03-09-2019, 06:35 AM
Picture khatm hone hi wali thi,"pooja..",manish apni girlfriend ko bahon me bhare hue uske kaan me phusphusaya.
"hmm.."
"vo 3 row neeche centre corner vali seat pe black shirt wala insan dikh raha hai?"
"kaun?vo jo hans raha hai?",pooja ne manish ke agosh me hi gardan ghuma kar dekha.
"haa,wahi."
"kaun hai vo?"
"1 criminal jiski main talash kar raha tha.aaj ise pakadne me meri help karogi?"
"ye bhi koi puchhne ki baat hai.kya karna hai?"
"main abhi nikal kar parking se bike nikalta hu varna baad me bahut bheed ho jayegi & ye kahi humse bach ke na nikal jaye.tum us sekuchh doori pe reh uske peechhe-2 nikalna & dekhna ki ye kis taraf jata hai.agar parking ki or aata hai to mujhe phone karna nahi to bas iske peechhe savdhani se chalti jana.main bike lekar bahar main gate pe milunga."
"thik hai."
manish hall se nikal bhagta hua parking ki or ja raha tha ki uska mobile baja,"hello."
"manish,main amin.kit laya hu."
"very good yaar.idhar parking me aaja."
thodi hi der baad 1 belt-bag jisme 1 nylon ki rassi,1 hathkadi,1 cloth napkin & i chloroform ki shishi uske haathon me thi.yehi vo kit thi jise manish ne apne gale me latka liya & bike start kar turant main gate pe pahuncha.itni der me show khatm ho gaya tha & sari bheed hallse bahar ja rahi thi.gate pe use pooja dikhi,"manish,vo dekho udhar.vo us auto me baith raha hai.",vo uske peechhe baith gayi & manish ne bike kallan ke auto ke peechhe laga di.
-------------------------------------------------------------------------------
Raja Sahab Menaka ke sath uske mayke se 11 baje rajpura pahunche &seedha office gaye.apne chamber me unhone apni bahu ko hamesha ki tarah baahon me bhar kar chumna shuru kar diya & usne bhi hamesha ki tarah ghabra kar unse chhutne ki koshish.
"uff...tum bilkul pagal ho.... kisi din koi hume zaroor dekh lega.",usne unke baal pakad unka chehra apni gardan se alag kiya.
"tum bekar me itna darti ho.kuchh nahi hoga.",unke hath uski nangi kamar ko sehla rahe the."ghabrao mat.abhi humare paas waqt nahi hai,shahar jana hai apne vakeel se milne.kuchh zaroori kaam hai."
"kya?fir se ja rahe ho.",menaka ne gusse se poochha.
"lo,abhi to hume alag kar rahi thi & ab ja rahe hain to naraz ho rahi ho."
"hum to yaha office me mana karte hain.ghart pe thode hi na rokte hain.",usne unke seene pe sar rakh diya.
raja sahab hanse & uska chehra apne haathon me le uske rasile honth chumne lage.thodi der tak dono 1 dusre ko chumte rahe,fir raja sahab ne uske hotho ko azad kiya,"achha,ab chalte hain."
"jaldi aana."
"ok."

jab dushyant verma ka phone raja sahab ke paas aya to vo apne vakeel ko apni nayi vasiyat jisme unhone apna sab kuchh menaka ke naam kar diya tha,likhwa rahe the.
"yaar..yash ..tere kahe mutabik kewal manish uske peechhe hai.main uski madad ke liye kisi aur ko nahi bhej raha hu.aise kaam me bahut khatra hota hai.tum kaho to main kuchh aur logo ko bhi is kaam pe laga deta hu."
"nahi,dushyant.aisa nahi karna.fikr mat karo,manish ko main kisi bhi tarah ke khatre me nahi padne dunga.tum mujhe uska no. do,main us se baat kar ke age ki planning karta hun."
"ok,yash.ye le uska no..."
kallan ka auto 1 traffic signal par khada tha.uske 2 gaadiyan peechhe mainsh & puja bhi bike pe the,"puja.tum yaha se auto lekat ghar chali jao.pata nahi ye aadmi kaha ja raha hai.aage khatra bhi ho sakta hai."
"manish,mujhe bahut dar lag raha hai.main tumhare sath hi rahungi."
"baat samjho,puja.mujhe kuchh nahi hoga.tum ghar jao.main tumhe phone karunga.chalo...vo dekho vo auto khali hai..jao."
"manish.."
"mujhe kuchh nahi hoga,darling.fikr mat karo.dekho batti hari hone wali hai.chalo jaldi se vo auto pakdo."
"thik hai.main tumhare phone ka intezar karungi."
manish ab akela hi kallan ka peechha karne laga.mobile baja to usne handsfree on kar diya,"hello."
"hum yashveer singh bol rahe hain,manish.tum is waqt kaha ho?"
"namaste,sir.lagta hai ye aadmi chowk bazar ki or ja raha hai.main bike se uske auto ka peechha kar raha hu."
"thik hai,hum bhi vahi pahunchte hain.",& phone kat gaya.