11-11-2026, 10:31 AM
Phir Kuchh pal aise hi batein hoti rahi, Nirbhay aur Chandrabhan Singh abhi bhi humarey sath hi khade the. Kuch der aur hum sabke beech baatein hoti rahi. Tabhi Jeevan Singh ji ne meri taraf dekhte hue kaha—
Jeevan Singh: "Jay, tumhein nahi lagta ki jaane se pehle tumhein ek baar Rajeshwari se uske haal-chaal le lene chahiye? Use achha lagega."
Jay: "Ji, zaroor. Aap log baatein kijiye, main Rajeshwari ji se milkar aata hoon."
Jeevan Singh: "Haan, beta. Woh andar hi hogi. Tum jao."
मैंने दादाजी की तरफ देखा।
Jay: "Dadaji, main Rajeshwari se milkar aata hoon."
Dadaji: "Haan beta, jao. Lekin zyada der mat karna, humein bhi ghar ke liye nikalna hai."
Jay: "Ji Dadaji."
इतना कहकर मैं वहाँ से राजेश्वरी से मिलने के लिए अंदर की तरफ चल पड़ा।
पीछे Nirbhay और Chandrabhan Singh भी वहीं Jeevan Singh ji के साथ खड़े रहे।
मेरे जाने के बाद Chandrabhan ने Jeevan Singh ji से कहा—
Chandrabhan Singh: "Pitaji, Jay ne bahut kam samay mein hum sabke dil mein apni jagah bana li hai."
Jeevan Singh: "Bilkul Chandrabhan, kuch log apne vyavhaar aur karmon se aisi pehchaan bana lete hain, jise banane mein doosron ko saalon lag jaate hain."
उधर मैं राजेश्वरी से मिलने के लिए आगे बढ़ रहा था।
......

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)