Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Pratha Ke Ghere Mein
#5
Chapter 3

Kuch pal ke mujhe laga ki maine kuch galat suna hai ya fir Prachi Didi aur Mummy ji mere saath koi majak kar rahi thi. Aur maine baari baari un dono ke chehre ki taraf dekha. Unke chehron par zara bhi muskaan nahi thi, aur woh dekh kar mera dil baitha jaa raha tha.

Main - Mummy ji... aap kya bol rahin hai... mujhe kuch samajh nahi aaya.

Achanak se unki aawaz thodi kadak ho gayi thi - Kya samajh nahi aaya isme?

Unki yeh tone sunkar main thoda ghabra si gayi aur maine Prachi Didi ki taraf dekha. Unke chehre par mujhe halka sa gussa dikh raha tha.

Prachi - Dekho Suhani... jaise Mummy ne kaha... yeh hamare yahan ki pratha hai. Agar koi naya joda saath mein pehli raat bitata hai toh.... toh...

Mummy ne Prachi ki baat poori kari - Toh pati ki maut ho sakti hai! Aditya ke chacha ke saath bhi aisa hi hua tha. Bas uske liye yeh upaay hai ki ladke ke ghar ke bahar ka koi rishtedaar uski patni ke saath pehli raat bitata hai.

Mujhe abhi bhi kuch samajh nahi aa raha tha - Par... Mummy ji... Didi... meri shaadi... Aditya se hui hai....

Saas - Haan woh hui hai... aur tum uski hi patni ho. Kal tum uske saath suhaagraat banana. Par aaj raat tum uske Jiju ke saath rahogi.

Meri aankhon mein ek darr saaf aa chuka tha aur mujhe lag raha tha main abhi wahan se bhaag jayu.

Prachi - Suhani... main samajh sakti hoon... tumhe kaise lag raha hoga... par... baat ko samjho...

Saas - Ghabrayo mat... ghar ki hi baat hai... kisi ko kuch nahi pata chalega. 

Mujhe isse kya farak padta tha ki kisi ko pata chale ya nahi, mujhe toh bas darr lag raha tha. Shaadi ko lekar mera saara excitement ekdam se khatam ho chuka tha. Mujhe bas wapas apne ghar jaana tha.

Meri aankhen bhar aayi aur chehra aur bhi masoom ho gaya - Nahi... main nahi kar payungi...

Saas ne ek gehri saans bhari jaise apna gussa rok rahi ho - Dekho Suhani, hume aaj raat yeh sab karna hi hoga!

Main - Aap meri baat mere papa mummy se karwa de please...

Saas - Main tumhari mummy se pehle hi sab baat kar chuki hoon. Unhone tumhe samjhaya hoga na?

Yeh sun kar main hairaan reh gayi. Mummy ji ne meri Mummy se yeh sab baat kar li thi aur meri Mummy ne kuch nahi kaha? Maine apna dimaag daudaya aur yaad karne lagi ki shaadi se pehle unhone kaise mujhe rasmo aur prathayon ke baare mein samjhaya tha. Unki aawaz mere kaano mein goonjne lagi.

Jiske ghar ki jaisi hon waisi nibha lena!

Woh aise kaise kar sakti thi mere baare mein.

Prachi - Dekho Suhani... aajkal toh ladkiyon ke shaadi se pehle boyfriend hote hain, aur woh sab kar chuki hoti hain! Itni badi baat bhi nahi hai yeh.

Prachi shayad Mummy ji ki hi kahi baat dohra rahi thi, par Mummy ji ne Prachi ko ghoor kar dekha. Unhe uska yeh kehna acha nahi laga tha.

Saas - Isme kuch galat nahi hai, ek rasam, ek riwaaz ki tarah bas hame nibhana hota hai. Kal subah tum aur tumhare Jiju is sabke baare mein bhool chuke honge. Tum fir Aditya ke saath hamesha khush rehna.

Mere mann mein turant ek sawaal kaundha - Kya Aditya ko yeh sab pata hai?

Saas - Haan! Maine use sab samjha diya tha. Aur fir uske Jiju hi toh hain, use kya dikkat hoti.

Mera mann buri tarah ghabra raha tha - Main ek baar Aditya se baat kar sakti hoon kya?

Saas - Ab isme Aditya kya kar lega! 

Prachi - Mummy... woh bol rahi hai toh ek baar... Aditya se uski baat kara do na.

Saas kafi irritate ho rahi thi - Prachi... kyu samay barbaad karna. Woh toh kabka so chuka hoga.

Prachi - Please Mummy... is bechari ki halat toh dekho...

Saas - Acha theek hai, lekar aa apne bhai ko! Aur sun... Drishti ko kuch na hi pata chale toh behtar hoga. Baat jitne kam se kam logon mein rahe, utna acha hoga.

Prachi haan mein sar hilate hue turant kamre se bahar nikal gayi. Meri aansu beh rahe they aur meri saans fool rahi thi. Mummy ji ne paas ki table par se ek paani ka glass uthaya aur mere honthon par laga diya. Maine na chahte hue bhi ek sip li, is waqt paani bhi mujhe zeher jaisa lag raha tha. Mummy ji ne thoda sa narm hone ki koshish kari aur meri peeth masalne lagi. Par main bas chahti thi ki woh mujhe akela chhod de.

[Image: d6519af126336e80983d013bee2a5a10.jpg]

Kuch minute baad Aditya aur Didi kamre mein wapas laute. Maine turant Aditya ki taraf dekha, uske baal dekh kar lag raha tha jaise woh sach mein so chuka ho.

