Posts: 932
Threads: 2
Likes Received: 283 in 174 posts
Likes Given: 147
Joined: Jan 2019
Reputation:
296
update haazir hain......................................
Posts: 932
Threads: 2
Likes Received: 283 in 174 posts
Likes Given: 147
Joined: Jan 2019
Reputation:
296
Update-03
rahul ki shadi ho chuki thi..........aur uski shadi hue lagbhag 6 mahine beet chuke they.............waise rahul australia mein building constuction mein job karta tha.........aur zyadatar wo india se bahar hi rehta tha............rahul ki jis ladki se shadi hui thi us ladki na naam tha..........................................." Kavya Mehta " ................................wo naam jo ek alag hi pehchaan aab bayan kar raha tha...............
Ab Aage........................................................................................
Subeh ka waqt tha.............har roz ki tarah shyamanand hall mein baitha hua akhbaar padh raha tha..........wahin dusari taraf uski biwi sarita baithi hui sabzi kaat rahi thi...........shyamanand jab tak akbaar poora nahin chaat leta wo is beech kisi se baat nahin kiya karta tha.........usey akhbaar se bahut lagaav tha..........wahin sarita ussey baatein kiye jaa rahi thi aur wo uski baateion ka bus haan ...hoon.....mein jawab de raha tha...........
" malik chaai........" ye awaaz sunte hi shyamanand apni nazrein fauran upar ki ore uthatha hain aur apne samney khade naukar ki taraf bade gaur se ek tuk dekhney lagta hain.........wahin uske chehrey par ek hulki si muskaan tair jati hain.......... samney khada ek boodha sa aadmi kareeb 65 saal ka chai ki tray wahin table par rakh deta hain aur fauran apni dono baahein aapas mein jodh leta hain...........wahin sarita bhi usey dekhkar haule se muskura padti hain.........
" aaj chai lane mein aapne thodi si der kar di............aapko maloom hain ki main chai peetey hue akhbaar padhna zyada pasand karta hoon........." shayamanad chai ki chuski lete hue apni baat poori karta hain........aisa lag raha tha mano jaise wo apne naukar se shikayat kar raha ho.........wahin samney khada naukar apna sir jhukaye aab bhi khamosh khada tha..........
" malik........galti ho gayi........." aur wo naukar dubara se apna sir neechay ki taraf jhuka leta hain.........wahin shyamanand usey dekhkar dubara se hans padta hain.........
" tumhein maine kitni baar kaha hain ki tum is ghar ke ek sadsaya ho.........is parivaar ka ek hissa ho..........na ki naukar.........aayi baat samajh mein ramu........." aur is baar shyamanand ek tuk ramu ke chehrey ki taraf dekhney lagta hain.........wahin ramu ki nazrein aabhi bhi farsh ko ghoor rahi thi..........
" ye to aapka badappan hain mailk.........jo aap aisa samjhtey hain..........nahin to main kahan..........aur aap kahan........" ramu ki baat poori hoti tabhi shyamanad beech mein hi bol padta hain.........
" koi bada chota nahin hota ramu........ye to bus apne soch ka fark hain.........." aur shayamand is baar sunita ke taraf dekhkar muskura padta hain.........wahin sunita bhi haule se hans padti hain........
" malik........aapse ek guzarish thi...........agar aap naraz na ho to.........main ......." aur ramu is baar apni baat adhuri chodh deta hain........wahin shyamanad ek tuk ramu ke chehrey ki taraf dekhney lagta hain......jaise wo uske chehrey ko padhney ki koshish kar raha ho........
" kya baat hain ramu...........zara khulkar kaho.........ismein narazgi wali baat kahan se aa gayi........" aur shyamanand fir se bol padta hain.......wahin ramu kuch der tak khamosh rehta hain fir wo aagey bolna shuru karta hain.........
