24-09-2026, 03:51 PM
![[Image: file-0000000091688211af7b5538cdfe0267.png]](https://i.ibb.co/5XYdLFfM/file-0000000091688211af7b5538cdfe0267.png)
Jis wakt me aur Rajeshwari maje kar rhe the uss wakt, dadaji aur Jeevan Singh apas me baatein kar rhe the, hall me beth kar..
Aur wo akele the unke aas paas koi nhi tha...
Din ka samay tha. Solanki haveli ke bade hall mein suraj ki roshni kaa prakash tha..
Bahar ke aangan mein din bhar ki halchal ke baad sannata tha.
Dadaji Baldev Singh aur Jeevan Singh Solanki saamne-saamne baithe the.
Dono ke chehre par gambhirta thi.
Dadaji_ Jeevan Singh ji, ek baat mere mann mein kaafi der se chal rahi hai.
Jeevan Singh_ Boliye Baldev ji. Aaj jo kuchh poochhna hai, poochhiye.
Dadaji_ Aapke ghar mein itne saare pote, nati, bahuen aur damad hain. Kai jode shaadi-shuda hain aur isi haveli mein rehte hain... lekin maine ek bhi chhota bachcha nahi dekha.
Dadaji thoda rukkar Jeevan Singh ki taraf dekhne lage.
Dadaji_ Iski koi khaas wajah hai kya?
Jeevan Singh ka chehra ekdum badal gaya. Unki aankhon mein purani yaadein ubhar aayi.
Jeevan Singh_ Hai, Baldev ji... aur ye baat mere liye aaj bhi bahut bhaari hai.
Dadaji_ Agar parivaar ki bahut nijji baat hai to aapko batane ki zaroorat nahi.
Jeevan Singh_ Nahi. Aapko sach pata hona chahiye. Aaj Jay ne jo kiya hai, uske baad shayad pehli baar main kisi apne aadmi ke saamne ye sab keh sakta hoon.
Dadaji seedhe hokar baith gaye.
Jeevan Singh_ Jaswant ne sirf kushti nahi jeeti thi, Baldev ji... usne mere ghar ke logon ki zindagi par apna darr bithaya tha.
Dadaji_ Aap kehna kya chahte hain?
Jeevan Singh ne dheere se jawab diya.
Jeevan Singh_ Usne mere ghar ke kai jawaan mardon ko zabardasti uthwaya tha. Unki marzi ke khilaaf unki nasbandi karwa di....
Dadaji kuchh pal tak chup rahe.
Dadaji_ Kis-kis ke saath?
Jeevan Singh_ Main aapko ek-ek karke bataata hoon.
...............
Jeevan Singh_ Sabse pehle Nirbhay ka parivaar uske nishane par aaya.
Dadaji_ Nirbhay...?
Jeevan Singh_ Haan. Nirbhay..
Jab hum sab Jaswant se aur uske admiyon se haar kar aaye to uske baad ghar mein kuchh din ak matam raha..
Uss samay lagbhag mere sabhi bachcho ke bachche ho chuke the..
Aur bachche kushti me apna hath bhi aajma rhe the, bachchon ki zimmedari badh rahi thi..
Wo bade hokar Jaswant ko challenge kar sakte the..
lekin Jaswant ko ye manzoor nahi tha ki mere ghar ka koi aadmi uske darr se bahar apni zindagi jiye.
Wo chahta tha, ki mere ghar kaa har mard uske dar ke saaye me jiye..
Ek raat uske aadmiyon ne Nirbhay ko raste se zabardasti utha lia...
Hum Ghar walon ko kuchh samajhne ka mauka tak nahi mila.
Dadaji_ Aur phir?
Jeevan Singh_ Agle din woh wapas aaya... lekin andar se toot chuka tha.
Usne bas itna kaha tha ki Jaswant ke logon ne uski marzi ke bina uski nasbandi kara di..
