18-09-2019, 11:50 PM
Kabristaan
Suryoday hone ko tha aghori yog ke madhyam se apni uttejna ko kabu kar chuka tha ki achanak uske mobile jo usne lakhan vineeta ko puja ki vidhi samjhane ke liye rakha tha me laga alarm baj utha. Yani lakhan vineeta ko agle grah ki puja ki vidhiya samjhane ka samay ho gaya tha aur ye vidhi suryoday se pehle samjhana zaroori tha. Aghori ne bina der kiye lakhan ke number par call laga di.
KAKATUA KE JUNGLE
Us blowjob ke baad badi mushkil se vineeta aur lakhan ki aankh lagi thi aur wo kuchh ghante hi so pae the ki achanak se unke phone ki ghanti baj uthi. Phone ki ghanti se achanak vineeta aur lakhan ki aankh khul gai. Lakhan ne turant wo phone recieve kara doosri taraf Aghori tha.
Aghori: Aap dono uth gae. (Aghori ne jaanboojh kar kal raat ki vidhi ke bare me nahi poocha kyuki wo kal raat ke bare me pooch kar lakhan ko sharminda nahi karna chahta tha.)
Lakhan: Pranaam Baba jee phone ki ghanti ki awaaz se hum dono uth gae par itni subah subah apne call kara abhi to suraj bhi nahi nikla.
Aghori: Mai janta hu ki abhi suraj bhi nahi nikla aur isiliye maine apko abhi call kari kyuki aaj ki puja ki pehli vidhi aapko suryoday ke samay hi puri karni hai.
Lakhan: Aisa kya karna hai hume baba aur aaj kis grah ki puja karni hai hume.
Aghori: Aaj aapko aise do graho ki puja karni hai jo grahmala ka hissa na hote hue bhi grehmala aur manushaya ke bhagya se anivarya roop se jude hai. Jinka humari kundali me shesh garho ki tarah ek mehtvapoorna sthan hai aur jo humare bhoot bhavishya vartamaan teeno samaykaalo ko prabhavit karte hai. Humare jeevan se andhakaar ko door karke ue apne prakash se roshan karte hai.
Lakhan: Aap surya ki baat kar rahe hai.
Aghori: Sahi samjhe Surya Grehmala ka mukhiya sabhi greh upgreh jiske charo or chakkar lagate hai. Jo duniya ko apne prakash se roshan karta hai. Aaj Suryoday se suryast tak apko Surya puja ki sari vidhiya puri karni hai. Aur unme se pehli vidhi apko suryoday ke samay hi karni hai Suryanamaskar aur Jal Samarpan jisme apko apni ardhangini ke sath surya ko jal ka arghya dena hai wo bhi puri tarah shuddh hokar shuddha vastra dhaean karke. Abhi mai jada vistaar se nahi bataunga kyuki usme suryoday ka samay nikal jaega. Isliye aap dono sheeghrta se snan karke apne vastro me se shuddh vastra dharan karle jaise aapko yaha aane par uplabhd karae gae the. Aur suryoday ke samay surya ko namaskar karte hue use gangajal ka arghya chadae. Jab tak aap log snan karke bahar aaenge gangajal se bhara kamandal aapke liye bahar rakh diya jaega.
Lakhan: Jee baba
Aghori: Aage ki vidhi mai aapko suryoday ke baad bataunga.
Lakhan: Jee
Itna keh kar aghori ne phone rakh diya. Kal raat ki ghatnao ko bhulate hue lakhan vineeta ne bhi aage badne ka nishchay kara. Aur chupchap apne kapdo me se kuchh kapde uthakar baari baari se nahakar aa gae.
Lakhan vineeta jab tayaar hokar bahar aae to bahar humesha ki tarah gangajal se bhara ek kamandal darwaaze par rakha tha. Lakhan singh ne wo kamandal utha liya aur wo dono suryoday ka intezaar karne lage. Sheeghra hi pedo ke peeche se surya uday hota nazar aane laga.
Lakhan Vineeta ne us ugte hue surya ko pranaam karke uska aashirwaad liya aur prarthana ki ye surya un dono ke jeewan ke andhakaar ko apne prakash se roshan kar de apni pareshaaniyo ka saamna karke ki urja pradaan kare. Surya namaskaar ke baad lakhan vineeta ne sammalit roop se us kamandal me bhare gangajal se surya ko arghya samarpit kara. Surya puja ki pehli vidhi puri karne ke baad lakhan ne aghori ko phone kara.
