Poll: Who are you most excited to see Shreya get fucked by?
You do not have permission to vote in this poll.
Toofani ji
0%
0 0%
Manish
100.00%
2 100.00%
Total 2 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 19 Vote(s) - 2.89 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge
Chapter 35

Shreya apna samaan ek suitcase mein pack kar rahi thi, aur Rohit uske kamre mein thodi door baitha apne phone par tha. Pichhle ek hafte mein unki beech sab theek toh nahi ho gaya tha aur bol chaal abhi bhi almost band thi. 

Bas jabse usne Devgarh akele jaane ka decide kiya tha, tabse unke beech ka tanav halka sa kam ho gaya tha. Woh dono ek doosre se bol toh nahi rahe they, par haan ek doosre ke aas paas baith jaate aur apna kaam karte rahte.

Rohit Shreya ke saamne apni college ki books le kar baitha rehta jaise use dikha raha ho ki woh apni studies ki taraf kitna dedicated tha. Aur shayad use iski zaroorat bhi thi, pichhle do-teen mahino se usne apni studies ko poori tarah ignore kar rakha tha.

Shreya ne apna phone uthate hue Tarun ko call lagayi aur jaan boojkar phone speaker par daal diya.

Shreya - Hello... Tarun...

Tarun - Ji Bhabhi...

Shreya - Main kal subah nikal rahi hoon yahan se. Saari packing ho gayi hai, subah cab lekar station pahuch jayungi. Aur fir 4-5 ghanto mein wahan.

Tarun ko toh yeh sab already pata tha, woh yeh sab jaan bujh kar Rohit ko yeh sab suna rahi thi.

Tarun - Theek hai Bhabhi. Main aa jayunga aapko lene.

Shreya - Baaki maine fridge mein 4-5 sabji bana kar rakh di hai aur rotiyaan bhi freezer mein hai. Bas kisi ko nikaal kar garam karni hogi. Itna toh aana hi chahiye.

Shreya ne taana maarte hue indirectly Rohit ko kaha.

Rohit ki nazrein apni kitaab se Shreya ki taraf uthi aur fir wapas jhuk gayi.

Tarun - Haan woh kar lega sab, aap pareshan mat ho.

Shreya - Nahi mera kaam batana tha, baaki koi khaye na khaye, mujhe kya farak padta hai.

Rohit se aakhir ruka nahi gaya - Aapko sach mein farak nahi padta?

Shreya ne apni nazrein phone par hi rakhi - Tarun... isse bol do ki mujhse directly baat na kare.

Tarun un dono ke beech kuch nahi bolna chahta tha, itni door baithe woh kar bhi kya sakta tha.

Rohit - Aur Chachu aap inko bol do ki cab se jaane se achha hai main drop kar dunga.

Shreya - Mujhe iski help nahi chahiye... jaise yeh akele rehna chahta hai, main bhi akele rehna chahti hoon.

Rohit - Chachu...

Aakhir Tarun se raha nahi gaya - Aree yaar aap log kyun mujhe beech mein rakh kar baat kar rahe ho. Aapas mein baat kar lo na.

Dono ne ek doosre ko dekha aur bilkul chup rahe. 

Tarun - Rohit yaar... tujhse sorry nahi bola jaata kya? Hug kar le apni mummy ko... woh pighal jayengi.

Rohit ke mann mein ekdam se aaya ki woh sorry kis baat ke liye bole par fir woh apna ego side rakhte hue khada hua aur Shreya ko peeche se hug kar liya.

Rohit - I am sorry Mom! Really sorry...

Shreya uska bhaar apne upar mehsoos kar paa rahi thi, aur uska yun use gale laga lena use bohot acha lag raha tha par woh iss baar aasani se pighalne wali nahi thi.

Shreya - Hmmm... it's ok... hato... mujhe kaafi kaam hai.

Rohit Shreya ko chhodta hua thoda peeche hua, use Mom ka thanda response acha nahi laga tha.

Rohit - Kuch chahiye aapko aur? Packing mein kuch help karu?

