Yesterday, 10:00 PM
(This post was last modified: Yesterday, 10:41 PM by Celebrorn. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Chapter 2
Ghar ka bada sa darwaza saamne tha aur mere peeche dhol nagade baj rahe they. Chaaro taraf bohot saare log they aur main kafi ghabrayi hui si mehsoos karne lagi.
Ab tak maine aapko apna naam bhi nahi bataya. Main Suhani, apne ghar ki eklauti aur laadli beti. Meri umar 23 saal aur meri shaadi abhi abhi Aditya se hui thi. Woh bhi meri tarah ek traditional business family se hi tha aur mujhse bas 2 saal bada tha. Hamari shaadi parents ne arrange ki thi, aur hum log shaadi se pehle bas ek baar mile they aur phone par thodi bohot baat hui thi.
Main nature se kafi shy hoon, toh hum log phone par thoda struggle hi karte they baat karne mein. Aditya bolte rehte aur main unki sunti rehti. Kayi baar conversation "us" direction mein jaa rahi hoti toh main baat ko palat deti ki yeh sab baatein shaadi ke baad karenge. Phone rakhne ke baad mere gaal sharam se laal ho jaata, aur main sochti ki yeh "woh wali" baatein jab sach mein hongi toh kaisa lagega.
Mere parents ko hamesha se bas samaj, rishtedaar aur duniya ki fiqr sabse jyada thi, aur unhone mujhe bhi usi parvarish mein dhaala tha. Maine apni saari education girls only mein complete ki toh na toh kabhi koi boyfriend raha tha aur na hi us matter mein koi experience.
Main apne khayalo se nikalte hue aaj ke din pahuchi jahan meri saas mujhe kalash ko pair se girane ke liye andar ki taraf le jaa rahi thi. Jaisa unhone kaha, maine theek waisa hi kiya, aur mere kalesh girate hi aas paas seetiyon aur taaliyon se log shor karne lage. Ghoonghat ke andar koi meri halki si muskaan aur jhijhak shayad nahi dekh paa raha tha.
![[Image: 564.jpg]](https://i.postimg.cc/VkQ00xsy/564.jpg)
Saas - Aayo Suhani beta, andar aayo.
Meri Saas mera haath pakad kar mujhe andar ki taraf le gayi. Jahan main unke ghar ke, jo ab mera bhi ghar tha, wahan aane ke baad ke saari rasme karwani lagi. Kuch '. rasmo ke baad mujhe ek stool par bitha diya gaya, aur ghar ki aurate meri muh dikhayi karte hue mujhe aashirvaad aur gifts dene lagi.
![[Image: 4567.jpg]](https://i.postimg.cc/FKC8s53S/4567.jpg)
Main sach mein kafi thaka hua mehsoos karne lagi thi. Bohot neend aa rahi thi, par barabar mein meri do nanad baithi thi jo mere kaan mein fusfusate hue mujhe sab rishtedaaro ke naam aur unka rishta bata rahi thi. Meri badi nanad - Prachi, jo shayad 30 saal ki thi aur unki shaadi ho chuki thi. Aur meri chhoti nanad, Drishti, jo 20 saal ki thi, aur abhi kunwari thi. Main unke eklaute bhai ki biwi thi, toh woh dono ki kaafi jyada excited thi mere aane se, khaaskar Drishti.
Drishti mere kaan mein fusfusayi - Bhabhi... yeh hamari doosri Chachi hai... inse door hi rehna... kafi annoying hain!
Chachi - Drishti... kya fusfusa rahi hai apni bhabhi ke kaan mein! Ab bas agla number tera hi hai!
Drishti - Chachi! Main nahi karne wali itni jaldi shaadi. Mujhe abhi bohot kuch karna hai.
Drishti ki baat sunkar main sochne lagi ki maine toh shaadi ke elawa kabhi kuch socha hi nahi tha. Papa ne business join karne diya nahi, aur aage padhai ka bhi koi khaas mann nahi tha. Fir shaadi ke elawa koi option bhi toh nahi bach gaya tha.
Chachi - Haan... dekhte hain! Apne Papa se toh pooch le pehle. Bahu... tum toh bohot hi zyada sundar ho. Adi toh kafi utaavla ho raha hoga ki kab yeh sab taam jhaam khatam ho, par usse pehle toh Kunwar sa...
