12-07-2019, 04:27 PM
UPDATE 13
PB chup chap le aata hai kisi se mag kar. Or guru ko de deta hai. Guru us paper par ek design banati hai. Ek symble type ka tha. Pankaj ke to kuch samaj me nahi aaya. Guru us design ko complete kar ke PB ko deti hai or kahti hai ki ye samne wali shop ke malik ko de do. Or wo job hi de le aana chup chap. Usko mat batna ki main yaha khari hu.
Pb usko gurta hai or bina kuch kahe shop me chala jata hai. Shop ko andar se dekh kar sochta hai ki sayad ye is kasbe ki sabse amir admi ki dukan hai. Bahut hi achcha interior ho rakha tha. Wo shop me jakar ek worker se puchta hai owner ke bari me to wo ek cabin ki or ishara kar deta hai. Wo us cabin me jata hai to ek 40-45 saal ka mard (bahut he achche sarir ka) ek chair pe beth tha. Usne jese hi PB ko dekh to wo bola – aae ladke kaha chale aa rahe ho. Knock bhi nahi kiya. Kyu aaye ho yaha??
PB usse or uske rutbe se kuch dar sa gaya tha to wo bina kuch bole wo paper usko de deta hai. Wo us pepar ko dayan se dekhta hai. Uske chehre ke bhav badal rahe the.
Shop O. – aap kab mile maa se. or kya dubara bhi miloge??
PB ko kuch samaj nahi aata wo chup hi rahata hai. Per wo itna samj gaya tha ki wo guru ki bat kar raha hai.
S.O. usko chup dekh kar kuch nahi puchta or mud kar apne piche rakhi tijori ko khol kar kahata hai – jitna bhi rs chahiye lelo.
PB ka to muh hi khula raha jata hai itna rs dekh kar. Or wo bhi ye soch kar ki wo chahe jitna le sakta hai. Wo us admi ko samaj nahi pa raha tha. Koi apni tijori ek anjan ke samne khol kar kese rakh rakta hai. Kya hai iska guru se rista. Kahi se uska beta to nahi. Wo sochte huye 2 lakh rs le leta hai ustijori se. or jane ko mudta hai par wo apni bhavnao ko dava nahi paya or bol para
PB – kya aap Gurupit ke bête ho???
Bus itna hi suna S.O. ne woe k dum aag babula ho gaya. Usne turant apne admiyo ko awaj lagai. Or uske admi jin ki tarah aa gaye. To usne PB ko pakarne ko bola. Ye sab bus 2 min me ho gaya tha. PB ko jab thak kuch samaj me aata wo uske admiyo ki ked me tha. Usko to abhi bhi samaj nahi aaya tha ki jo admi ek min pehle apni sari dolat dene ko tayar tha usne abhi kyu pakar rakha hai. Thabhi
S.O. – (gusse me) tu koi behrupiya hai. Tu ma aka bhakt nahi ho sakta yadi hota to unka naam ese nahi leta. Bata tu kon hai.. bata nahi to tujko sahi mar duga.
PB ab phas chukka tha. Wo usko kya kahe or kya nahi uske kuch samaj me nahi aa raha tha. Wo ek 20 saal ka ladka tha or wo 60+ age ki aurat ka naam aaese le raha tha jese wo uski dost ho. Per tha bhi to yehi sach guru uski dost hi to thi balki unki dosti kuch aage hi bad chuki thi. Kar PB samaj nahi pa raha tha ki wo kya kare. Itne me SO ne ek gun nikal li or uske sir pe rakh di. Gun dekh ke to uske tote hi ud gaye. Wo samaj gaya uska ant najdik hai. Per woe k bar kosis karna chahata tha. Wo unse lad kar to nahi jeet rakta tha kiyoki akela S.O. hi eske jese 10 ke liye bhi bahut tha. Or yaha to gun or uske admi bhi the. To wo last kosis me bahut jur se chilata hai – Gurupit bachao muje Gurupit bachao!!!