Shreya - Hmmm... balcony mein mera towel sookh raha, lekar aana zara.

Thodi hi sahi unke beech baat shuru ho rahi thi. Yeh dekhte hue Tarun ne phone khud hi disconnect kar liya. Shreya ne apni packing poori kari. Uska dil abhi bhi Rohit ko akele chhod kar jaane mein ghabra raha tha. Usne gehri saans li. Woh bhi toh lagbhag Rohit ki umar ki thi jab uski shaadi hui thi. Uske maa baap ne use ek anjaan mard ke saath bhej diya tha ek anjaan jagah rehne ke liye.

Rohit balcony se tauliya lekar aaya aur Shreya ne use suitcase mein rakh liya. Usne time dekha toh raat ke 11.30 baj chuke they.

Shreya ne rukhi aawaz mein kaha - Jao... ab so jao.

Rohit - Hmmm...

Shreya uske jaate dekh - Paanch baje uth jaana agar mujhe chhodne jaana hai toh.

Rohit ne mudte hue jaldi se reply kiya - Haan main uth jayunga! 

Woh apne kamre mein chala gaya aur Shreya suitcase final karne ke baad light off karke bed par let gayi. Woh Devgarh jaane se pehle Rohit ke saath sab theek kar lena chahti thi, par ab time bhi nahi bacha tha.

Agli subah dono jaldi uth gaye aur fir Rohit gaadi chalata hua Shreya ko station ki taraf le jaane laga. Sadak khaali si thi aur dono ke beech chhupi thi.

Station ke bahar pahunch kar Shreya aur Rohit car se utre aur uska suitcase bahar nikaala.

Shreya - Theek hai... tum chalo ab... ghar jaakar naashta karke college chale jaana... theek hai.

Rohit - Main andar train tak chhod deta hoon na.

Shreya - Main chali jayungi na... parking mein lagayoge fir nikaaloge. Late ho jayega tumhe bhi.

Rohit - Hmmm...

Shreya ne dheere se kaha - Ummm... apna khayal rakhna... aur kuch bhi ho mujhe call kar lena. Main aa jayungi...

Rohit ne ekdam se Shreya ko hug kar liya - Mom I love you!

Shreya ne bhi use dheere se wapas hug kar liya par poori tarah nahi - Theek hai... chalo... ab jayo...

Rohit ko Shreya ke reaction par thodi disappointment hui. Woh jaane ke liye gaadi mein baitha.

Shreya dheere se budbudayi - I love you too...

Par shayad Rohit ko sunayi nahi diya aur woh jaa chuka tha. Shreya apna suitcase lekar station mein andar ghus gayi aur apni train ke platform par pahunch gayi. Kaafi bheed thi aur woh logo ke beech mein se hoti hui apni train ki taraf jaa rahi thi. Beech mein use ek haath apni gaand par mehsoos hua aur fir doosri apni kamar par.

Usne palat kar dekha par shayad koi bas bheed mein jaate hue fayda uthate hue use chhoo kar chala gaya tha. Woh sab kuch ignore karte hue apne dabbe take pahunchi aur train ke andar chhadd gayi. Uski seat khidki wali thi aur woh wahan baith gayi.

Kuch der baad jab train chalne lagi toh uska mann abhi bhi ghabra sa raha tha, apne liye nahi Rohit ke liye. Usne apne hand bag mein se ek kitaab nikaali aur use padne lagi par kuch der baad uski aankh lag gayi.

Train ka safar kafi lamba tha, aur Shreya khidki ka sahara lekar aankhen band kiye baithi rahi.

Kareeb 3 ghante baad uska phone bajne laga aur usne dekha ki Rishabh ka call aa raha hai.

Shreya - Haan Rishabh... bolo...

Rishabh pareshaan hota hua - Ma'am woh... aap toh ek hafte ki chutti par gayi ho na

Shreya - Haan... kya hua?

Rishabh - Sir ko pata nahi tha kya? Woh mujhse pooch rahe they aur yeh bhi bol rahe they ki agar mujhe aapke account ka password pata hai toh.

