Thread Rating:
  • 23 Vote(s) - 1.48 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5

Adultery ISI Agent Mallika

Showing only the posts of Vissle: 8 of 30 posts. Show all posts
#1

Yeh kahani fiction and thriller hai jiska vastawikta se koi lene dena nahi. Yeh kahani sirf 8 episodes tak hi banegi. Agar kahani pasand aaya to sequel jaroor banega. 

    ISI ek aisi bekar intelligence agency hai jo kai dafa terrorism ko aage badha chuka hai. Is agency mein kai saare agents India mein aa chuke hai lekin sabhi muh ki maar khakar aaye hai. Ab ISI ka target kuch aur hi hai. ISI ek missle attack operation ko plan karne wala hai. Missle 42 Unmasked. Missle 42 Unmasked ki khasiyat yeh hai ki agar ise jaha bhi use kiya jaaye uska location pata nahi chal sakta. 

    ISI ka plan tha Bangladesh mein is missle ko use karke India pe attack karna jisse sara ilzam Bangladesh government pe pade aur dono desh mein war ho jaaye. Itna ghinona plan tha ISI ka. Is missle ka operator ek terrorist organisation ka head hai. 

"Salam Alaikum miya Gafar Abdullah sahab sab khairiyat ?" Phone mein koi ISI officer Gafar Abdullah se baat kar raha tha. 

"Bolo miya."

"Plan taiyaar ho gaya ?"

"Haan. Bangladesh ke Shorad gaon mein bahut jald himari agent waha aa jaayegi aur uske kuch deen baad tum apne aadmi ko lekar pahunch jaana phir to Insh,.' India ki tabahi aur Bangladesh tabah phir use to wapis hum East Pakistan banayenge."

"Kaun hai tumhara agent ?"

"Us agent ka naam hai Mallika Azam."

     Mallika Azam jo 29 saal ki hai. Lady james Bond. ISI ke har galat operation mein isne pichle 8 saalo se kaam kiya hai. American University se graduate aur waha se usne kai Covert Operations ko anjaam diya. Mallika Azam ka sirf ek hi maksad aur woh hai Pakistan ko duniya ka taqatwar desh banana. Mallika Azam poori tarah se taiyar thi ISI ke next operation ko execute karne ke liye. Mallika Azam waise Pakistani Army mein Major rank ki hai. Major Mallika Azam. 

     Mallika Azam Brigedier Gafur Abdullah se milne uske office aa pahuchi.

"Salam Alaikum sir." Mallika ne salute karte hue kaha. 

Apni cigar ko jalate hue Gafur ne kaha "walaikum salam. Sit down Major Mallika."

Brigedier Gafur Abdullah ISI ka internal adviser tha. 

"Waise sir main jaanti hoon ki aap mujhe kisi naye mission ke liye bulaya hai."

"Yes Mallika. Tumhe ek naye mission ke liye hi bulaya hai "

"What is the mission about ?"

"India pe base hai."

"Code." Mallika ne poocha.

"Operation Haji."

Gafur Mallika ko file dete hue kaha "waise Mallika main jaanta hoon ki tumhe Bangali, Hindi, Urdu, Arabic, French aur Russian language mein expert ho. Mission Haji ke liye tumhe Bangladesh jaana hoga. Waha tum ek bank mein kaam karogi."

"Kitne deeno tak ?"

"Shayad 3 months."

"Is mission mein mujhe kya karna hoga ?"

"Is mission mein tumhe ek saman ko deliever karna hoga jo Lebanon se Bangladesh jaayega. Baki ki detail is file mein hai."

Mallika apne jagah khadi ho gayi.

Gafur bola "so Mallika our best agent. Get ready to destroy our enemy. Insh,.'."

"Insh,.'." Itna kehkar Mallika office ke bahar chali gayi. 

     Mallika apne office gayi aur file check Kiya. File mein likha tha ki Mallika ko Bangladesh mein missile ek agent ko dena hoga jiska naam hai Captain Hamid Sheikh. Mallika ko Bangladesh ke comilla City mein stith ek gaon mein rehna hoga jiska naam Pori Hai. Mallika ko bachpan se Bangladesh walo se nafrat hai. Kyunki waha ke log kaale aur bewakoof hota hai. Mallika ko rangbhed ki aadat hai. Woh kaale rang se nafrat karti hai. 

