17-09-2019, 05:12 PM
UPDATE 28
Subah utthhi, mere mobile bajne ki aawaaz se, dus baj rahe thhe, maa thhi phone pe. Maa ne joh kaha, mere haath pair thande padh gaye, badan hilne laga. Neecche mere saas aur sasur aaye thhe. Main itni jaldi zindagi mein fresh nahin hui thhi, itni jaldi kabhi shalwar kameez mein ghusi nahin thhi, jitna aaj ghusi. Bhaagi neeche toh sab aangan mein baitthe chai pee rahe thhe. Maine unke pair chhuey, bhabhi ki taraf dekha, bhabhi ki expression se laga ke sab under control hai. Shekhar ki baat nikli nahin thhi. Waise Papa, bhaiyya aur bhabhi thhe sambhaalne ke liye. Main unke paas baitthi, meri saas waise cool hi thhi.
Saas: Waise toh Shekhar ki khabar lene ke liye bahu ko hi poocchhna padhta hai..Bata bahu, baat hui Shekhar se, kab aa raha hai woh..
Bomb phat gaya. Maine apna tension andar hi daba ke rakkha.
Main: Maa, kal hi baat hui..Woh apna kaam samet ke jald hi aa rahein hain, par phir bhi mahina do mahina lag jaayega..
Sasur: Haan aa jaane ko keh de..Apna kaarobaar hai, wahaan kya chane bech raha hai..
Sab thoda hanse, maa mere taraf dekh rahi thhi. Kuch der aur yahaan wahaan ki baatein hui, papa ne unhein khaane ki zidd ki, unhonein mana kar diya, aur jaate jaate saas ne mujhe aur kuch dino ke liye rukne ko kaha. Jab woh jaa chuke thhe, maa seedha mere paas aayi.
Maa: Tu ne bataaya kyun nahin unhe ke Shekhar nahi aa raha hai..
Main: Maa..Abhi Shekhar aur meri baat hui hai..Do teen din jaane de, unko bhi sochne de..Abhi se Maa babuji ko kyun tension doon..Jab fix hoga, aana ya nahin aana, tab keh dungi..
Maa kuch der sochi, papa muskuraaye aur ishaara kiya ki mera jawaab sahi thha, bhabhi ne bhi side se thumbs up dikha diya.
Maa: Shekhar se roz baat kar beta..Tab jaake uski samajh mein teri baat aayegi..
Main: Haan maa, main roz baat karoongi, mera recharge karaate rehna..
Sab phir hans pade. Maa soch mein hi thhi, par phir theek ho gayi. Bhabhi ne meri taraf dekha.
Bhabhi: Naashta karegi..?
Main: Daba ke karoongi..
Bhabhi aur main rasoi mein aa gaye, bhabhi ne chai Chadha diya aur bread toast kar diye, hum dono table pe baitthe.
Bhabhi: Jab tere saas sasur aaye, maa baat chhedne waali thhi, papa ne kaarobaar ki baat ghusa di, aur maine teri saas ko banarasi saadiyon mein uljha diya..Maa ki baat reh gayi..Aur phir maa ne tujhe bula liya..Baal baal bache..
Main: Thanks bhabhi..Par ab yeh aa ke gayein hain na, ab jaldi nahin aayenge..Baaki main Shekhar ko set kar dungi..Woh bhi jald hi aayega..Woh pakk gaya hai USA se..
Bhabhi: Acchha hi hai na Veena..Pati ko paas hi rehna chaahiye apni patni ke..
Main: Hmmmm..
Bhabhi: Par iss baar aake tu ne iss ghar ko set kar liya..Aur teri saas aur papa ka nain matakka bhi chal raha thha..
Main: Papa ka kuch nahin ho sakta..Woh toh naya record bana ke hi rahenge..
Hum dono hans pade, naashta khatam kiya, itne mein Prem aa gaya, maa uske peecche peecche andar aayi, main chhidd gayi prem pe.
Main: Pehle nahin aa sakta thha, bhabhi ko double kaam karna padhta hai..
Prem: Arre tu ne hi kaha thha late utthh aur late neechhe aa, aur ab..
Maa: Aisa kyun kaha tu ne ise..?