Lakhan: Baba suryoday ho gaya hai aur humne surya devta ko jal samarpit karne ki pratham vidhi bhi puri karli hai.
Aghori: Uttam aap dono kal Uranus Neptune ki kathin vidhiya puri karli to unki tulna me aaj ki vidhiya apke liye saral hai. Aaj aapko duniya ko prakash dene wale do dev graho ki puja karni hai. Dev grah isliye kyuki grehmala ka hissa na hote hue bhi humare jeevan me inka khaas sthan hai. Jinme se ek hai Surya, waise to surya ka prakash sadaiv vidyamaan rehta hai par prithvi ke ghoomne ki wajah se iske prakash ka swaroop badalta rehta hai. Suryast ke pashchat ek anya Nakshatra ke madhyam se prithvi ko surya ka prakash milta hai jo humara dusra dev grah hai jise hum Chandrma kehte hai. Jo raatri me surya ko prakash ko sheetal karke safed roop me dharti ko andhere me nahi doobne deta hai. Aur aaj apko prakash ke inhi do srorto Surya aur Chnadra ki puja karni hai. Kintu Chand ka astitva suryast ke baad hi saamne ata hai isliye Chand ki puja ki vidhiya aapko suryast ke baad hi karni hai isliye unke baare me mai tab hi bataunga. Philhaal aap dono ko SURYA ki puja sampann karni hai. Jiska pratham charan apne abhi abhi pura kara.
Lakhan: Jee baba hume kya karna hoga.
Aghori: Surya jise greek mythology me manav swaroop me APOLLO ke naam se jana jata hai. Surya ki puja aap log yaha nahi karenge balki balki humare us ashram me karenge jaha se ab tak apko samay samay par samagri uplabdh karai jati rahi hai. Surya ko nyay ka devta mana jata hai aur use Utsav nratya sangit aur khel ki pratiyogitaye bahit prasidh hai. Videsho me bhi Surya ko prasann karne ke liye utsav ka ayojan kiya jata hai jisme tarah tarah ki pratiyogita ayojit ki jati hai nratya sangit kiya jata hai. Isliye aaj is Dev grah ko prasann karne ke liye waha ek utsav ka ayojan kiya gaya hai. Pratham charan aap dono ne pura kar liya hai ab doosre charan me utsav sthal pa 101 yagya vediyo par samuhik roop se surya ko peasann karne ke liye yagya kara jaega yagya ke pashchaat us utsav me teen charan ki ek pratiyogita hogi jinme aap bhi pratibhag karenge chatthe charan me naach gaa kar surya ko prasann kara jaega. Aur phir saatve charan me unhi 101 vediyo me 101 jodo ka vivaah karaya jaega jisme vyay hone wala dhan aapse shuruaat me liya gaya tha. Aake pariwaar ne kai kanyao hi hatya ka jo paap kiya tha wo 101 kanyayo ke is samhuki vivaah se milne wale punya se kafi had tak nasht ho jaega isliye aaj ki ye Surya puja kafi mehetvapoorna hai. Suryast ke baad Chandra puja ke bare me apko bataunga philhaal aap dono bahar intezaar kare sheeghra hi apko lene ek rath aaega jo aapko utsav wali jagah le jaega jaha is puja ke agle 6 charan pure kiye jaenge.
Lakhan: Jee baba
Vineeta Lakhan bhi nishchint the ki Surya puja me unhe koi aisa kaam nahi karna pad raha jiske liye wo puri tarah tayaar na ho. Aur pichhle teen din se duniya se puri tarah kata hua jeevan jeene ke baad aaj is utsav ki wajah se unhe thoda mood sahai karne aur relax hone bhi mauka milega, Ye utsav unhe kal raat ke anubhav se bahar nikalne me bhi madad karega. Vineeta Lakhan wahi bahar rath ka intezaar karne lage. Jald hi unhe rath ke paiyo ki awaaze sunai di aur pedo ke jhurmut se nikal kar ek rath unke saamne aa khada hua.
Rath me 2 safed ghode lage the aur rath bhi behad sundar tha. Rath shayad isiliye bheja gaya kyuki Surya dev ka vahan bhi rath hai jisme 7 ghode lage hote hai.
Rath vahak: Ashram se aap dono ke liye ye rath bheja gaya hai aap dono is par baith jae.
