Thread Rating:
  • 1 Vote(s) - 5 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Zindagi ki bharain
#1
Episode 1

Disclaimer : is story ki saraye characters imaginary hain ka real life sy kuch lena dena ni hai

Mera name hai haya umer 35 saal mai 1 shadi shuda aurat ho. Shadi ko 9 saal ho chuke hain is beach mera mere husband sy 1 beta or beti hai 7 or 4 saal ke.

Mere or mere husband ki shadi arrange marriage thi mere husband ka kafi bara business tha paise ki kami thi humain waqat ke sath unho ne muj mai intrested lena kam kar dia tha. Shadi ke start ke dino mai sub thek chal raha tha hamare darmiyan sex b hota tha week mai 2 bar par waqat ke sath sath sub khatam hota chala gaya husband b har waqat busy rehne lagaye thaye or shayad muj mai intrest kam lete thaye is ki waja sy mai depression mai b rehne lagi thi kabi kabi khayal ata khai in ka koi chakar to ni hai magar phr sochti thi Dhekne mai ayesa to lagta ni hai.( Follow me on ig : hayaiqbal36)

Meri zindagi mai 1 bht bara twist aya meri life hi badal gai mjy pta ni chala kab meri Zindagi badal gai

Hamare area mai meri 1 dost thi sadia jis ke choti bhen ki shadi thi aj kal aksar hum dono shopping ke liye jate thaye sadia meri sub sy achi dost thi sadia ki 1 choti bhen thi or 1 bara bhai jo ke canada mai rehta tha or kabi b maine usaye dheka ni tha. Saida khud b married thi but 1 hadse mai us ke husband ki death ho gai thi.

Aj mehndi thi sadia ki bhen ki bacho ko tyar kar karke mai khud tyar ho rai thi magar mera ab dil ni chata tha zyada tyar hone ka magar duniya ko dikhane ke liye insan ko karna parta hai is liye dil par pathar rakha kar Mai khud b tyar hone lagi thi ke mere husband b tyar ho kar bahir ate mai unhe dhek kar smile karti mere dil mai khayal ata hai shayad kuch bolain meri tareef karain magar 2 alfaz b ada ni karte hain dil hi dil Mai gussa b ata hai mjy kitna zalim hai yeah shakas 2 alfaz hi ada ada kar dete hai inhi socho mai ghum mai gari mai bhet jati ho maine especially red suit phena tha ab dil jal jal kar mjy gussa aye raha tha apne ap par hi.

Sadia ke ghar poch kar mai uski help kar rai thi ke sadia ko peche sy awaz deta yeah lain ap aurto ke gajre ley aya ho main..

Peche mur kar mai dheki to 1 larka khara hota hai kafi handsome hota hai white shalwar kamiz mai or built and muscles banaye huwe hote hain maine phele kabi dheka ni hota usaye sadia ke ghar mai.

Mai sadia ki taraf dhek rai hoti ke sadia mera intro karwati saif yeah meri best friend hai haya or haya yeah mera bara bhai saif hai mai saif ko dhekti or salam karti or smile karti

Saif: to ap hain haya kafi tareef sun rakhi hai ap ki maine sadia se

Haya: smile karti jee bus sadia hai khud itni achi.

Saif : lagta hai ap dono aurto ka agreement hai koi 1 dusre ki tareef karne ka warna mjy to subha sy karwa karwa kar thaka dia hai madan jee ne

Haya: smile karti ni ayesa kuch ni hai saida kafi achi hai

Sadia ko koi awaz deta to wo chali jati hai jawab dene

Saif: waise maine socha ni tha meri bhen ki dost itni khubsorst hai yeah lain ap ke gazre

Saif ke muh sy tareef sun kar mjy ajeeb sa lagta or Khushi b hoti

Haya: mai ni phenti gajre ap dusri larkio ko dain

Such bat to yeah hai mera dil ni hota hai phene ka apne Husnand ke rawaiye ki waja sy

Saif : agar meri ankhe thek hai to mere khayal sy ap b larki hain or kafi larkio sy khubsorst hi hain

( Follow me on Instagram hayaiqbal36)

Mjy saif ka wapis is tarah khubsorst kehna acha lagta hai mai na chate huwe b gajre ley leti ho

Smile karte huwe Mai gajre phen leti sahi kehti hai sadia sadia kafi sharati hain ap waise

Saif kuch khene wala hota hai mere husband peche sy aye jate hain mai dono ko intro karwati ho saif mere husband sy milta hai or batain karta hai mai dil dil mai soch rai hoti kitni attractive personality hai saif ki kese kisi ko b apne taraf attract kar leta hai mai soch Mai hoti ke mjy khayal ata hai mai married ho kya soch rai ho or hans kar Sadia ke pass chali jati ho help karne.

So dosto kesa laga ap ko phela part yeah just intro tha next part will be long ap ko maza aye gi apna feed back zaror dena mjy idea ho a
[+] 1 user Likes Haya iqbal's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.




Users browsing this thread: 1 Guest(s)