Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Non-erotic SHUBHAM
#85
Update 21

Pichle update tak aapna dekha ki hum teeno na natak mei jaana ka program banaya aur vahi meri training ka level aur bad gaya tha…….

Ab Aage……..

Mei jaisa taisa karka room tak pahucha kyunki aaj meri legs mei bhut pain tha sach mei………. Mujhe pata tha ki agar meri essi halat Iszy ya baaki na dekhi to ho sakta hai ki aaj ka humara shyam ka plan cancel ho jaaye, par mei ya bilkul nahi cahata tha islye meina decide kara ki mei siddha apna room mei jaakar garam paani sa ek badya baath lunga aur fir kuch ghanta mei apna legs ko garam paani mei hi daal kar baith jaunga……. Par kahata hai na ki yadi mushibat aani ho to aa kar hi rehati hai…….. Essi hi ek musibat mujhpar bhi aa gai……. Uss musibat ka naam tha Nancy……..(Princess of Arrington…….) Ya
Madam ek dum gussa mei mera room mei ghusti hai…..

Nancy: Tum bhi baaki sabhi ki tarah ek dum kamina ho, meina socha tha tum mera acha dost banoga par tumna bhi baakio ka jaisa mera saath kara……( Aur uski aankho mei sa aasu nikalna laga tha……)

Mei Nancy ki baat sunkar kuch samajh hi nahi paa raha tha aur uska behata hua aasu mujhe bilkul acha nahi lag raha tha…..

Shubham: ary Nancy please phele tum chup ho jaao, aur mujhe batao to sahi ki aakhir meina essa kya kar diya hai ki tum mujhc essa bol rahi ho…….

Nancy: Uska rona abhi bhi chalu tha…….. Nahi koi mujhe apna nahi samajhta hai, sabhi log humesha mujhe hi akela chod deta hai……

Uski baat mei ek dard tha jisse sunne mei mujhe bilkul acha nahi laga…….. Mei apni jagah sa khada hokar uska pass gaya aur usse ek jagah bitha kar phele meina usse pina ka liya paani diya……

Shubham: Dekho Nancy mujhe sach mei nahi pata ki meina essi kunsi galti kardi hai ki tumhai essa feel ho raha hai……. Par agar fir bhi meina kuch kara hai to mei sach mei tumhai Sorry bolta hu…….. Par please tum rona band karo….. Aur mujhe batao ki baat kya hui hai…….

Nancy: Abhi bhi subak rahi thi, par phir bhi paani pee kar khud ko sambhala aur bolna lagi……..
Tum sab aaj shyam ko natak dekhna jaa raha ho aur kissi na bhi mujhe nahi pucha……. Kya mei tum sabhi ka group ka hissa nahi hu ya tum log mujhe pasand nahi karta ho……….


Shubham : Nancy essa kisna kaha ki hum tumhai apna group ka nahi samajhta hai, ya fir hum tumhai pasand nahi karta hai…….. Aur meina kal raat hi Willy ko bola tha ki sabhi sa puch le ki kun kun chal raha hai……. Mei to khud abhi 10 minute phele training room sa aaya hu, ab tum hi batao mei kaisa tumsa puchta……. Kyunki ya decide raat ko hua tha jab hum teeno bahar Tea Stall mei gaye tha, uska baad jab hum aaye tab sab so gaye tha aur subha jab mei training ka liya gaya tha bhi sab so raha tha……..

Nancy: Nahi tumm jhuth bol raha ho…….. Willy na mujhe bola hai ki tumna hi mana kara hai ki sabsa bol dena koi bhi mujhc kuch nahi pucha shyam ka plan ka baaremei………

Shubham: Kya??? Ary Nancy ya sab na Willy tumhai bus satana ka liya kar raha hai samjhi……… Ruko mei abhi doodh ka doodh aur paani ka paani kar deta hu……. Tum na vo andar vala room mei jaao mei Willy ko yaha bulata hu aur abhi sab sach samna aa jayega…….

Nancy: Sachi, tumna essa nahi kara hai na……. Aur agar ya Willy na mujhe satana ka liya kara hai na to aaj to mei usse baraf ka hi bana dugi……..