Saas ne beech mein Chachi ko tok diya - Aree! Yeh kya baatein lekar baith rahi ho. Chhodo na.
Chachi ki baat sunkar mere gaal sharam se laal ho gaye they par mujhe unke aakhir ke shabd samajh nahi aaye they. Kunwar sa... woh kaun they? Par isse pehle main Drishti se pooch paati, auraton ki ek lambi line mera chehra dekhti rahi.
Mere ghar par rishton ki line toh saalon pehle hi lag gayi thi, jab main 18-19 saal ki hui thi. Log ghar aate aur agar main saamne aati toh unki nazar mere chehre par hi atak jaati, aur fir chehre se kandho par, aur fir aur neeche. Main shuru se hi kafi patli thi, par us umar ke aas paas meri chhaati aur neecha ka hissa apne aap hi bharne laga tha. Bahut jyada toh nahi par itna ki mujhe bhi sharam aa jaati. Papa mujhe hamesha un nazron se bachane ke liye andar bhej dete, par andar se bhi mujhe apni tareef sunai deti rehti.
Bitiya toh bohot hi sundar hai Rathore saab
Kitna bhola sa chehra hai, kitni pyaari lagti hai. Aur ekdam sharmili bhi. Aajkal ki ladkiyaan kahan hoti hai aisi.
Kitni pyaari aankhen hai, bilkul hiran ki tarah.
Mere bhaanja job karta hai America mein, aap kahen toh baat chala du.
Par Papa jaise clear they ki unhe kaise ghar mein meri shaadi karni thi. Bilkul unke jaise kisi Rajasthani business family mein. Jahan bilkul unke ghar ki tarah parampara aur pariwaar wala mahaul ho. Unhe mujhe America ya London nahi bhejna tha.
Main kayi baar unhe chupke se Mummy se baatein karte sunti toh pata chalta ki woh mere jawaan hone aur logo ki tareef se thoda ghabra rahe hain. Par samajh nahi aata ki yeh ghabrahat kyun thi. Woh toh shayad meri shaadi thoda aur pehle bhi kar dete, par meri Mummy ne unhe kisi tarah mera college poora hone tak roke. Aur fir aakhir unhe woh Rishta mil hi gaya jo unke hisaab se bilkul sahi tha.
Jab tak muh dikhayi poori hui tab tak meri gardan buri tarah dard karne lagi thi.
Drishti - Bhabhi... boring wale kaam poore ho chuke. Ab bas fun wale games honge.
Main kal raat se soyi nahi thi toh mera sar bhi kaafi bhaari sa ho raha tha. Par jo karna tha woh toh karna hi tha.
Kuch der baad main neeche carpet par baithi thi, aur mujhe ghar ke sadasyo ne ghera hua tha. Mujhe ghoonghat ke andar se saamne Aditya aur ek aur aadmi baithe dikhayi de rahe they. Aur hamare beech mein ek bada sa bowl tha jisme doodh bhara hua tha.
Meri badi nanad Prachi ne ek anghoothi us doodh bhare bowl mein daali. Mujhe is game ke baare mein pata tha, Aditya aur main is bowl mein angoothi dhoondenge aur jo pehle use pakad lega woh jeet jayega. Hamari ungliyaan apas mein takrane wali thi aur yeh sochte hi mere pet mein kuch ajeeb sa mehsoos ho raha tha.
Saas - Suhani... Kunwar sa... tayyar ho na aap log.
Main thoda sa chaunk gayi, fir se wohi naam, Kunwar sa. Maine apne ghoonghat ke paar dekhna chaha ki mere theek saamne kaun baitha hua tha. Main thoda sa hairaan reh gayi, yeh toh shayad meri nanad Prachi ke pati they jinka naam Samar tha. Shayad sab log unhe hi Kunwar ji kehkar bulate they. Unke chehre par ek behad halki si muskaan thi.
Prachi haste hue boli - Shuru kare?
Samar ji ka haath halka sa aage badha par mera haath abhi bhi bilkul peeche hi tha. Mujhe samajh nahi aa raha tha ki yeh game main Aditya ke saath na khel kar Samar ji ke saath kyun khelungi.
Meri Saas shayad meri duvidha samajh gayi aur woh mere kaan ki taraf jhuki.