Shreya - Kya??? Tumse kyun pooch rahe they woh. Aur tum mere account ka password unhe nahi dena... woh maine bas emergency ke liye tumhe diya tha.

Rishabh fusfusate hue bola - Haan Ma'am... main nahi dene wala... par woh baar baar pooch rahe they.

Shreya - Rishabh meri baat suno... mera password tumhe nahi pata hai... samajh gaye na... tumhe bilkul nahi pata hai.

Rishabh - Ji Ma'am.

Shreya - Kuch bhi gadbad lage mujhe call karna.

Shreya ko samajh nahi aa raha tha Manish wahan kya khichdi paka raha tha. Usne hi toh uski ek hafte ki leave approve kari thi. Aur ab woh Rishabh se uske baare mein pooch raha tha aur password maang raha tha. Jabse usne Manish ko mana kara tha, us din se woh usse kuch alag hi tareeke se pesh aane laga tha. Zaroor woh kuch na kuch toh soch raha tha.

Shreya ne office ki baaton ko bhulane ki koshish kari. Beech mein Rohit ka bhi message aaya uska haal chaal poochne ke liye.

Aakhirkar train jab Sawai Madhopur pahuchi toh Shreya apna samaan lekar neeche utar gayi. Devgarh wahan se bhi ek ghante ki doori par tha. Shreya ko laga Tarun bahar hi uska wait kar raha hoga par woh wahan nahi tha. Shreya station ke just bahar jaakar khadi ho gayi aur uski nazrein idhar udhar dekhti hui Tarun ko dhoondne lagi.

[Image: 333.jpg]

Finally 15-20 minute ke baad Tarun tezi se chalta hua wahan pahucha.

Tarun - Sorry Bhabhi... woh late ho gaya. Ghar par doctor aaya hua tha.

Shreya - Koi nahi... kaise hai papa ji?

Tarun - Bed par hi hain... par tumhe dekh kar acha mehsoos karenge. Safar kaisa raha?

Shreya - Theek tha

Tarun Shreya ko apni gaadi ki taraf le gaya aur fir uske saath apni ghar ki taraf. Bahar dekhte hue Shreya ko purani yaadein aane lagi, sab kuch kafi badal chuka tha, par fir bhi thodi bohot purani nishaani reh gayi thi.

Tarun ne kuch der baad Rohit ki aur idhar udhar ki baatein shuru kar di. Shreya kafi thaki hui mehsoos kar rahi thi aur usne jyada jawab nahi diya. Jaise jaise woh ghar ke paas pahuch rahe they uska dil aur bhi kamzor mehsoos kar raha tha. Woh yahan byah kar aayi thi, dulhan thi woh is ghar ki.

Un logon ka ghar ek bada sa makaan ya ek bahut chhoti si haveli keh lo. Kafi bada sa darwaza aur andar ek bada sa chauk. Shreya gaadi se utar kar idhar udhar dekhne lagi, yahan Delhi ke mukable kaafi shaanti thi.

Tarun Shreya ko apne papa ke paas le gaya jo bistar par lete hue they. Shreya ko dekhte hi unke chehre par halki si muskurahat aa gayi.

Papa - Aa gi tu beta... mhare marne se pehle...

Shreya ki aankhon mein aansu aa gaye - Papa ji aap kyun aisa bol rahe ho... sab theek ho jayega

Shreya kafi der Papa ji ke paas hi baithi rahi. Raat hote hi woh ek kamre mein sone chali gayi. Yeh uske pati ka hi kamra tha jo ab tak waise hi rakha hua tha jab woh log Delhi gaye they.

Raat hote hote Shreya ko laga ki Tarun uske kamre ka darwaza khatkhatayega, par aisa kuch nahi hua. Shreya ne Rohit se phone par baat ki aur wahan bhi sab theek sa hi lag raha tha.

Agla din bhi kuch der papa ke saath baithne aur kuch apna purana samaan dekhne mein chala gaya. Beech beech mein kuch rishtedaar bhi aa rahe they papa se milne aur woh bhi unse mil li.

