10-10-2026, 12:59 AM
ab .......aage.........
Prem Nath ke ghar mein ek sannata se Rah Gaya
Na Jaane Kya Hona Tha Ab aisa lag raha tha ki Sab Kuchh bikhar Gaya
na to Prem Nath ka ghar aane ka man karta
aur na hi Pinky ka Mumbai jaane ka man Karta Tha
Yahan per dudh Wala Bhi bahut Udaas Ho Gaya
aise hi time nikalta Raha all most 20 din ho gaye the FIR Ek Din Premnath ne Pinky ko kaha ki
"beta Tum Mumbai chale jao aur vahan per Apne padhaai Puri karo ,
Yahan per rahogi to Tumhara man Nahin lagega aur
tum Udaas bhi bahut Rahane lagi ho.
please meri baat Mano Tum Chali jao aur jab Tumhen Kuchh Achcha lagega
to bich Mein chhutti Lekar a Jana.
Pinky ko bhi baat acchi lagi to usne decide kar liya to wo Mumbai Chale Jayegi
FIR Pinky aur Aana donon Hi Mumbai Chale Gaye
ab Yahan per Mumbai to a gaye, Aana To Apne kam mein vyast ho gai lekin Pinky ko
Ab Bhi apni Mummy ki Yad Aane Lagi Thi uski Yad Jaate hi nahin thi
धीरे-धीरे Pinky ko time Laga ab use Mumbai Aaye hue pura Ek Mahina Ho Gaya.

iamstubborn