Thread Rating:
  • 3 Vote(s) - 2.33 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery BHOLI GUNGUN MAASI AUR WOH AJNABEE
#1
Dec ka mahina tha, bahut jyada thand thi. Prabhakar ne abhi apna dinner khatm kiya tha aur apne room ke bed ke ek kone pe rajai me ghusa hua tha aur mobile chala raha tha, yu kaha jaye  toh mobile me social media pe rangeen kahaniya padh rha tha, khair iss bhaagdaur bhari jindagi mein aankhir use bhi toh relax hone ka pura haqq tha, dinbhar dukan k kaam fir ghar k saman lana sath hi mein apni patni aur bacchon ka khayal rakhna, iss sab me hi uski jindagi uljhi hui thi. Prabhakar jiski umar takriban 50 par kr chuki thi apni patni Sheetal aur apne do Anmol ratano ke sath rehta tha, ek thi uski ladali Chanchal jesa naam wesa hi nature chulbuli si aur dusra shant swabhav ka Meenal. Halaki Meenal Chanchal se chota tha lekin fir bhi Chanchal apne pita ki ladli thi aur meenal apni maa sheetal ke aankhon ka taara tha.

Abhi Sheetal kitchen ka sara kaam nipta ke bedroom me ghusi hi thi ki Prabhakar ko ek call aata hai ye call tha uski pyaari beti Chanchal ka jo abhi dusre seher me reh ke apni pdhai puri kr rhi hai, Prabhakar ne apni ladli ka call jhat se receive kiya aur puchha …….
Prabhakar- aur kesi hai meri laado
Chanchal- haanji papaji bilkul thik ap kese ho aur maa kesi hai acha thand toh bhut hogi na accha woh meenu kesa hai….
Prabhakar-arre ruk toh jra sawal pe sawal puche jar hi hai sab thik hai haa aur thand toh hogi hi tujhe koi problem nhi hain na tu thik hain a
Chanchal- haa papaji sab thik hai accha maa ko phone do na
Prabhakar-haa haa le baat krle abhi hi aayi hai teri maa , ye lo sheetal gudiya ka phone aaya hai
Sheetal- kesi hai Chanchal tu sirf apne papa se hi pyar krti hai kya maa ki yaad nhi aati
Prabhakar muskurata hai
Chanchal- are nhi maa aisi baat nhi ab phone papa ke pass hai toh unhi ko na call krungi,apse kitni baar kha hai ek nya phone lelo aap abhi bhi whi keypad wala use krti ho kbhi kaam krta hai kbhi nahi
Sheetal- chal chal ab mai kya krungi phone k tujhse baat ho toh jati hai khair aur bta sb badiya teri pdhai thik chal rhi hain a
Chanchal- haa maa sb thik hai, wese hamare wo phoolkumar kese hai , uska dhyan pdhai me kam khelkud me jyada rehta hai jara dhyan diya kro uspe
Prabhakar ne bhi mja lete huye kha bilkul shi keh rhi hai meri bitiya jra apne ladle ko bhi dekha kro khi haath se nikal na jaye
Sheetal- bus bus jb dekho tum dono mere pyare baache pe hath dho ke uske peeche pde rehte ho wo mere pyara beta hai
Chanchal- haa haa bhut pyara hai woh toh bilkul kisi doll jesa
Prabhakr aur Chanchal dono hasne lgte hai sheetal muh bnati hai
Chanchal- acha maa ab rkhti hu ok fir baat krungi
Sheetal-ok beta apna dhyaan rakhna aur ye le apne papa ko bol de
Tb tk phone cut gya hota hai
Sheetal- ye lijiye apki laadli ne call cut kr di
Prabhakar- are bechari thk gyi hogi koi baat nhi baad me baat krlunga
Prabhakar-wese ek baat khu sheetal
Sheetal- boliye
Prabhakar- yrr Chanchal ke bina ghar me raunak nhi mene kha tha use yhi se pdhai krle lekin usko bahar jana tha
Sheetal-baap re aap abtk yhi baat ko gungunaye jar he ho apne hi toh bheja hai use chaliye mai washroom se hoke aati hu
Prabhakar-(kisi soch me duba hi tha ki acchanak wo sheetal se pucchta hai are haa sheetal, gungunane se yaad aaya jra suno
Sheetal(bathroom se)- are aayi Rukiye do minute
Sheetal bahar nikalti hai aur Prabhakar k taraf dekhti hai aur kehti hai haa boliye
Prabhakar- are tumne wo kamra…
Sheetal-haa baba muje pta tha ap yhi puchenge, dekha nhi isi liye to haj mai late hogyi khana bhi late me bna, ha ha kamre ki safai kr di hai
Prabhakar – chalo ye shi kiya tumne wese upar chhatt pe akele….
Sheetal – kya chhatt pe nhi ji wha wo akele kese rhegi maine yha niche wale floor pe meenu ke bagal wala room jo tha uski safai krke set kr diya hai
Prabhakar- haa mujhe bhi use upar rkhna shin hi lg rha tha hai neeche safe hai, good good
Sheetal- chaliye ab so jate hai mujhe bhut neend aarhi hain
Prabhakar- aaj thak bhi toh bhut gyi hogi tum koi baat nhi so jao
Itne keh ke sheetal dusri taraf karwat leke so jaati hai
Idhar Prabhakar fir se apna mobile me lg jata hai lekin wo iss baar kahaniya nhi blki uske phone ke gallery me ek album tha dekhne se lg rha tha kisi ki shadi k function ki pictures the
Prabhakar unhe ek ek karke scroll kr rha hi tha ki tabhi uski aankhon ke samne ek tasvir aake rukti hai wo kuch der ussi tasvir ko dekhta hai aur apne hi khayalo ke duniya me kho jata hai
 
Yeh Shaadi ka function Sheetal ke mayke me tha karib 2 saal pehle ki baat hai………
Sheetal toh already shadi k function ke liye 20 din pehle hi ja chuki thi lekin Prabhakar ko dukan se fursat kha isliye wo baad me jane wala tha khair shaadi se do din pehle hi usne train ki ticket bnwayi thi , patni aur baache toh pehle se hi ja chuke the isliye wo akele hi safar ke liye nikla tha…..
 
Prabhakar train me apni seat pe baitha hua tha uski seat thi middle birth mein tbhi wha ek buddha aadmi aata hai aur aur use vinti krta hai ki uski seat yha ussi ke niche hai lekin uske pote ki seat dusri jagah agar wo use seat exchange kr leta toh bhut aacha hota, Prabhakar ne uss buddhe admi ko dekhte huye socha isme kya hai wese bhi mujhe toh so ke hi jana hai yha so jau yak hi aur aisa kehke wo unn Dadaji se bolta hai thik hai tbhi unka pota bhi aajata hai aur Prabhakar se apni ticket exchange kr leta hai. Prabhakar apni seat ko dhundhta hua aage jaata hai aur tbhi dekhta hai uski seat ek dum lower birth wali hai (haa ek aur baat usne ac ticket krwayi thi unn dino garmi ka Mausam tha) toh ab wo apni seat pe aake baith jata hain tabhi uski najar uske samne wali seat pe pdti hai jha iss waqt ek ladies purse rkkha hua tha aur ek suitcase tha……
[+] 12 users Like SONALIKA's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#2
Promising start. Waiting for the update.
Like Reply
#3
Lovely update
Like Reply
#4
Wonderful start
Like Reply
#5
Very nice start
Like Reply
#6
Good start
Like Reply
#7
Lovely and beautiful start.
Like Reply
#8
Nice one.
[+] 1 user Likes Bhatakta Rahi's post
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)