    Mallika ke father Shehbaz Azam ek army officer the jo Kargil war mein maara gaya tha aur grandfather Sharif Azam ek Major rank ke officer the jo 1971 war mein maare gaye the. 

    Mallika ko bas India se badla lena tha. 

     Agli subah Mallika Bangladesh ke liye nikal padi.
[+] 4 users Like Vissle's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#2

Mallika Commila aa pahunchi. Comilla ke Pori gaon mein aayi. Gaon bahut hi backward aur kharab tha. Mallika ko khud pe ghussa aaya ki woh kis mission mein aa gayi. Comilla mein ek bank hai jiska naam Comilla district Bank hai. Us bank mein Mallika ko job mili. Bank bahut hi poorana aur khandar hai. Is bank mein sirf do log hi kaam karte hai. 

(1) Farooq Hassan :- age 62 years. Cashier
(2) Masood Khalid :- Age 72 years. Chaprasi. 

    Mallika ka bank mein pehla Deen tha. Mallika ki mulaqat dono se hui. 

"Salam Alaikum Heena." Masood ne kaha. 

"Walaikum salam." Mallika ne jawab diya. 

"Waise Mallika Mera kaam yaha chaprasi ka hai lekin jyadatar bank ke saare kaam kar leta hoon.aap waise kaha se hai ?"

Mallika ka waise naam rakha gaya tha Heena. Mallika ne bataya ki woh Dhaka se hai aur yaha bank transfer hua hai uska. 

    Mallika kaam mein laag gayi. Waise bank mein bheed bhad ka samay subah 10 se 12 tak hota hai baaki ka time Khali. Mallika ne bade observe Kiya aas paas ke ilake ko. Mallika jis ghar mein rehti hai us ghar ka naukar bhi Masood hai. Masood waise akela rehta hai aur uska koi khas identity nahi. 

    Bank ka pehla Deen ka kaam poora karke Mallika ghar jaa rahi thi. Taste par ek bhikhari Mila jo Mallika se kuch maang raha tha. Mallika ne ek coin use diya badle msin bhikhari ne use ek paper diya. Woh bhikharu koi nahi balking ISI sleeper agent tha. Mallika ne woh paper mein dekha to likha Hua tha ki "Upar ped to niche mitti. Nisha hai Pak to jao uske saath milegi tumhe fateh."

   Mallika code samajh gayi. Samne dekha to ped pe arrow ke nishan the. Mallika raste ko follow karke woh pahunchi ek Masjid ke paas waha ek Molvi use mila. Mallika ne Molvi ki taraf nahi dekha. 

   Molvi cycle se utra aur chain thik karne laaga. Dabi awaz mein molvi ne kaha "Heena beta waise main tumse kehna chahata hoon ki mithai ka dabba raste mein hai aur use packing aur checking mein time lagega. Tab tak tum dukan mein intazaar karo aur haan paise dukaandar ko mithai milne ke baad hi dena."

   Itna kehkar Molvi waha se chala gaya. Us Molvi ka naam tha Zaheer. Zaheer bhi ISI ka sleeper agent tha. Mallika samajh gayi ki missile ko aane mein waqt lagega. Mallika waha se ghar chali gayi.

     Ghar mein Masood rehta hai. Masood ghar ka bhi kaam karta hai. Ghar ke paas ek jhopadi hai jisme Masood ka bada bhai Hamid bhi rehta hai. Hamid ki umar 80 saal ki hai aur woh ghar ki saaf safai karta hai. 

    Mallika jab bhi dono buddho ko dekhti to ajeeb lagta tha. Dono mein se Masood mota aur majbut to doosri taraf bada bhai Hamid dubla aur kamjor. 

     Mallika ko waise exercise karne ki aadat thi aur woh  martial art bhi jaanti hai. Mallika ghar aa gayi. Masood ne khana banaya tha. Masood apna aur bade bhai ka khana lekar jhopadi gaya. 