Meina usko awaj laga kar bulaya aur Nancy uth kar andar room mei chali gayi…… Jab tak vo andar pahuchi Willy aa gaya tha……

Willy : Kya hua? Kyu bula raha tha…… Koi kaam hai kya……

Shubham: Ary ha yaar, vasa tuna sabsa puch liya na, sab chal raha hai na…….

Willy: Ha sabhi sa puch liya hai…….. Humara love birds to as couple hi jaana vala hai……. Aur hum teeno to kal hi tayar tha……

Shubham: Aur Nancy…….. Usse nahi pucha hai kya……

Willy : Meri baat sunkar hasna laga aur bolta hai…… Ary yaar usse puchna ki koi jarurat hi nahi hai, agar vo mana bhi karti hai to bhi mei usko utha kar le jaaunga……. Par pata hai subha sa meina usse na pareshan kar diya hai…….. Meina usse bola hai ki tuna sabko bola hai ki koi usse na pucha chalna ka liya……..

Shubham: Kya? Sala essa kyu kara tuna…….

Willy : Ary yar mujhe na usse pareshan karna mei maja aata hai…… Vo sach mei bhut sweet hai yar…… Iska aage vo kuch bolta ki uska upar na ek baraf ka gola aakar laga……..

Jab usna dusri taraf dekha to vaha Nancy khadi thi…….. Jisse dekh kar Willy……. Ya yaha par hi thi……….

Nancy: Willy tujhe mujhe pareshan karna mei maja aata hai……. Ruk abhi batati hu tujhe aaj to tujhe mei na pura baraf ka hi bana dugi……

Uski baat sunkar Willy vaha sa idhar udhar bhagna lagta hai……. Aur usse bolta hai…….

Willy : Ary Nancy yaar tu to meri best friend hai na……. Vo to mei bus majak kar raha tha yaar…….

Nancy: Ruk tu abhi batati hu mei tujhe best friend ka matlab……. Subha sa pagal bana raha tha na tu mujhe……..

Inn dono ki ladai ki awaj sunkar sabhi log aa gaye aur fir suru hua vaha ho hala…….. Jaha koi Willy ko cheer kar raha tha aur koi Nancy ko…….

In hi sabhi masti mei shyam ka 5 baj gaye tha aur sabhi log ab common sitting mei baith gaye tha………

Willy : Nancy I am sorry, yaar tu sach mei itni sweet hai na ki tujhe pareshan karna ko mera dil baar baar bolta hai…….. Par ha agar kisi aur na tujhe pareshan kara na to uska daant tod dunga……

Nancy: Chal Chal ab natak mat kar……… Jaa maaf kara par agar essa fir kara na to thik nahi hoga………

Avantika…….. Ha yaar Nancy, Willy ki ya baat sach hai tu hai bhut sweet……. Kaash mei ladka hoti, to tujhe abhi propose kar deti………

Ya sabhi sunkar sabhi hasna laga aur Nancy sharma gayi……… Inhi sabhi masti mei finally ek awaj aur aayi……..

Rimjhim: OOOyyyyyyeeeee God, shyam ka 5 baj gaye hai…….. Ary in dono ki masti mei hum logo ko tayar hona mei late ho gaya…….. Chalo sab ab tayar hota hai……..

Sabhi ladkiya ek saath sach mei yaar hum late ho gaye hai…… chalo ab hum ready hona jaata hai……..

Nisham: Ary yr abhi sa, abhi to 2 hour bacha hai…….. itni jaldi tayar hokar kya karoga……..

RImjhim: Nisham, hum ladkiyo ko tayar hona mei tym lagta hai, hum tumhari tarah nahi hai ki bus kapda daala aur ho gaye tayar samjha…….. Achanak uski najar meri legs ki taraf jaati hai jaha sa thoda sa khoon nikal raha tha……..

Rimjhim: Shubham tumhai ya kaisa lagi, tumhara pair mei sa to khoon aa raha hai……..

Uski baat sunkar sabhi ka dhyan mera pair ki taraf jaata hai…… jisse dekh kar sabhi mujhc puchta hai ki ya kaisa hua hai…….