Aur use dhamki di ki agar usne awaaz uthayi to uski patniyon aur bachchon ko nuksaan pahunchaya jayega.
Dadaji ne gehri saans li.
Dadaji_ Isliye Nirbhay itna chup rehta tha...?
Jeevan Singh_ Sirf isliye nahi. Uske baad Jaswant ne uske dimaag mein ye darr bitha diya tha ki woh apne parivaar ke liye bhi kuchh nahi kar sakta.
...............
Jeevan Singh kuchh pal chup rahe, phir bole.
Jeevan Singh_ Phir Chandrabhan ke ghar ki baari aayi.
Dadaji_ Chandrabhan ke parivaar mein bhi?
Jeevan Singh_ Haan. Raghav aur Vikram tab jawaan ho rahe the. Chandrabhan ne Jaswant ke saamne khade hone ki koshish ki thi.
Jaswant ne seedhi dhamki di — “Agar mere khilaaf gaye, to tumhare ghar ke mardon ko bhi nahi chhodunga.”
Dadaji_ Chandrabhan ne kya kiya?
Jeevan Singh_ Usne apne bachchon ko bachane ke liye chup rehna chuna. Lekin Jaswant ne phir bhi apne aadmiyon ko bheja.
Jeevan Singh_ Chandrabhan ko jabarjasti le gyaa..
Kuchh ghanton baad jab woh wapas aaya, usne kisi ko kuchh nahi bataya.
Sirf itna kaha — “Pitaji, hum Jaswant se nahi lad sakte.”
Dadaji_ Ye sirf ek aadmi ki haar nahi thi... poore ghar ki himmat tod di gayi thi.
Jeevan Singh_ Bilkul.
...............
Dadaji_ Udaybhan ke ghar mein bhi aisa hua?
Jeevan Singh_ Haan. Lekin Udaybhan ke saath ek aur cheez hui.
Dadaji_ Kya?
Jeevan Singh_ Uske saale Balram aur Ranvijay dono pehalwan the. Dono ne Jaswant ke saamne jhukne se inkaar kiya tha.
Jeevan Singh_ Jaswant jaanta tha ki agar ye dono mere parivaar ke saath khade rahe, to darr poori tarah toot sakta hai. Isliye unhe bhi dhamkaya gaya.
Dadaji_ Lekin Balram aur Ranvijay to aaj bhi kushti karte hain.
Jeevan Singh_ Isi wajah se un par uska poora plan kaam nahi kar paya. Dono ne bahut mazbooti se virodh kiya. Lekin unhe bhi us waqt zabardasti utha kar le jaane aur unke parivaar ko nishana banane ki dhamki di gayi thi.
Dadaji_ Matlab Jaswant sirf sharir ko nahi, aadmi ki himmat ko todna chahta tha.
Jeevan Singh_ Haan. Uska asli hathiyaar wahi tha — darr.
...............
Dadaji_ Suryabhan ke ghar ka kya?
Jeevan Singh_ Wahan bhi uska dabdaba pahunch chuka tha.
Lakin kuchh salo baad, tab tak wo apni har patni se santan prapti kar chuka tha...
Jeevan Singh_ Mere ghar ke mardon ko baar-baar ye mehsoos karaya gaya ki unki apni zindagi par bhi unka adhikaar nahi hai.
Dadaji_ Aur aap...? Aapne us waqt kya kiya?
Jeevan Singh ki aankhon mein dard aa gaya.
Jeevan Singh_ Main ladna chahta tha, Baldev ji.
Bahut baar chahta tha. Lekin Jaswant akela nahi tha. Uske aadmi, uske pahalwan, uski iss area me majburi pakad...
aur sabse badhkar mere ghar walon ko nuksaan pahunchane ka darr.
Dadaji_ Lekin aap to khud kabhi dabne wale aadmi nahi rahe.
Jeevan Singh_ Aadmi apne liye lad sakta hai... lekin jab saamne apne bachchon aur pote-potiyon ki jaan ka sawaal ho, to kabhi-kabhi darr insaan ko rok deta hai.
