04-11-2026, 10:44 AM
Nirbhay ke jaane ke baad..
Jeevan Singh_ Jay, ak tofa to mere pass bhi hai Tumharey liye?
Dadaji_ Jeevan Singh ji, Mene Nirbhay se bhi kaha aur aap se bhi kahunga ki Jay ko kisi tofe ki jarurat nhi hai..
Jeevan Singh_ Pahalwan sahab, ye to humara sneh hai Jay ke prati..
Kuchh der baad Nirbhay wapas aaya..uske haath me ak gun thi..
![[Image: file-00000000ad588211a2e6ff829e569b4b.png]](https://i.ibb.co/zCvc1HN/file-00000000ad588211a2e6ff829e569b4b.png)
Uske hath me hun dekhtey hi dadaji aur meri aankhein mili aur dadaji ne mujhe satark rahne kaa ishara kiyaa..
Tabhi Jeevan Singh bole..
Jeevan Singh_ Ye hatiyar hath me liya kyun ghum rhe ho Nirbhay..
Nirbhay Singh_ Pitaji me ye gun Jay ko tofe me dena chahta hun..isne humare liye Jaswant se dushmani li hai..ab iski suraksha ke liye iske pass hatiyar hona chahiye..
Dadaji_ Nirbhay, Jay ko iss hatiyar ki koi jarurat nhi hai..
Nirbhay_ Pahalwan sahab, apne dekha hoga, Jaswant ke paas kitne aadhunik hatiyar hai, meri baat maniye aur ye Jay ko apne pass rakhne dijiye..
Wese bhi ye mere naam se licensed hai.. aur mere pass iska koi use nhi hai..
Jeevan Singh_ Haritar chalane ke liye bhi jigra chahiye hota hai naa, Pahalwan sahab..
Aur mere bachcho ki haar ke sath inke andar kaa jigra bhi mar gyaa hai..
Dadaji_ Jeevan Singh ji, iss hatiyar se koi anhoni ho sakti hai..
Jeevan Singh_ Kyaa aap jay ko itna utawala samajhte hai?
Dadaji_ Nhi, Kintu..
Jeevan Singh_ Kintu parantu chhodiye.. Nirbhay tum jay ko ye banduk de do..

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)