Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Romance Pyar Ki Ek Kahani
#19
UPDATE-6


Subhe-Subhe 6.30 baje Chaiwale k shore se sabki neend khuli. Abhi ne Ruhi Ko fresh karwane bathroom legaya. Phir khud fresh hoke beth gaya. Kuchh samay baad sab ne nasta kar liya. Dehradun pahunch ne mein abhi time tha to sab logo ne appas mein bate karne lage. Tab wo raatwali ladki aake Ruhi se baat karne lagi.
Ladki3- Aur Ruhi tumne nasta Kiya.
Ruhi- Haan Didi.
Ladki3- Tum kis class mein padhti ho.
Ruhi- Mein to nahi padhti.
Ladki3-Tum school nahi jati kya
Ruhi- Bhaiya ye school kya hota hai.
(Ladki3 ne ascharya se kabhi Abhi aur kabhi Ruhi Ko taraf dekhti hai)
Abhi- Are wo jo bachhe Jahan pe padhne jate hain use school kehte hain.
Ruhi- Nahi Didi Mein School nahi jati.
(Ladki3 Ko thoda Ajeeb Laga phir usne socha chhoti bacchi hai tho aage School jayegi)
Ladki3-To kya din bhar Tum bas khelti ho.
Ruhi- Nahi mein to bhar bhik mangti hun.
Ladki3- Kya(Chonk kar)
Uske saare friends jo uski baate sun rahe the wo sab khade hoke Abhi Ko ghurnr lagte hain.
Ladki3 to kal se uss ladke chidi hui thi aur jab use pata chala ki Ruhi bhik mangti hai to uska para dar chadne lag Gaya.
Ladki3- Kaise Aadmi Ko itne chhoti bachhi se bhik mangwate ho tumhe saram nahi aati. (Jor Se)
Ruhi thoda dar jaati hai aur Abhi se kas k chipak jaati hai.
Abhi- Mein use bhik nahi mangwata. (Kadak Awaz mein)
Ladki3-To ye Kyun bol rahi hai ye bhik mangti hai.
Abhi- He nahi Thi, Ye kal station k saamne bhik mang rahi thi jab Mene use puchha ki wo bhik Kyun mang rahi hai to isne bola ki agar wo bhik nahi mangti to ek Aadmi usko Marta hai aur khane nahi deta hai. Isiliye mein use Apne saath le aaya.
Ladki3 Ko Abhi ka baat sunke thoda jhatka Laga ki jisse wo kuch der pehle ek ghatiya Aadmi soch rahi thi wo asal mein ek achha Aadmi Nikla.
Ladki3- Sorry mujhe nahi pata tha.
Ruhi- Bhaiya Ye Didi Kyun chilla rahi thi.
Abhi-Kuch nahi, wo tere bare mein puch rahi thi. Ki tu pyari gudiya kaise hai.
Ruhi-Sach, Didi kya mein bahut pyaari hun.
Ladki3- Haan ,Sach mein Tum bahut pyari ho. Kya tum chocolate khaogi.
Ruhi Abhi Ko taraf dekhti hai aur Abhi sat Haan mein hila deta hai.Aur Ruhi chocolate leke khati hai.
Abhi- Ruhi tumne Didi Ko shukriya nahi bola.
Ruhi-Shukriya Didi, Par Didi mein aapka Naam nahi janti.
Ladki3-Mera Naam Raadha hai.
Ruhi-Aapka Naam bhi bahut achha hai Didi.
Phir sab ne apna intro diya. Aur Abhi ne bhi apna intro diya.
Ladki1- Kajal, Ladki2- Anjali, Ladki3- Raadha, Ladki4-Ananya, Ladki5-Sweta,Ladki5- Chandrika, Ladki6- Geeta, Ladki7-Rekha
Aise hi sab log baat kar rahe the. Bato bato mein pata chala ki ye sab Delhi se hain. Kuch MBBS complete kar k ayen hain aur yahan internship kar rahe hain aur kuch IT mein job Karti hain.
Kon kehte Hain ki hum Indian waqt k paband nahi hain.Aaj train thik 10 baje Dehradun Station par pahunchi. Sab log train se nikal kar Apne Apne raste Jane lage.
Raadha- Abhi,I am Sorry mujhe apke sath Aisa bartab nahi karna chahiye tha.
Abhi-Ji koi bat nahi. Ab Hume chalna chahiye. Ruhi sab Didi ko Bye bolo.
Ruhi- Bye Didi.
Sab ne Ruhi Ko bhi Bye bola aur sab Apne raste chale Gaye.
"If you're good at something, never do it for free."[Image: cool2.gif]


Read my Story "Pyar Ki Ek Kahani".....
https://xossipy.com/showthread.php?tid=13217
Like Reply


Messages In This Thread
Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-07-2019, 01:52 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-07-2019, 01:55 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 30-07-2019, 11:39 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 03-08-2019, 08:46 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 04-08-2019, 05:20 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 02-09-2019, 08:17 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 27-09-2019, 04:18 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 27-09-2019, 04:27 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 27-09-2019, 06:52 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by cenrella - 29-09-2019, 10:26 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 01:51 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by Sam Fisher - 29-09-2019, 10:43 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 01:51 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 06:34 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 29-09-2019, 07:53 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 29-09-2019, 07:54 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 09:27 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by mamery007 - 30-09-2019, 04:24 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 01-10-2019, 03:12 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 01-10-2019, 03:11 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 05-10-2019, 10:06 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 05-10-2019, 10:16 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by cenrella - 05-10-2019, 11:20 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 06-10-2019, 08:53 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 06-10-2019, 08:37 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 07-10-2019, 07:04 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 08-10-2019, 11:12 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by Prativiveka - 10-10-2019, 07:35 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 10-10-2019, 09:55 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 11-10-2019, 12:01 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 23-10-2019, 10:05 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 25-10-2019, 12:18 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-10-2019, 06:48 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 29-10-2019, 05:26 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 30-10-2019, 07:26 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 31-10-2019, 10:06 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 04-11-2019, 08:43 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 12-11-2019, 02:56 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 13-11-2019, 09:34 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 16-11-2019, 04:40 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by uttu7887 - 17-11-2019, 08:14 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 17-11-2019, 09:02 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 17-11-2019, 09:03 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by ArbazMir - 29-12-2019, 05:29 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 18-11-2019, 12:02 PM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)