16-01-2019, 07:35 PM
Aur chuzi ne apne bare me sab kuch bataya aur ye bataya ki uske papa chuzi ko bahut chahte hain
aur uska bhai mom ke bahut hi zyada close hail lekin wo dono bhai bahan ek dusre pe jan chirakte hain aur ek minute bhi bina larayi ke nahi rahte
chuzi ne mujh se kaha – tumne shahnaz ko BSC me kyun dal diya yar uska itna acha shauk hai photography ka to usko usi line me dalti mass media journalism ki parhayi kyu nahi karayi tumne usko to Nature photographer hona chahiye tha
main bhi yahi chahti thi lekin BSC ka faisla uska hi tha aur main apni marzi uske upar nahi thopna chati thi
aaj tak parhayi likhyi me jo usne chaha maine uski raye ko hi mana hai aur aage bhi jo wo prhna chahegi main wahi parhaungi usko
kyunki aur koi to hai nahi uska siwaye mere is liye main usko ye ahsas nahi hone dena chahti ki main badi hokar apni marzi se usko chala rahi hun – main boli
bahut acha hai very good bahut acha lagta hai tum dono ko dekh kar kitna pyar karti ho tum shahnaz se na – chuzi boli
bahut kyunki wahi to meri duniya hai agar usko ek minute ke liye minus kar do to kya hai meri life me kuch bhi to nahi siwaye uske – main boli
haan main samajh sakti hun tumari feelings ko – wo boli kabhi kabhi shahnaz ke liye tumhara pyar dekh kar sochti hun ki kash meri bhi koi bahan hoti jo tumhari tarah mujhe bahut chahti
hmmm koi baat nahi dear main hun na – main boli
thank you dear ye kahti hui wo mujh se lipat gayi aur boli ILOVE YOU Gul
I Love You 2 – main boli
Aur fir hum log yunhi baton baton me kafi waqt ghuzar chuke the tabhi shahnaz room me aayi aur boli bibbi ab bahar aaiye na sham ho rahi hai
Ok beta main boli aur uth kar chuzi ke sath bahar a gayi main kitchen me aa gayi mere piche piche chuzi bhi aa gayi aur seema bhi
Main chai banana lagi aur wo dono baten karne lagi fir hum logon ne sham ki chai kuch halke nashte ke sath lii
Chuzi ne kaha ab chalo kahin bahar chalte hain sab log ghar me baithe baithe maza nahi aa raha hai
Aur hum log ghar se bahar aagaye ghar ko lock karke main shahnaz chuzi aur seema sab log tahalte hue bahar aye aur fir market ki taraf chal diye