Uske aate hi Mummy ji ne mujhse kaha - Jo baat karni hai jaldi karo... muhurut ka samay nikla jaa raha hai!

Prachi - Mummy aap... in dono ko thodi der akela chhod do... yeh baat kar lenge.

Saas - Akela! Is kamre mein! Nahi nahi! Kuch apshagun ho gaya toh. Hame yahin hai, tum baat kar lo.

Mummy ji aur Prachi mujhse thoda peeche hatt gaye aur Aditya mere paas aakar baith gaya. Main apna ghoonghat thoda upar kar chuki thi aur mujhe laga tha ki Aditya mujhe dekh kar pareshaan hoga. Par uske chehre par mujhe ek chiddh si nazar aa rahi thi, jaise woh soch raha ho ki use yahan kyun bulaya gaya tha.

Mere gale se dheemi si roti hui aawaz nikli - Aditya...

Aditya - Suhani kya hua? Jo Mummy keh rahi hai kar lo na.

Aditya ki baat sunkar toh jaise main aur bhi shocked ho gayi. Use yeh sab kitna normal sa lag raha tha. Main dheere se fusfusayi - Aditya aapko pata bhi hai ki woh mujhe kya kehne ke liye bol rahi hain.

Aditya - Haan! Isme itni badi deal banane ki kya baat hai.

Uske har shabd mujhe hurt kar rahe they - Badi deal nahi hai yeh? Yeh hamari first night hai... aur aap keh rahe ho ki main...

Main woh sentence poora bhi nahi kar paa rahi thi.

Aditya - Itna filmy hone ki zaroorat nahi hai yaar. Hum log kal enjoy karenge saath mein, honeymoon par jayenge, poori life padi hai saath mein rehne ke liye. Par agar jo woh log keh rahe hai sach ho gaya toh? Mujhe apne baare mein concern nahi hai, par tum apna socha, tum ek widow ho jayogi!

Mere mann mein khayal aa raha tha ki yeh sab karne se acha toh shayad widow hona hi tha.

Aditya - Dekho... sab hamara acha hi chahte hain. Yahan koi kisi ka ulterior motive nahi hai. Tum bas apni aankhen band kar lena, the night will be over before you know it.

Maine gehri saans lete hue Aditya ki taraf dekha. Mere maathe par tyoriyan chadhi hui thi.

Aditya - Jiju... kafi ache hain... experienced hain. Aur tumhara first time hoga... Mujhse woh blood vaigera... woh sab dekha bhi jayega... so... I think it's for the first...


Maine apni aankhen ek pal ke liye band kar li. Main us sab ke baare mein ghabra toh rahi hi thi, par ab apne pati ke elawa kisi aur ke saath woh sab karne ka sochna bhi ganda sa lag raha tha.

Udhar se Mummy ji ki aawaz aayi - Baat ho gayi ho toh chalo ab, main Kunwar Sa ko bulati hoon.

Aditya - Chalo... all the best... I will see you tomorrow!

Aditya mujhe itna casually "all the best" bol kar chala gaya jaise main koi exam ya interview dene jaa rahi hoon.

Saas - Prachi, zara iska makeup aur baal theek kar de ek baar. Samar ji iska rota hua chehra dekhenge toh kya sochenge.

Prachi - Jee Mummy.

Meri Saas aur Aditya kamre mein se saath mein nikal gaye aur Prachi ek make up kit lekar mere paas pahuchi. Mere aansu filhaal ruk chuke they par mera chehra aansu aur paseene se chipchipa ho chuka tha. Jaise kaafi saara bridal makeup utar chuka ho.

Prachi - Dekho... kya halat karli tumne apni! Main bilkul pehle jaisa toh nahi kar payungi par... theek hai.

Prachi Didi ne ek rumaal se mera gaal saaf kiya aur fir halke halke mere gaalon aur maathe par makeup lagane lagi - cream, powder, foundation. Aur fir honthon par halki si lipstick.

Prachi - Ab bilkul doll ki tarah lag rahi ho. Hmmm...

Prachi meri chip pakad kar mere chehre ko ghoorne lagi. Maine unki aankhon mein dekha toh mujhe halki si jealousy, halka sa gussa aur halki si taras nazar aa rahi thi.

Prachi - Dekho... tumhe toh is sab ka koi experience hoga nahi. Jaise tumhare Jiju bole... waise karti jaana.

Main andar se abhi bhi halka halka subak rahi thi, par unke yeh kehte hi bilkul ek aagyakari ladki ki tarah mera sar apne aap haan mein hil gaya.

Prachi - Unhe jyada naa sunne ki adat nahi hai, toh... jo drama abhi kiya tha na... woh sab mat karna. Ab bas... ek raat ki baat hai... sab ho jaane do.

Unki yeh baat sunkar meri aankhon mein halki si ghabrahat laut aayi aur maine fir se haan mein sar hilaya. Mere aansu sookh chuke they aur ab bas mann mein ek ghabrahat ho rahi thi ki aage kya hone wala tha.
Like Reply


Messages In This Thread
Pratha Ke Ghere Mein - by Celebrorn - Yesterday, 07:25 AM
RE: Pratha Ke Ghere Mein - by Celebrorn - Yesterday, 10:00 PM
RE: Pratha Ke Ghere Mein - by Hotgiri - Yesterday, 10:05 PM
RE: Pratha Ke Ghere Mein - by Celebrorn - Yesterday, 10:21 PM
RE: Pratha Ke Ghere Mein - by Celebrorn - Yesterday, 11:21 PM
RE: Pratha Ke Ghere Mein - by Saloni - Today, 01:59 AM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)