     Mallika ne kaha khaya aur apne room mein gayi. Laptop chalu kiya aur e mails check Kiya. Us e mail mein Abu Gazhi ka mail aaya tha. Abu Gazhi jo Jayesh -e- Fateh naam ke terrorist organization ka head tha. Abu Gazhi ne bataya ki gaon ke Masjid mein jo Molvi hai woh lagatar contact mein rahega aur to aur har hafte 2 lakh rupees bank account mein transfer hote rahenge jisse weapon kharida jaa sake. 

    Mallika ko samjh mein nahi aa raha tha ki weapon ki kya jaroorat ? Darasal baat yeh hai ki Abu Gazhi aur ISI ke us City mein qareeb 100 sleeper agents active hai aur 10 bank account mein lagatar har hafte 2 lakh rupees transfer honge jisse bomb guns aur kai saare weapons kharide jaayenge. 

     3 mahine baad ek bahut bada terror attack Dhaka mein hoga. Woh 100 agents Dhaka mein hamla karke Jayesh e Fateh ke baaki ke terrorist ko raasta denge jisse Dhaka yani Bangladesh ke capital pe kabza ho jaayega. In Saab process mein Bangladesh se 10 missile launch hoga. 6 India mein, 2 Nepal aur 2 Afghanistan mein jaise baaki ke 3 desho mein bhi kabza Pakistan ka hoga.  In5 missile se qareeb 1 corore se jyada log maare jaayenge.

      In Saab planning se bekhabar Mallika ko sirf itna hi ISI  ne bataya ki woh desh ke liye India ka missile rok rahi hai lekin Mallika ko in galat sajisho ke baare mein kuch bhi nahi pata. Mallika bhale hi Pakistan army se ho lekin itne ghinone kaam mein woh kabhi bhi terrorist organization ka saath nahi degi. 

      Agli subah Mallika bank ke liye taiyaar hui. Mallika breakfast karke bank ki taraf chal padi. Bank ke paas ek jungle hai jo piche ke hisse mein hai. Waha  wohi bhikhari jo kal Mila woh Mallika ke samne khada tha aur khana mangane laaga. Mallika ne use ek paper mein kuch khana diya. Us khana ko lekar bhikhari jungle mein kho gaya. 

     Us paper mein se khana khakar dekha ki paper mein 10 bank account detail the. Bhikhari toorant bhaaga. 

     Mallika office mein thi aur Farooq, Masood bhi aa gaye. 

"Waise Heena memsaab aap aaj jaldi kyun aa gayi ?' Masood ne poocha. 

"Kuch nahi bas aa gayi kyun time se pehle aana rules ke khilaf hai kya ?" Mallika ne poocha. 

"Nahi memsaab aisi baat nahi hai."

     Mallika ne apna secured line cell phone table ke niche se check Kiya jisme message mein likha tha ki "tum ek ko khana dogi woh 20 logo ka dega." Iska matlab tha ki 10 account mein 20 lakh rupees pahunch gaya.
[+] 4 users Like Vissle's post
Like Reply
#3

ISI agent Mallika

[Image: images-17.jpg]

Masood


[Image: images-18.jpg]


Hamid

[Image: images-19.jpg]
[+] 3 users Like Vissle's post
Like Reply
#4

Mallika bank mein kaam kar rahi thi. Mallika ke dimag mein laagatar mission ko lekar ek hi baat chal rahi thi ki aakhir India kaise missile Lebanon se Bangladesh laayega. Lekin Mallika ko yeh pata nahi tha ki ISI ne usse jhooth bola aur uske deshbhakti ka galat fayda utha rahi hai. Mallika anjaane mein laakho logo ke zindagi se khilwad karne jaa rahi hai jiska use pata nahi. Mallika apne soch mein khoyi hui thi ki itne mein Farooq file lekar aa pahuncha. Farooq ko samne dekha Mallika apne khayalo se bahar aayi. 

"Heena yeh hai aaj ki file. Iska please thoda hisab qeetab kar dogi ? Mujhe kaam se bahar jaana hoga." 