" da-asal mailk aab main boodha ho chuka hoon........pehle jaisi taqat aab mujhmein nahin rahi..........jo main is ghar ka aur bojh utha sakun........is liye aab main aaram karna chahta hoon..........main aab apne ganv humesha humesha ke liye laut jana chahta hoon..........sochta hoon ki wahan rehkar kuch din apna ghar parivaar bhi dekh loon.......maine poori zindagi aapki sewa mein guzar di hain........aab main thak gaya hoon......." aur ramu itna bolkar ek baar fir se apni garden neechay ki taraf jhuka leta hain......na jane kyon uska dil durr se zoron se dhadak raha tha.........wahin shyamanad ke chehrey par udasi ke badal saaf nazar aane lage they........
udaasi ki baat to thi hi.........kyon ki uska barson ka wafadaar naukar aab yahan se humesha ke liye jane ki baat kar raha tha.........jo ki aab shyamanad ko bilkul manzoor nahin tha........magar wo apne swarth ki wajah se uska dil nahin dukhana chahta tha...........na chahtey hue bhi wo ramu ko mana nahin kar pata.........
" theek hain ramu.........barson se tumne jo is ghar ki sewa ki hain aab main aaj se tumhein humesha humesha ke liye ussey mukt karta hoon..........tum aab azaad ho........" aur itna kehkar shyamanand apni jagah se uth jata hain..........wahin ramu fauran unke pawn mein gir padta hain.......wahin shyamanad fauran ramu ko uthatha hain aur usey apne seenay se laga leta hain..........
" tumhari jagah mere pairon mein nahin.....is dil mein hain........main bhi soch raha hoon ki baki ke bache din hum bhi ganv mein jakar guzar dein..........yahan is sehar mein rakha kuch nahin hain..........humein bhi apne ganv ki bahut yaad aati hain.........aur aab tum bhi yahan nahin rahogey to hum log yahan rehkar kya karengey.........." aur shyamanand apne dil ki baat apni jubaan par laa deta hain........wahin ramu bade gaur se ek tuk apne malik ke chehrey ki taraf dekhney lagta hain...........magar kehta kuch nahin.........
**************************************************************************
jaate jaate shyamanand usey ek lakh rupyee nagad........barson se usney jo dhan jama kiya tha wo sab kuch usey imandari se lauta deta hain.......aur kuch khane peenay ka saman bhi deta hain.......ramu ka yu jana usey ander hi ander khaye jaa raha tha.......magar wo aab apne naukar ko mayus nahin karna chahta tha.........
shaam ka waqt tha.........shyamanad ka dil bahut bechain ho chala tha.........usey aab wahan bilkul aacha nahin lag raha tha.........shaam ko uska beta rahul ghar aata hain aur aakar apne pitaji ke paas jakar baith jata hain........shayamanand ke chehrey par jo udasi ke badal they wo rahul ki nazreion se nahin chupe they..........
" kya baat hain papa...........aaj aap itne udaas dikh rahe hain.........baat kya hain.......aur ramu kaka kahin dikh nahin rahe...........kahin gaye kya wo......" rahul ke mooh se aise sawal sunkar shyamanand ek tuk rahul ke chehrey ki taraf dekhney lagta hain........kuch der ki gehri khamoshi ke baad wo apni chuppi todta hain.......
" haan........maine unki chutti kar di...........wo aab humesha ke liye apne ganv laut gaye hain.........aur beta.........hum bhi aab apne ganv laut jana chahtey hain........yahan aab hum logon ka dil nahin lagta...........ye sehar humare liye nahin hain........isey tum hi aab sambhalo.........." aur shyamanand apne dil ki baat apne bete se bol deta hain jissey sunkar rahul ke chehrey par bhi udasi ke badal chaa jate hain.........waise to wo apne papa ki bahut izzat karta tha.......magar wo apne papa ki koi bhi baat kaat nahin sakta tha......aur na hi kabhi unka dil todna chahta tha........
