22-09-2026, 01:50 PM
...............
Jaswant_ mujhse dobara ladne ki khwahish bhi tumhari puri ho jayegi Jay..lakin pahle mere 6 khas aadmiyon se to milo..
Jaswant ke peeche khade chhe pehalwan ab dheere-dheere ak ak karke aage aaye..
In sabki umar 40 se 46 saal ke beech thi aur har ek ka apna alag kushti style tha.
Jaswant_ Jay... tumne mujhe pehle hara diya tha. Lekin us din mere ye chhe aadmi wahan nahi the.
Warna tum mujhe tak pahuch hi nhi pate..
Yahi tumhen masal ke rakh dete..
Aur Aaj tumhe in sabka saamna ek-ek karke karna padega.
Me_ Ek-ek karke?
Jaswant_ Haan. Dekhte hain tumhari himmat kitni der tak tikti hai.
Mujhe laga sala Jaswant sab ko ak sath bhej dega, maidan me..
...............
Jaswant ne apne chhe pehalwanon ki taraf ishara kiya.
Jay_ Ye ak-ak, das-das pahalwano per bhari hai, akele..
Lad paoge tum inse..
Ye hai Bhairav
Bhairav
![[Image: file-000000004e008211bf5084a51d83a738.png]](https://i.ibb.co/8DZDk8dT/file-000000004e008211bf5084a51d83a738.png)
1. Bhairav Singh Dagar — 46 saal
Bhairav Singh Dagar sabse bada aur bhaari pehalwan tha.
Umar 46 saal, lekin sharir abhi bhi mazboot aur disciplined tha.
Uski sabse badi taqat thi uska grip aur body control. Woh opponent ko pakadkar uski movement ko dheere-dheere rokne ke liye jaana jaata tha.
Bhairav_ Main Bhairav hoon. Mere saamne aane wale pehalwan ko pehle apna balance bachana padta hai... phir kushti ladni padti hai.
Balram ne use gaur se dekha.
Balram_ Bhairav ki pakad se bachna aasaan nahi hoga.
Me_ Toh pehla mukabla inse hi?
Bhairav_ Agar himmat hai toh haan, Bachche wese bhi mujhe tujhse dada (Jaswant) ki haar kaa badla lena hai..
Me_ To aaja tujhe bhi utha utha ke patakta hun, jese tere dada ko patka tha..
Jaswant_ Arey itna utawala kyun ho rha hai, Jay.. Jara inke baare me jaan to le..
Varna bina inke baare me jane mar gya to?
Teri, Aatma ko shanti nhi milegi..
Ye sun kar sab shok ho gaye..
........
Jaswant_ Ye hai Gajraj..
Gajraj
![[Image: file-000000009fd08211a486880f1e7c2922.png]](https://i.ibb.co/1YyzHnh3/file-000000009fd08211a486880f1e7c2922.png)
2. Gajraj Singh Tanwar — 44 saal
Gajraj Singh Tanwar 44 saal ka tha. Uska sharir bhaari hone ke bawajood movement surprisingly tez thi.
Uska style pressure-based tha. Woh opponent ko lagataar peeche dhakel kar uski breathing aur rhythm disturb karta tha..
Gajraj_ Mujhe lambi kushti pasand hai. Main opponent ko jaldi nahi giraata...
pehle uska pace khatam karta hoon.
Ranvijay_ Iska stamina bhi kaafi mashhoor hai.
Gajrat_ Jay, tujhe aaj me yamraj ke darshan karwaunga..
Me_ Dekhtey hai, kon kisko kiske darshan karwata hai..
...............
Jaswant_ Ye hai Rudra..
Rudra
![[Image: file-00000000c4d8821197b90bb0357f27f9.png]](https://i.ibb.co/p62w43bc/file-00000000c4d8821197b90bb0357f27f9.png)
3. Rudra Pratap Shekhawat — 43 saal
Rudra Pratap Shekhawat 43 saal ka tha. Chhe mein sabse technical pehalwan maana jaata tha.