Vineeta lakhan dono rath par savaar ho gae aur rath pathreele raasto me sarpat daudta hua ashram ki taraf bad chala. Aur kuchh ghanto ke safar ke baad lakhan vineeta us ashram me pahuch gae jaha Surya Dev ko prasann karne ke liye us utsav ka ayojan kiya gaya tha. Utsav sthal ko bahut sundar tareeke se sajaya gaya tha. Maidaan me ek jagah ek vishaal shamiyana laga tha jkske andar 101 hawan kund bane the jaha shuruaat me hawan kiya jana tha aur ant me inhi me 101 jodo ki shaadi honi thi.
Maidaan ke ek kone 7 rath khade the ab unme kya hona tha pata nahi shayad unka sambandh us pratiyogita se ho sakta hai. Maidaan ke beech me koi vishaal murti rakhi thi jo ek kesariya rang ke kapde se dhaki thi. Waha kaafi bheed thi ye shayad aaj vivaah bandhan me bandhne wale wo jode aur unke pariwaar wale honge. Ek kone me dhol nagade wale nritya sangeet wale kalakaar bhi maujood the. Lakhan vineeta waha utsav ki shobha ko nihaar hi rahe the ki unhone dekha ki ashram se pujariyo ka ek dal ek vridh saadhu ke netratva me unki taraf aa raha tha. Jab wo saadhu unke sameep pahuch to lakhan vineeta ne rath se utarkar unhe pranaam kara.
Vridh saadu: Yashashvi bhav ab tak apko apke ghar ke bahar jo bhi bakse milte the wo humare yaha se hi bhijwae jate the. Mujhe aap logo ki puja ke bare me bata diya gaya tha isliye aapki puja prarambh hone ke pehle din se bhi pehle se hum is utsav ki tayaari kar rahe the. Aaj aapse prapt dhan se kai gareeb kanyayo ka vivaah sampann hoga jiska punya pratap apke pure pariwaar ko milega. Aapke pariwaar ne kainkanyayo ko paida hote hi maar diya par aaj aapki wajah se yaha aaj 100 gareeb kanyayo ka ghar basega unki unke pariwaar ki duae to apko milegi hi jinse us shraap ka asar kum ho jaega.
Lakhan: Pujari jee mujhe nahi pata tha wo dhan is mahaan kaam ke liye liya ja raha hai warna mai aur dhan de deta. Aur mai aaj pran leta hu sirf isi varsh nahi har varsh isi tarah gareeb kanyayayo ka vivaah karwaunga. Par pujari jee mera ek sawaal hai.
Saadhu: Nisankoch poochiye.
Lakhan: Aghori baba ne bataya tha ki yaha 101 ki shaadi hogi waha un vediyo par bhi antim ank 101 dikh raha aur aap keh rahe ki 100 jode hai shayad aap 101 ki jagah 100 bol gae.
Saadhu: Ji nahi mai sahi bola aap se mile dhan se yaha 100 gareeb kanyayo hi vivaah hoga.
Lakhan: Phir wo 101vi jodi.
Saadhu: Wo 101vi jodi is waqt mere saamne khadi hai.
Lakhan Vineeta ashcharya se ek doosre ko dekhne lage.
Lakhan: Par pujari jee humara vivaah to ho chuka hai.
Saadhu: Mai janta hu apka vivaah ho chuka hai par vivaah kab aur kin paristhitiyo me hua isse aap dono bhi bhali bhaati parichit hai. Us waqt majboori me koi doosra upay na hone ki wajah se anan fanan me aap dono ki shaadi sampann kara di gai thi. Par us waqt us shaadi ke liye na vineeta jee tayaar thi na hi shayad aap khud. Balki agar mai sahi hu to usse pehle aap dono ek doosre ko jante tak nahi the bus achanak se majboori vash aap dono ko ek doosre ke saath vivaah bandhan me bandhna pada.
Lakhan: Jee baba maine jis stree ko bulaya tha uska accident..
Saadhu: Mujhe pata hai ye sab par vivaah humare jeevan ke 16 sanskaaro me sabse aham sanskaar hai aur itni badi puja me he sanskaar ko bus ek aupcharikta ke roop me nahi kiya ja sakta. Isiliye aaj apke saamne wo avsar dubara aya hai jab aap is vivaah sanskaar ek aupcharikta ki tarah nahi balki dil se kar sakte hai. Teen din se aap dono sirf ek doosre ke sampark me hai aise me zahir hai aap dono ek doosre ko bhali bhati samajh gae honge. Ek doosre ke prati apke man me kuchh achhe kuch bure bhaav bhi ban gae honge. Mai yaha prem bhaav ki baat kar raha.
Saadhu ki baat sunkar vineeta lakhan dono sakpaka gae ki ye saadhu kya bol gae.