" magar papa..........aap aise kaise jaa sakte hain.........main kaise yahan sab kuch akele sambhalunga.........kavya ko kaun dekhega.............ram ka bhi to admission yahan ho gaya hain........uski padhayi par kaun dhyaan dega..........aur kuch hi dinon mein kajal bhi yahan aane wali hain.......aur main bhi agle haftey australia jaa raha hoon........aur to.......is ghar mein naukar bhi aab nahin hain...........kaise hoga ye sab..........." aur rahul apne dono haath apne sir par rakh deta hain..........wahin shyamanand ek tuk uske chehrey ki ore dekhey jaa raha tha.......
" sab kuch ho jayega beta...........humari bahu sab kuch sambhal legi........wo bahut samajhdhaar hain........padhi likhi hain......sushil hain........aur khoobsurat bhi...........ram ki padhayi ki tum fikar mutt karo.........main bahu se bol doonga to usey khali time mein padha diya karegi........aur kuch hi dinon mein kajal bitiya bhi yahan aa jayegi.......fir sab kuch samay ke saath sahi ho jayega............bus.......aab tum humein jane ki izzazat de do..........." aur shayamanand fir se mano apne bete ke samney faryaad karney lagta hain.........wahin is baar rahul apne khyalon mein doobata chala jata hain........dekhna tha ki aaane wla waqt kya karwat badalne wala tha...............................................
Continue.............................................................................
Posts: 932
Threads: 2
Likes Received: 283 in 174 posts
Likes Given: 147
Joined: Jan 2019
Reputation:
296
agla update thode der mein aa jayega......................................
Posts: 932
Threads: 2
Likes Received: 283 in 174 posts
Likes Given: 147
Joined: Jan 2019
Reputation:
296
Update-04
" sab kuch ho jayega beta...........humari bahu sab kuch sambhal legi........wo bahut samajhdhaar hain........padhi likhi hain......sushil hain........aur khoobsurat bhi...........ram ki padhayi ki tum fikar mutt karo.........main bahu se bol doonga to usey khali time mein padha diya karegi........aur kuch hi dinon mein kajal bitiya bhi yahan aa jayegi.......fir sab kuch samay ke saath sahi ho jayega............bus.......aab tum humein jane ki izzazat de do..........." aur shayamanand fir se mano apne bete ke samney faryaad karney lagta hain.........wahin is baar rahul apne khyalon mein doobata chala jata hain........dekhna tha ki aane wala waqt kya karwat badalne wala tha...............................................
Ab Aage...............................................................................................
Shyamanand to jane ka jaise poora irada bana liya tha...........wahin sarita bhi uske kadam se kadam mila rahi thi...........aab sab kuch bhagya ke bharose tha............
Rahul.......... kareeb 26 saal ka..........aachi personality ka malik..........waise wo koi zyada mota nahin tha.......aur na hi zyada patla........haan rang thoda sawla zaroor tha...........shuru se hi wo narm swabhav ka tha aur dusaron ki khushi mein apni khushi dhoodhta tha.........waise to wo shadi karney ke iradey mein bilkul nahin tha magar jab usney pehli baar kavya ko dekha tha wo shadi se khud ko rok nahin paya tha.........pehli hi nazar mein kavya usey bhaa gayi thi........uski khoobsurati usey deewana bana gayi thi............
waise rahul ke ander paise kamane ki bhookh thi............paise ke liye wo jaise pagal rehta tha............har waqt uske dimag mein paisa ghoomta rehta tha...........is wajah se kavya aur rahul ke beech hulka sa faasla badh chuka tha..........
Ram..........18 sal ka khoobsurat naujawan............aabhi wo jawani ke dahleez par apne kadam rakha tha........duniyadari kya hoti hain usey in sab ke bare mein kuch pata nahin tha...........waise rahul aur ram mein kafi fark tha..........ram dikhney mein bahut sunder tha aur wahin uska badan gora tha........aur height bhi aachi khasi thi...........ram jitna shareef aur seedha tha utna hi bhola bhala tha...........
college mein bhi wo sabse alag rehta tha...........class mein uske ek bhi dost nahin they........shayad sharam ki wajah se wo zyada kisi se baat nahin karta tha...........khaas kar ladkiyon se...........ladkiyon se to wo aise door bhagta tha jaise wo usey kha jayengi.........aur kabhi uska kisi ladki se akele mein samna ho jata to wo thar thar kampney lagta............is wajah se college ke teachers bhi shyamanand se kai baar uski shiyakat kar chuke they.........magar uske ander kabhi koi badlaav nahin aaya..........agar usey koi doubt bhi hota aur class mein agar madam padha rahi hoti to bhi wo sharam se nahin pooch pata.........