"Koi baat nahi Farooq tum jao." 

    Farooq waha se chala gaya. Mallika apne kaam mein phir se busy ho gayi. Mallika ne dekha ki dopahar ke 2 baj gaye. Mallika lagatar 3 ghanto se kaam kar rahi thi. Mallika ne socha ki bahar thoda jaakar aaye. Mallika office ke bahar nikali. Office kuch khas nahi tha. Toota phoota aur light poore gaon mein roj sirf 6 ghate hi aati hai. Mallika sochne laagi ki kis gareeb khane mein aa gayi. Mallika bahar tehelne laagi aur tabhi use secured line se message aaya jisme likha tha "jungle mein jaldi aao."

   Mallika toorant pas ke jungle aa pahunchi. Mallika jungle mein molvi ko paati hai. 

"Mallika ek bada kaam tumhe sopne jaa raha hoon. " Molvi ne kaha.

"Kaun sa kaam ?' Mallika ne poocha.

"Tumhare bank mein aur ghar ka kaam karne wala naukar Masood ko tum par Shaq ho sakta hai."

"Yeh kaise hua ? Us jahel buddhe ko kya pata mere baare mein ?" Mallika ne poocha. 

"Dekho yeh hum sab jaante hai ki yeh gaon bahut poorna aur kabadi jaroor hai lekin yaha bank ke kaam alag hai. Yaha pe Masood aur Farooq full time employee hai rahi baat Hamid ki to woh pehle chaprasi tha. Har mahine ek visiting employee yaha kaam pe aata hai. Jaise tum yaha aayi ho. Har mahine employee badle jaate hai. Tumhe jald se jald kuch karna hoga."

"Mujhe karna kya hoga ? Saaf saaf batao." 

Molvi apna gala saaf karte hue bola "Har visiting employee ke liye 3 vote hote hai. Agar 3 vote tumhe positive mil jaaye to tum yaha aur aage kaam kar sakti ho warna poora mission compromise ho jaayega."

"Lekin yeh 3 buddhe mujhe thik se jaante bhi nahi to kaise yeh mere favor mein denge. Teeno buddhe aur jahel lagte hai lekin bank ke liye bade hi wafadar hai. Mujhe vote denge hi nahi."

"Mallika phir to tumhe kisi ek ko seduce karna hoga jisse woh tumhare giraft mein rahe." Molvi ne kaha.

"Kya paagal ho gaye hai aap ?" Mallika ne kaha. 

"Dekho Mallika tumne isse pehle kai logo ko apne pyaar ke jaal mein phasaya to is baar kyun mana kar rahi ho ?"

"Yeh teeno buddhe aur jahel Hai. Badsoorat aur kaale bhi. Mujhse nahi hoga.koi jawan ho to mujhse Jo jaaye lekin....." 

  Mallika ko beech mein rokte hue Molvi ne kaha ". Mallika Pakistan ke liye tumhe yeh karna hoga. ,.' ne tumhe chuna hai iske liye. Khuda ke liye aur humare mulk ke liye yeh tumhe karna hoga. Sirf ek ko seduce karo phir teeno ka vote tumhara aur tum is bank mein. Dekho is jagah mein 100 active agents apne mulk ke liye kaam kar rahe hai aur unhe master spy ki jaroorat hai jo tum ho. Unka kaam nakaam ho jaayega agar tum chali gayi to."

Mallika ne Pakistan ka naam sunte hi kaha "main karoongi. Mere mulk ke liye jo bhi karna pade karoongi. Insh,.'."

Molvi haste hue kaha "yeh hui na baat. Jao Mallika karke dikhao humare mulk Pakistan ke liye. Insh,.'."

     Itna kehkar Molvi waha se chala gaya. Mallika ne Tay kar liya ki desh ke liye woh kuch bhi karegi. Mallika soch rahi thi ki kise phasaye ? Tab Mallika ke dimag mein khayal aaya ki Hamid ko phasaya jaaye. Hamid sabse buddha aur Masood ka bada bhai hai. Hamid agar Maan gaya to Masood ko bhi uska saath dena hoga. Mallika ne Tay kar liya ki ab woh Hamid ko seduce karegi. 

