pe ja sakte hain?”
Jasleen: “ ye kya bol rhe ho… humne meena ki caste aur class ki wajah se kabhi koi fark nhi kiya.. aur aap mujhe iss shehar mein le aaye jaha mujhe koi janta bhi nhi tha.. to meena ne mera kitna saath diya… aap to jante hi hain”
Parm: “tum bhi janti ho Jasleen ke main Meena ko apni choti behan jaisi samjhta hoon..lekin main uske kisi rishtedaar ke ghar shaadi pe kyu jao?”
Jasleen: “main to bss yahan ke local culture aur traditions ko smajhna chahti thi, mujhe laga ke we’ll just explore something different”
Parm ko Jasleen ka jana thik nhi lag rha tha. Lekin Jasleen ki khushi ke khatir wo thoda sochne laga.
Parm: “But meri jaan… mujhe tumhari fikar hai. kyunki main tumhare saath ja nhi sakta aur akele jaane nhi dena chahta”
Jasleen: “thik hai.. main to choti bachi hoon na.. aur waise bhi larkiyan apni marji se akele kuch kar bhi nhi sakti “ Jasleen ne udaas sa chehra bna ke kaha.
Parm: “mujhe bss ye hai ke jin logo ko tum janti nhi unke saath rehna thik nhi hoga”
Jasleen: “mujhe pata hai aap meri bohot care kar rhe hain… to aap mere liye koi hotel book kr dijiye. din mein main shaadi dekh loungi aur sone ke time hotel mein aa jaoungi. Meena ko saath hi rakhugi”
Parm: “to tum mere saath nhi jana chahti???”
Jasleen: “main to aap ke saath jana chahti thi, maine to socha tha ke hum dono chalenge, lekin mujhe kya pata tha ke janaab ne meeting mein jana hai”
Jasleen apna massom sa chehre par narazgi liye baith gyi. Parm uske paas gya aur usse bahaon mein le liya.
Parm: “to batao kya kre?”
Jasleen: “kya krna hai !!!… jo aapko sahi lagee.. main to choti bachi hoon na, apna khyaal khud nhi rakh sakti”
Parm: “naraz kyu ho rhi ho?”
Jasleen: “sahi to bol rahi hoon”
Parm: “ Meetings mein jana bhi bohot zaroori hai, main skip nhi kar skta?”
Jasleen: “ aap hi batao mera kyaa kaam apki meetings mein, main to bore ho jaoungi na.”
Parm: “thik hai main akela chala jaounga… lekin tum apna dhyaan rakhna aur mujhe phone krte rehna”
Jasleen ke chehre pe khushi ki lehar daud gyi.
Jasleen: “aap to gussa nhi ho na?? “
Parm: “main tumse kaise gussa ho sakta hoon my love”
Parm ne Jasleen ko baahon mein leke kiss kiya.
Jasleen: “to aap hotel book krwa dena”
Parm: “main dekhta hoon”
Parm ko 3 dino ke liye jana tha. to Jasleen ke paas 3 din the.
agle din Ramu ne Jasleen ko call kiya. usne saari baat Ramu ko bta di.
Ramu: “ye huyi na baat, ab tu 3 din ke liye mere saath hai”
Jasleen: “achh… shaadi dekhni hai bss”
Ramu: “sab dikha denge… “
wo dono kafi der takk baat krte rhe.
Agle din Meena Jasleen ke ghar gyi. Jasleen ne usse bhi bta diya.
Meena: “ wah bhauji… apne to kamal kr diyaa, sahib itni jaldi maan gye ! abb dekhna bohot maze krenge “
Sunil ki shaadi pe wo don rehne wale the. Ramu ka plan tha ke wo teesre din bhi Jasleen ko apne saath rakhega. Sunil ne bhi un sab ke rehne ka intzaam kar liya tha.
Shaadi ke jaane ke ek din pehle jab meena Jasleen ke ghar thi….
Meena: “to sab tyaari kr li aapne?”
Jasleen: “han ..kuch dress ready kar li hain..ye dekho”
Meena: “ aap ke paas sari nhi hai? “
Jasleen: “nhi saari mene kabhi nhi pehni”
Meena: “to aap saari to zaroor leke chaliye. bss jitna ho sakke utna simple rahiye, hum nhi chahte ke sab ko pata chle ke aap kisi bade ghar ki hain”
Jasleen thoda nervous thi, usse excitment bhi thi lekin darr bhi lag rha tha. Meena ne Jasleen ke chehre par ghabrahat dekh li thi.
Meena: “aap ghabra kyu rhi hain?”
Jasleen: “tujhe to pata hi hai…main pehli baar aise..Ramu ke saath.. kisi ke ghar rahenge”
Meena samjh gyi thi ke Jasleen kya kehna chahti hai. Usse pata tha ke Ramu ke saath kya hone wala hai.
Meena: “aap dariye mat.. main apke saath hi hoon” Meena ne Jasleen ka haath pakdte kaha
Jasleen: “fir bhi”
Meena: “ye to ek na ek din hona hi hai… aap dono ko kuch din ke liye ek dusre ke saath waqt bitayenge..bss maze le, koi tension na le”
Agle din Parm subah Patna ke liye chala gya. Jasleen ghar par akeli thi. wo jaane ki tyaari kar rhi thi. Jasleen dil zor se dhadak rha tha. wo nervous bhi thi. Use ye pata hi tha ke Ramu aur uske beech ab kya hone wala hai.