Saas - Suhani beta, hamare yahan shaadi ke baad yeh saare khel ladke ke Jiju karte hain. Yehi hamare yahan ki rasam hain.
Maine halke se haan mein sar hilaya. Papa Mummy ne mujhe shaadi se pehle mujhe samjha diya tha ki har ghar ki rasme alag hoti hai, aur main apne sasuraal ki saari rasme unke hisaab se poori karu.
Saas ne zor se kaha - Chalo... ab karte hai shuru!
Maine apna haath dheere se aage badaya aur apni ungliyaan doodh bhare paani mein dubo di. Samar ji ne bhi theek aisa hi kiya, hum dono ki ungliyaan bowl mein ghus toh gayi thi par hil nahi rahi thi.
Drishti mere kaan par excitement mein chillayi - Come on Bhabhi! Jiju ko harana hai hame!
Saamne Samar ki muskaan aur badi ho gayi - Bilkul... ham toh tayyar hai haarne ke liye.
Drishti - Come on Bhabhi! Aap jaldi se dhoondo na!
Drishti ki aawaz ne mere haathon mein jaise jaan daal di, aur maine khel ko khel ki tarah dekhte hue paani mein jhatpat angoothi dhoondne ki koshish kari. Meri ungliyaan jakar Samar ji ki ungliyon se takrayi par hum dono ne hi turant apni ungliyaan peeche kheench li.
![[Image: 651180914-26625433603729596-1840803159919178747-n.jpg]](https://i.postimg.cc/3w1rt6XQ/651180914-26625433603729596-1840803159919178747-n.jpg)
Mujhe angoothi kahin nahi mil rahi thi, aur main koshish kar rahi thi ki apni ungliyaan unki side na lekar jayo. Fir ekdam se laga jaise unhone paani ke andar angoothi meri taraf sarka di ho. Maine turant angoothi ko pakadte hue apna haath paani se nikaal liya, aur ek badi si smile ke saath use hawa mein lehraya.
Drishti - Yaayyyyyy!!! Jiju... Bhaiya... dekh lo... aap log haar gaye! Bhabhi ghar par raaz karne wali hain!
Mere chehre ki muskaan ab thodi shy ho gayi thi. Maine Aditya ki taraf dekha, toh woh bhi wahin baithe has rahe they. Sab log apas mein hasi majak aur ek doosre ko chidha rahe they. Main yeh sab dekh kar thoda sa relaxed feel karne lagi.
Agle game mein kalai par bandha dhaaga kholna tha. Yeh khel bhi mujhe Samar ji ke saath hi khelna tha.
Unhone apna haath aage badha kar meri kalai par bandhe tight dhaage ko apni ungliyon se baareki se kholna shuru kiya. Mera poora dhyan unke haathon par tha. Kafi bade haath they unke aur kafi mazboot se lag rahe they. Unke haathon ka rang kafi saaf tha aur aasten ke andar se kaale ghane baal bahar nikal rahe they. Par unke haath jitne mardana lag rahe they utni hi bareeki se woh mere haath mein bandha dhaaga bhi kholne mein lage they. Mujhe thoda sa ajeeb sa lag raha tha par unki ungli ek baar bhi meri kalai se touch nahi hui.
![[Image: 908.jpg]](https://i.postimg.cc/Hnyg1Pyp/908.jpg)
Aas paas ke logon ke shor se saara mahaul kafi competitive sa ho gaya tha.
Aditya - Jiju... aap tod hi dijiye na dhaaga.
Samar - Saale sahab rukiye toh sahiye. Hum khol kar dikhate hain aapko. Jyada jaldi mein maza nahi aata.
Kuch aur pal baad dhaaga meri kalai se utar chuka tha.
Saas - Adi... seekh le apne Jiju se... kaam aayega.
Chachi - Haan Adi, sirf dekhte rehne se kuch nahi hoga. Abhi Jiju samjha rahe hain, par aaj raat ke baad toh sab kuch khud hi samajhna padega. Aur Suhani ko bhi samajhna padega ki haath kahan rakhna hai.
