30-10-2026, 09:43 PM
Chapter 12
Raat hote hote mere andar ki positive energy khatam si hoti jaa rahi thi, aur fir se pata nahi kyun raat ka khauf satane laga tha. Agar aaj raat Adi ne kareeb aane ki koshish kari... usko chhoone ki koshish kari... use choomne ki koshish kari... toh kya woh use woh sab karne degi.
Aaj subah woh kitne kareeb aa gaye they ek kiss ke, par maine aakhri waqt apne aap ko wahan se hata diya tha. Woh intentional nahi tha, majak tha, par ab raat ki sardi aur sannate mein mera dil sach mein baitha jaa raha tha.
Maine fir se ek comfortable pyjama set pehen liya, jisme main poori tarah dhaki hui thi aur kambal mein aakar let gayi. Kal ke jaane ki saari tayyari ho chuki thi. Abhi bhi mere dimaag mein woh baatein chal rahi thi jo maine aaj Adi ke Papa ko kehte suna tha.
Khai se gir jayega... Neela drum...
Aise kaun bolta hai! Aur woh Jiju ke baare mein bhi kitna kuch bol rahe they, jaise woh unhe bilkul pasand nahi karte ho. Par mujhe toh aisa laga tha is ghar mein sab Jiju ko bohot pasand karte they, aur unki hi chalti thi. Aakhir shayad business bhi wohi chala rahe they. Is sab mein Prachi ka role bhi samajh nahi aa raha tha. Woh wahan khadi apne husband ke baare mein itna kuch sun rahi thi, bina kuch kahe.
Fir us raat Jiju ki kahi ek baat mere dimaag mein khatki - Bahar wale.... hum dono hi bahar wale hain.
Unka kya matlab tha is baat se?
Main leti hui sab soch hi rahi thi ki Adi kamre mein ghuse. Unhone mujhe blanket mein lete dekha.
Aditya - Tumne change kar liya...
Main - Hmmm....
Aditya - Subah ki flight hai... bas abhi change karke so jaate hain... main alarm laga dunga... par waise Mummy utha hi dengi hame.
Main - Hmmm....
Aditya ne mere saamne khade ho kar apni shirt kholni shuru kar di. Maine ek pal ke liye sar doosri taraf mod liya par fir use dekhne lagi. Adi bhi patle hi they, par unki waise body nahi thi... jaisi Jiju ki thi... Shit... main fir se comparison kyun karne lagi. Woh raat mera peecha kyun nahi chhod rahi thi.
Adi ki chhaati par jyada baal nahi thi. Usne apni pant mere saamne hi neeche utaar di. Uske legs... patle hi they... waise nahi... bhaari... strong. Maine apne gale mein thook ko andar nigla, mujhe apni is soch ko kisi bhi tarah dabana tha.
Adi ne mujhe uski taraf dekhte paaya toh woh halka sa muskuraya. Adi ne ek tshirt and pyjama pehna aur kapde side mein rakh kar bed par aa gaya. Is baat utni door nahi jitna kal raat tha.
Light off hote hi kamre mein ek sannata chhaa gaya par mujhe lag raha tha ki sannate mein mere dil ki dhadkan saaf sunayi de rahi thi. Maine aankhen band kar li, yeh dikhane ke liye ki main so chuki hoon.
Bed par achanak se halki si harkat hui aur mujhe mehsoos hua ki Adi mere kareeb khisak rahe hain. Unka haath ekdam se meri kamar par aaya, aur unki saans meri gardan ke paas mehsoos hui. Mere andar ek bijli ka jhatka sa laga aur ek ajeeb si ghabrahat ne mujhe gher liya. Maine bina soche apne aap ko bistar ke doosre kone ki taraf sarkaya aur Adi ka haath meri kamar se fisalta hua bistar par gir gaya.
Mujhe laga ki Adi ka haath mere peeche peeche aayega par woh nahi aaya. Adi ne ek gehri saans li aur seedha hokar let gaya. Main bhi kuch pal baad seedhe ho kar let gayi, chhat ki taraf dekhte hue.
Adi ki aawaz kamre mein goonji - Tumhe darr lag raha hai mujhse?
Main - Nahi... bas... thoda sa haan... shayad...
Adi - I can understand... Tumhe lag raha hoga ki ek anjaan ladka tumhe aise touch karne ki koshish kar raha hai.
Maine koi jawaab nahi diya, par haan yeh sach tha. Adi abhi bhi bahut anjaan se lag rahe they mujhe.
