23-10-2026, 06:50 PM
Chapter 118
Subah ke lagbhag 11.30 baje they aur Hina TV ke saamne baithi thi. Uske saamne abhi bhi uske naashte ki plate rakhi thi jo subah Supriya ne uske liye parosi thi. Usne plate mein pade khane ko haath bhi nahi lagaya tha.
Tabhi ghar ke darwaze par zor se jhat jhat ki aawaz aayi aur Hina ne ghabrate hue darwaze ki taraf dekha. Woh ab tak chaar baar check kar chuki thi ki darwaza sach mein andar se locked tha na. Pichhle ek ghante se yeh khat khat baar hoye jaa rahi thi. Koi zor se darwaza khatkhata-ta aur fir wahan se bhaag jaata. Hina ka dil bilkul us darwaze ki tarah zor zor se dhadakne lagta. Uske mann mein bas yeh darr laga hua tha ki kahin koi darwaza tod kar andar aa gaya toh.
Usne fir se saamne TV ki taraf dekha. Saamne Katrina Kaif ke dance ki koi video chal rahi thi.
Fir achanak se dubara darwaze par dastak hui. Par iss baar kisi ki patli si aawaz bhi aayi - Salma Begum ghar par hain kya....
Hina ekdam se sehem si gayi. Yeh aawaz zaroor koi ladka nikaal raha tha, apni aawaz thodi si badal kar. Yahan toh koi Salma rehti bhi nahi thi.
Fir se woh patli si aawaz aayi - Salma beta... dekh zara teri phuphu aayi hai...
Hina khadi hui aur darwaze ki taraf gayi. Usne darwaze mein aa rahe halki si daraaro se bahar jhaanka toh paaya ki 2-3 ladke bahar khade they. Apne chehre par haath rakhe apni hasi rokne ki koshish kar rahe they. Hina unhe wahan dekh kar aur bhi ghabra gayi.
Shayad unhe bhi us daraar ke paar koi ladki khadi dikhayi de gayi thi - Salma... kya hua... darwaza kholo na... baat karni hai tumse!
Hina ki kaanpti hui aawaz bahar nikli - Aap... shayad... aap shayad galat ghar par hain. Yahan koi Salma nahi rehti.
Ladka abhi bhi patli si aawaz nikaal raha tha - Toh beti apna naam hi bata do...
Darr ke maare Hina ki chhati upar neeche ho rahi thi, usne apne muh mein thook nigla - Kya... Kya kaam hai aapko? Aur aisi aawaz bana kar kyun bol rahe ho!
Bahar ladko ki hasi chhoot gayi. Un mein se ek ne apni aawaz normal kari - Baat karni thi tumse... kholo na darwaza!
Ladke se darwaze ko halka sa dhakka diya, jisse poori kundi khadak gayi.
Hina ne turant darwaze par apne haath rakh liye - Nahi... mujhe koi baat nahi karni aapse... aap jayo yahan se. Kyun pareshaan kar rahe ho mujhe!
Ladka - Akeli ho ghar mein?
Hina - Haan...
Hina ko bolte hi realize hua ki use yeh nahi kehna chahiye tha. Bahar ladko ki excitement jaise ekdam se badh gayi.
Ladka - Naam toh batayo...
Doosra Ladka - Chhoti wali lag rahi hai... badi wali ko toh subah maine jaate dekha tha.
Ladka - Chup chup... Suno toh... Hina naam hai na tumhara...
Hina ekdam se hairaan ho gayi, unhe uska naam tak pata tha - Aapko kaise pata?
Ladka - Is ilaake ki saari jaankari rakhte hai hum... waise aawaz toh badi meethi hai tumhari.
Doosra Ladka - Chehra bhi bada haseen hai...
Hina - Main aapko nahi jaanti... aap yahan se chale jayo!
Ladka - Dekh, jyada heroine toh ban mat. Itna bhaav kyun khaa rahi hai, hum bas dosti toh karna chahe.
Darwaza fir se zor se khadkhadaya. Tabhi kisi aur aadmi ki tez chillane ki aawaz aayi aur bahar un ladko mein ekdam se bhagdag si mach gayi.
Aadmi - Bhosdike... kya kar rahe ho yahan! Akeli ladki ka jeena haram kar rahe ho. Sadak par nanga karke chappal se soot dunga!
Woh ladke bahar aur upar ki taraf bhaage. Hina ne fir se bahar jhaanka toh ek aadmi chappal haath mein liye khada tha. Yeh uske Abbu ke dost Salim Chacha lag rahe they.
Salim ne ladkon ko bhagane ke baad darwaza khatkhataya - Hina... Hina Beti... ghabrayo nahi... Salim Chacha hai bahar... jaanti hai na tu mujhe!
Hina ne dubara check kiya, haan wohi they. Usne turant kundi aur darwaza khol diya. Woh apni khauf bhari aankhon se Salim ki taraf dekh rahi thi.
Salim - Kya hua bachhi... nahi nahi... ghabra nahi... bhaga diya saale madarchodo ko maine.
Hina ki aankhon aur zabaan par rona aa raha tha - Chachu woh... bohot der se pareshaan kar rahe they mujhe.
Salim - Chal chal... andar chal... kuch nahi hua.
Salim ne Hina ke kandhe par haath rakhte hue use ghar ke andar kiya aur fir peeche se darwaza band kar diya.

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)