Kavya.....................jitni bala ki khoobsurat thi......utni hi tezz bhi thi..............bhagwaan ne usey badi hi fursat mein tarasha tha..........shadi ke pehle bhi uske peechay hazaron ladkon ki line rehti thi........aur shadi ke baad bhi ye silsila aabhi tak nahin thama tha.........kavya na zyada moti thi aur na hi zyada patli.............badan uska aisa tha jo ek nazar dekh le to bus dekhta reh jaye..........jis gali se wo guzare mard laakh koshish karney ke bawjood bhi usey palatkar ek nazar zaroor dekhta tha.......
jism gora hone ki wajah se uski khoobsurati aur bhi qahar dhati thi........aankhein badi badi.......bilkul hirni ke jaisi..........ek nazar jisko wo dekh le wo wahin uska deewana ban jaye..........kanon mein bade bade jhumkey.........jo lagataar uske nangey shoulder ko touch karte they.........maathey par ek choti si bindi jo uski khoobsurati ko aur bhi char chand lagati thi.............aankhon mein kajal har waqt laga rehta tha..........naak mein ek gold ring thi..........aur honth ras se bhare hue bilkul gulabi aur naram..............aisa lagta tha jaise usmein se sehad tapak raha ho........
garden surahi ki tarah lumbi...........aur gale mein kale rang ka motiyon se piroya hua mangalsutra.........maathey par laal rang ka sindoor..........aur haathon mein khanakti choodiyaan..........bal bade bade jo uski kamar tak latke rehtey they..........waise to kavya padhi likhi thi magar usey western kapdey ka shauk nahin tha..........ghar ho ya bahar wo aksar suit pehanana zyada comfortable feel karti thi.........aur shadi ho jane ke baad humesha saadi............kyon ki pichley 6 mahiney se uske saas sasur ghar par hi uske saath rehtey aaye they is wajah se usney saadi ke alawa koi aur kapda try nahin kiya tha.........
kavya mein jo cheez sabse zyada kisi ko apne taraf attract karti thi to wo thi uski badi badi 36 size ki chuchiyaan aur uski thirakti gand........chuchiyaan jo humesha pahad ki tarah tani rehti thi........jinhein koi bhi mard apne kathor haathon se unhein berahmi se masalna chahta tha.............kamar patla hone ki wajah se uski gand aur bhi qahar dhati thi.........jo poorey gol shape mein thi........aur uthi hui bhi...........pairon mein payal jo humesha uske chalney par cham cham ki awaaz karte they.........kul mila julakar wo ek jeeti jagti qayamat thi..........aisa qayamat jisey har koi pana chahta tha............kavya wo titli thi jisey hard mard apni mutthi mein kaid karna chahta tha............magar us titli ko apne vash mein karna shayad kisi ke liye itna asaan nahin tha........
*********************************************************************
" Babuji..............aap yahan par kuch din aur reh jate to aacha hota............yahan main akeli bore ho jawungi..........itne bade ghar mein akele rehna sochkar bhi bahut ajeeb sa lagta hain........." kavya jo itne der se khamosh thi achanak apne saas sasur ko aise jata hua dekhkar haule se bol padti hain.........wahin shyamanand kavya ke taraf dekhta hua haule se muskura padta hain.........thode door par rahul khada tha.......aur uske baju mein ram bhi tha.........
" papa.........kavya theek hi to keh rahi hain........aap yahan kuch aur din reh jate to.........aacha hota......." aur rahul beech mein hi bol padta hain.........wahin shyamanand haule se dubara muskura padta hain........
