Poll: Who are you most excited to see Shreya get fucked by?
You do not have permission to vote in this poll.
Toofani ji
0%
0 0%
Manish
100.00%
2 100.00%
Total 2 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 19 Vote(s) - 2.89 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge
Chapter 45

Rohit ne disoriented hote hue apni aankhen kholi. Uska dimaag buri tarah chakra raha tha aur use samajh nahi aa raha tha woh kahan tha. Usne apne haathon ko alat palat kar dekha, abhi kuch pal pehle aisa lag raha tha jaise un par dher saari taare aur needles lagi hon. Aur ab uska haath bilkul saaf tha.


Usne khade hote hue idhar udhar dekha, chaaro taraf bas ek safed roshni si thi, jiski koi seema na ho, kahin koi deewar na ho. Usne is jagah ko pehle dekha tha, shayad kisi sapne mein. Sar mein jo bhayanak sa dard ho raha tha dheere dheere kam hone laga.

Woh ek baar aur palta toh thodi door par ek aur ladka uski tarah hi zameen par se khada ho raha tha. Usne gaur se dekha, yeh toh Rishabh tha. 

Rohit jaldi se uski taraf badha - Rishabh! Rishabh!

Rishabh apna sar pakadte hue khada hua - Ahhh... Rohit bhaiya...

Rohit - Ye kahan hai hum? Yahan kaise pahuche?

Rishabh - Ahhh... Nahi pata. Bas kafi ajeeb sa sapna dekha jaise main kisi hospital mein hoon.

Rohit - Haan! Exactly! Maine bhi... aur Mom bhi thi wahan!

Rishabh - Uhhh... yahan toh kuch nahi dikh raha.

Rohit upar ek taraf focus karte hue kaha - Woh aawaze sunai de rahi hai?

Rishabh - Kaunsi aawaze?

Rohit - Ruk! Ek minute!

Door se kahin aisa lag raha tha jaise koi halke se Rishabh ka naam pukaar raha ho. Rohit ne us taraf focus kiya hi tha, ki use ek tez ki beep beep beep sunayi dene lagi, aur usne jaise hi aankhen band karke kholi, woh haanfta hua ek hospital ke kamre mein jaga. Saamne ek doctor baitha usko check kar raha tha.

Rohit ne zor ki saans li - Huhhhh... huhhhh... kya ho raha ye?

Doctor - Rishabh... aaram se... tum thoda shock mein ho... aaram se.

Rohit - Kya bol rahe ho aap... main Rishabh nahi! Rohit hu!

Doctor ke peeche khadi use Shreya ka chehra nazar aaya aur woh Shreya ko wahan dekh kar chilla utha - Mom!!! Ye kya ho raha hai...

Uske sar ka dard fir se ekdam se badh raha tha aur usne apna sar pakadna chaha, par ek hi pal mein jaise woh wapas us safed jagah par wapas pahuch gaya tha aur ab Rishabh wahan nahi tha.

Rishabh - Ahhhh.... 

Doctor - Rish... Rohit...

Rishabh - Doctor aap kya bol rahe hain... main Rishabh hoon!

Doctor ne hairaan hote hue Shreya ki taraf dekha, jo khud bhi utni hi confused khadi thi.

Rishabh ne dard mein muh banate hue idhar udhar dekha - Kya hua hai mujhe? Kahan hoon main? Abhi mujhe Rohit dikhayi diya tha... woh kahan gaya?

Shreya ekdam se excited hokar - Tumhe Rohit dikhayi diya tha! Kahan?

Rishabh - Ahhhh.... nahi pata... ufff... mera sar...

Doctor ne nurse ko ishaara kiya aur Nurse ne use ek aur injection laga diya. Aur kuch palon mein woh fir se besudh ho gaya tha.

Shreya - Doctor ye kya ho raha hai?

Doctor - Mujhe bhi kuch samajh nahi aa raha! I think uski body kafi stressed out hai. Mere khayal se aap uske saamne abhi na aaye, kyunki aapko dekhte hi uska stress level aur badh raha hai.

Shreya - Par Doctor....

Doctor - Please Shreya Ji... aap samjhe... kafi nazuk situation hai yeh.

Shreya - Theek hai!

