13-07-2019, 10:25 AM
Jaha tak lagta hae bhai log ram kuch jyada avi nai kr paega.. Qki avi ushka shuruvat hae kamya ko aur garam kr k chod dega jisse raghu ko madad milegi..! Shayed ab ajay bhai hi bata shakty hae ram ko nikalna hae ki nai..!