Shubham: Ary kuch nahi yaar aaj training ek level aur upar ho gayi hai, jiska chalta ya thodi lag gayi hai…… Par koi baat nahi mei niche jaakar herbal lagwa leta hu abhi thik ho jaayega…….

Rimjhim: Ary yaar tum bhi na….. Ruko aur usna apna haath ko aage kara aur usma sa ek green light nikal kar mera legs par lagi, jisse mera khun aana band ho gaya hai aur meri legs ka dard bhi band ho gaya hai…….

Shubham: Thanks Rimjhim……..

Rimjhim: Oye bada aaya thanks kahana vala……. Ya meri power hai iska istemaal nahi kara to kis kaam ki ya……. Aur vasa bhi friends mei na koi sorry aur na hi thank you samjha…….

Shubham: Jee bhenji…….
Mera baat sunkar sabhi hasna laga……. Tabhi Jhiku Avantika ka kaan mei kuch kahata hai aur vo uth kar vaha sa jaati hai aur kuch der mei vaha aati hai…… Par uska haath mei kuch hota hai…….


Avantika: Shubham ya lo, ya tumhara liya hai…….

Shubham: Mera liya, par kyu avantika……..

Avantika: Vo bhi bata dungi, par usse phele isse kholo aur ya batao ki tumhai kya ya pasand hai……..

Shubham: Mei uski baat sunkar usse kholta hu to usmei ek bhut sundar Jodhpuri Style suit tha…… Par jo uss suit ko ek dum khaas bana raha tha vo tha uska upar kari hui kaarigari……. Blue suit par gold thread sa ek dum khubsurat si kaarigari kari hui thi, jisse dekh kar hi kaha jaa sakta tha ki ya kisi Prince ka liya banaya gaya hai…….. Vo sach mei bhut hi khubsurat dikh raha tha………

Shubham aur Baaki sabhi log ek saath bolta hai…….. Avantika it is so beautiful………. Ya sach mei bhut hi behatareen hai……

Shubham: Sach mei avantika ya bhut hi acha hai……..

Avantika : Tumhai pasand aaya chalo ya acha hai…… To aaj shyam ko tum isse hi pehan raha ho na……..

Abhi koi aur kuch kahata ki Nancy bol padi…….

Nancy: Omg………. Ya to Special Design suit hai made by Nedo and Shira…….. Ya ek dum exclusive collection hai….. Ya kal hi to display kara tha unhona…….. Par kisi na isse display sa phele hi kharid liya tha……… Ya keval ek hi baar banaya gaya hai……. Tumhara pass kaisa aaya avantika………(Nedo aur Shira ka baaremei aapko bata du..... Ya iss duniya ka sabsa mahir aur behatarin hai kapdo ka alag design banana ka liya........ Inka kapdo ki kimat bhut adhik hoti hai, jiska chalta Royal families hi usse afford kar sakti hai.......)

Avantika: Ha Nancy tum sahi bol rahi ho……… Ya one piece hi hai…………. Isko jisna bina display mei aaye kharida vo Jhiku hai……. Nedo aur Shira iska bhut acha dost hai……..

Shubham: Par ya mujhe kyu de raha ho……. Ya to usna apna liya kharida hoga na……..

Avantika….: Nahi usna ya tumhara liya hi kharida hai.....

Shubham: Par kyu………??

Avantika: Simple hai…… Kyunki aaj humara dost ka janamdin hai…… Aur ya ek chota sa taufa hai uska liya……….

Sabhi ek saath chauk gaye……… Aur mujhc puchna laga kya tumhara janamdin hai aaj……..?

SHubham: Ha, par avantika aur jhiku tumhai ya kaisa pata chala……..?

Avantika: Hua ya tha ki teen din phele Jhiku apna room mei apni power ka istemaal kar raha tha, jisma vo aas pass ki sabhi awajo ko suna ki koshish kar raha tha…… To ussi samay tum apna room mei khudsa hi bol raha tha…….. Jo usna sun liya aur fir usna mujhe ya bataya aur humna tumhara liya ya gift decide kara simple………

Iszy: Par avantika tumhai pata tha to tumna huma kyu nahi bataya…….[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]

Avantika: Iszy uska reason ya hai ki yadi isse ya pata chal jaata ki huma iska birthday ka pata hai to ya bhai sahab aaj school mei pura din nahi rehana vala tha, islye meina ya abhi ek dum sa kara………

Sabhi na mujhe wish kara, par saath mei sabhi na ya bhi bata diya ki iski saja mujhe milegi vo bhi jaldi……..

