15-10-2019, 05:31 PM
UPDATE 109
Nahaana dhona hua, ekek round drinks ka hua, khaana hua, sab hall mein susta rahe thhe, kuch neeche gaadi pe baitthe thhe, kuch sofon pe, kuch hall mein dining table pe. Hall ki roshni dheemi kar di gayi thhi, AC on thha, kisi ke badan pe kapde ka naamonishaan nahin thha. Agar kisiko pehenne bol dete, toh shaayad woh bura maan jaata, mana kar deta ya kar deti. Yeh haal thha, Papa khaane ke baad bhi sofe pe baitthhe, taangein lambi kiye huey drink haath mein rakkhe aaraam farma rahe thhe. Koi mobile pe laga hua thha toh koi kisise baat kar raha thha.
Papa: Bhai gharwaalon..Kisiko bore toh nahin ho raha hai naa..Aisa hai toh koi baat nahin..Pulkit ya Prem chhod ke aa jaayenge..Ya kisiko koi zaroori kaam ho toh..
Sasur: Yeh acchhi baat keh di Deepak..Haan bhai bolo, koi jaana toh nahin chaahta naa..
Maasi: Nahin bhaiyya..Bahut saalon ke baad toh maa beti ne khul ke jiya hai..Pati ne daba ke rakkha thha..Phir achanak ek din keh diya woh alag ho raha hai, koi mil gaya hai..Jijaji ne madad ki, didi ne sahaara diya, himmat di..Prem aur Pulkit ne Pratima ko behen ki tarah samjha..Rakhi bandhwaane aate thhe..Har rakhsha bandhan ke din dus dus hazaar dono bhai dete thhe Pratima ko..Uski padhaai wahi paison se chali..Phir tyohaaron mein dete, janamdin pe dete, kabhi toh aise hi de dete..Dukaan lene mein madad ki, deposit bhara..Saamaan bhara..Aur Mujhe apni sagi behen se bhi zyaada maana..Kabhi galat nazar se dekha nahin..Mera pati mujhe chhoo sakta thha kyunki usne mujhse byaah kiya, par zindagi toh inhone di..Hum yahaan aake inke ehsaan utaar nahin rahein hain, inse aur khushi maang rahein hain, chaahtein hain ki hum maa beti hamesha aise hi, inke pariwaar ka hissa bane rahein..
Saare log khamosh huey, Maasi ne ek girta hua aansoon ponch liya, sab unki taraf dekh rahe thhe.
Chacha: Do bhaiyyon ki behen hain aap..Mujhe nahin bhoolna..
Raunak: Teen..Mera bhi haq banta hai..
Rohit: Toh mera bhi bana..
Maasi rote rote hans di, Pratima unke paas aake baitthi.
Bhabhi: Jab khush ho maasi, toh ro mat..
Pratima: Bahut dino baad maa boli hai bhabhi..Aur sach hi boli hai..Hum in sab ka ehsaan zindagi bhar nahin chuka sakte, yahaan bhi aayein hain to hiss liye ke humein inka saath acchha lagta hai..Mere mausa aur mausi ne isiliye bulaaya ke humein aur khushi de sakein..Aur di inhonein..
Papa: Bas beta..Ab tu mat shuru ho jaana..Hum ek hain..Tum dono hi nahin, iss kamre mein sabhi..
Sasur: Solah aane sach Deepak..Ab toh Deepesh bhi hai, Arjun bhi hai, Raunak aur Rohit bhi..Yeh ghar bahut mazboot hai..Yeh hui hum badon ki baat, chhote bhi kum nahin hain..
Apu: Maasi..Aap toh phir bhi inke kareeb ki thhi..Main aur Janak toh door ke rishhte mein lage na..Veena ne joh kiya, woh aaj ke zamaane mein sagi behen nahin karti..
Main: O bhai..Meri taareef nahin..Yahaan maze lene aayein hain, emotional hone nahin..Joh dil mein hai, dil mein rakkho..Yahaan bas..
Raunak: Emotional nahin hoon main Veena..Par ek baat bolun..
Maine chup karke haan mein sar hila diya, Raunak bhaiyya ko kaun mana kar sakta thha.