Uski khaasiyat thi footwork, timing aur sudden direction changes.
Woh opponent ke attack ko pehle hi padhkar uska counter nikalne ke liye jaana jaata tha.
Rudra_ Main zor se kam aur timing se zyada ladta hoon.
Udit_ Ye dangerous combination hai.
Harveer_ Haan. Iske saamne ek chhoti si galti bhi position kharab kar sakti hai.
Rudra ne meri taraf dekha.
Rudra_ Tumhare baare mein bahut suna hai bachche..
Me_ Aaj dekh bhi lena..
Rudra_ tum bahut josh dikha chuke, ab tumhare jamin per rengane ke din aane wale hai, me tumhare pairo ko salamat nhi chodunga...
...............
Jaswant_ Ye hai Dalpat
Dalpat
![[Image: file-0000000022148211a3363015844fe80a.png]](https://i.ibb.co/5WBZ0Nk6/file-0000000022148211a3363015844fe80a.png)
4. Dalpat Singh Chauhan — 42 saal
Dalpat Singh Chauhan 42 saal ka tha. Uski pehchaan thi uski explosive strength aur aggressive pace.
Woh akhade mein aate hi opponent par pressure banana shuru kar deta tha.
Dalpat_ Main zyada baat nahi karta.
Me_ Ye achhi baat hai.
Dalpat_ Kyunki meri kushti baat karti hai. Aur me aaj tujhe apni khushti ki pratibha se masal kar rakh hunga..
Dadaji ne mujhe dekha..
Baldev Singh_ Iske against apna stance neecha rakhna. Iska pehla pressure bahut tez hoga.
Me_ Ji Dadaji.
...............
Jaswant_ Ye hai Karanveer..
Karanveer
![[Image: file-00000000b4a08211a94a76e54b91dc4b.png]](https://i.ibb.co/xtKHvMG8/file-00000000b4a08211a94a76e54b91dc4b.png)
5. Karanveer Singh Hada — 41 saal
Karanveer Singh Hada 41 saal ka tha.
Chhe mein sabse athletic wrestler tha.
Uski speed, reflexes aur quick transitions uski pehchaan thi.
Karanveer_ Mujhe pata hai tum Tezz ho..
Me_ Aur mujhe pata hai tum experienced ho.
Karanveer_ Experience aur speed mein se aaj kiski jeet hoti hai, dekhte hain.
Karanveer ki aankhon mein confidence tha, lekin uske andaaz mein doosron ki tarah gussa nahi tha.
...............
Jaswant_ Aur hai hai, mera hukum kaa ikka, mera sabse khas pahalwan..
Shamsher
![[Image: file-000000001aec82079aa5f8e85b95ff32.png]](https://i.ibb.co/0p34C11J/file-000000001aec82079aa5f8e85b95ff32.png)
6. Shamsher Singh Rathore — 40 saal
Sabse aakhir mein Shamsher Singh Rathore aage aaya.
Umar 40 saal.
Woh chhe mein sabse chhota tha, lekin Jaswant ka sabse bharosemand pehalwan maana jaata tha.
Uska style unpredictable tha. Kabhi speed, kabhi strength, kabhi technical movement — woh situation ke hisaab se apni strategy badalta tha.
Shamsher ne mujhe seedha dekha.
Shamsher_ Maine tumhari purani kushti dekhi hai.
Me_ Achcha hai..
Shamsher_ Me tumhari pratibha se prabhavit tha, kintu dada se lad kar tumne apni mout ko nimantran dia hai..
Me_ Mritya to sab ko aani hai Shamsher, Lakin Babbar Sher kabhi, kisi ke dar me nhi jeeta..
Shamsher_ Teri haddiyan todne me maja aayega..
Me_ Kahi tumhari naa tut haye Shamsher..
Dadaji_ Jay, Sambhal kar..
Me_ Ji, dadaji..
........
................

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)