Adi ne kuch sochte hue kaha - Pata hai... college mein meri ek girlfriend thi... Sneha... maine bataya tha tumhe...
Mujhe yaad tha Adi ne uska jiqr kiya tha, par isme koi ajeeb baat nahi thi - Hmm....
Adi - Hum log kaafi close they... ek doosre ko bahut love karte they... shaadi karna chahte they...
Adi ki aawaz mein ek sadness si thi, jo maine ab se pehle kabhi mehsoos nahi ki thi. Mujhe yeh kabhi realize nahi hua tha ki uski girlfriend itni serious wali girlfriend thi. Toh kya woh yeh shaadi nahi karna chahta tha?
Maine dheere se pucha - Toh fir? Kyun nahi hui shaadi?
Adi - Umm... ghar wale nahi maane...
Main - Kyun?
Adi - Woh... woh hamari caste ki nahi thi... aur fir uski shaadi kahin aur ho gayi...
Main - Oh! I am sorry...
Adi ne mud kar meri taraf dekha - Nahi... isme sorry ki baat nahi hai. Agar woh sab na hota... toh shayad main tumse na mil paata!
Main - Kya?
Adi - Jab maine tumhe pehli baar dekha tha... tab se hi mujhe tumse pyaar ho gaya... tum itni pretty ho... itni pyaari aawaz... bilkul perfect.
Main thoda sa blush karne lagi, yeh conversation toh ek dam se badal gayi thi, mujhe laga tha ek sad story aane wali hai par aisa nahi hua.
Main - Thanks...
Adi - Aur main... hamare beech mein sab perfect chahta hoon... kal se hum Mauritius jakar apni nayi life shuru karenge... aur sab perfect hoga.
Main - Hmmm....
Adi ekdam se sarak kar dubara mere paas aa gaye, unka haath mere sar se just upar takiye par, aur unhone meri taraf ek karwat li, apna thoda sa bhaar mujh par daalte hue. Mere boobs side se unke shareer se takra rahe they. Woh meri aankhon mein aankhen daal kar mujhe dekhne lage, apni saansein mujh par chhodte hue.
Adi - I really love you... aur mere liye ab sirf tum hi sab kuch ho...
Maine bhi gehri saansein lete hue unki taraf dekha. Unke zara sa hilte hi mere boobs unki chest par ragad khaa rahe they, aur mere andar ek ajeeb si feeling paida ho rahi thi. Jaise main unhe choomna chahti bhi thi aur nahi bhi. Abhi filhaal main is sab ke liye yahan ready nahi thi, mujhe kisi bhi tarah unhe rokna tha.
![[Image: de3b40198f8ac76ecb5a0405d889cb09.jpg]](https://i.postimg.cc/0QLdTr80/de3b40198f8ac76ecb5a0405d889cb09.jpg)
Adi apna chehra mere kareeb laaye aur mujhe choomne ko hi hue they ki main unhe rokne ke liye kuch pooch baithi - Ek baat puchu?
Adi thoda sa peeche hue - Haan... pucho na...
Main - Kya Prachi Didi ki love marriage hui thi?
Adi halke se hase - Kyun? Tum yeh kyun pooch rahi ho? Kisi ne kuch kaha kya?
Main - Nahi... koi kuch kyun kahega...
Adi - Hmmm...
Main - Bas aise hi pooch rahi thi... unke beech kafi strong love lagta hai na...
Adi - Haan... un dono ki marriage bachpan mein hi fix ho gayi thi.
Main - Bachpan mein hi?
Adi - Haan... actually Jiju ke papa aur mere papa saath mein business karte they... aur unhone apne bachhon ki shaadi bachpan mein hi fix kar di.
Main - Oh wow... fir bade ho kar unki shaadi ho gayi?
Adi - Thodiii si complications thi... par haan kuch aisa hi...
Main - Kaisi complications?
Adi - Jaane do na... hum abhi apni baat poori karte hain... unki baat kyun beech mein laani...
Main - Please ab baat beech mein mat chhodo na... nahi toh main sochti rahungi us baare mein.
Adi - Hmmm.... acha short mein bata deta hoon... Jiju ke papa ki death ho gayi thi aur unka business band ho gaya tha. Papa ne Jiju ki kafi help kari... aur fir Jiju aur Didi ki shaadi ho gayi...
Main - Oh wow... kaafi filmy story hai... very interesting...
Adi - Tumhe films achi lagti hain?
Main - Haan...
Adi - Kis tarah ki films?
Main - Romance... drama... comedy... action... suspense... har tarah ki...
Adi ne ek smile dete hue kaha - Aur woh wali films?