Saadhu: Aap log meri baat ka galat arth na nikale mai janta hu ye pehle se shaadishuda hai aur mai inki shaadishuda life par kuchh tippani kar bhi nahi raha. Aur yaha prem shabd se mera tatparya premi premika ka prem nahi. Prem shabd bahut gehra hai use ek rishte me seemit mat kariye. Aap apni bete apne bahu ke liye ye puja kar rahe hai yani aap unse prem karte hai vineeta jee apni saheli ke liye ye kar rahi hai yani unhe unse prem hai. Par kya yahi prem aapke beech hai yahi aaj apko nirnay karna hai. Chahe to aaj bhi aap dono aupcharik shaadi kar sakte hai kisi ko kuchh pata nahi chalega ya aaj ke din kuchh pal ke liye apne bete bahu apne pariwaar apni saheli apni pichhli zindagi ko bhula kar sachhe man se sachhe dil se is shaadi ki rasmo ko pura kare. Do din baad to waise bhi aapko is shaadi se mukt kar diya jaega par aane wale do din aapke is prem bhav ki kadi pariksha lene wale hai kyuki 72 ghante se aap dono sath hai aur 72 ghante bahut hote agar itne waqt me bhi apke man me ekdoosre ke liye apnepan ki feeling nahi utpann hui to aane wale do din apke liye bahut mushkil been wale hai. Isliye aaj in 100 jodo ke sath apki shaadi us prem bhav ko jagane ki ye antim koshish hai taki aapke agle do din asani se beet jae. Kyuki agar agle do din bhi aap ye puja majboori me karenge to shayad aap is puja ko pura na kar pae isiliye aaj apki dubara shaadi karwa kar apko aur avsar diya ja raha hai. Ab aap dono khud vichaar kar le ki aapko kya karna hai.
Saadhu ki prem par kahi gai ye baate vineeta aur lakhan ko andar tak jhakjhor gai kyuki ye sach tha ki in teeno dino me unke man ek doosre ke prati bhavo me kafi parivartan aa chuka tha par ab bhi wo asmanjas me the ki kya ye sirf apnapan hai ya kuchh aur. Par iska nirnay to unhe khud karna tha. Aur agle do din me kya kya hone wala hai ki prem bhav ki pariksha hogi. Wo dono ye soch hi rahe the ki saadhu ne phir unhe pukara.
Saadhu: Lakhan jee vineeta jee kis soch me doob gae dekhiye vivaah is puja ka antim charan hai usse pehle kafi waqt milega apko sochne ke liye philhaal samuhik yagya ka samay ho raha hai agar aap log tayaar ho to yagya sthal ki tarag chale.
Lakhan Vineeta: Jee jee bilkul chalte hai.
Lakhan Vineeta saadhuo ke dal ke peeche yagya sthal ki taraf chal diye. Yagya sthal ka pandaal logo se khachakhach bhara tha. Pandaal me charo taraf line se 100 hawan kund bane the aur beech me ek bada hawan kund bana tha jaha pradhan pujari ko yagya karna tha. Aur shayad isi vedi par vineeta ko ek baar phir lakhan singh ke sath vivaah bandhan me bandhna tha. Pradhan pujari lakhan vineeta ke sath us badi vedi ke sameep akar khada ho gaya aur unke kehne par log baki hawan kundo ke ird gird baith gae. Lakhan vineeta aur pradhan pujari bhi pandaal ke madhya me bani yagya vedi ke ird gird baith gae.
Sabhi 101 yagya vediyo ko ek sath agni se prajwalit kar diya gaya. Aur pura pandaal OM SURYAY NAMAH ke jaap se goonjaymaan ho utha. Lakhan Vineeta bhi hath jod ka Om Suryay Namah ka jaap karte hue bhagwaan surya dev se is puja me apna aashirwaad dene ki prarthana karne lage. Par kahi na kahi un dono ke man us pujari ki baato se ek ajeeb sa antardvand chal raha tha ki kya wakai unke man ek doosre ke prati prem ka bhav utpann ho gaya hai ya sirf apnepan ka. Teen din pehle jo shaadi unke liye ek majboori me ki gai aupcharikta thi kya 72 ghante ek doosre ke saath guzarne ke baad ek doosre ke sukh dukh baatne ke baad kya ab bhi wo shaadi unke liye aupcharikta hai. Kya aaj jab wo dubara shaadi ki wo rasme puri karnege tab bhi unke man me wahi bhaav rehnege jo teen din pehle the ya aaj ki shaadi unke man nai ichhao ke beej ke ankurit hone ki wajah banne wali thi.