      Mallika bank ka kaam khatam karke ghar wapis aayi. Mallika ne Hamid se milna chahati thi. Hamid ka jhopadi ghar se sata hua hai. Hamid jyadatar jhopadi mein hi rehta hai. Hamid Mallika ko Bangladeshi Manta hi nahi tha kyunki Bangladesh ki aurtein itni Gori aur chikni nahi hoti. Phir bhi Mallika ke Bengali bolne ke tareeke se use ehsaas hi nahi hua ki woh Pakistani hai. 

    Mallika Hamid ke jhopadi ke paas khadi hui aur khud se boli "Mallika ab waqt aa gaya hai apne mulk ke liye kuch karne ka. Hamid to kya Masood ko bhi seduce karna pade to peeche nahi hatungi. Apne Pakistan ke liye yeh karoongi."

Mallika ne jhopadi ke bahar se aawaz di "kya main andar aa sakti hoon Hamid ?"

Hamid ke kaano mein jab yeh awaz padi to mano use yakeen ho nahi hua ki khubsoorat khatoon use bula rahi hai. Woh khatiya se uthkar bola "aaiye memsaab aaiya andar."

Mallika ko jaise kuch ajeeb si badbu aa rahi thi. Bahut poorani jhopadi jo hai. Khatiya ek, ek cupboard, ek string pe kapde latke hue the. Mallika ko kursi pe bethakar Hamid khada khada baat karne laaga. 

"Memsaab aap yaha pe koi kaam hai kya ?" Hamid ne poocha. 

"Nahi bas aise hi apse Milne aayi thi." Mallika ne kaha. 

"Hamse Milne aayi hai aap ? Sach mein ?" Hamid thoda surprise hokar bola.

"Kyun nahi aa sakti kya ? Aisa hai to main chali jaati hoon." Mallika natak karke uthne laagi. 

Hamid ishara karke Mallika ko bethne ka agraha kiya aur kaha "maaf kariye Heena memsaab woh kya hai na ki koi mujhse itni jaldi Milne nahi aata."

"Par main to aayi hoon na." 

"Kahiye memsaab kya kaam hai ?" Hamid ne poocha.

"Koi kaam nahi bas Dil kiya to apse Milne aayi. Aakhir aap ghar ke paas ho to rehte hai."

Hamid paani ka glass lekar aaya. Mallika ne paani piya aur kaha "aapko kisi bhi chiz ko jaroorat ho to mujhe batana."

"Arey nahi nahi memsaab. Mera bhai Masood hai na.aapko  taqleef lene ki jaroorat nahi."

"Kaisi taqleef ? Aap bhi na. Waise bataiye ki aapka koi parivaar hai ya nahi."

"Parivaar tha lekin sab khatam ho chuka tha. 1971 ki ladai mein sab khatam ho gaya."

"Kyun kya hua ?"

"Darasal 1971 jab Bangladesh East Pakistan tha tab Pakistani army humpar julm bahut karte the. Ek baar ki baat hai un deeno main Mukti Bahini ke saath azadi ki ladai ladta tha. Jab Pakistani army ko mere baare mein pata chala to mere ghar aa gayi. Un deeno waha ek Pakistani Major incharge tha. Uska naam Major Sharif Azam tha."

Major Sharif Azam ka naam sunte hi Mallika ke hosh ud jaate hai. Major Sharif Azam Mallika ka grandfather tha. Mallika hairan hokar poochi "aage kya hua ?" 

"Phir Major Azam apne troop ke saath aaya aur mere ghar ki sabhi aurton ko le gaya. Uska do Deen tak balatkar hua aur phir unko Zinda jala diya. Mere chote chote bachcho ko goli maar di. Mere pareevar ke 20 sadasya maare gaye. Mere 5 bachche aur Masood ke 2 bachche maare gaye. Meri begum, behen aur Masood ki begum ka balatkar karke Zinda jalaya gaya tha. Aur yeh mere ghar ki nahi balki gaon mein har ghar ki yeh kahani hai. Qareeb 200 logo ko line mein khada karke maara gaya aur sabhi auroton ki ijjat unke gharwalo ke samne looti li gayi." Itna kehkar Hamid foot footke roone laaga. 