Kheir hum sabhi ab apna room mei pahuch gaye……. Baaki sabhi tayar hona laga tha, par mei apna room mei baitha apna jeevan mei ho raha badlaav ko lekar sochna par majbur ho gaya…….. kyunki abhi kuch samay phele meri jindagi ek dum essi thi jaha sab mujhe nafrat karta tha, par aaj meri jindagi ek dum badal gayi hai, yaha mera sath vala mera kitna dhyan rakhta hai…….. Mei bhi bus yahi sab baate sochta hua tayar hona laga…….. Abhi mei tayar ho raha tha ki mera room ka gate knock hua……..

Shubham: Ab kaun aa gaya hai yar, abhi to sab gaye hai……….

Jab meina jaakar gate khola to vaha koi nahi tha, par vaha mera gate ka bahar ek box pada hua tha jo ki properly gift pack tha…….. Uska upar likha hua tha Happy Birthday Shubham……. Mei usse utha kar ek baar phir sa bahar dekha par vaha mujhe koi nahi dikha, jiska chalta mei usse lekar andar aa gaya, par mei bus usse ulat palat kar hi dekh raha tha ki aakhir ya kisna bheja hai……. Par usse dekhna sa essa kuch nahi mila……. Meina usse finally khola to usmei ek letter tha………

Letter: Happy Birthday SHubham, duwa karta hu tumhara jeevan mei har janamdin tumhara liya dhero khushi lekar aaye…….. Mei tumhara liya ek chota sa tofa bhej raha hu, aur umeed karta hu tumhai pasand aayega…….. Aaj ki shyam ko isse jarur pehana…….

Shubham: Uss letter mei kissi ka name nahi tha, aur na hi usna essa kuch likha tha jisse ya pata chala ki aakhir ya kisna bheja hai, par usse kaisa pata ki aaj shyam mei bahar jaa raha hu……. Mei yahi sab soch raha tha ki mera room mei Willy aata hai……..

Willy: Tu abhi tak tayar nahi hua hai……….[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]?

Shubham: Mei abhi bhi bus uss letter ko dekh raha tha aur soch raha tha aur meri dhyan Willy ki baat sa bhi uska upar nahi gaya……. Jiska chalta usna mujhe hilaya aur tab jaa kar mei kahi hosh mei aaya……

Willy : Abe tu kaha gayab ho jaata hai bich bich mei…….. Aur ya kunsa letter padh raha hai tu…… Kahi koi girlfriend to nahi bana li hai na, aur mujhe nahi bataya ho to…….

Shubham: Uski baat sunkar mei kuch javab dena ki jagah ya letter hi usko de deta hu……..

Willy : usse padh kar, ary yaar ismei to kissi ka naam hi nahi hai….. Kisna bheja hai ya…….[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]?

SHubham: Ary yaar jab uspar naam nahi hai to mujhe kaisa pata hoga ki ya kisna bheja hai…….

Willy: Ary ha yaar chal dekhta hai usmei kya hai……..[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]??

Hum uss box mei rakha ek aur dusra box ko kholta hai, to usmei sa ek neela colour ka diamond ka necklace nikalta hai………

Mera aur Willy ka muh khula hi rehata hai usse dekhna par…… Vo ek dum alag sa hi chamak raha tha…..

Willy : Bhai jo bhi hai par uska liya tu khaas hai, tabhi itna sundar necklace bheja hai aur aaj to ya teri dress ka saath bhut hi jaada jach raha hai…… Chal ab der mat kar aur jaldi sa pehan kar tayar ho jaa…..

Shubham: Willy ki baat sunkar mujhe bhi essa hi laga aur man mei ek khayal ya bhi aaya ki ho sakta hai ya AS na bheja ho……. Par fir socha shayad unha to mera janamdin yaad hi nahi hoga……. Inhi sab baato ko sochta hua mei tayar ho gaya aur hum dono mera room sa bahar sitting area mei aaye, jaha Nisham aur Jhiku phele sa hi maujood tha……..

