16-01-2019, 06:37 PM
Isko bahut tez bukhaar aaya aur ye let gayi thori hi der me isko loose motion shuru ho gaye
jo bahut zyada hone lage aur hospital le jane tak ye behosh ho chuki thi aur wahan ke doctor shayad kuch kar nahi pa rahe the is liye isko yahan reffer ka r diya – wo bole
Yahan ke docter kya kah rahe hain – Maine pucha
Yahan fauran hi in logon ne admit kiya aur treatment shuru kar diya aur kuch investigation karayi hain docter kah rahe hain ki khatre ki koi baat nahi hai
kuch hi ghanton me ye hosh me aa jayegi aur jaldi hi nirmal ho jayegi – wo bole
Thanks god – main apne hath ko dil pe rakhti hui boli
Ye bataiye ki akhir isko problem kya hai jab tab ye beemar ho jati hai kya wajah hai – Maine pucha
Aisi koi baat to nahi hai bas yunh tabiyat kharab ho jati hai – wo bole
Maine kaha ab aap isko yahan lekar aaye hain to docter se puri baat kariye aur agar koi problem hai to uska mukammal ilajkariye – Maine kaha
Haan dekho beta ab to main koi bhi compromise nahi karunga – wo bole
Thik hai –main boli aur hum shahnaz wahin baith gaye maine apna bag apne pas hi rakh liya
Beta ward me shift ho jayenge to koi problem nahi hogi – wo bole
Koi baat nahi – main boli aur fir main aur shahnaz wahin baith gaye aur wo dono bahar chale gaye kuyunki wahan ek sath kayi logon ko rukne ki ijazat nahi thi
Main ne chuzi ke hath ko tham rakha tha auir wahin baithi hui thi us jagah par shahnaz bahut hi zyada pareshan ho rahi thi
kyunki har taraf bahut hi buri condition ke mariz the lekin main kya karti majboori thi usko kisi aur ke bharose chorkar main aa nahi sakti thi is liye usko lana para dopahar ko chuzi apne hosh o hawas me aa chuki thi
Mujhe dekha kar wo behad khush thi uska bas chalta to bed se uthkar baith jati lekin usko abhi bhi bahut hi zyada weaknes thi aur khane ko abhi bhi kuch nahi diya gaya tha kuch der tak to wo yunhi rahi fir so gayi
Shahnaz bhi kafi pareshan ho thi is liye Maine uncle se kaha ki hum log abhi ja rahe hain fir ayenge
Uncle bole beta tum kahan jaogi
Maine kaha ki yahan kahin to stay karungi hi Maine unko shahnaz ke bare me bataya
aur fir wahan se bahar aagayi aur shaizan ko msg kiya kyunki shaizan isi shahar me rahta hai maineusko bataya ki meri frnd tumhare city ke ample hospital me admit hai