24-09-2019, 07:33 PM
(24-09-2019, 06:27 PM)kamdev99008 Wrote: ab naya interest aya kahani me .....................Thanks dear...will update soon....
kya sheikh mara jayega aur rohini ko wo commando apne sath le jayega....
kaun hai ye commando...... shayad kisi desh ka fauji... jo sheikh ke peechhe hai....
aman to avni ban gaya......... kya rohini ki nayi prem kahani shuru hogi...........
kya avni(aman) fir dobara rohini se milega
intzar nahi hota.........................jaldi update do avni ji!
Thoda busy chal rahi hoon...
