19-07-2019, 05:26 PM
Aur wo ek bar fir Apne man Ko kosh kar aur Apne dimag Ko aaja de kar hosh me aa Gaya aur Hadi chalane Laga.......
Ab age-----
Kuch samay bad karib 3 ghante bad car ek jagmagati haveli ke pass jakar rukti .
Wahan par bahut se log aur aurtey usi car ka intejar kar rahe the.car rukte hi Awadh ne Raghu Ko gate kholne Ko kaha
Malik- Raghu gate khol do
Raghu- Bhaiya! Mai gate nahi kolunga.
Malik- ( hairan hote huye) Kyun??
Kyunki Raghu ne aaj tak Aisa nahi Kiya Malik ke kahne par wo kuch bhi kar deta tha aur ek bar bhi age aur piche ka nahi sochta tha par aaj is tarah achanak uske aise mana karne wo shok ho gaya tha.
Raghu - ( thoda emotional hote huye) wo muje bhabhi maa (Kavita) ki yad aa gayi wo bhi his din ayi thi to unho ne muje gift dilwaya tha aapse AAP logon Ko yahan lane ke liye . To muje Wahi bat yad aa gayi.
((Kavita , Pratap ki pahli patni
Kavita Raghu Ko Apne bete ki tahrah pyar Karti thi aur Raghu bhi use hamesa bhabhi maa bulata tha aur waise hi chahata tha))
Pratap-- Oh!! To ye bat hai , accha batao kya chahiye ??
Raghu-- wo ..
Pratap- Han bolo
Raghu- aap Ko pata hai ki mujhe bike chalane ka Sauk hai par yahan koi bike me chalta hi nahi...
Pratap - to tumhe bike chahiye
Raghu- han me sir hilata hai.
Pratap- thik hai tumhe bike mil jayegi.
Raghu- aap sach kah rahe hain
Pratap - ab mere ladle ne itne salo me pahli bar kuch manga hai to wo to Dena padega waise bhi tune Kavita kei death ke bad se kabhi kuch nahi kahta tha.
Pratap- par abhi nahi chahiye to kab chahiye.??
Raghu- wo abhi mai hamesha AAP ke Sath rahata hun to yahan mujhe bike ki jarurat nahi padti isliye jab mujhe chahiye hoga Mai mang lunga.
Pratap. -- achha tik hai ,aur kuch
Raghu- Han,,
Pratap - aur kya?
Raghu- wo maine aapko bhaiya ji bola hai par Mai malkin Ko bhabhi nahi kah Sakta..
Pratap- par Kyun??
Raghu- bhabhi maa ne mujhe swyem aise bulane Ko kaha tha isliye Mai bhabhi Ko bhabhi maa kaha kar pukara tha aur wo sirf pyar ke Karan tha par malikn ne abhi hame Aisa kuch nahi kaha isliye ham sirf Malkin Ko Malkin hi bulayenge.
( Ye bat Kamya ke liye thi isliye wo ghunghat ke andar se hi apni najaro Ko utha kar Raghu ki taraf dekh Rahi thi par use kuch nahi dikh Raha tha )
Pratap -- thik hai jo tum kahna chaho wo kaho ye tumhari aur tumhari malikin hi Jane. Aur halka sa hans deta hai.
Ab Raghu gate khol deta aur Pratap car se bahar aa jata hai aur uske nikalte hi wahan ke log aa kar kamya Ko bhi le jaten hain aur wo haveli ke andar chale jaten hai aur din bhar Wahi rasme , puja aadi chalta hai.aur Raghu to bas wahan ke Kam karta Raha aur dhire dhire rat ho gayi..
Ye rat Kamya ke liye bahut badi rat thi sayad ye uske zindagi ki Sabse hasin rat..
Par kya ye sach me Kamya ke liye hasin rat hogi ya kuch aur bhi hoga.wo to rat hone par hi pata chalega.....

Aur ab tu apni nayi bhabhi ke aane bad kuch mang Raha hai to wo to tujhe Dena padega nahi teri bhabhi maa naraj ho jayegi.
Raghu-- par mujhe abhi nahi chahiye.Pratap- par abhi nahi chahiye to kab chahiye.??