Badi auraton ki baatein thodi double meaning hoti jaa rahi thi aur main sharmate hue bas neeche dekhti rahi. Kuch pal baad meri baari thi. Mujhe bhi Jiju ki kalai par se hi dhaaga kholna tha. Kitna ajeeb si pratha lag rahi thi yeh, jo saare khel pati ke saath hone chahiye, woh unke Jiju ke saath kyun? Par Mummy ne samjhaya tha ki har pratha ke peeche koi itihaas ya koi ghatna chhupi hoti hai. Bas hame unka anadar nahi karna chahiye, aur sabko khush rakhna chahiye.
Jiju ke haath ka dhaaga toh sach mein kafi tight bandha tha. Mere naakhun thode bade hue they par main kafi struggle kar rahi unhe zara bhi kholne mein.
Prachi - Suhani... naakhun se kholne ki koshish karo...
Drishti - Come on Bhabhi! You can do it. Aap chaho toh apne muh se try kar lo kholne ka!
Drishti ki yeh baat sunkar sab log aur bhi jyada hasne lage.
Chachi ne turant kaha - Haan haan... muh ka bhi istemaal karke dekh lo. Raat ki practice abhi se kar lo!
Mujhe itni samajh toh thi ki Drishti kya bol gayi thi, aur mere gaal sharam se aur bhi laal ho gaye.
Achanak se mera naakhun jakar Samar ji ki kalai par laga aur wahan ek kharoch lag gayi.
Mere muh se turant nikla - SORRY!
Aur maine wahan apni ungli se halke se rub kiya. Par Samar bina kuch kahe bas halke se muskurate rahe.
Prachi - Suhani tum ache se istemaal karo naakhuno ka... uski fiqr mat karo!
Aakhir dhaga halka sa dheela ho hi gaya aur main use poori tarah utaar paayi. Mere chehre par ab jeet ki ek badi si muskaan thi. Main bhi ab yahan is pichle ek ghante mein ghar ke khaas sadasyo ke beech comfortable sa mehsoos karne lagi thi. Sar abhi bhi thoda bhaari tha, aur kuch der baad khana paros diya gaya tha.
Khana khatam hote hote ghar ki auraton ki alag tarah ki baat shuru ho gayi thi.
Chalo bhai ab raat hone lagi hai. Bahu ko uske kamre tak le jayo. Thoda aaram kar legi, fir toh raat bhar jagna hai.
Apni suhaagraat ke baare mein sochte hi main sharam se paani paani hoti jaa rahi thi.
Drishti - Chaliye Bhabhi... main aapko le chalu?
Drishti aur Prachi Didi mujhe mere kamre tak le gayi jo upar ke floor par tha. Unka ghar kafi bada tha, kafi saare kamre, aur kafi achi decorations. Kamra andar se poori tarah flowers se saja hua tha aur mujhe bed ke beech mein bitha diya gaya.
![[Image: ab16dd1637bb0a002653e67207425aca.jpg]](https://i.postimg.cc/ZnsCwqdS/ab16dd1637bb0a002653e67207425aca.jpg)
Maine abhi bhi apni shaadi ka woh bhaari laal lengha pehna hua tha, aur saath mein itne bhaari gehne. Mann kar raha tha sab kuch bas utaar ke kuch comfortable pehen lu. Par pata tha ki aisa kuch nahi kar sakti thi. In sabko utaarne ka haq toh Aditya ka tha. Yeh sochte hi poora jism ekdam se kaanp utha.
Drishti mujhe kamre mein chhod kar chali gayi aur aisa lag raha tha jaise main kafi der bed par baithi intezaar karti rahi. Shayad bahar koi hasi majak chal raha hoga aur woh log Aditya ko kamre mein aane se rok rahe honge.
Har aahat par mera dil zor se dhadakne lagta, aisa lagta bas Aditya aa hi gaye. Par fir halki si disappointment hoti ki woh abhi nahi aaye they, aur fir andar hi andar apne is bechain dil par hasi aa jaati. Kaafi der baithe rehne ke baad main apne aap hi bistar par let gayi aur meri aankh band ho gayi.
Pata nahi main kitni der soyi par kisi ki fusfusahat se meri neend ekdam se khuli. Do auraten mere kamre mein thi, aur mere kamre ka darwaza band tha. Mujhe shayad pata nahi chala tha ki woh kamre mein kab aayi thi. Maine ghoonghat ke andar se dekha toh woh meri Saas aur meri badi nanad thi. Un dono ki aawazein dabi hui thi jaise koi raaz ki baat kar rahi ho.