Dadaji chup ho gaye.
...............
Dadaji_ Aur Rajeshwari?
Jeevan Singh ki nazar turant neeche ho gayi.
Jeevan Singh_ Rajeshwari ne sab dekha hai.
Dadaji_ Isi liye usne kasam khai thi ki Jaswant ko haraane wale aadmi se hi shaadi karegi?
Jeevan Singh_ Haan. Usne apne bhaiyon ko toot-te dekha. Mujhe bhi Jaswant ke saamne apmaan sehna pada. Usne apni aankhon ke saamne apne ghar ki himmat ko girte dekha.
Usne mujhse ek din kaha tha — “Pitaji, jis din koi us aadmi ko uski jagah dikha dega, us din mujhe lagega ki hamara ghar dobara khada ho gaya.”
Dadaji_ Aur aaj Jay ne wahi kiya.
Jeevan Singh ne dheere se sir hilaya.
Jeevan Singh_ Aaj Jay ne sirf Jaswant ko nahi haraya, Baldev ji. Usne mere ghar ke logon ko ye ehsaas karaya hai ki Jaswant ajey nahi hai. use haraya bhi jaa sakta hai aur toda bhi jaa sakta hai..
...............
Dadaji kuchh der tak chup rahe. Phir unhone Jeevan Singh ki aankhon mein seedha dekhkar kaha.
Dadaji_ Lekin ek baat yaad rakhiye, Jeevan Singh ji. Jo Jaswant ne kiya, uska jawaab Jay ko Jaswant bankar nahi dena hai.
Jeevan Singh_ Main bhi yahi chahta hoon.
Dadaji_ Jay ne aaj kushti jeeti hai. Ab asli kaam ye hai ki aapke ghar ka koi bhi aadmi dobara kisi ke darr mein apni zindagi na jiye.
Jeevan Singh_ Aur isi liye main Jay ko sirf apna mehmaan nahi samajhta.
Dadaji_ To kya samajhte hain?
Jeevan Singh ki aankhon mein pehli baar halka sa sukoon dikha.
Jeevan Singh_ Apne ghar ki woh awaaz... jo saalon se dab gayi thi.
Dadaji ne dheere se sir hilaya.
Dadaji_ Phir us awaaz ko kabhi dobara dabne mat dena.
Jeevan Singh_ Nahi, Baldev ji. Ab nahi.
...............
...............
Dadaji kuchh pal tak chup baithe rahe..
Phir unhone Jeevan Singh ki taraf dekha.
Dadaji_ Kyaa apka koi beta, pota, damad, nati, aur apne beton aur damado ke damad..
Koi bhi baap nhi ban sakta...
Jeevan Singh ghambhirta se bole..
Jeevan Singh_ Nhi, Baldev Singh ji, isi liye me isme apki sahayata chahta hun..
Dadaji_ Me isme apki kyaa madad kar sakta hun?
Jeevan Singh_ Mujhe kuchh mahino ke liye jay de dijiye..
Dadaji_ Jay?
Jeevan Singh_ Dekhiye Baldev ji, me ghuma fira kar nhi bolta hun..
Me chahta hun, jay mere sabhi photo, potiyon aur nati, natiyon ko santan sukh den..
Dadaji_ Jeevan Singh ji?
Jeevan Singh_ Ye sab kese hoga, wo aap mujh per chhod de, aap bas mujhe jay de den..
Dadaji_ Jay, Ak khunkhar sher hai Jeevan Singh ji..
Wo sirf apke ghar ki un aaurato kaa sikar nhi karega, jinhe aap santan sukh dena chahte hai, wo apke ghar me mojud kisi bhi aurat ke sath sambhog kar sakta hai..
Jeevan Singh_ Kyaa?
Dadaji_ Jay, kisi ak chut per nhi rukta, Jeevan Singh ji..
