22-09-2026, 09:43 AM
...............
Harveer se kushti khatam hone ke baad Mene akhade ki mitti apne haathon se jhaadi.
Dadaji Baldev Singh ji ne meri taraf dekha aur bina zyada kuch kahe khatia ki taraf ishara kiya.
Baldev Singh_ Aaj ki kushti yahin tak. Ab kal se asli taiyari shuru hogi.
Me_ Ji Dadaji.
Jeevan Singh_ Jay, tumne aaj mere ghar ke kai pehalwanon ke saath kushti ki. Ab tumhe Jaswant ke liye alag tareeke se taiyar hona padega.
Me_ Ji, Jaswant ke liye jo karna padega, karunga.
Jeevan Singh_ Lekin yaad rakhna... Jaswant se ladte waqt tumhara gussa tumhara dushman nahi banna chahiye.
Me_ Main apna dimaag thanda rakhunga.
Rajeshwari door khadi sab sun rahi thi.
Rajeshwari_ Aur apni sehat ka bhi dhyan rakhna. Sirf jeetne ki zid mein khud ko thaka mat dena.
Me_ Ji Rajeshwari ji.
Dadaji man me - In chutiyon ko itni pratibha dikhane ke baad bhi lag rha hai, ki mera pota taiyar nhi hai..
Jo jaswant ko ak baat hara chuka hai, aur atit me jaswant jese 20 se jyada pahalwan hara chuka hai..
Uski takat ko ye abhi tak nhi samajh paye hai..
Me to sirf Jaswant ke khilaf, kushti ki ran niti ki taiyari ki baat kar rha tha..

![[+]](https://xossipy.com/images/bootbb/collapse_collapsed.png)