S.O. – abe chilla kyu raha hai tere awaj yaha se bahar nahi ja rakti. Ye sound proof shop hai. Or tuj jese behrupiye ke liye kya maa khud ayegi apni sadna ko jhod kar. Chal chilana band kar or bol kon hai tu. Nahi to yahi mar duga.
Ye sun ke to pb ko pakka yakin ho gaya ki wo ab mar jayega. Per Bahar khari Guru ko feel ho jata hai ki PB khatre me hai to wo turrant shop par ane lagti hai. Or jese hi uske kadam shop me padte hai. Bese hi S.O. phiche ho jata hai kiyoki usko ahsaas ho gaya tha ki maa aa gayi hai. Or wo apne ek admi se bahar dekhne ko kahta hai ki dekho kon hai bahar.
Admi bahar ko jahi raha tha ki guru andar aa jati hai. Usko dekh k eek min ko to SO use pahchan nahi pata. Per agle hi pal use pahachan jata hai (Kiyoki abhi guru 18 saal ki ladki ke ruo me thi. Jabki us admi ne usko ek bhoodhee ke rup me hi dekha tha)
Use pahchante hi wo admi uske paon me gir jata hai or uske paon ko pakar ke kahta hai main dany ho gaya maa jo aap khud meri shop kar aayi. Aj ye shop dany ho gayi jo is kar apke charn pare………
Guru – beta utho. Or is ladke ko chodo isko mene hi bheja tha.
S.O. ke admi ye sunte hi PB ko chod dete hai. Pb ki bhi saas me saas aati hai.
Guru – achcha dayaram hum ab chalte hai humko bahut dur jana hai.
Dayaram (SO) – nahi maa aesa mat kaho aj to apno mere pass rukna hi hoga. Me apki sewa karna chahata hu. bus 1 din de do mujko.
Guru – nahi bête aj hum nahi ruk sakte. Hum DS maa ke adesh se ek jaruri yatra pe nikle hai. Hum pehle hi late ho chuke hai.
Daya – maa hum apki kisi baat ko nahi taal sakte hai. Per apko bhi hamari ek vinti manni hogi. Abhi bus 1 hour yaha rukiye. Hum aj apka prashad pana chahate hai.
Guru bhi ab mana nahi kar payi. Daya guru maa ko le kar uski chair pe bitha diya. Or PB ki or ishara karke bola – aao tum bhi maa ki charno me beto sayad tumko kuch akal aa jaye.
Guru – nahi ye hamare charno me nahi beth sakta ya to ye hamre sath dusri chair pe betega ya hum iske sath jamin par.
Guru ki baat sun kar daya chok gaya. Kiyoki usne aj tak kisi ko bhi guru ke itne pass nahi dekha tha. Per wo guru kea age kuch nahi bol sakta tha. To usne turrant dusri chair par PB ko bith diya or jaldi hi bapish ane ko bol kar nikal gaya.
Uske jane ke baad PB – maa ye kya chakkar hai. Ye kon hai. Or apse kon sa prashad mag raha hai. Iske pass to khud hi itna pesa hai fir??
Guru – haste huye – oye tere samaj nahi aata kya tujse bola na mujko maa mat bola kar. Lagta hai tu pitega mujse..
PB – app pit lo chaleya. Per ye saand to naam lene kar sidhe goli mar dega. Mujko nahi marna abhi..
Guru – hahahaha, saand hahahaha, tum to bahut dar gaye ho lagta hai.. chil kar yaar me hu naa ye tujko kuch nahi kaheya. Or ye saand nahi mera ek bakt hai.iske pass ye sari dolat meri krapa se hi mili hai.
PB- hmm samja par ye prashad ???
Guru – tu rahega gadhe ka gadha hi. Akal to hai nahi. Pata nahi DS maa ne kis ullu ke patte ko mere pallu se bad diya hai…..uuhhh (muskurate huye muh banati hai) are ye humko khana khilaye bus. Or jo bachega khud khayega. Jese bhagwan ka prashad lagta hai aaese wo mera lagyega. Samja… pagal ..