    Mallika ne dilasa dete hue Hamid ke kandhe pe haath rakhkar kaha "maaf kariye Hamid maine galat sawal poocha."

Apne aap ko sambhalte hue Hamid ne kaha "aaiye Heena memsaab aapko gaon ke logo ke baare mein batata hoon."

    Mallika ko lekar Hamid bahar nikala aur gaon ka itihaas bataya. Hamid Mallika ko jungle ke andar le gaya aur waha usne ek box jameen se nikala jisme Pakistani army ke kaale kartoot ke saboot the aur Major Azam ki tasveer bhi thi jisme dikhaya gaya tha ki woh ek aadmi ko goli maar raha hai. 

Hamid bola "jab bhi azadi ka Deen hum manate hai. Is box ko lekar gaon ke beech rakha jaata hai. Hum sab is box ko laat maar kar gaaliya dete hai aur yeh kabhi nahi bhoolte ki humne kya khoya is mulk ki azadi ke liye."

Mallika ko jaise sadma laaga. Woh sochne laagi ki kya uski mulk ki fauj itni jaalim thi ki bachche aurton ko nahi baksha. Kis mulk mein reh Rahi hai woh ? Aaj in sabooto se use gheen aane lagi apne grandfather pe. Lekin woh bhi ek fauji hai. Aise kaise apne mulk ko daga de sakti hai. Mallika ke liye badi chunauti thi lekin mulk ke liye is mission ko anjaam degi. Mallika ko Hamid pe bahut taras aaya.
[+] 6 users Like Vissle's post
Like Reply
#5

Bahut jald update aa jayega. Before 9 pm
[+] 1 user Likes Vissle's post
Like Reply
#6

I will try my best bro.
[+] 1 user Likes Vissle's post
Like Reply
#7

Mallika ko raatbhar neend nahi aaya aur woh laagatar Hamid aur uske parivaar ke liye boora mehsoos kar rahi thi. Woh sahi aur galat ka pata laga nahi paa rahi thi. Kuch der baad uske cell phone se message aaya aur woh message molvi ka tha. 

    Message mein likha tha "kuch Deen tak tumhe Hamid ke saath mohobbat ka natak karna hoga aur uske baad mission mein hum qamiyab ho jaayenge. India expose hoga duniya ke samne."

   Mallika apne bedroom se uthi aur Hamid se milne uske jhopadi ki taraf chal di. Use laagatar Hamid ke pratye Daya ka bhav utpan ho raha tha. Hamid ko apni jhopadi mein leta hua tha. Use neend nahi aa rahi thi. Woh un poorani aur dardnaak ghatna ko yaad karke dukhi tha. Hamid karwate badal raha tha lekin neend nahi aa rahi thi. Hamid ke jhopadi ke paas Mallika pahunchi aur knock karke poocha "andar aa sakti hoon ?"

Hamid bade hairani se poocha "Heena memsaab is waqt kya kar rahi hai aap ?"

"Kuch nahi bas woh apki tabiyat ke baare mein jananane aayi hoon." Mallika ne bahar khade hokar kaha.

"Andar aaiye." Hamid paas wali kursi pe beith gaya aur Mallika ko khatiya pe bethane ko kaha.

Mallika andar aayi. Hamid Mallika ko dekhta jaa raha tha. Use Mallika ki khubsoorati ke pratye alag sa akarshan tha. 

"Waise aapko neend nahi aa rahi hai kya ?" Hamid ne poocha. 

"Nahi bilkul nahi "

"Mujhe bhi nahi." Hamid ne muskurate hue kaha. 

Mallika ne dekha ki Hamid use lagatar ghure jaa raha tha. 

"To memsaab aap mujhse milne kyun aayi woh bhi itni raat ko?"

"Tumhe lagta hai mera yaha aana acha nahi lagta kya ?"