Main - Kaunsi wali?
Adi - Itna bhi mat bano! I am sure tumne woh waali films... porn films dekhi hongi?
Maine sharmate hue apni aankhen neeche kar li - Hmmm... nahi toh!
Adi - Acha... main nahi maan sakta...
Mera seena tezi se upar neeche ho raha aur Adi ki nazrein mere boobs par tiki thi jaise woh kisi par pal un par jhapat sakta tha.
Main - Adi... kal hame jaldi uthna hai... so jaate hai na...
Adi - So jayenge na.... jaldi kya hai...
Adi ne apna chehra mere chehre ki taraf badaya aur mere gaal ko halke se kiss kiya.
Meri siski nikal gayi aur nipples ekdam se khade ho gaye - Uhhhh.... Adi... nahi please...
Adi - Come on... bas thoda sa...
Adi ne mere gaal par doosri taraf chooma, uska ek haath mere kandhe par aa gaya tha, mere top ke andar ghusne ki koshish karta hua. Maine uske haath ko kas ke apne haath se pakad liya.
Main - Please... aaj nahi... kal karenge na...
Adi ki saansein gehri ho gayi - Acha... bas ek kiss...
Adi ne apne honth mere honthon ki taraf badaye aur un par rakhte hue mere honthon par dabaya. Meri saansein chhot-ti hui uski saansein se mil rahi thi.
Maine thoda sa upar uthte hue apne honth bada kar use halka sa kiss kiya - Mmmm.... mmmm....
![[Image: tumblr-ngj872c-O2S1tc0jcjo1-500.gif]](https://i.postimg.cc/XYp9tydB/tumblr-ngj872c-O2S1tc0jcjo1-500.gif)
Par kuch sahi nahi lag raha tha. Kuch galat sa lag raha tha, jaise woh mera pati hi na ho. Ufff... yeh woh honth nahi thi... us raat wale...
Adi mere honthon ke hilne se aur exicted ho gaya aur meri upar poori tarah aa gaya, apna bhaar mujhe par daalte hue. Uski pajame mein jo tha woh mere pet par chubh raha tha. Usne fir se mujhe choomne ke liye apne honth aage kiye par maine apna haath hum dono ke honthon ke beech mein ada diya.
Adi ne mere hatheli ko zor se choomna shuru kar diya - Mmmmm.... mmm... hatayo na ise Suhani...
Suhani - Nahi... bas ek kiss ki baat hui thi... aur nahi...
Adi - Come on yaar... aise tease mat karo... mmm....
Main - Please Adi... aaj nahi...
Ufff meri saari senses pagal ho rahi thi, par main kisi tarah use rokne ki koshish kar rahi thi. Adi mere side mein hota hua let gaya aur gehri saasein lene laga. Uske pajame mein ek clear tent bana hua tha, woh is waqt kafi jyada uttezit tha.
Adi - I know... tumhare liye yeh sab naya hai... but tum bhi kafi enjoy karogi... Bas kal wahan pahuchne do... fir tum dekhna...
Uski baat mujhe ek dam se chubhi. Kya yeh sab mere liye sach mein naya tha? Kya woh 2 din pehle ki raat ko bhool gaya tha jab usne ek aur mard ko mere kamre mein aane diya tha? Kya woh apni girlfriend ke saath yeh sab pehle hi kar chuka tha? Main poochna toh chahti thi par bas ab is baare mein filhaal aur baat nahi chhedne ka mann kiya.
Main - Abhi soyenge toh kal jayenge na...
Adi - Nahi bhi jayenge toh chalega... mujhe toh bas tumhara saath chahiye...
Main bas halke se muskurayi - Mujhe toh jaana hai... dekhna hai ki Mauritius kaisa hai...
Adi - Hmmm... aur mujhe tumhe dekhna hai...
Uski aankhon mein abhi bhi kafi lust nazar aa rahi thi.
Adi - Acha theek hai... bas saath mein hug karke toh so sakte hai na.
Adi ne meri peeth ke neeche haath ghusate hue mujhe apni baahon mein kheecha, aur main jakar usse chipak gayi. Maine apna chehra uski chhaati mein laga diya. Uska neeche ka ling abhi bhi khada hua kapdon ke andar se mere pet se takra raha tha.
Ufff... pata nahi aage kya hone wala tha. Us raat pata nahi Jiju ke saath sab kaise ho gaya tha, par ab Adi ke saath sab ajeeb lag raha tha. Shayad bas yeh kamre ki problem thi, aur kal wahan hotel mein hamare beech sab ho jaye.