" nahin bahu...........sach to ye hain ki humein aab yahan munn nahin lagta.........main janta hoon ki humein yahan kisi cheez ki koi kami nahin hain........aur tumne humari sewa mein koi kami nahin ki hain..........aur tum to waise bhi samjhdaar aur padhi likhi ho..........sab kuch tum khud hi sambhal logi.........waqt sab kuch theek kar dega...........aab humein izazat do..........." aur itna bolkar shyamanand apna bag uthatha hain aur bahar ki taraf jane lagta hain.............wahin sarita bhi peechay peechay chal padti hain......magar kuch door jate hi wo fauran ruk jati hain aur peechay mudkar apni bahu ko bade gaur se ek tuk dekhney lagti hain.......
" bahu............aurat ghar ki laaj hoti hain.............chahe to wo ghar ko swarg bana sakti hain........ya to pal bhar mein usey barbaad kar sakti hain............aab is ghar ki bagdoor tumhein sambhalni hain...........faisla tumein karna hain..........aagey jo bhi karna bahut soch samajhkar karna.............aur haan..........apni maryaada kabhi mutt bhoolna...........chalti hoon.........apna khyaal rakhna......" aur sarita ek nazar apne bahu ko bade gaur se ek tuk dekhney lagti hain wahin kavya fauran apni nazrein neechay ki taraf jhuka leti hain........mano wo sarita ki nazreion ka samna na karna chahti ho..............
dono bhai shyamanand aur sarita ko bahar tak chodhney jate hain..........wahin rahul ek car book karta hain aur apne papa mummy ko ganv bhej deta hain...........aab ghar mein kewal teen member bache they.........ek rahul.......jo ek haftey ke ander wo bhi bahar jane wala tha..........dusara ram..........jisey wahan rehkar padhayi karni thi..........aur aakhri mein bachi kavya..........jisey aab sab kuch akele sambhala tha.........is ghar ko.........aur poorey parivaar ko................................
**********************************************************************
shyamanand ke jane ke baad rahul aur ram dono aakar hall mein baith jate hain.........wahin kavya kuch door par khadi chup chaap un dono ko ek tuk dekh rahi thi...........ander hi ander usey apni sasu maa par gussa bhi aa raha tha..........na jane kitni baar uski saas ye dialogue uske samney bol chuki thi............aur har baar kavya bus sunkar chup reh jati............sarita ke jane se ek tarah se wo thodi relax feel kar rahi thi.........aur thodi azaad bhi.............
aab usey bandishon mein nahin rehna padega.........aab wo jaisa chahe waisa kapda pehan sakti hain......apni marzi se poorey ghar mein kahin bhi ghoom sakti hain..........kuch bhi kar sakti hain..........kahin bhi aa jaa sakti hain..........ek tarah se wo aab sare bandhanon se mukt ho gayi thi..........aab wo apne aapko kisi parindon ki tarah hawa mein udta hua azaad mehsoos kar rahi thi.............kavya ko aise soch mein dooba hua dekhkar rahul achanak se bol padta hain........
" kya hua kavya.........tum kis soch mein doob gayi...........are haan.......main to ek cheez bhool hi gaya...........ram tum aisa karo mere saath aabhi press par chalo...........badhiya naukar ke liye ishtihaaar deni hain...........kum se kum is ghar mein do naukar to chahiye hi..........jo ek bahar ke kaam sambhal lega.......aur dusara ghar ke ander ka sara kaam dekh lega............aab to aap khus hain na madam........." aur rahul itna kehkar kavya ke taraf dheere se apni ek aankh maar deta hain.......wahin kavya bade gaur se ek tuk rahul ke chehrey ki taraf dekhney lagti hain.............magar kehti kuch nahin..........dekhna tha ki aane wala waqt kaunn sa mod lekar un sab ki zindagi mein aane wala tha.........................................................
Continue...................................................................
(This post was last modified: 10-05-2019, 05:48 PM by
Ajaykumar82. Edited 1 time in total.)