24-09-2026, 04:19 PM
...............
Dinner ke baad haveli dheere-dheere shaant hone lagi thi. Neeche aangan mein kuchh log baatein kar rahe the, lekin chhat par hawa thandi aur bilkul sukoon bhari thi.
Main chhat ke ek kone mein sofe par baitha hua tha. Aaj ke poore din ki thakaan ab dheere-dheere mehsoos hone lagi thi.
Tabhi seedhiyon se teen logon ke aane ki aahat hui.
Maine mudkar dekha — Dadaji Baldev Singh, Jeevan Singh ji aur Nirbhay Singh teeno meri taraf aa rahe the.
Dadaji sabse aage the. Unke chehre par wahi shaant lekin mazboot expression tha, jaise woh pehle hi tay kar chuke hon ki jo bhi baat hogi, wo mere favour me hogi..
Me_ Dadaji? Jeevan Singh ji? Nirbhay ji? Sab theek hai?
Jeevan Singh_ Haan Jay. Sab theek hai. Hum tumse ek zaroori baat karne aaye hain.
Main sofe per seedha hokar baith gaya.
Me_ Ji, kahiye.
Nirbhay kuchh pal chup rahe. Jeevan Singh ne unki taraf dekha, phir meri taraf.
![[Image: file-0000000026c481f5b86833fa428f1334.png]](https://i.ibb.co/DP244KgZ/file-0000000026c481f5b86833fa428f1334.png)
Jeevan Singh_ Jay, aaj tumne hamare parivaar ke liye bahut kuchh kiya hai. Isliye jo baat hum karne aaye hain, usmein tumhari marzi sabse pehle hogi.
Dadaji turant bole.
Dadaji_ Haa, Jay tum agar chaho to hi, Ye hoga warna nhi..ye tumhara faisla hoga..
Jeevan Singh ne sir hila diya.
Mene dadaji ki aur dekha, aur me sochne laga, aisi kyaa baat hai, jo dadaji, aisa bol rhe hai..
Jeevan Singh_ Bilkul.
Me_ Aakhir baat kya hai?
Jeevan Singh mere pass bethe the, fir Nirbhay aur fir dadaji..
Jeevan Singh_ Jay, Aaj tumne jo kia, Jaswant aur uske aadmiyon ke sath, humne tumhari mardangi dekhi..
Tumharey aaj ke in mukablo se mera pariwar fir se khada hua hai, inn sab me ak nayi ummid aur himmat jagi hai..
Me_ Jeevan Singh ji, maine jo kiya woh insani farz tha.
Jeevan Singh_ Isi wajah se hum tumhe kuchh dena chahte hain.
Dadaji ne meri taraf dekha.
Dadaji_ Pehle poori baat sun lena. Faisla baad mein karna.
Me_ Ji Dadaji.
Jeevan Singh ne dheere se kaha.
Jeevan Singh_ Maine tumse pehle kaha tha ki agar tum Jaswant ko hara doge, to tumhari teen ichchhaen main poori karunga.
Me_ Ji, mujhe yaad hai.
Jeevan Singh_ Un teen ichchhaon ke alawa bhi main tumhe apne parivaar ka ek hissa samajhta hoon. Isliye aaj main tumhe ek aur offer dena chahta hoon..
Nirbhay ne pehli baar baat sambhali.
![[Image: file-0000000091bc821097bc63509123c93a.png]](https://i.ibb.co/yFP1T868/file-0000000091bc821097bc63509123c93a.png)
Nirbhay_ Jay...Mere yaha jitne bhi mard hai, unn sab se baap banne ki shakti chhin chuka hai, Jaswant..
Me, Ye sun kar shok ho gya..
Me_ Kyaa??
Nirbhay_ Jay, usne mere ghar me mojud ak ak bande ko nas bandi kara rakhi hai, Yaha tak ki mere nokro ki bhi..
Me_ Usne bola aur aap sab ne karwa li?
Nirbhay_ Nhi, Jay..
Jeevan Singh_ Jaswant ki hum sab se personal dushmani hai..iss liye wo hum sab se iss dushmani kaa badla leta rahta hai..
Wo nhi chahta ki mera vansh aage bade, iss liye usne ye harkatein ki hai, yaha tak ki usne mere naye damado tak ko nhi chhoda hai..
Humme se kisi ko nhi chhoda..
Me_ Mujhse aap kyaa chahte hai?
Jeevan Singh_ Me chahta hun ki tum aane wale 90 din mere yani raho, aur mere bachcho ko kushti sikhao, unki himmat badao..
Aur mere pariwar ki himmat bano..
Me_ Aur mera pariwar?
Jeevan Singh_ Waha tumharey sath kuchh khas vyavhar hota nhi hai, Jay..
Mene Aisa suna hai..
Mene Dadaji ki aur dekha..
Me_ Jo bhi hai, Jeevan Singh ji, wo mera pariwar hai, aur meri anupashthiti me, agar Jaswant ne inhe koi hani pahuchai to me bardasht nhi kar paunga..
Jeevan Singh_ Jis din tum yaha aaoge, khabar hi ye bheji jayegi ki tumhe ghar se nikal dia gya hai, saare rishte nate tod kar..
Jisse Jaswant kush ho jayega aur wo direct tumhari family ko target nhi karega..
Me_ Dadaji, Kyaa Jeevan Singh ji wo bhi jante hai, jo inhen nhi janna chahiye tha..
Dadaji_ Haa, Jay..
Mene ak gehri saans chhodi..
Me_ Jeevan Singh ji, me chah ke bhi apke yaha nhi reh sakta, Karan ye hai ki kuchh dino se me akela so nhi pata hun, mujhe koi naa koi mahila chahiye hoti hai..
Merey liye apke yaha 90 din tak bina sambhog ke rahna sambhav nhi hoga..
Jeevan Singh_ Tum Rajeshwari se shaadi kar lo..aur uske sath grahast Jeevan bitao..
Tumhari ye duvidha bhi dur ho jayegi..
Mene dadaji ki aur dekha..
...................

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)