Main: Arre maa agar yeh mere pehle utthke bathroom jaata hai toh samjho main nahaane se rahi..Isiliye kaha, taaki main pehle jaa sakoon..
Bhabhi: Aur mujhe naashta banaane mein koi problem nahin..Baitth Prem..Kya khaayega..
Prem: De do kuch bhi bhabhi..Sirf chai bhi chalegi..
Main utthke aangan mein aa gayi papa aur Pulkit bhaiyya ke paas, maa bhi mere saath thhi, dono aadha aadha paper baant ke padh rahe thhe.
Papa: Sports page de bhai..Chaat raha hai kya..
Pulkit: Papa, chaatne ko bahut hai ghar mein..Paper mein kya maza hai..
Pulkit ne maa ko dekha nahin thha, uski nazre paper mein hi thhi, maa ne moonh banaaya.
Papa: Ab kal se tu sports page mujhe pehle dega..
Pulkit ne kuch nahin kaha, maine maa ki taraf dekha.
Main: Maa..Main aaj Prem ke saath chali jaaun..
Maa: Kahaan..
Main: Aise hi..Ghoomne..Film dekhne..Aaj mann kar raha hai..
Maa: Prem se poocchh..Mujhe kya..
Prem aur bhabhi bhi aangan mein aa gaye.
Main: Prem aaj chalega ghoomne..
Prem: Kahaan..
Main: Aise hi..Mall wagairah, shopping, movie, lunch..
Prem: Baap re..Kharcha..Main toh over budget chal raha hoon..
Papa: Advance le le..
Maa: Main deti hoon..Ghooma laa ise..Film bhi dekh lo aur Veena tu kuch kapde bhi le le..Mera card le jaa..
Prem: Maa main bhi le loon kapde..
Maa: Le le..
Papa ne Pulkit ki taraf dekha, woh muskuraaye, bhabhi ne bhi mujhe aankh maar di. Maa bhi chaah rahi thhi woh chaaron ghar mein akele rahein. Aur main bhi. Prem aur main ready hone chale gaye, bhabhi ne maa se poocchha.
Bhabhi: Maa khaana kya chadhaaun..
Papa: Rehne de bahu, kuch manga lenge ya baahar chale jaayenge..Paas hi mein ek naya restaurant khula hai..Kaafi taareef suni hai..
Maa: Baahar hi chaltein hain..Kyun Pulkit..
Pulkit: Jaisa tum kaho maa..I’m ok..
Sab ke program set ho gaye, subah acchhi guzri thhi. Toh baaki ka din bhi acchha hi guzarta.
Hum nikal gaye, kuch der baad woh chaaron bhi, unka khaana zabardast hua, chaaron raat ki thakaawat aur chaawal ke asar se susta gaye. Prem aur main jab shaam ko laute apni chaabi se andar gaye, hum seedhe bhabhi ke kamre mein gaye unko kapde dikhaane, wahaan dekha toh papa aur Pulkit bhaiyya, abhi abhi utth rahe thhe.
Main: Toh ab yeh bhi..
Prem: Dostana..Kya bhaiyya..
Pulkit: Laat khaayega..Khaana zyaada ho gaya, hum baatein karte karte so gaye..Priya humein dekhke maa ke kamre mein so gayi hogi..
Papa: Ho gaya tera ghoomna..
Main: Haan papa..Main chali bhabhi aur maa ko kapde dikhaane..
Main aur Prem nikal gaye, maa ke kamre mein bhabhi aur maa jag gaye thhe aur cupboard laga rahe thhe. Saare kapdon ko ghadi kar ke rakh rahe thhe, Prem upar chala gaya. Maine un dono ko kapde bataaye aur upar fresh hone chali gayi. Raat ka khaana bhabhi ne bana daala aur sab khaake aangan mein aa gaye kuch der ke liye. Ghar mein sab normal thhe. Maa bhi. Ab raat ki baazi set honi thhi.
नशीली आँखें
वो प्यार क्या जो लफ्ज़ो में बयाँ हो
प्यार वो है जो आँखों में नज़र आए!!
वो प्यार क्या जो लफ्ज़ो में बयाँ हो
प्यार वो है जो आँखों में नज़र आए!!