Raunak: Baat main keh raha hoon, par asal mein bol Mayuri aur Beena ke hain..Rohit aur main kaam mein busy ho gaye thhe, bacchhe paida huey toh hum aur bhi paisa kamaane ke chakkar mein lag gaye..Mayuri aur Beena bacchhon ko sambhaalti, ghar ko sambhaalti aur hum ko bhi..Bas hum do bhai unn ko sambhaal nahin paa rahe thhe..Unka haq unhein nahin de rahe thhe..Kaam karne waalon se zyaada nahin samjha thha unhe..Par aaj teri wajah se yeh ehsaas hua ke humein unhein baraabar ka haq dena chaahiye, unka haq dena chaahiye, unse pyaar ka bartaav karna chaahiye, izzat deni chaahiye..Yahaan hum sab bina kapdon ke baitthein hain, ek dusre ki patniyon ke saath sab kuch kar rahein hain, par maine in do dino mein vaasna nahin dekhi..Kisi ki nazron mein kisi ke liye kum izzat nahin dekha..Hum aapke saath hi niklenge yahaan se, bacchhe Mayuri ke maayke mein hain..Unhein wahaan maza aata hai..Aur humein aapke saath..Hum rukenge bhaiyya..
Ab joh ho raha thha, usse mujhe lagne laga thha ke maine kuch galat nahin kiya thha, yeh sab hamaare saath judd ke khush thhe, rehna chaahte thhe, aur hum jaise rehte thhe, pyar se, woh bhi waise hi rehna chaahte thhe. Sab khamosh thhe, papa utthke aur ek drink banaane table ke paas gaye, Purab ab sofe pe aage sarka.
Purab: Jab Veena ne aap sab ke baare mein bataaya, toh mujhe aur Neha ko yakeen nahin hua, ke aisa bhi ho sakta hai..Jaise Apu aur Janak experiment karna chaahte thhe, Neha aur main bhi soch rahe thhe, life boring si ho gayi thhi..Experiment karne ka soch rahe thhe par yeh bhi thha ke main kaise bardaash karoonga agar kisine Neha ko chhua toh..Iss baat ka mujhe aur Neha donoko darr lagta thha..Veena ke kehne pe socha ke gharwaalein hain, ek baar dekh letein hain ke main bardaash kar sakoonga ya nahin..Par jab hum aapke ghar pe mile aur baat aage badhi aur Neha ko sab ne chhua, toh aisa kuch bhi mere mann mein nahin utthha, na main gussa hua, na koi sankoch thha, maza aa raha thha, aur maza aa raha hai..Main bas yeh experiment aap sab ke saath hi karna chaahta hoon..Aur ab toh yeh experiment bhi nahin raha, rishhta ho gaya hai..Hum bhala aap sab ko yahaan chhodke kaise jaayenge Bade bhaiyya..
Saadhe gyaarah bajj gaye thhe, kisiko neend nahi aa rahi thhi, emotional baatein chal rahi thhi aur yeh bhi zaroori thha kyunki sab ke dil saaf ho rahe thhe, samajh mein aa raha thha ke sab yahaan dil se rehna chaahtein hain, hum se judd ke rehna chaahtein hain aur jab sab apne ghar lautenge, toh apnon ke saath bhi woh waise hi rahenge jaisa hamaare saath farmhouse pe rahe thhe, khulke, izzat deke, maze leke aur sachhaai se. Yeh rishte nange pan, vaasna ya chudai ke liye nahin thhe, yeh rishhte yeh saabit karte thhe ke jaise hamaare badan pe vastra nahin thhe, waise hi hamaare dilon pe koi parda nahin thha ek dusre ke liye. Aapas mein so toh rahe thhe, par ek dusre ko naam se bulaate huey nahin, balki risshton ke naamon se bulaate huey. Papa hum sab ke beech aaye apna drink haath mein lete huey, main unke saath jaake khadi ho gayi.
Main: Papa, main jaanti hoon aap kuch kehne waale hain, par usse pehle main kuch kahoon in sab se..
Papa: Bol beta..
