07-11-2026, 07:34 PM
### Part 2 – Meri Makan Malkin
Main jis shehar mein rehta tha, wahan maine ek purane lekin achhe residential area mein kiraye par ek kamra le rakha tha.
Makan kaafi bada tha. Usmein makan malkin apne parivaar ke saath rehti thi aur main alag hisse mein kirayedaar tha.
Meri makan malkin lagbhag 45 saal ki thi. Unka rehne-sehne ka tareeka bahut traditional tha. Hamesha saari pehenti thi. Baat karne ka andaaz shaant, lekin swabhav mein kaafi sakhti thi.
Mohalle mein unki pehchaan ek sanskari aur izzatdaar mahila ke roop mein thi.
Mere liye woh meri makan malkin thi aur main unka kirayedaar.
Shuruaat mein hamari baat sirf zaroorat bhar ki hoti thi—kabhi kiraye ko lekar, kabhi paani aur bijli ko lekar, toh kabhi ghar ke kisi chhote-mote kaam ko lekar.
Lekin ek hi makan mein rehne ki wajah se rozana saamna hona aam baat thi.
Mujhe abhi unke baare mein bahut kuch jaan-na baaki tha.
.....