"Khuda qasam aisa mat sochiye. Mujhe aacha lagta hai jab aap yaha aayi hai. Waise bhi mere se jyada baat karne wala koi hai nahi."

"Main aa gayi hoon na. Ab chalo bahar kahi chalte hai jaha shaanti ho "

"Itni raat ko ? Kaal chalte hai. Abhi kyun ?"

"Tumhe neend nahi aa rahi. Mujhe neend nahi aa rahi Khali beithkar kya hum dono kar lene wale hai. Isse acha chalo kahi."

Mallika apne chal mein lag gayi use jald se jald Hamid ko apni taraf keechna hoga.

Mallika aur Hamid dono ek saath raat ko akele ghumne nikale. Jungle ke paas ek nadi tha. Waha dono pahunche. Jagah bahut sumsan thi. 

"Hina memsaab yeh rahi is gaon ki nadi. Bahut hi sundar aur poorani."

Mallika ko najaane kisi ke aahat ki awaz aayi. Peeche mudkar dekha to qareeb 7 log haath mein knife liye khade the. Mallika Darr gayi aur use dekh Hamid bhi ghabra gaya. 

Un 7 logo ka leader bola "yaha hum aksar Loko ko loot lete hai lekin aaj to ek khubsurat aurat samne hai. Chalo utha lo ise aur le chalo humare ilake mein. Aaj to isse hum sab milkar iske gore chamdi ka maja lenge. Utha lo ise aur le chalo.

Sabhi Mallika ko uthane ke liye aage badhe ki Hamid jo bahut buddha hai usne sidha hamla kar diya un 7 logo pe. Use pata tha ki woh mar jaayega phir bhi Mallika ke liye ladne laaga. Sabhi ne use maara aur behosh kar diya. Lekin Hamid ne behoshi se pehle ek ka sir phod diya tha. Mallika ko Hamid ki bahaduri pe yakeen nahi hua. Lekin ab Hamid ghayal pada hua tha. 

     Mallika chillane ki koshish ki lekin uska muh band kar diya gaya. Mallika rone laagi. Un sabhi ne use badi si car mein daal diya aur car start karke nikal gaye. Jungle ke andar car roka aur Mallika ko bahar nikala. 

    Unka leader Mallika ko jameen pe giraya aur kaha "sab ek ek karke ise chodenge. Sun ladki Maan ja. Maje denge warna balatkar karke tujhe humesha ka liye apne aade pe le jayenge aur saari zindagi humari gulaam rakhenge. 

    Mallika ko ro rahi thi lekin darindo ko hasi aa rahi thi. Rote hue Mallika ne haath jodkar kaha "khuda ke liye mujhe jaane do "

"Abey dekh kya rahe ho phaad do kapde iske " leader ne kaha. 

Mallika qareeb 5 baar boli rote hue lekin woh log nahi maane. Phir ek aadmi Mallika ki taraf aaya aur Mallika ki taraf haath badhaya. Usne jaise hi haath badhaya ki Mallika ne palak jhapkakte hi uske doosre haath se knife liya aur uska gala kaat diya. Woh aadmi whaa hi mara gaya. 

    Sirf 6 second mein yeh sab hua aur sabhi Darr gaye. Mallika ko ro rahi thi achanak se hasne laagi. Use hasta dekh sabhi uspe toot pade. Mallika ne sirf 2 minute mein 5 aur logo ko Amit ke ghar utar diya. Aakhir mein bacha leader. 

"Maad karna mujhe maat Maro. Main agli baar aisa nahi karoonga "

"Kyun Mera balatkar karega ? Aa kar na." Mallika aage uske taraf dheere dheere badhi aur chalu dikhate hue uske gale pe rakh diya. 

Leader rota hua bola "maaf kar do "

"Jaa maaf Kiya lekin ek shart par."

"Kaun si shart ?" 

