6 hours ago
Bodyguard 35
Kuch din baad Main utha jab kisi ka call mere mobile par aaya aur jab screen par meri nazar gai to dekha yeah to mere dost advocate "Rafik Lala" ka call hai aur Main turant call utha ke.. Hello?, aur udhar se Rafik, aur mere yaara kya kar raha hai?, Main, kya karunga bas so raha tha aur tu itni subah kaise call kar diya, Rafik, saale subah nahi dopehar ho chuka hai time dekh 12 bajne wala hai. Main, ghadi me time dekha to 12 bajne me abhi 10 minutes baaki tha aur fir baat karte hue yaar kya batau kal raat daru pi kar aise soya ki bas abhi hi nid khuli hai waise bata kya hua Chadni to thik hai, Rafik, woh to ek dum thik hai kabhi usase a kar mil le bahut yaad karti hai tujhe, Main, yaar tu to janta hai mere paas is waqt time hi nahi hai waise mera kaam kab hoga jo tujhe bola tha, tabhi
Rafik, are ha my to baato baat me yeh batana bhul hi Gaya ki tera kaam aaj ho gaya Thakur ki jitni zamin sampati thi woh sab tere naam ho chuki hai, Main, yeh sunte hi bistar se uchal kar khada hua aur Rafik se.. ye kya bol raha hai ek mahine ke ander tune saara kaam karwa diya, Rafik, yaar waise to kai saal lagte yeah sab kaam karwane me lekin tu to janta hai mere sasur ji ki pahuch kitni uper tak hai, yaha waha ek do call kiye aur uske baad kaam ho gaya aur ha myne apne Jeb se bhi kuch lakh paise laga diye hai my janta tha utna paisa tere paas nahi hoga is liye my apna laga diya, Main, yeh sun ke thoda udas hote hue Bhai jo tune mere liye kiya hai woh my kai Janamo me bhi utar nahi paunga, waise kitna paisa lagaya hai tune, Rafik, chhod na yaar tu dost kam pahle Mera
chota bhai hai, yeh sun ke meri ankho me ansu chalak gaye lekin Rafik ko ahsas na ho is liye Main,baat ko badalte hue.. dekh Rafik abb to Thakur ki saari sampatti mere naam ho gai hai lekin? bank me jo paise hai ur uska business hai, use my kaise use kar paunga, lekin koi ch second sochne ke baad fir ek baar Rafik se, abb yeh jo property mili hai use tu hi sab manage karega mujhe to utna aata nahi kanoon? jitna tujhe aata hai, Rafik, thoda haste hue uski fikar mat kar myne zamin ke sath sath thakur ke saari company bhi tere naam karwa diya jo Thakur ke bade bete Raghav ne power of attorney ka paper diya tha, usme zamin ke sath sath uski saari company bhi samil thi jaise apple ke bahane, hospital aur jo kapde ki factory hai yeah tin badi company ab tere naam par ho chuki hai,
sath hi tera signature myne bank ke sath sath company me bhi attested karwa diya hai abb jab tak tu signature nahi karega tab tak koi bhi Paisa bank se nikal nahi payega aur na hi koi jamin bech sakta hai aur na hi hadap sakta hai aur waise hi company ka paper me jab tak tu signature nahi karega tab tak na kaam hoga aur na hi aage badhega... Yeh sab sun ke Main, man me (wahh ab ayega maza bahut julm kiye the Thakur ne gao walo ke sath ab Raghu Thakur to mar chuka lekin badla to uska pura pariwar bhugtega). Yeh sochne ke baad Main, Rafik se, yaar tu to mujhe road Pati se carod Pati bana diya?, Rafik, thoda haste hue, hahaha saale tere liye to meri jaan bhi hazir hai, acha ab sun my saare paper 2 se 3 ghante me laata hun, waise kaha hai tu apne ghar par yaa fir haweli par, Main, Rafik ki baat sun ke kuch pal
socha ur fir Rafik se, Bhai mera ek kaam karega? Rafik, bol na Bhai my to apni jaan bhi tera naam kar diya hai. Main, abe chup ho ja jaan koi nahi mang Raha hai. fir Radhe ne kuch baat boli aur Rafik woh baat sun kar, saale tere dimag me kaha kaha se aise plan aa jaate hai. yeh keh kar wo call rakh deta hai uske baad Main, man me (ab ayega maza abhi to haweli par Mahabharata hona baaki hai, Thakur tune meri biwi ki izzat luti thi na uska badla ab tera pura pariwar sahega). yeh keh ke my fresh hone bathroom me gaya aur fresh ho hi Raha tha ki get par koi khat khataya aur my bathroom se ha kaun hai tabhi bahar se Kamla are my hu Kamla?. Main, kya hua?. Kamla, niche khana kha le aa ke?. Main, aata hu naha ke. Kamla, thik hai. Yeh keh ke woh chali gai idhar fresh hone ke baad nahaya us ke baad kapde pahan kar niche chala gaya.