Andar us safed kamre mein Rishabh ki fir se aankh khuli aur usne Rohit ko apne paas khada paaya.

Rishabh - Rohit bhaiya... uhh... ye kya ho raha hai?

Rohit gehri soch mein tha - Woh mujhe Rishabh kyun bula rahe they!

Rishabh - Aur mujhe Rohit!

Rohit - Kya... kya tha tune?

Rishabh ghabrate hue - Kuch nahi... maine kya kiya?

Rohit - Nahi... jab woh aawaz aane lagi thi... tab maine apni aankhen band karke un par focus kiya aur aisa laga jaise main wahan pahuch gaya.

Rishabh - Haan! Mere saath bhi kuch aisa hi hua! Par aisa laga jaise wahan koi pehle se hai aur mujhe dhakelne ki koshish kar raha hai.

Dono ne ek doosre ki taraf dekha. Dono samajhne ki koshish kar rahe they yeh ho kya raha tha.

Rohit - Lagta hai... jaise... ummm... pata nahi kaise possible hai woh par!

Rishabh - Ummm... aapko last kya yaad hai?

Rohit - Mujhe... ummm... ghar par.... Mom ki birthday party chal rahi hai... sab badiya hai... fir... uske baad... kuch yaad nahi aa raha!

Rishabh - Kya?! Uske baad ka aapko kuch yaad nahi?

Rohit - Matlab? Kya yaad nahi aa raha?

Rishabh - Ummm... aap ghar chhod kar chale gaye they, aur fir....

Rohit - Main ghar chhod kar chala gaya tha! Kyun!?

Rishabh - Mujhe nahi pata... Ma'am ne bataya tha... woh kafi pareshaan thi aapke liye.

Rohit - Kya??! Main ghar chhod kar kyun jayunga, aur woh bhi Mom ko akela chhod kar? Mujhe kyun nahi yaad aa raha hai is baare mein? Tujhe kya yaad hai aakhri cheez?

Rishabh - Ehhhh... main... shayad... office mein tha... kuch dhoond raha tha... nahi... aisa lag raha hai kuch missing hai!

Rohit - Dono ke saath hi?

Rishabh - Aapko lagta hai hume aliens utha ke le gaye?

Rohit - Kya??? Kya bakwaas kar raha hai!

Rishabh - Nahi... woh... pata nahi... hum par experiment kar rahe ho aur...

Rohit ne use ignore karte hue upar ki taraf dekha - Hum dono ko woh aawaze sunayi di thi, aur tujhe woh doctor dikha tha?

Rishabh - Haan.... doctor aur... Shreya Ma'am.

Rohit - Ummm... hum dono hi us aawaz ki taraf gaye... aur apne aap ko wahan paaya. Hmmmm... kafi weird hai!

Rishabh - Uhhh... aisa karte hain... ek ek karke try kare? Matlab main jaata hoon par aap yahin rehna.

Rohit - Main thodi na kahin gaya tha! Bas aawaz ki taraf focus kiya aur apne aap ko wahan paaya!

Rishabh - Shayad hum kisi secret science experiment mein hai! Aisa karte hain ki main aawaz par focus karta hoon aur aap mat karna.

Rohit - Hmmm... try kar sakte hain...

Rishabh - Theek hai... ummm... main ready hoon!

Rohit - Theek hai...

Rishabh ne apni aankhen band karke us room mein ho rahi aawazon par focus kiya. Kuch pal baad usne aankh kholi toh usne apne aapko fir se hospital ke us bed mein paaya.

Rishabh ko dard ho raha tha par utna nahi jo pehle hua tha - Ahhhhh....

Doctor thoda hairaan hote hue - Nurse! Aapne dosage theek diya tha kya?

Nurse - Haan Doctor... main dekhti hoon...

Doctor - Nahi ab over dosage mat kar dena! Let me check. Ummm.... kaisa feel kar rahe ho tum?

Rishabh - Uhhh... main kahan ho doctor?

Doctor - Hospital mein...

Rishabh ne kamre mein idhar udhar dekha, yeh jaane ke liye ki yeh sab sach hi tha na. Sab kuch bilkul sach jaisa hi mehsoos ho raha tha. Us safed kamre se toh kahin jyada. Use ab kamre mein Shreya kahin nazar nahi aa rahi thi - Yahan kaise pahucha main?

