16-01-2019, 06:36 PM
Kya hua bibbi sab thik to hai – wo boli
Haan abhi tak thik hai hum log chuzi ke pas ja rahe hain tum jaldi utho aur fresh ho jao – main boli
Wo uth kar bathroom me chali gayi
Main bag taiyar karke kitchen me a gayi aur chai banana lagi kichen ki awaz sunkar seema bhi uth gayi wo kitchen ke pas wale room me thi
Didi kya hua aap itni raat ko kitchen me – seema boli
Raat nahi hai beta subah hone wali hai – main boli
Kya hua chuzi didi ka kuch pata chala wo boli
Haan uske papa ka phone aya tha wo hospital pahunch gaye the aur ab main nikal rahi hun main bhi ja rahi hun – main boli
Abhi ja rahi hain aap – wo boli
Haan maine kaha thori der me train hai ye kahakar main chai cup me lekar bahar aa gayi
Tab tak shahnaz bhi aa gayi thi chai peekar hum ne change kiya aur seema se boli tum yahin rahna – main ja rahi hun
Aap kab tak aaogi – wo boli
Ab dekho abhi to ja rahi hun wahan kya hota hai kaisi halat rahte hain ye to nahi pata mujhe lekin jaisa bhi hoga main tumko phone kar dungi – main boli
Thik hai didi aap log jaao mein yahan hun koi bat nahi – wo boli
Haan aur aunty ko bata dena agar main nahi lauti to aunty ko kahna wo yahin aa jayengi yahi sab usko batakar main shahnaz ke sath station ki taraf chal dii
Main scooty se hi ja rahi thi station pahunch kar maine scoty parking me laga dii aur ticket lekar hum log train ke intezar me baith gaye
Right time par train aayi au hum dono train se chal diye
Raat bahut siyah thi man puri raat so na saki thi aur ab raat ke bad subah ho rahi thi
lekin abhi bhi andhera tha raat ki tariki bikhri hui thi station ko chor kar train raat ki tareeki ke seene ko raundti hui train tez rafter se aage barh rahi thi
Main side ki seat pe baithi hui khirki se bahar dekh rahi thi train me zyadatar log so rahe the aur thandak ki wajah se sabne khirkiyan band ki hui thi lekin main khirki ko khole hue bahar dekh rahi thi

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)