Maine sab ki taraf dekha, aur phir Shekhar, Seema, Babuji aur meri saas ki taraf dekha.
Main: Maine joh kuch bhi kiya, woh ek shaadi shuda aurat ke liye mumkin nahin thha..Woh isiliye mumkin hua kyunki mujhe ek samajhdaar aur saath dene waala pati mila, pita jaise sasur aur unke roop mein ek dost mila, maa jaisi saas mili joh ab ek saheli hai..Ek saheli ke hi roop mein nanad bhi mil gayi joh ab bhabhi hai meri..Agar in chaaron ne, saath nahin diya hota..Toh hum sab yahaan aaj aise nahin baitthe hote..Thank you..Babuji, maa, Seema..Aur mere patidev..
Papa: Ab main bolun..
Maine muskuraake haan mein sar hila diya.
Papa: Aaj poore maze lo..Jitna ke yeh do din mein nahin liye honge..Aur maze do..Ek dusre ko apna samajhke..Ek dusre ko khush kar do..Itna khush ke jab hum subah utthein, toh raat ko yaad karke ek muskuraahat aa jaaye hamaare chehre pe..Aur rahe kayin dino tak..Aur ek baat..Hum mahine mein kum se kum ek weekend ke liye yahaan milein..Aapas mein decide kar lenge kab..Par mile har mahine zaroor..
Sasur: Mujhe aur Devisha ko poocchne ki zaroorat nahin hai, bas bol dena kab..Hum sab se pehle pahunch jaayenge..
Sab thoda hanse, papa ne table pe se whisky ki bottle laayi, nayi thhi, seal pack, use kholi, aur ek lamba sip liya, kacchha hi, hum sab dekh rahe thhe, papa ne phir babuji ko diya, babuji ne bhi ek sip le liya, phir diya meri maa ko, unhonein zindagi mein kabhi kacchi nahin pee thhi, aaj le liya, bina khaanse. Bottle ghoomti rahi sab ke paas, sab ne jamke sip liya, Sushila ke sip se bottle khatam ho gayi.
Chacha: Deepesh bhaiyya..Aap itna chup kyun hain..
Mama: Arjun..Bol na chaahta thha, par Apu ne bol diya..Chhoti si family hai hamaari, woh bhi bikhar jaati..Bach gaye hum..Aur aaj ek saath pee rahein hain, main kyun bore ho jaaunga tum sab se..Bhaiyya ne aisa socha bhi kaise..
Saas: Ek sip mein hi rone laga Deepu..Yahaan aa mere paas..Itna emotional ho jaayega toh kar nahin paayega aaj raat ko..Aur ek sip le aur mood theek kar..
Papa: Kanpur yeh baat toh hazam kar lega ke ek hi pariwaar ke pacchhees sadasya nange ghar mein baitthein hain, par yeh nahin hazam kar paayega ke unka commissioner un nango ke beech baitth ke ro raha hai..
Sab ki hansi chhoot gayi, ek ke karke sab khade hone lage, mama gaye mootne neecheke kamre mein, Pratima chali gayi unke saath.
Pulkit: Papa..Yahin, chhat pe ya peecche ke kamre mein..
Papa: Jahaan sab jaana chaahein..
Shekhar: Pulkit..Peecchhe ke kamre mein jagah zyaada hai..AC Bhi..Wahin chaltein hain..
Chacha: Haan bhaiyya..Wahin zyaada maza aaya thha..
Papa: Chalo phir ruke kyun ho..
Hum sab ikatthhe hi chalne lage, kisi ka haath kisi ke kamar mein, kisi ki baanh kisi ke kandhe pe, jodiyaan ban toh gayi thhi, par kamre ke andar sab badal jaata, yeh uss kamre tak ke safar ki jodiyaan thhi, wahaan jodiyaan nahin, ek family juddne waali thhi. Phirse.
नशीली आँखें
वो प्यार क्या जो लफ्ज़ो में बयाँ हो
प्यार वो है जो आँखों में नज़र आए!!
वो प्यार क्या जो लफ्ज़ो में बयाँ हो
प्यार वो है जो आँखों में नज़र आए!!