Baad mein akele mein woh apni purani photos dekhne lagi, woh usme kitni patli si dikhti thi jab uski shaadi hui thi, par shayad tab bhi behad hi khoobsurat.

[Image: 234.png]

Ek aur raat hui aur Tarun kahin nahi dikh raha tha. Do dino mein mushkil se usse koi baat hui thi. Shreya khud hi himmat karti hui uske kamre tak pahunch gayi aur darwaza khatkhataya.

Shreya ne darwaza khulte hi kaha - Mujhe avoid kar rahe ho kya?

Tarun - Nahi toh Bhabhi! Main kyu...?

Shreya ne uske honthon par ungli rakhi aur uske saath kamre mein andar aate hue band kar liya - Aisa lag raha hai jaise tum jaanboojh kar mujhse nazrein chura rahe ho. Kahan they poora din?

Tarun - Bas kaam mein hi busy tha... aapko pata hi hai ab sab kuch maine hi sambhal rakha hai.

Shreya - Hmmm... akele kyun sambhalte ho sab... koi haath batane ke liye le kyun nahi aate?

Tarun - Bhabhi...

Shreya - Bhabhi kyun bula rahe ho mujhe... ab toh tumhari bhabhi nahi hoon main... Shreya keh sakte ho na.

Tarun - Aap toh hamesha meri bhabhi rahoge.

Shreya ne Tarun ki aankhon mein dekha aur behichak apne mann ki baat keh daali - Mujhe aaj yahan... is kamre mein sona hai... tumhare saath. Bhabhi ban kar nahi... Shreya ban kar.

Tarun apne aap ko control karne ki behad koshish kar raha tha par woh apne aap ko aur nahi rok paaya. Dono ek doosre ki baahon mein samate hue apne aap ko khone lage.

[Image: ezgif-3786ebe3a0156a.gif]

Kuch hi der mein Shreya aur Tarun ke kapde utarne lage they.

[Image: 123.jpg]

Aur fir dono ki angar ki aur bhadakte hue unhe pagal karne lagi. Unke nange jism ek doosre se takrate hue ek banne lage.

[Image: ezgif-85393815274f2b.gif]

[Image: ezgif-1c445aac869182.gif]

[Image: ezgif-8de5dbf53fa2b5.gif]

Shreya ko Shayad iski bohot zaroorat thi. Uska saara stress bahar nikal raha tha.

Dono ek doosre ki baahon mein nange hi so gaye. Shayad hi unhe kabhi bina rok tok ke aisa mauka mila tha. Aur woh bhi Tarun aur Ravi ke ghar ke andar. Shreya sochne lagi ki agar uski saas upar baithe yeh sab dekh rahi hogi toh shayad uski aatma bhi kilas rahi hogi.

Subah jab Shreya uthi toh Tarun kamre se jaa chuka tha. Woh tayyar ho kar bahar nikli. Uske, Tarun aur papa ji ke elawa ghar mein bas ek naukar hi tha, aur shayad hi kisi ko pata chala ho ki usne raat wahan uske kamre mein guzaari thi.

Shreya naha ke tayyar hokar fir se papa ji ke paas baith gayi.

Papa - Aaja beendhni... baith mahare paas

Shreya chup chup unke paas baith gayi.

Papa - Terse ek baat karni thi... main us basha mein bolu jo tujhe samajh aa jaye...

Shreya - Ji Papa ji... 

Papa - Mera paas ab jyada tym toh bacha na hai...

Shreya ne unhe rokna chaha par unhone Shreya ka haath pakad kar chup kara diya.

Papa - Sun le... main chahu ki mera jo kuch hai... tere aur Tarun ke beech mein aadha aadha ho jaye...

Shreya - Nahi Papa ji... main nahi le sakti... aap sab Tarun ko de dijiye...

Papa - Kyun? Kya dikkat se? Ravi jinda hota toh aadha uska hi hota na...

Shreya - Haan par... woh baat alag hoti... Tarun hi sab kuch sambhal raha hai itne saalon se. Yeh uska haq hai.

Papa - Woh khud yehi chahe... uska bhi toh koi aage peeche nahi hai. Tu khushi khushi le le, mujhe acha lagega.