Agar aap isse sahmat ho, to hi Jay se iss vishay me baat kariyega..
Jis pal se aap usse ye mangege, uss pal se uske aur apke bich ki wo maryada ko wo khatam kar dega..
Aur wo khul kar apni ikcha vyakt karega aur apko use pura karna hoga..
Jeevan Singh_ Me iss per vichar karta hun..
Dadaji_ Ji..
Jeevan Singh_ Baldev Singh ji, mujhe apse 2 batein aur karni thi..
Dadaji_ Kyaa?
Jeevan Singh_ Apke Jay ko mere ghar ki do ladkiyon se Shadi karni hogi..
Dadaji_ Ji?
Jeevan Singh_ Rajeshwari Jay per mohit ho chuki hai, aur uski kasam ke anusar Jay hi uske liye sahi var hai..
Dadaji_ Lakin apne to Yuvraj ko uske liye chuna tha..
Jeevan Singh_ Aaj jo hua uske baad Rajeshwari ki pahli pasand Jay hi hai..
Dadaji_ Lakin Jeevan Singh ji, wo abhi bachcha hai..
Jeevan Singh_ Aap use bachcha kab se manne lage?
Dadaji_ Mene use taiyar kia hai, taki wo meri dusri patni aur mere bete Abhay kaa badla le sake sahar jakar..
Aur ye uske jeewan kaa sabse bada Laksh hai..
Jeevan Singh_ Lakin,Jay to Bhanu kaa beta hai naa?
Dadaji_ Jay, Bhanu kaa nhi Abhay kaa beta hai..aur uski ye sachchai jamane se chipi huyi hai..
Aap un chand logo me ho, jo ye baat jante hai..
Jeevan Singh_ Kyaa jay janta hai, ye baat?
Dadaji_ Haa, wo janta hai, aur wo agle saal hi sanjanpur Jane wala hai, padne ke liye, aur apne maa baap ke katilo ko dhundne ke liye..
Jeevan Singh_ Me apko vachan deta hun, Baldev Singh ji, ki apka ye Raaz Raaz hi rahega..
Dadaji_ Dhanywaad..
Jeevan Singh_ Dekhiye, Jo apne kaha uske hisab se to jay, bilkul akela hai, Jeewan me..
Aur khud ke liye nirnay lene me saksham bhi hai..
Agar uski shaadi Rajeshwari aur Ishita se ho jati hai..
To uske liye bhi achcha hai, use koi support dene ke liye hoga, uski life me..
Dadaji_ Ishita?
Jeevan Singh_ Ishita, meri beti Vasundhara aur damad Aanand ki beti hai..
Jaswant ke che gundo ne salo pahle Aanand ko bahut pita tha..
Uss wakt Ishita ne Kasam khai thi ki, wo usi aadmi se shaadi karegi jo, unn che gundo ko harayega..
Aur Jay ne anjane me naa sirf un chhe ko haraya balki, wo chaute bhi di...
Jinhone Ishita ke dill ko man ko rahat di..
Dadaji_ Jeevan Singh ji mere pote kaa pura jeewan badal jayegaa iss chij se..
Jeevan Singh_ Uski apni biwiyan hogi use support karne ke liye..
Dadaji_ Aap samajh nhi rhe hai, usko mene ak challenge dia hua hai, 100 streeyon ke sath sambhog kaa..
Wo use pura nhi kar payega, agar wo ghar grahasthi me ulajh gya to..
Aur ak pal ke liye me ye challenge bhul bhi jaun to wo mere bete,bahu aur meri biwi kaa badla nhi le payega..
Ye dono uski kamjori ban jayegi...
Aap samjhane ki koshish kariye..
Me use in dono Shadi ke liye nhi Raji kar sakta..
Jeevan Singh_ To ye faisla hume Jay per chhod dena chahiye..
Dadaji_ Theek hai..
Aur ye dono aise hi charcha karte rhe..

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)