Prachi - Mummy... yeh sab karna zaroori hai kya?
Saas - Jo riwaaz hai woh toh poora karna hi hoga na.
Prachi - Par... aap samajhiye na... Kahan yeh fool si ladki aur kahan woh...
Saas - Apne pati ke baare mein aise nahi bolte! Kitna baar kaha hai tujhe.
Prachi - Aap jhelogi na unhe bistar mein tab pata chalega aapko!
Saas - Chheee kaisi gandi baatein karti hai!
Prachi - Aur yeh jo karne jaa rahe hain abhi? Uska kya?
Saas - Toh tu kya chahti hai tera bhai marr jaye?
Prachi - Mujhe toh yeh sab andhvishwas ki baat lagti hai!
Saas - Chup kar! Theek hai tu jakar baat karle apne papa se. Unhe bol di ki nahi karenge yeh rasam. Tujhe yaad nahi hoga, par tere Chacha ke samay par unhone is rasam ko karwane se mana kar diya tha. Aur fir uska nateeza kya nikla!
Prachi - Mummy.... aapne bhi kiya tha... yeh sab?
Saas - Hmmm... itni bhi koi badi baat nahi hai jitni tu bana rahi hai.
Prachi - Par... sab kuch karna zaroori hai kya? Bas woh aakar kamre mein so jayenge. Mujhe nahi acha lag raha ki Samar iske saath... woh sab karenge...
Saas halke se haste hue boli - Tu itna jal kyun rahi hai! Kunwar sa toh bas apna farz poora kar rahe hain. Aur woh farz poori tarah se nibhana hoga. Pareshaan mat ho, kal se woh poori tarah tere hi honge.
Prachi - Hmmm... par unhe hi kyun karna yeh sab? Hamare ghar ke bahar ka koi bhi mard kar sakta hai na yeh sab?
Saas - Toh tu kya chahti hai, main apne ghar ki izzat kisi bahar wale se lutwa du? Samar ji karenge toh baat ghar ki ghar mein rahegi, kahin nahi failegi. Aur kisi par mujhe bharosa nahi.
Prachi - Hmmm... acha theek hai... aap hi baat shuru karo Suhani se... main nahi kar payungi.
Mere kaano mein unki halki halki aawaz pad rahi thi, par kuch jyada samajh nahi aa raha tha. Unhe shayad lag raha tha main so gayi hoon.
Saas - Suhani beta... so gayi kya?
Main turant uth kar baithi - Nahi Mummy ji... jag rahi hoon.
Saas - Thak gayi hongi tum... par bas ab yeh aakhri rasam hai. Fir kal se jee bhar ke aaram karna.
Main unke saamne itni naazuk nahi banna chahti thi - Nahi main theek hu Mummy ji.
Saas ne mere sar par pyaar se haath fera - Kitni pyaari hu tum! Tumse zara si baat karni thi... taaki tum ekdam se ghabra na jayo.
Mujhe shayad laga tha woh kya kehne wali hai. Suhaag raat ke baare mein meri Mummy ne mujhe pehle se sab samjha diya tha. Shayad meri saas bhi mujhe woh sab samjhane wali thi. Jo kuch ek aadmi aur aurat ke beech mein hota hai, kafi complicated sound karta hai, aur pata nahi us sab mein maza kahan aata hoga. Par meri badi cousins aur bhabhiyon sabne bataya tha ki pehli baar ka maza hi kuch alag hota hai.
Saas - Dekho beti... jaise maine neeche bataya tha... hamare yahan ki saari pehli rasme ladke ke Jija ke saath hoti hain.
Main kaan khol kar sun rahi thi par mujhe samajh nahi aaya woh kya kehna chahti thi.
Saas - Bas usi tarah, yeh bhi ek rasam hi hai, ek aakhri rasam. Ise bhi bas rasam samajh kar aaj raat pura kar lena.
Main kafi confused sa mehsoos kar rahi thi, aisa lag raha tha jaise apni neend se poori tarah jagi na hoon - Kis rasam ki baat kar rahi hai aap?
Saas aur Prachi ne ek doosre ki taraf dekha, aur fir meri saas dheere se boli - Tumhari suhaagraat ki rasam!

![[+]](https://xossipy.com/themes/sharepoint/collapse_collapsed.png)