Shreya - Abhi aapko kuch nahi ho raha... baad mein baat karenge iss sab ke baare mein.

Papa kuch sochte hue - Ek baat aur sun le fir... agar tu chahe ki sab Tarun ka ho jaye toh mere liye ek kaam kar de.

Shreya - Haan bataiye na.

Papa ne Shreya ka haath pakadte hue kaha - Tu... Tarun se byah kar le...

Shreya ka dil ekdam se dhak ho kar reh gaya, woh soch bhi nahi sakti thi woh aisa kuch keh sakte they. Use samajh nahi aa raha tha woh unhe kya bole.

Papa - Bistar par jaroor leta hoon... par dimaag abhi nahi sathiyaya hai... sab jaanta hoon... samajhta hoon.

Shreya - Papa ji... main... nahi... 

Papa ne pyaar se Shreya ke sar par haath fera - Kyun nahi? Abhi teri umar hi kya hai? Kam se kam 80 tak toh jiyegi na... toh abhi toh aadhi umar bhi nahi hui. Woh tujhe bohot chahta hai... use tera sahara mil jayega aur tujhe uska.

Shreya - Papa ji... Rohit bohot bada ho chuka hai... aur fir samaj aur duniya kya kahegi.

Papa - Samaj aur duniya ki soch soch kar hi toh aaj ye dono ka yeh haal hai. Aur fir Rohit toh apna ghar basa lega kuch saalon mein... tu kya karegi fir... dono akele reh jayoge.

Shreya ne gehri saans bhari. Aaj se 6-7 saal pehle yeh baat uthti toh shayad uska decision alag hota, par ab... ab toh bahut der ho chuki thi. 

Papa - Chal koi nahi... tu soch le... par filhaal main vakeel bula kar... sab kuch tere aur Tarun ke naam aadha aadha kar raha hoon.

Papa ji ne Shreya ke ek na suni aur unhone jo thaan liya woh use karke rehne wale they. Shreya ka mann jo pehle se ghar par akele Rohit ke liye pareshaan tha ab is naye topic se aur bhi pareshaan ho utha tha. Use samajh nahi aa raha tha ki life use kahan lekar jaa rahi thi.
[+] 5 users Like Celebrorn's post
Like Reply


Messages In This Thread
Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Celebrorn - 13-02-2026, 08:49 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by sa9891 - 22-02-2026, 10:29 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 23-02-2026, 04:30 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 28-02-2026, 12:09 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 03-03-2026, 06:26 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 03-03-2026, 08:04 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 08-03-2026, 11:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 16-03-2026, 03:31 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 24-03-2026, 10:16 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 31-03-2026, 04:00 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-04-2026, 01:49 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 26-04-2026, 12:21 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 06-05-2026, 06:11 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-05-2026, 10:36 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 17-05-2026, 12:08 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 04-06-2026, 09:30 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 07-06-2026, 10:58 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 04-07-2026, 05:26 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 21-07-2026, 10:59 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 10-08-2026, 11:04 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 11-08-2026, 10:53 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 11-08-2026, 04:20 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 11-08-2026, 08:50 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 12-08-2026, 09:38 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 17-08-2026, 12:06 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 18-08-2026, 06:50 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by motol6 - 24-08-2026, 03:48 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 25-08-2026, 01:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 27-08-2026, 01:31 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 29-08-2026, 11:29 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 30-08-2026, 09:18 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 01-09-2026, 10:01 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 04-09-2026, 08:58 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 09-09-2026, 11:34 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Uvaaaa - 14-09-2026, 12:06 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 26-09-2026, 10:16 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 26-09-2026, 03:32 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 30-09-2026, 11:37 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 06-10-2026, 04:59 PM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 07-10-2026, 08:26 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 07-10-2026, 10:42 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Celebrorn - 08-10-2026, 12:39 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 08-10-2026, 06:10 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by Logan - 08-10-2026, 08:41 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 09-10-2026, 08:19 AM
RE: Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge - by vk64 - 12-10-2026, 10:34 AM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)