02-01-2019, 08:14 PM
He – ye mujhe nahi pata
Me – docter itni educated high society se taluk rakhne wali aur apne husband ko dhokha de rahi ha
i
He – huuunnnnnh fir aap dhikhe ki baat kar rahi hain kaisa dhokha wo apne husband se door hai
to kya karegi apni physical needs ke liye agar wo kuch kar rahi hai to isme bura kya hai
aur ye log isko bura nahi samajhte maine aap ko bataya tha fir bhi aap wahi baat kar rhi hain
Me – kya kahna need ka ki wasna me andha ho jaye koi
He – aisa nahi hai ab uska husband bhi to wahan karta hi hoga
Me – kaise kah sakte ho ho sakta hai wo aisa na ho
He – ye aap soch rahi hain jabki aisa nahi hai wo khud apni wife ko batata hai
broadminded log ye sqab baten chupate nahi hain hum logon ke liye ye part of life hai baki kamo ki tarah ye bhi
Me – hmmm ho sakta hai
He – ab sab log aap ki tarah nahi hote ki puri umar bita den aur kuch pata hi na ho
Me – mai jaisi hun waisi hi thik hun
He – ok
Me – acha un dono ko pata hai ki tumhare dono se relation hain
He – bhabi ko pata hai ki uski nand ko bhi mai lekin nand ko nahi pata
Me – ok – lekin kabhi socha hai ki jab unko pata chalega to aapki kya izzat rahegi un logon ki nazar me
He – jo izzat hai wahi rahegi kyunki nand ho ya bhabi kisi ka mujh se pyar wyar ka chakkar nahi hai
aur haan us larki ka bhi boy frind hai uske munh ko pahle se taste laga hua hai is liye mee sath bhi kar rhi hai
Me – kyun
He – sirf taste change karne ke liye
Me – how disgusting
He – reality yahi hai aaj kal yahi ho raha hai tabhi to main aap se kahta hun ki aap bahut seedhi ho
Me – lekin tumko zara bhi ye ahsas nahi hota ki jo tum kar rhe ho wo ghalat hai
He – nahi mai kuch ghalat nahi kar raha kyunki main kisi ko koi dhikha nahi de raha
kisi ka ghalat faida nahi utha raha aur ek baat aur bata dun aap ko koi kisi se
zabardasti nahi kar sakta main jiske sath bhi karta hun uski apni marzi se
Me – ok thik hai tumhari life hai tum jano tumhara kaam jane mujhe kya
He – hmmm bat to aapki bhi sahi hai , lekin is bare me soch kar pareshan na ho aap kyunki ye yahan ka life style hai
Me – kuch bhi ho mujhe kya , acha ab phone rakhti hun mujhe puri rat nahi kharab karni aapki bakwas baton me
He – aap to bewajah naraz ho gayi
Me – nahi mai naraz nahi hun main kyu naraz hone lagi
He – to baat kariye na itne dino ke baad baat kar rahe hain aur aap ne hi pucha to maine bata diya
warna main kisi aur ki baat karta hi nahi lekin aap ko sab batana chahta tha is liye bata diya
Me – thik hai lekin mujhe ye tumhara roop bilkul nahi acha laga
He – dekhiye wo aap ka sochna apni jagah sahi hai lekin agar main chahta to aap ko kuch nahi batata
aur apne ko acha hi acha kahta aur aap ko pata bhi nahi chalta kyunki aap mujhe janti to hain nahi
lekin maine sab bataya kyunki mujhe nahi acha lagta ki main jhuth bolun
Me – ok
He – aur haan ye bhi dhyan rakhiye ki agar aap real me kisi ki friend ho to sirf uski achaiyon ko hi nahi accept karna chahiye
uski kamiyon ko bi accept karna chahiye ab dekhiye aap meri friend hain aur mujhe pata chale ki aap me koi kam hai
to kya main uski bina par friendship khatam kar dunga main to asisa kabhi nahi kar sakta achayi hai to mera friend burayi hai to bhi mera friend
Me – nice – lekin agar kamiyan hain to unko door karne ki bhi koshish karni chahiye ya nahi
He – haan bilkul kyu nahi – acha kuch apne bare bare me bataiye kuch intresting
Me – mere bare me kuch intresting nahi hai
He – acha ek baat puchun lekin aap naaraz na hon to
Me – han pucho
He – lekin aap naraaz bikul nahi hongi ye samajh liye
Me – thik hai koi narazgi nahi hogi pucho