Doctor - Relax thoda sa... aapka accident hua tha.

Rishabh - Accident! 

Doctor - Relax Relax!

Rishabh ko doctor ki baat par yakeen nahi ho raha tha, woh kisi aur ke muh se yeh sab sunna chahta tha - Ahhh... woh... Shreya Ma'am... woh kahan gayi?

Doctor - Woh abhi... medicines lene gayi hain. Aati hongi.

Rishabh - Kaisa accident tha?

Doctor ne paas mein rakha ek clipboard uthaya - Jo mujhe bataya gaya... aap sadak par bhaag rahe they... aur ek bike aapse takra gayi.

Rishabh - Kab... uhh... Kab hua yeh sab?

Doctor - Teen din pehle.

Rishabh - Teen din? Kya din tha woh?

Doctor - 26th July... aap jyada sawaal na kare... aap bas apne mind ko thoda rest de.

Rishabh - Ahhh...

Doctor - Aap apna naam bolenge ek baar...

Rishabh - Rishabh...

Doctor - Good... good...

Rishabh - Doctor... ek aur question poochu...

Doctor - Haan sure...

Rishabh - Ummm... abhi aapne kuch der pehle mujhe Rohit kyun bulaya tha?

Doctor - Sorry woh meri galti thi... main naam mein confuse ho gaya tha.

Rishabh ka dimaag jaise sambhalta jaa raha tha, ab aisa lag raha tha jaise woh Rohit wali conversation usne bas sapne mein dekhi ho. Par tabhi dimaag mein ek question kaundha.

Rishabh - Woh... aapne kaha... ki mera accident... kisi bike se ho gaya tha? Woh bike kaun chala raha tha?

Doctor - Aap rest kariye please.

Rishabh - Please doctor... woh bike kaun chala raha tha? Aur uske saath kya hua?

Doctor ne idhar udhar dekha - Woh bike rider... ab nahi raha... Rohit... Rohit naam tha uska.

Rishabh ka sar fir se buri tarah dard karne laga aur aisa laga jaise use koi andar kahin kheench raha ho. Machine par tez ki beep ki sound hui, aur uski aankhen ek jhatke mein band ho gayi.
[+] 3 users Like Celebrorn's post
Like Reply


Messages In This Thread
Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Celebrorn - 13-02-2026, 08:49 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by sa9891 - 22-02-2026, 10:29 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 23-02-2026, 04:30 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 28-02-2026, 12:09 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 03-03-2026, 06:26 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 03-03-2026, 08:04 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 08-03-2026, 11:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 16-03-2026, 03:31 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 24-03-2026, 10:16 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 31-03-2026, 04:00 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-04-2026, 01:49 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 26-04-2026, 12:21 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 06-05-2026, 06:11 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-05-2026, 10:36 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 17-05-2026, 12:08 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 04-06-2026, 09:30 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 07-06-2026, 10:58 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 04-07-2026, 05:26 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 21-07-2026, 10:59 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 10-08-2026, 11:04 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 11-08-2026, 10:53 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 11-08-2026, 04:20 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 11-08-2026, 08:50 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 12-08-2026, 09:38 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 17-08-2026, 12:06 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 18-08-2026, 06:50 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by motol6 - 24-08-2026, 03:48 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 25-08-2026, 01:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 27-08-2026, 01:31 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 29-08-2026, 11:29 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 30-08-2026, 09:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 01-09-2026, 10:01 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 04-09-2026, 08:58 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-09-2026, 11:34 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 14-09-2026, 12:06 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 26-09-2026, 10:16 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 26-09-2026, 03:32 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 30-09-2026, 11:37 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 06-10-2026, 04:59 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 07-10-2026, 08:26 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 07-10-2026, 10:42 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 08-10-2026, 06:10 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 08-10-2026, 08:41 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 09-10-2026, 08:19 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 12-10-2026, 10:34 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 14-10-2026, 07:18 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 15-10-2026, 08:52 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Celebrorn - 16-10-2026, 10:25 PM



Users browsing this thread: 6 Guest(s)