16-01-2019, 07:36 PM
Chuzi ne kaha yahan nahi jaungi main city me chalo fir hum log ek auto se main city me aa gaye aur kafi der tak yunhi market me hi rahe
kuch thori si zaruri shoping kii aur dinner hum logon ne bahar hi kiya aur fir chuzi ko uske ghar chorkar hum log apne ghar aa gaye ghar aake thora sa rest liya aur fir shuru ho gaya study ka daur
Aur is tarah kuch apno ke sath beet gaya zindagi ka ek aur din wo waqt wo lamha kuch yaden aur kuch khushiyan de gaya jo kabhi bhi laut kar fir nahi aayega
Aur isi tarah waqt beetta raha yunhi routine life chalti rahi college jana khatam ho chukka tha ab ghar pe hi thi aur shahnaz aur seema ki study chal rahi thi
kabhi kabhi chuzi ghar aa jati thi aati to thi wo mere sath study kane ke liye lekin study naam ko bhi nahi ho pati thi aur pura din kaise beet jata tha pata nahi chalta tha
Shaizan apni bedhangi rafter se hi chala jara ha tha aur roz sunbah se sham tak na jane kitne msg bhejta tha jinme se bahut se main parh bhi nahi pati thi aur msg box full ho jane ki wajah se unko delete karna parta tha
aur isi tarah waqt ka phiya ghoomta raha
Monday 13 March 06
Subah main apne time pe uthi aaj se seema ka exam shuru hone wala hai maine uske liye prayer me dua ki seema raat ko yahin ruki thi aur abhi so rahi thi apne kaamo se farigh hone ke bad maine seema aur shahnaz ko jagaya seema ka paper 2nd meeting me tha
Nashte ke bad maine seema se kaha ab tum apne ghar jao aur exam dene ke liye apni mom ke pas se jana fir wo chali gayi
Seema ke sabhi paper 2nd meeting me the lekin shahnaz ke kuch 2nd me the aur kuch 1st me bhi the is liye mere liye kuch fikar ki baat thi kyunki ek meeting me student ko ek hi time ko set karna parta hai lekin yahan par aisa nahi tha
Sham ko seema paper de ke wapas aayi main aur shahnaz ghar me aage ke hisse me hi baithe hue the seema bahut tezi se daurti hui aakar mujh se lipat gayi maine pucha kya hua bahut khush ho
Han didi bahut acha hua paper maza aa gaya – thank you didi wo boli aur mujhe chorkar shahnaz ke gale se lag gayi
Maine us ka paper dekha aur jo usne mujhe bataya us hisab se wo bahut hi acha paper karke aayi thi uska khush hona lazmi tha kyunki usne bahut mehnat ki thi
Maine kaha to aap baithiye main is khushi me aap ke liye chai banakar lati hun – main boli
aur kitchen me chali gayi main ne chai lakr di aur hum log sath me hi pene lage thori der ke bad seema chali gayi aur boli ki main abhi aati hun