1 hour ago
Suhani apne kamre se neeche aa jaati hai, aur wahan use Jiju mil jaate hain. Woh unhe dekh kar kafi embarrassed feel karti hai par woh use comfortable feel karane ki koshish karte hain.
Aakhir mein baat karte karte Suhani thoda bikhar si jaati hai aur raat ke baare mein sorry bolti hai. Woh Jiju ko bol deti hai ki woh ghar wapas jaakar apne ghar chali jayegi aur woh ab Adi ke saath nahi rehna chahti. Un dono ke beech kuch bhi theek nahi hai.
Jiju uski baat patiently sunte hai, aur use batate hain ki woh bhi apni shaadi mein kuch aisa hi mehsoos kar rahe hain, aur Prachi un par har tarah se dominate karne ki koshish karti hai. Woh admit karte hain ki unhe Suhani bohot pasand hai, aur woh shayad ek doosre ke liye perfect hain.
Suhani yeh sun kar kafi shocked ho jaati hai, aur use samajh nahi aa raha hota hai ki Jiju aise kaise keh sakte hain.
Jiju use kehte hain ki woh abhi jaldbaazi mein koi decision na le, aur woh is sab ka solution dhoond lenge. Bas abhi ke liye woh us par trust karne ke liye kehte hain. Woh Suhani ko batate hain ki aaj exactly kya hoga. Unke hisaab se Adi mein itni bhi guts nahi hongi ki woh kal raat ke liye maafi maange, aur Prachi aa kar Suhani se sorry bolegi. Woh Suhani ko samjhate hain ki use exactly kya kehna hai.
Suhani unki poori baat sunti hai, par uska mann abhi bhi kafi vichlit sa hai.
Woh room mein jaati hai toh Adi uth chuka hota hai par abhi bhi kharaab mood mein hota hai. Woh Suhani se sorry nahi bolta hai aur kamre se bahar nikal jaata hai. Suhani akele kamre mein rone lag jaati hai.
Kuch der baad uske kamre mein ek knock hota hai, aur jab woh darwaza kholti hai toh bahar Prachi hoti hai. Prachi andar aakar use Adi ke behalf par sorry bolti hai, theek jaise Jiju ne kaha tha. Prachi Suhani se poochti hai ki aakhir unke beech kya hua tha.
Suhani Jiju ki sikhayi hui baat sochte hue jawab deti hai - Yeh unka aapas ka personal matter hai, aur woh kuch aur nahi kehna chahti.
Fir Prachi poochti hai ki kahin Suhani abhi bhi us first night ke baare mein toh nahi soch rahi na. Yeh bhi Jiju ne use pehle se bata diya tha ki Prachi kuch aisa sawaal pooch sakti hai.
Suhani fir se strong hote hue jawab deti hai ki usne us raat ke baad kabhi us baare mein nahi socha, Prachi hi baar baar us baat ko pooch kar awkward bana rahi hai.
Prachi ekdam se backfoot par aa jaati hai aur usse apologize karti hai. Woh Suhani ko bolti hai ki woh yeh sab bhool jaye aur kuch dino mein sab fir se theek ho jayega.
Poora trip kharaab ho chuka hota hai, aur sab log wapas India pahuchte hain. Suhani apne ghar chali jaati hai, aur ab uska mann nahi wapas jaane ka. Par uske parents use force karte hai ki woh wapas apne sasural chali jaye. Doosri side se uski saas ka bhi call aa raha hota hai.
Kuch bhi decision lene se pehle Suhani ek baar Samar se baat karna chahti hai.

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)