Nisham: Kya yaar, tum dono bhi ladkiyo ki tarah kitna tym lagata ho……. Hum kabhi ka tayar hokar yaha beitha hai………

Abhi aur koi kuch bolta ki usse phele hi vaha saari ladkiya aa jati hai, jinhe dekh kar aaj hum sabhi ka muh bus khula hua hi raha jaata hai……… Saari ki Saari ek dum kahi ki Princess lag rahi thi…….( Vasa lag kya rahi thi sabhi kahi na kahi ki princess thi hi……..) Par aaj sabhi ek dum bus gajab daa rahi thi…….. Hum sabhi mei sa kissi ko bhi samajh nahi aa raha tha ki hum kisse dekha aur kisse nahi………. Jiski taraf bhi hum dekha ussi taraf bs kho jaaye………Saari ki saari essa tayar thi ki bus mera muh sa alfaaz hi nahi nikal raha tha…….

Nisham: Rimjhim ka pass jaakar…….. Excuse me Princess, will you be my date for this evening………(Kya aaj ki shyam ka liya mera saath pasand karogi…….)

RImjhim: of course……..

Essa hi jhiku avantika ko bolta hai……. Ab bacha hum chaaro……..

Willy : Iszy ka pass jaa kar……. Kya tum aaj ki shyam mera saath bitana pasand karogi…….[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]??

Iszy: Jarur……..

Ab bus mei hi bacha hua tha……… To Iszy mujhe bolti hai……. Kya tujhe alag sa samjhana padega…….

Shubham: Princess of Arrington kya aaj ki shyam aapka saath bitana ka mauka milega is naachis ko…….[Image: nbnQxGxaAfwHAzhfSeLZ.png]?

Nancy: Par meri ek shart hai…… agar accept kroga to hi………

Shubham: Bataye…….
Nancy: Tumhai hum sabhi ko Mumnaaz mei kal dawat deni hogi, tabhi ya ho sakta hai……. Soch lo ab…….


Shubham: Jee mujhe manjoor hai………..

Essa hi hum pair mei niche utra, jaha phele sa hi 4 royal bagi phele sa hi khadi thi jisse Willy na mangwaya tha………

Sabhi log aaj jaisa pair mei tha…… Thik ussi tarah pair mei alag alag bagi mei baith kar nikal liya natak dekhna……..

Bagi ka safar mera liya ek dum naya tha aur usse bhi bad kar ya royal bagi thi…….. Uss bagi ki savari ka anand leta hua hum kuch hi minute mei vaha pahuch gaye......... Usse utar kar abhi hum khada hi hua tha ki kuch logo humari taraf aaye aur unhona huma ek dusri taraf chalna ko kaha…….. Ya jagah khaas taur par vaha maujood sabhi royal logo ka liya hi thi……. Yaha baithna ka liya proper arrangement kara hua tha……….

Hum sabhi vaha baith gaye………. Mera ek taraf Nancy thi……. Vahi dusri taraf ek aur vyakti aakar baitha……. Jisna aata hi vaha hala macha diya………

Ya insan kun hai jaana ka liya bana raha aapki apni story par……….. Aaj ka liya bus itna hi…….. aapka comments ka intezar rahega…….
Stay Tunned……….
Like Reply