"In Saab aadmiyon ki laash ko car mein daal "

Woh aadmi jaldi daudta hua dead body ko car mein rakha lekin jaise hi woh peeche muda ki Mallika ne uske pet pe lagatar 30 baar chaku se vaar kiya. Aadmi mara gaya. Mallika ne uske dead body ko car mein rakha. Car ko paas ke gehre daldal mein daal diya aur saare saboot kiya diya. Hamid ko shak na ho isliye usne apne kapde ke kai hisse phad diya. 

     Mallika daudte hue Hamid ke paas pahunchi. Hamid ladkhadate hue chal raha tha. Mallika uske paas aayi aur boli "aap thik to hai na ?"

Hamid rone laaga aur kaha "mujhe maaf karo. Main aapko bacha na saka."

Mallika ne aansu pochte hue kaha "khuda ka sukhra hai ki bhaag gayi aur aapki jaan Bach gayi. Lekin Hume jald se jald yaha se jaana hoga." Itna kehkar Mallika Hamid ko Sahara dete hue aage badhi. 

Hamid ko kamjori mehsoos ho rahi thi aur woh chal nahi paa Raha tha. Achanak se baarish hone laagi lekin ghar abhi bhi 200 meter door tha. Jaise taise Hamid ko sambhalte hue Mallika pahunchi lekin baarish ne aab toofani roop liya jisse jhopadi ka thoda sa hissa gir gaya. Mallika Hamid ko lekar apne ghar aayi. Hamid ka bhai us waqt ghar mein nahi tha kyunki woh apne dost ke Ghar gaya tha daavatpe.

     Hamid behosh bistar pe pada tha aur thand se kaano raha tha. Mallika ne uske geele kapde utar diye aur dekha ki uska sharir sukha aur chamdi latki hui hai. Poora badan kaala jaise coal. Mallika ne apne sharir ko dekha to jaise doodh sa safed. Mallika ne buddhe ko kambal se dhak diya aur agle kamre mein chali gayi lekin dekha to ghar mein 5 kamre the jisme sabhi kharab aur toota phoota. Mallika ne dekha to poora kamra kabadi se bhara tha. Poore 5 saal tak koi nahi aaya tha yaha pe rehne. Ab na chahkar Mallika ko Hamid ke saath kamra share karna hoga.

  Mallika andar gayi to dekha ki Hamid gehri neend mein tha. Hamid ke sharir pe ghav dekh Mallika ko bahut boora laga aur woh is ghav ko thik karne laagi. Ghav thik karne ke baad Mallika ko Hamid ke bahaduri aachi laagi. Woh Hamid ke bagal let gayi aur lights off kar di. Hamid bhi karwat lekar aankhe khola to bagal mein Mallika ko pata. Hamid aur Mallika ek doosre ko dekhne laage. 

    Agle hi pal Hamid ne Mallika ka haath pakad liya. Mallika ne kuch nahi kaha. Hamid Mallika ko baho mein bhar liya aur Mallika ne Hamid ke sir ko apne seene se lagaya aur Hamid ne halke se Mallika ke sleeveless nighty ko utara. Nighty ke utarte hi Mallika sirf bra mein thi. Hamid ne halke se Mallika ke seene pe kiss kiya aur Mallika ne Hamid ko kaske baho mein le liya. Dono chupchap ek doosre se lipat gaye.
[+] 3 users Like Vissle's post
Like Reply
#8

(18-08-2022, 05:20 PM)Fuckstar Wrote:  Nice update but dono kuch zada jaldi nahi aa gye ek dusre ke kareeb??
Thoda sa time or lena chahiye tha Mallika ko nighty utaar ne me......
Esa meko lgta hai but aapki story hai maybe aapne kuch or achha socha hoga.....
Baaki m bas itna kehna chahta hu ki achha effort hai......
Meko lgta hai ki aap phone pe type krte ho update isiliye auto correct ki wajah se kuch words change ho gye hai update me..... Jisse flow tut raha hai...... Next time iska dhyaan rakhna......
Baaki story achi hai abhi tak......
3-4 din se wait kar raha tha m iss update ka..... Update thoda chota tha but thik hai.....
Aage ke liye all the best

Bro yeh jaroori tha kyunki abhi bahut twist turn aayenge.
[+] 1 user Likes Vissle's post
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)