Messages In This Thread
SHUBHAM - by dahiya242 - 19-03-2019, 03:23 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 19-03-2019, 03:26 PM
RE: SHUBHAM - by Nil199 - 19-03-2019, 04:41 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 20-03-2019, 12:13 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 20-03-2019, 12:09 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 24-03-2019, 11:56 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 24-03-2019, 12:02 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 28-03-2019, 04:22 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-04-2019, 11:56 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 07-04-2019, 11:49 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 08-04-2019, 09:06 PM
RE: SHUBHAM - by Samrattttt - 08-04-2019, 11:22 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 12-04-2019, 04:45 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 14-04-2019, 11:43 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 16-04-2019, 08:43 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 16-04-2019, 08:44 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 16-04-2019, 08:44 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 18-04-2019, 08:23 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 20-04-2019, 04:37 AM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 20-04-2019, 12:17 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 20-04-2019, 03:29 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 20-04-2019, 03:31 PM
RE: SHUBHAM - by Roslila628 - 20-04-2019, 11:25 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 23-04-2019, 04:12 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 24-04-2019, 01:18 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 24-04-2019, 04:51 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 26-04-2019, 03:00 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 01-05-2019, 01:16 AM
RE: SHUBHAM - by srlk - 01-05-2019, 09:07 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-05-2019, 06:55 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 01-05-2019, 04:57 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 02-05-2019, 08:56 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-05-2019, 06:55 PM
RE: SHUBHAM - by Samrattttt - 02-05-2019, 11:07 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-05-2019, 06:54 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 02-05-2019, 12:52 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 02-05-2019, 12:53 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 02-05-2019, 12:54 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 04-05-2019, 03:34 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-05-2019, 06:54 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-05-2019, 06:47 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 08-05-2019, 04:14 AM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 08-05-2019, 12:00 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 10-05-2019, 05:50 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 11-05-2019, 10:33 AM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 12-05-2019, 02:32 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 13-05-2019, 03:37 PM
RE: SHUBHAM - by Who am I - 13-05-2019, 11:48 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 14-05-2019, 07:09 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 15-05-2019, 07:45 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 16-05-2019, 03:45 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 16-05-2019, 05:10 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 18-05-2019, 03:36 PM
RE: SHUBHAM - by Who am I - 21-05-2019, 03:32 AM
RE: SHUBHAM - by Rdxchaubey - 21-05-2019, 06:08 PM
RE: SHUBHAM - by Rdxchaubey - 22-05-2019, 09:33 PM
RE: SHUBHAM - by Rdxchaubey - 23-05-2019, 11:46 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 25-05-2019, 04:14 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 26-05-2019, 07:31 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 29-05-2019, 03:22 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 30-05-2019, 01:37 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 30-05-2019, 04:34 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 31-05-2019, 05:47 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 31-05-2019, 08:19 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 04-06-2019, 03:22 PM
RE: SHUBHAM - by Samrattttt - 04-06-2019, 06:22 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 09-06-2019, 08:02 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 10-06-2019, 10:20 AM
RE: SHUBHAM - by Rdxchaubey - 11-06-2019, 08:14 AM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 11-06-2019, 09:12 AM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 18-06-2019, 07:47 PM
RE: SHUBHAM - by Raj355407 - 20-06-2019, 11:28 AM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 20-06-2019, 02:19 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 20-06-2019, 05:12 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 21-06-2019, 09:03 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 01-07-2019, 07:09 AM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 01-07-2019, 12:07 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 06-07-2019, 05:25 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 06-07-2019, 06:33 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 11-07-2019, 01:13 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 12-07-2019, 08:02 AM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 15-07-2019, 06:22 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 17-07-2019, 08:14 PM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 18-07-2019, 07:03 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 26-07-2019, 10:55 AM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 27-07-2019, 01:45 AM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 27-07-2019, 11:06 AM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 07-08-2019, 05:18 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 10-08-2019, 06:59 PM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 10-08-2019, 10:35 PM
RE: SHUBHAM - by dahiya242 - 16-08-2019, 11:23 AM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 16-08-2019, 12:55 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 16-08-2019, 07:56 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 17-08-2019, 10:10 AM
RE: SHUBHAM - by vickydoner - 19-08-2019, 06:00 PM
RE: SHUBHAM - by abhi_mishra_91 - 25-08-2019, 09:25 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 27-08-2019, 08:18 AM
RE: SHUBHAM - by rabiakhan338 - 27-08-2019, 07:37 PM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 03-09-2019, 08:03 PM
RE: SHUBHAM - by shailu12345 - 04-09-2019, 03:54 PM
RE: SHUBHAM - by vickydoner - 07-09-2019, 09:49 AM
RE: SHUBHAM - by Ashish_1982_in - 09-09-2019, 07:43 AM
RE: SHUBHAM - by Ashish_1982_in - 10-09-2019, 07:05 AM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 14-09-2019, 09:18 AM
RE: SHUBHAM - by sabbhu07e - 25-09-2019, 04:24 PM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)